HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
?Court No. - 38
Case :- WRIT - A No. - 67396 of 2012
Petitioner :- Arvind Kumar Shukla
Respondent :- State Of U.P.Through Principal Secretary & Ors.
Petitioner Counsel :- Ashok Kumar Singh
Respondent Counsel :- C.S.C.,Harandra Yadav
Hon'ble Arun Tandon,J.
Counsel for the petitioner states that the writ petition may be dismissed as withdrawn as relevant facts pertaining to making of the application under the advertisement dated 07th December, 2012 had not been stated.
Writ petition is dismissed with liberty to file a proper petition disclosing the complete facts.
Order Date :- 16.1.2013
Pkb/
Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=2310493
आज फेसबुक पर जो डिसकसन हुआ है कोर्ट की कार्यवाही को लेकर -
************
Tripathi Vishwesh
kuch order jo sunnane me aa raha hai.
1-HIGH Court me 16 jan ko Akhilesh
Tripathi ki writ hui kharij.
2-Upper agr aur Lower age vale hue
manya .
3-Bharti par nahi lag saki koi rok . 4-JINHONE MANUALLY SCERT KO
AVEDAN BHEJA HAI VO BHI HUYE
MANYA .
5-TET weightage jaisa koi case nahi hai
baki Court me. Vo sirf paisa pasoolne
ke liye kuch logo ki hai afvah. SP sarkar me hue badlav ko court me mana ja
chuka hai sahi . Ek anya case me: BTC
SBTC 2007.08 B.ed sm sbko division
bench se tet se choot 15 din k ander
niukti ka adesh.
*******************
Amit Singhania
मित्रोँ आज मुझे कुछ अनोखी चीज़ देखने को मिली । जिस समय कोर्ट मेँ सुनवायी हो रही थी और टण्डन जी एक-एक याचिका खारिज करते जा रहे थे, तो गुणाँक वाले भाइयोँ के चेहरे पर अजीब सी झुँझलाहट दिखायी पड़ रही थी और उस समय तो मुझे बड़ा ही अजीब लगा जब अखिलेश त्रिपाठी की याचिका खारिज हुयी तो मेरे बगल मेँ बैठे महान गुणाँकधारियोँ के चेहरे पे पसीना आ गया।
आखिर क्योँ???
टण्डन जी ने तो वही किया जो ये लोग चाहते थे, फिर भी मस्तक पर पसीना !
शायद इनको अपनी जीत मेँ भी हार का आभास हो गया है या फिर हम हार कर भी जीत गए हैँ?
Like · · Follow Post · 19 minutes ago via mobile
Vinay Pandey and Vijay Verma like this.
Raj Mishra Wo bhi yahi chahte rahe honge ki jabtak bharti poori na ho jaye case Tondon ki bench me hee rahe jisase unaki seat pakki rahe aur ab case single bench se kharij hone se shayad unako bhi SC ka dar satane laga hai.
******************
Anand Kumar
Aaj pehli baar up ke adhyay me talented aur yogya shikshako ka selection hone ja raha tha lekin pehle kapil uske baad govt ab hc s. bench aade aaya. Ab dekhna hai ki india ki sheersha nyaypalika inko rahat deti hai ya phir gise pite acd jo kisi tarah tet me pass ho gaye hai unke chayan ko theek thahraati hai. Waise up me single bench sadav govt ke fvr me decision aur sc uske against me decision deti hai. So pray to god sc give the right decision yani old advt jo game start hone se pehle bana tha aur sc ne jyadater cases me ise hi theek kaha hai.
************
Rajesh Pratap Singh
Aj jo hua,
1-15th amendment ke dwara purane vigyapan ko radd karna unlawful tha kyunki amendment prospective hota hai.
Par ye vacancy bad hai means add me technikal problem hai isliye ise kharij kr dena chahiye aur akhlsh tripathi ki writ kharij.
2-age ke mudde par relaxtion diya means 18 to 40,
inko 21 tak avedan krna hai kaisi ye odr se pata chalega.
Inhi logon ke sath jinhone purane avedan ki suchna scert bheji hai unhe bhi phir avedan karna hai.
3-advct anil tiwari je ne alag alag universts ke b'ed ke theory/practcl ke marks ka chart lekar aye the unhone 200/400 ke practcl se ane vale diff ko bahut achchi tarah se rakha aur kaha ki ye artical 14 ka voiletn hai use bhi nahi suna kharij kiya.
Waitg kharij kiya dena na dena sarkar ka right.
Good things,
ye mana ki post vahi hai vacancy vahi hai,
ye mana ki amendment prospectiv hota hai,
15 amendmnt se add radd krna unlawful.
Age ko mana.
Db ka ground mazboot kiya.
Inka maqsad bharti krvana lag raha tha nyay nahi.
Hume inse aur kuch ki ummeed bhi nahi thi inse picha chuta ye kya kam hai.
Kal shailendraje ki writ par bahas hai satrday ko db me writ file ho jayegi.
Jai hind jai tet.
********************
Thanking you.
Dear Rajesh j ab to yah hamare jeewan ka lakshya ban gaya hai tet ki laaj ko bachaye rakhana. Hamara tet aabad tha hai aur aabad rahega.Aap fighat karen hum aapke saath hai. Hamne bhi laathi khai hai aur aise kaise tet ko chor denge,Agar mughe puri umar ladna pade to ma ladunga. Jai tet Jai Hind
ReplyDeleteMitra aap sabhi TET merit supporters se mera aagrah hai ki yadi aap log mera sath de. Mera vishwas kre ki ye bharti prakriya kadapi nahi rukegi aur TET merit k aadhar pr 31/03/2013 tak selection bhi ho jayega. Mujhe paise ki nhi bas aapke sahyog aur samay ki jarurat hai. Please contact Me very soon 9935905950 all the TET merit supporter.
DeleteHi Frndz !.....
ReplyDeleteAb to kuchh samajhiye aap loggg****
1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428
Hi Frndz !.....
ReplyDeleteAb to kuchh samajhiye aap loggg****
1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428
1.Mujhe to aisa lagta hai jaise ye Akhilesh Tripathi aur unke sathi swayan nhi chahte the ki ye bharti jaldi se jaldi sampann ho.
ReplyDelete2. Mujhe aisa hi pratit hota hai mano Tandon saheb ka selection bhi Gunank k aadhar pr hua hai ya fir unka koi Rishtedar jo behtar Gunank wala hai, usi k hit ko dhyan me rakhkar ye faisla sunaya gaya ho jo kahi se tarko ki kasauti pr khara utarata ho.
Hi TET frndz ! I am Shadab Alam from Kanpur ....my UPTET marks (Ist ppr 126/150 , IInd ppr 120/150))........CTET marks(Ist ppr 99/150 , IInd ppr 100/150)............I am a GEN cnddt having GUDAANK 60.4 ***************************ab kaam ki baat ....................
ReplyDeleteabhi tak HC me jo kuchh hua, aur newspapers me jo bhi aaya un sab ka analysis karne ke baad mai kah sakta hoon k-----------------------------------------------------
1- HC ne TET merit ki maang KHAARIJ ki
2- PRMRY teacher banne ke liye har haal me TET pass karna ANIVAARYA
3- HC ne Shulk 500 Rs. se 50 Rs. karne ki maang KHAARIJ ki
4- HC ne (18-21) aur 40+ age walo ke aavedan maanya kiye
5- HC ne age relaxation paane walo ko 21 Jan 2013 tak praarthna patr bhejne ke liye kaha (AAVEDAN NAHI)
6- Jin logo ne HC ke aadesh se puraane aavedano ki copy SCERT ko 31.12.12 tak bheji thi unke aavedan bhi maanya
7- Bharti ke niyamo ke anusar "soochna chhipa kar" TET pass karne walo ko baahar karne ki taiyaari
8- 72825 shikshko ki bharti me "shikshamitro" ki 10% KOTE ki maang khaarij
9- Is bharti me 2011-12 session ke B.Ed. pass abhyarthi baahar
10- TET exam me 83-89 no. se qualified OBC abhyarthiyon ko OBC kote ka laabh dobaara nahi milega
11- Wo sabhi log jinki yaachikaaen KHAARIJ ki ja chuki hain , DB me 30 dino ke andar appeal kar sakte hain ....un sab ke liye ye aakhri mauka hoga **********************************************************
MERE JIN FRNDZ KO MERE ANALYSIS SE AETRAAZ HO TO WO IN ANALYSIS PAR BILKUL BHI VISHWAAS NA KAREN AUR SWAYAM HI SATYA KA PATA LAGAAYEN .......THANKS.............shad8762@gmail.com(FACEBOOK).............cntct-9307476428
"Hindustan Paper ki news se aap log kyo pareshaan hain ? "..............
ReplyDeleteZara sochiye kya ye possible hai /.......aur apni akal lagaaiye !........ 2 dino me hi clear ho jaaega ke ye news kiske liye hai .....Hindustaan wale ne to sab ke dilo ki dhadkane badhaa di ....hahhahahaa.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK)....cntct- 9307476428
Hi TET Frndz !
ReplyDelete"EK BAR PHIR COURT NE BADLA PAALA"
****************************
TWO OPPOSITE DECISION EK SAATH------ SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL*********
Ab aap dekhiye ke High Court ne ye kya kiya***
1- TET Anivaarya hoga (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
2- B.T.C. kare ya Vishisht B.T.C. , Bina TET pass kare koi bhi teacher nahi ban sakta (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
3- High Court ne TET par lagaayi Muhar (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
4-Sabh B.Ed. degree dharak 72825 post par aavedan kar sakte hain (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
5- Govmnt. 15 dino ke andar sabhi B.Ed. dhaarako se aavedan maange (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
6- Ye B.Ed. dhaarako ko PRIMARY TEACHER banne ka aakhri mauka (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
7- Naye B.Ed. dhaarak PRIMARY TEACHER nahi ban sakenge (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
TO AB SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL..........AAGE AAGE DEKHIYE HOTA HAI KYA.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428