आप इस विषय की उचित व्याख्या / सही जानकारी सम्बंधित विभाग / अधिकारीयों से प्राप्त कर सकते हैं
कोर्ट में हुई कार्यवाही को इस लिंक पर क्लिक कर देख सकते हैं -
http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=2309727
/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
Kuch samajh me nahi aaya!!
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletebilkul galat interpretation hai ye bcoz jo hearing hui thi use dono judges ne 3 part m divide kiya tha
ReplyDelete1- btc 2004
2- special btc 2007-2008
3- urdu btc
aur ye decision ki tet nahi jaruri h kewal inhi k liye h jinhone 23-08-2010 se pehle btc ya special btc kiya ho
plz rumour na failayen plz.
bilkul galat interpretation hai ye bcoz jo hearing hui thi use dono judges ne 3 part m divide kiya tha
ReplyDelete1- btc 2004
2- special btc 2007-2008
3- urdu btc
aur ye decision ki tet nahi jaruri h kewal inhi k liye h jinhone 23-08-2010 se pehle btc ya special btc kiya ho
plz rumour na failayen plz.
Muskan ji aap galat samjh rahi hai usme ye kaha gaya hai ki yadi condidate b.t.c. n.t.t. etc nahi hai athart b.ed hai to use 6 months ki tranig leni hogi but T.E.T is compalsary ok
ReplyDeleteUPTET-टीईटी में छूट केवल 23.08.2010 से पहले के बीटीसी तथा वि बीटीसी को ही इलाहाबाद : जागरण ब्यूरो
ReplyDeleteइलाहाबाद हाईकोर्ट ने एक महत्वपूर्ण फैसले में कहा कि प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों मेंसहायक अध्यापक पद पर नियुक्ति केलिए शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी)उत्तीर्ण करना अनिवार्य है।
न्यायालय ने स्पष्ट किया कि एनसीटीई की 23 अगस्त 2010 को अधिसूचना जारी कर सहायक अध्यापकों की नियुक्ति के लिये टीईटी परीक्षा उत्तीर्ण करना आवश्यक है। यह आदेश न्यायमूर्ति अशोक भूषण व न्यायमूर्ति अभिनव उपाध्यायकी खण्डपीठ ने प्रभाकर सिंह व कई अन्य की स्पेशल अपील को निस्तारित करतेहुए दिया है स्पेशल अपील पर वरिष्ठ अधिवक्ता शशि नंदन राज्य सरकार की ओर से अपर महाधिवक्तासीबी यादव व एनसीटीई की ओर से रिजवान अख्तर ने तर्क रखा।सरकार की ओर से कहा गया किनि:शुल्क अनिवार्य बाल शिक्षा अधिकार अधिनियम 2009 के तहत केन्द्रीय एक्ट ने टीईटी की अनिवार्यता की अधिसूचना जारी की थी स्पेशल अपील में एकल न्यायाधीश के 11नवम्बर 2010 के आदेश को चुनौती दी गयी थी जिस पर कोर्ट ने हस्तक्षेप करने से इन्कार कर दिया। रही बात टीईटी में छूट की तो वहकेवल 23.08.2010 से पहलेके बीटीसी तथा वि बीटीसी को ही दी गयी है
news source-dainik jagran 17/01/2013
muskan ji, aap galat samajh rahi hain... tet ki choot kewal un logon ke liye hai, jo 23/08/2010 se pehle apni BTC/ SBTC ya urdu BTC ki trainning puri kar chuke hain... kripya logon ko gumraah na karen.
ReplyDeletepehlee baat court ne order nahin direction deeya hai.
ReplyDelete
ReplyDeleteismein kahan likha hai kee BTC/VBTC - jaraa dekhen -
"candidates possessing qualifications as referred to in paragraph 3 i.e. candidates having passed B.A. B.Sc. with 50% and B.Ed. are eligible for appointment as teacher for teaching class I to V beyond 1.1.2012 i.e. upto 31.3.2014. Thus, the eligibility of candidates in paragraph 3 has been continued by Central Government by allowing relaxation under sub-section (2) of Section 23"
ReplyDeleteOther eligible candidates ka kya matlab hai -
"In the result all the Special appeals are disposed of with the following directions:
(i)The appellants/other eligible candidates who have passed BA/BSc with 50% and are B.Ed being fully eligible for appointment as Assistant Teacher to teach Classes I to V as per Clause 3 of the notification dated 23rd August, 2010, as amended from time to time, are entitled for consideration for their appointment on vacant posts of Assistant Teachers in Classes I to V. The State authorities including the concerned District Basic Education Officers are directed to consider the claim of such persons while considering the appointment on the post of Assistant Teacher in institutions to teach Classes I to V"
ReplyDeletecase mein Part 6 vala section pado jo mene pubblish kiyaa hai -
http://naukri-recruitment-result.blogspot.in/2013/01/uptet-allahabad-highcourt-judgement_9703.html
(ii)Whether the candidates who are BA/BSc with at least 50% marks and possesses B.Ed. qualification are eligible for appointment as Assistant Teacher to teach Class I to V as per clause 3 of the notification dated 23rd August, 2010 without they having passed Teacher Eligibility Test (TET)?
ismein BTC/VBTC kahan se aa gayaa,
ReplyDeleteye case explain hote hote is sameeksha par pahunchaaa ki kya
(ii)Whether the candidates who are BA/BSc with at least 50% marks and possesses B.Ed. qualification are eligible for appointment as Assistant Teacher to teach Class I to V as per clause 3 of the notification dated 23rd August, 2010 without they having passed Teacher Eligibility Test (TET)?
Aur court ne decision diya hai ki yes.. They are eligible.
ReplyDeleteyour interpretation is not correct because although the notification and relaxation by the ncte authorise for the same but you need to go by the GO for appointment nor whether someone is otherwise eligible or not. Anyway final decision will be taken by the govt. and if the order is against it it has all the right to challenge the same. therefore donot get confused nor try to confuse the other.
ReplyDeletemere anusar court ne galat decision diya hai , para 1 me jo anivarya yogyata thi usme b.ed wale nahi the jiske nistaran me para 3 me NCTE dwara b.ed. ko 01/01/2012 tak valid kar liya tha , aur para 1 a bad jo dusri anivarya yogyata hai wo TET hi hai , atah tet anivarya yogyata hai, aap sahi samajh rahi ho muskan ji....
ReplyDeleteblock editor
ReplyDeleteplease help
maine uptet 2011 ka AVEDAN bhara hai ,
jisme maine PHOTO ID PROOF me BANK PASS BOOK option choose kiya hai ,
PHOTO ID PROOF NO. me maine A/C no mention kiya but,
usme space kam hone se A/C no ka ek last digit print out me nahi aaya ,
so iss condition me FV DEVIT use karna hai ya kya karna hai ?
please help
MAAFI CHAHUNGA BLOG EDITOR JI PER SONIA NE AAPKO "BLOCK EDITOR" KAHA HAI MERI SAMJH SE BY MISTAKE WO SAHI NAAM LE GAYI APKA BCOZ AAPNE MUJHE BLOCK KAR RAKHA HAI CB PER BCOZ MAINE KABHI BHI GALAT LANGUAGE KA PRYOG NAHI KIYA ISLIYE..................!!!!!!!
ReplyDeleteAREY BLOG EDITOR JI MUJHE TO BAS YEHI SAMAJH ME AA RAHA HAI CLAUSE 3 SE KI JO B.ED WALE LOG HAI WO SIRF 1-JAN-2012 TAK HI MANYA THE 1-5 TEACHERS K LIYE PER AB VO DATE EXTEND KAR KE 14-MARCH 2014 KAR DI HAI...... ISKA MATLAB YE NAHI KI UNKO TET KARNA COMPULSORY NAHI HAI...............!!!!!!!!! ISKE BAAD YE JOB SIRF AUR SIRF ELEMENTRY EDUCATION PAANE WALE KE LIYE REH JAYEGI MEANS "ONLY FOR BTC HOLDERS NOT FOR B.ED" SEEDHI SI BAAT PEHLE B.ED WALE 1 JAN 2012 TAK ELIGIBLE THE AUR AB 14-MARCH-2014 TAK BUT WO BHI WID QUALIFICATION OF TET BAS ITNA HE HAI ISSE JYADA KUCH NAHI..................!!!!!!!!!
ReplyDeleteMusical Honey ji,
ReplyDeleteMein kisee ko naam se block kar hee nahin patee hoon.
Sirf BAD WORDS ke filter mein jo bhee naam aa jaate hain, wahee BLOCK hote hain.
KUCH log comments repeat karne kee vajhe se bhee apne aap block hoi jaate hain, aur aise log 7 din baad apne aap UNBLOCK ho jaate hain
Aap 3-4 din wait karen
Amit, Tarun etc. aaj ke JAGRAN kee NEWS dekh len, Blog par aur mere FB mere group pap POST kee gayee hai
ReplyDeleteAapko sab samjh aa jayegee kee mein Gumrah kar rahee hoon kee nahin
Hi TET Frndz !
ReplyDelete"EK BAR PHIR COURT NE BADLA PAALA"
****************************
TWO OPPOSITE DECISION EK SAATH------ SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL*********
Ab aap dekhiye ke High Court ne ye kya kiya***
1- TET Anivaarya hoga (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
2- B.T.C. kare ya Vishisht B.T.C. , Bina TET pass kare koi bhi teacher nahi ban sakta (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
3- High Court ne TET par lagaayi Muhar (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
4-Sabh B.Ed. degree dharak 72825 post par aavedan kar sakte hain (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
5- Govmnt. 15 dino ke andar sabhi B.Ed. dhaarako se aavedan maange (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
6- Ye B.Ed. dhaarako ko PRIMARY TEACHER banne ka aakhri mauka (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
7- Naye B.Ed. dhaarak PRIMARY TEACHER nahi ban sakenge (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
TO AB SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL..........AAGE AAGE DEKHIYE HOTA HAI KYA.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428
court ho ya govt sab student ka gala ghotne mai lage hai
ReplyDeletemerit aa gayi hai lekin kya hoga
ReplyDeleteDear TET frndz !
ReplyDeleteThis is Shadab from Kanpur !
VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428
Hi TET Frndz ! ………
ReplyDeleteAap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)