UPTET : स्वतंत्रता सेनानी कोटे को नहीं मिली वरीयता
न्यूज़ साभार - अमर उजाला
(To Share Your Views/ Suggestion/Discussion/Get Help
•72 हजार 825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती
इलाहाबाद/लखनऊ(ब्यूरो)। शिक्षक भर्ती के लिए जारी रैंक में परिषद की ओर से स्वतंत्रता सेनानी और भूतपूर्व सैनिक कोटे को कोई वरीयता नहीं दी गई है। एनआईसी की ओर से बेसिक शिक्षा परिषद की वेबसाइट पर जारी सूची में इस वर्ग को कोई महत्व नहीं मिला है।
सीतापुर की रैंक सबसे अधिक ः
शिक्षक भर्ती में अभ्यर्थियों ने सबसे अधिक आवेदन उन जिलों में किए जहां पर पदों की संख्या अधिक थी। परिषद की ओर से जारी विज्ञापन में सीतापुर जिले में सबसे अधिक पद थे, इस जिले की रैंक भी सबसे अधिक है। उदाहरण के तौर पर एक अभ्यर्थी जिसका हाईस्कूल, इंटरमीडिएट, स्नातक और बीएड का औसत अंक 61.3 है, इसकी सीतापुर में रैंक 83 हजार से अधिक है। इसी अभ्यर्थी की सबसे कम रैंक वाराणसी जिले में 8287 है। जिन अभ्यर्थियों ने अब तक अपना रैंक नहीं निकाला है, उन्हें इससे अपनी स्थिति समझने में आसानी होगी।
काउंसिलिंग को लेकर भ्रम ः
शिक्षक भर्ती की रैंक जारी होने के बाद आवेदन करने वाले अभ्यर्थियों में सबसे अधिक भ्रम है। 40 जिले में आवेदन करने वाले अभ्यर्थियों को काउंसिलिंग में कहां और कैसे रिपोर्ट करेंगे, इस बात को लेकर असमंजस बना है।
कृषि-विज्ञान के अभ्यर्थियों की अच्छी रैंक ः
शिक्षक भर्ती की ओर से जारी रैंकिंग में सबसे अच्छी रैंक कृषि और विज्ञान के अभ्यर्थियों को मिली है। कृषि और विज्ञान के छात्रों को हाईस्कूल, इंटरमीडिएट और स्नातक परीक्षा में अच्छे अंक मिलने केकारण इस वर्ग के अभ्यर्थियों ने अच्छी रैंक हासिल की है।
सर्वर डाउन होने से अभ्यर्थी रहे परेशान ः
बेसिक शिक्षा परिषद की वेबसाइट पर शिक्षक भर्ती की मेरिट देखने के लिए दिन भर अभ्यर्थी परेशान रहे। सर्वर डाउन होने से उनकी परेशानी और बढ़ गई। कई अभ्यर्थियों की शिकायत है कि वेबसाइट पर अपना रोल नंबर भरने पर दूसरे का रैंक दिख रहा था।
मेरिट निर्धारण में भी चूका ः
शिक्षकों की मेरिट बनाने में भले ही सावधानी बरती गई हो पर इसमें भी कई खामियां हैं। उदाहरण के लिए अशोक कुमार यादव ने प्रदेश के 50 जिलों में शिक्षक भर्ती के लिए फार्म भरे। सोनभद्र में 1600 पद हैं और उनकी सामान्य रैंकिंग 52 और आरक्षित वर्ग में 23 आई है। इसी तरह श्रावस्ती में 1200 पद हैं। इस जिलें में सामान्य वर्ग में उनकी रैंकिंग 50 और आरक्षित वर्ग में 21 आई है। गुणांक के आधार पर इतनी कम मेरिट नहीं आ सकती है। इसलिए मेरिट निर्धारण में कहीं न कहीं चूक जरूर हुई है।
न्यूज़ साभार - अमर उजाला (23.1.13)
Agar sab aarakshn le lege to genral categrory wale kya krege... Jisko dekho bas arakshn chahiye kaise bhi
ReplyDeleteSara aasakshn khatm kr dena chahiye... Genral aachi rank bahr ho rhe hai, aur ye low rank in ho rhe hai.
ReplyDeletePlz koi batyga 10 ka stamp wala kya processure hai page 16 per kya hai our kaise le vigyapati ab web per kaise khulegi page 16 ke liya
ReplyDeletePregnant ledy kya counselling attend nahi kar sakti
ReplyDeleteKindly inform me my wife is pregnant kya vo counselling attend nahi kar sakti muskan ji pls mujhe batiya
ReplyDeleteyaaro koi to bataao....
ReplyDeletemera
gunank 67.50 hai,
maine kewal HATHRAS
me apply kiya tha,
meri general rank
1700 aayi hai... mera
kya chance hai ?
Chance pure hain
DeleteCounselling Kar sakti hai.but training me broblme aa sakti hai.training medical dekar bad me puri kar sakte hai.
ReplyDeleteGEN. rank 1712 hai Mahoba total seet 800, Banda rank 2085 total seet 1000, Sonbhadra rank 1645 total seet 1600, Lakhimpur rank 5913 total seet 6200,Sitapur rank 7963 total seet 6400 hai to kya chanse hai. kha councelling mai jana chahiye. Blog Editor please batao
ReplyDeleteJyada MAT soch bhai
Deletepregnant lady counselling me bhag lene se pahle ncte ki guidelines dhyan se padhe sec 8 para 3/2.
ReplyDeletepl. Koi batay ki NCTE approvel letter kya h . Ye kaha se milega.
ReplyDeletebhai b.ed. College se milega
ReplyDeletesitapur me 84000 rank h. Koi chance h.
ReplyDeleteabhimanyu ji ncte ke approval letter ki kya jarurat hai
ReplyDeleteBhai 10 ka stamp kya hai koi to batao
ReplyDeletesitapur me 84000 rank h. Koi chance h.
ReplyDeleteChance kam hai fir bhi best of luck for 2nd councilling
Deleteobc/sc ho to chance hai
ReplyDeletemera sitapur me 36303 rank aur lakhimpur me 30000 hai mere kya chance hai
ReplyDeleteMERA FORM NIRAST BATA RAHA HAI, MY DOB 01/07/1972, SHAYAD OVERAGE KE KARAN, WHAT TO DO?
ReplyDeleteSitapur general 63000 lakhimpur 52000 gonda 50000 sonbhasra 340000 koi chance pls bataye
ReplyDeleteJyoti mam
Delete340000(3Lakh se uper rank punah check karo)
Vijay deninath ji pls batiya ke NCTC guidlines mujhe kaha se mijigi phone no 09873220196 urgent ha sir
ReplyDeletepls koi mejhe ye information dega ki Pregnent lady ke counselling aur joining ky kya koi problem ha pls pls reply
ReplyDeleteMaine form me sirf univrcty ka nam likha h college ka nahi. Councelling me koi dikat to nahi hogi .plz tel anyone.
ReplyDeleteThanks
Kisi k pas 10rs halafname k prarup k bare me koi news ho to sare karen
ReplyDeletePregnent hone ki sthiti me counsling par koi fark nahi padega. lekin joining 1 sal bad mile gi. ye confirm h . isliye tension mat lo.
ReplyDeleteplease help
ReplyDeletemaine uptet 2011 ka AVEDAN bhara hai ,
jisme maine PHOTO ID PROOF me BANK PASS BOOK option choose kiya hai ,
PHOTO ID PROOF NO. me maine A/C no mention kiya but,
usme space kam hone se A/C no ka ek last digit print out me nahi aaya ,
so iss condition me FV DEVIT use karna hai ya kya karna hai ?
please help
---------------------------------
NCTE approval letter kya hai ?
jyoti jee 340000 renk hone ke baad bhi aap kese soch sakti he ki aap safe he. aapka number pahla he lekin sayad niche se.
ReplyDeleteNCTE approval letter kya hai ?
ReplyDelete.........
gov ne jo document list de hai , usme to NCTE approval letter nahi hai ..........
MATHURA -- 13299 rank
ReplyDeleteMAINPURI -- 12220 rank
BIJNOR -- 14094 rank
BULANDSHEHR -- 11418 rank
CHITRAKOOT -- 18389 rank
HAMIRPUR -- 12909 rank
UNNAO -- 18003 rank
.........kya chance hai ?? aur kis marrit me ?.....
Is merit ka khel kuch samajh nahin aa raha hai?
ReplyDeleteIs merit ka khel kuch samajh nahin aa raha hai?
ReplyDeleteIs merit ka khel kuch samajh nahin aa raha hai?
ReplyDeletekya counselling me bhi...candidate ke form cancel ho sakte hai...wo bhi miner mistake par...jo marks se related na ho ...
ReplyDeletemera sc gunak 57 hai koi chance hai in 10 jilo mai
ReplyDeleteRank In sc cat
AGRA 4297
HATHRAS 5313
ALIGARH 5863
MATHURA 3701
ETAH 7396
BAREILLY 11570
BUDAUN 11209
SHAHJAHANPUR 13487
HARDOI 14165
KASGANJ 6754
mera sc gunak 57 hai koi chance hai in 10 jilo mai
ReplyDeleteRank In sc cat
AGRA 4297
HATHRAS 5313
ALIGARH 5863
MATHURA 3701
ETAH 7396
BAREILLY 11570
BUDAUN 11209
SHAHJAHANPUR 13487
HARDOI 14165
KASGANJ 6754
yaar pls koi batao kya ho jayega mera ya nhi........!!!!!!
ReplyDeleteTension lekar mrega kya. Ye to akhiles hi btayega kiska kahan hoga
Deleteblog editor g pls pls pls bataye ki
ReplyDeleteselection hoga ya nhi.....
AHISHEK JI APKA HARDOI ME HONE KE PRAAL CHANCES HAI....
ReplyDeletehigh court k orders ko is merit me follow nahi kiya gaya h.jaise ki 83-89 tet marks ko obc reservation nahi mile ga and overage ka mamla.kya sarkar high court k order ko nahi mane gi. lekin sarkar ne ko spl apeel bi nahi ki h. to ab kya hoga.
ReplyDeleteplz rep .....waiting....
ReplyDeleteAISA KUCH NAHI SONIA DON,T WORRY
ReplyDeletegov. g.o. load kar ke aakhiri ke page per 2 affedevit ke formet diye h unhi ke anusaar aap 2 affedevit bana ker counselling ke samay le jayeega....aur aapka ranking cut off B.ed. ki tarah hi aane ki ummid h isliye pahli counselling me adhiktam utne logo ko bulaya ja sakta h jitni ki jile me seats h......lekin first counselling ke baad second me 1 bada antar dekhne ko aayega...........
ReplyDeleteSONIA JI, sab kuch vaise hi hoga jaise ki B.Ed. ki counselling me hua tha ........ye hum sabhi log guess hi kar sakte h aur exact koi bhi is blog per nahi bata sakta......
ReplyDeleteMeri hardoi me 48000 rank hai general hu kya chance h
ReplyDeleteSampadak ji 59.9 walo kya chance rahega.
ReplyDeleteKahin is bharti me haryana jaisa khel to nahin khela ja raha hai.
ReplyDeleteMai aapse bilkul ittefak rakhti hu. Mera b yhi sochna h
DeleteNCTE approval letter kaha se banwana hai? college se ya jo site pe diya hai waha se downlaod karna hai?
ReplyDeletewaise isake baare me to nahi bataya gaya hai ki lana hai ya nahi? pls blog editor ji batane ka kast kare.
[BIG] BREAKING NEWS---> DOSTO---> ACCORDING TO VINNU ON CHAT BOX ---->MAHAGHOTALA VIKASH KUMAR OBC KUSHINAGAR 5501062057GEN 73OBC 32 MERIT 61.52 TET ROLL NO01052159 DOB 12/11/1984 SEE SELF[/BIG]
ReplyDeleteNCTE ke jis approval ki baat aap log kar rahe h vah yeh approve karta h ki apka B.E.d college manyta prapt h yeh letter aap college se prapt kar sakte h
ReplyDeletesunil kumar tiwari sunlkmrr@gmail.com
ReplyDeleteJI AAP INKA RANKING DETAIL KHOLKAR INKA FORM DEKHIYE TO SA PATA CHAL JAYEGA KI INHONE GREDUATION ME PURNANK 1650 KI JAGH 1000 LIKH DIYA AISA ISI LIYE HAI
KINDLY CHECK AND REVERT
hi
ReplyDeletehello
ReplyDeletebhaiyo mer sitapur mai80000 rank hai kya chances bante hai. pls rply
ReplyDeleteTET rank jindabad bhaiyo ham us kalyug k bhagwan ko bar bar sat sat naman karte hai jisne Serial k anusar first(1) rank prapt ki hai.ham uska name and district janana chahte hai.
ReplyDeleteDear TET frndz !
ReplyDeleteThis is Shadab from Kanpur !
VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428
Hi TET Frndz ! ………
ReplyDeleteAap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)
Hi TET frndz !
ReplyDeleteAgar aap sab online voting me vishwaas karte hain to maine kuchh analyse kiya hai aur wo sab aap ko batana chahoonga……………
Sabhi ke Gudaank ke liye online voting me 13479 TET cnddts ne VOTE kiya aur apne gudaank bataye Unki details ke anusar ****** ********
73+ wale 433 cnddts*********
72+ wale 48 cnddts*********
71+ wale 101 cnddts*********
70+ wale 162 cnddts*********
69+ wale 211 cnddts*********
68+ wale 297 cnddts*********
67+ wale 345 cnddts*********
66+ wale 412 cnddts*********
65+ wale 588 cnddts*********
64+ wale 707 cnddts*********
63+ wale 1083 cnddts***************************************
AB YAHAN PAR HUM RUKENGE *****kyu ke zara dhyaan dijiyega ke 63+ gudaank tak total cnddts 4387 hain …..matlab TOTAL 13479 cnddts me 4387 cnddts 63+ gudaank wale hain…iska matlab hua k TOTAL cnddts ke 32.5% cnddts 63+ gudaank wale hain .*******************
Magar in bhartiyon me total candidates 225000 (approx) aur TOTAl seats 72825 hain ***********
Ab thoda mathematics ka use karenge ******* Total cnddts 225000 ka 32.5% = 73125 cnddts aur MATLAB 73125 CNDDTS KA GUDAANK 63+ HAI *****JAB KI TOTAL SEATS 72825 HI HAI ************
To agar aap online voting me vishwaas karte hain to my frnds clear hai ke GEN walo me 63+ gudaank tak hi merit jaati dikh rahi hai ………..*****************
DUA YE KARIYE KE IN AAVEDAKO ME 10% SE 20% AGAR FARZI HAIN TO SHAYAD GEN GUDAANK KA CUT OFF 60 TAK JAAYE ……SHAYAD *****************
ab baaki to aap khud hi samajh sakte hain ……………… (humne ye aankde “sarkari naukri.com” ki gudaank online voting se liye hain….YE MERA APNE AANKDE NAHI HAIN) ******************
shad 8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428 (plz plz don’t call**** agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hai to SMS kar sakte hain) thanks