/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, January 19, 2013

NCTE Notification Amendment 2 August 2011

NCTE Notification Amendment 2 August 2011


Iska baad ke notification ( amnedment) mein bheee aisa nahin dikh raha kee, Para 3 mein kuch change hua hai (aap log bhee batayen), See -

http://www.ncte-india.org/Norms/RTE-4.pdf





Previous/Other NCTE Notifications -


http://www.ncte-india.org/Norms/RTE-3.pdf


http://www.ncte-india.org/Norms/RTE-2.pdf
http://www.ncte-india.org/Norms/RTE-1.pdf

TET Guidelines -
http://www.ncte-india.org/RTE-TET-guidelines[1]%20(latest).pdf

17 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Blog editor ji :
    This is my interpretation of the notification of 23rd Aug 2010.

    In the first point
    1. Minimum Qualification
    (i) 1-V : TET is mandatory but qulification is not 50% BA/Bsc or Bed but intermediate and some diploma.
    (ii) V-VIII: TET is also mandatory with 50% BA/Bsc or Bed.

    So from point 1 TET is mandatory for 50% BA/Bsc or Bed for class V-VIII but
    If the same person wants to apply for class 1-V they can apply without TET but they will have to go through the 6 month training after appointment. and this is mentioned in clause 3.

    Also if you see the latest guideline

    http://www.ncte-india.org/RTE-TET-guidelines[1]%20(latest).pdf

    this also mention TET as one of the ESSENTIAL qualification but not a mandatory one.

    Let me know your thoughts.

    ReplyDelete
  3. aap log vyarth hi pareshaan kyu
    ho rahe ho?ye jo 15 din mein
    notification nikal kar niyukti dene
    ki baat kahi gayi hai ye un logo k
    liye hai jo sbtc training kiye huye
    hain magar tet fail hain...aur tet
    passed sbtc training kar chuke
    logo ke liye nikale gaye vigyapan
    ke antargat jo apply nahi kar
    paaye the...HC ne tet ki anivaryata
    khatm nahi ki balki HC ne to TET
    ko ulta anivarya hi bataya
    hai...JARA DHYAN SE DEKHIYE-------
    केन्द्र सरकार के इस निर्देश के क्रम में
    राज्य
    सरकार ने पिछले दिनों घोषित 72 हजार
    रिक्तियों में सिर्फ टीईटी उत्तीर्ण
    को ही आवेदन करने की अनुमति दी थी।
    इसके
    खिलाफ अभ्यर्थियों ने उच्च न्यायालय में
    अपील की थी। इस अपील पर न्यायालय ने
    प्राथमिक शिक्षकों के लिए
    टीईटी की अनिवार्यता को समाप्त करने
    से इंकार
    कर दिया है। साथ ही इस बार केन्द्र
    सरकार
    द्वारा दी गई छूट के क्रम में बीएड
    डिग्री धारकों को बिना टीईटी के
    ही आवेदन करने की छूट दे दी है। इस आदेश से
    बीएड धारक लाखों छात्रों को प्राथमिक
    शिक्षक बनने का अंतिम मौका मिल
    गया है।

    ReplyDelete
    Replies
    1. ismein ye jo neeche ki
      panktiya hain,ve news paper
      walo ki mangadant hain,aisa
      kuchh nahi hai....ye bhi
      spasht hai ki sbtc training
      kiye huye tet failed logo ko
      HC ne isliye mauka diya hai
      kyuki jab un logo ke liye
      SBTC training ka jo vigyapan
      nikala gaya tha usmein TET
      naam ki koi cheez ki
      anivaryata nahi thi,kintu
      baad mein NCTE dvara TET
      anivarya kar diye jane se
      aise logo ko sarkar niyukti
      nahi de rahi thi.....ab aise
      logo ke liye HC ne 15 din k
      andar vigyapan nikalkar
      unko niyukt karne ke
      aadesh diye hain...jo legal
      hain.....ye to news papers ki
      dohari prakriti hai jo ek
      taraf ye fi dikha rahi hai ki
      HC ne TET ki anivaryata
      samapt karne se inkaar kar
      diya hai aur ye bhi dikha
      rahi hai ki TET ki anivaryata
      samapt...kitna hasyaspad
      hai !....1 hi column mein ye 2
      viradhabhaasi baaten
      hindustani media hi likh
      sakta hai.....

      Delete
  4. mulayam puttr ne kaha tha yadi sp ki sarkar aati hai to tet ki badhiyata smapt hogi n he did it through court varna aap hi socho ek saal se court ne kuch nahi kiya aur 4 din pehle bomb phod diya

    ReplyDelete
  5. guys kya gov ki taraf se koi byan aaya hai

    ReplyDelete
  6. muje lagta hai ab bahrti ko to bhul hi jaoo cort ne to bharti ki asi ki tesi kar di haii

    ReplyDelete
  7. @@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
    hamare desh me ab padhe likhe gawar bahutayat me ho gaye hai jo har niyam ka apana matlab nikalte hai. adalato & judges ko sabut ke rup me likhi lines se matlab hai n ki un lines ke vastavic arth & bhav se. natija ye ki vakilo & judges ke pet bharne wale jo chahe descision likhawa le. TO HELL WITH UP GOVT & HIGHCOURTS
    @@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
    DEAR DEVENDRA BHAI TUMAHARI BAT 100% SAHI HAI AUR USI KA NATEEJA HAI KI AAJ HUM DO SAAL SE HC VS GOV DWARA SOSISHT HO RAHE HAI



    LEKIN AAP NE KAHI PADHA HOGA KI ATYACHAR KARNE WALE SE BADA PAPI ATYACHAR SAHNE WALA HOTA HAI


    HUM LOG KE AAPSI FOOT KA FAIYDA YE SARKAR UTHA RAHI HAI



    ISI BLOG PAR HAMARE BHAI KEWAL YE POOCHTE KI AB KYA HOGA ......................................................

    AB SARKAR YA CORT AB KITNE PAISE AUR DENE PADENGE BATA DO ABHI GAHAR KA CHAWL ,BIBI KE GAHNE ADI BACHNE HAI DATE DO KAB TAK DENE HAI



    BHAIYO MAI YE SAB IS LIYE NHI LIKH RAHA KI AAP KA MAJAK UDA RAHA HOO NHI
    MAI TO IS LIYE LIKH RAHA HOO KI AGAR AAP JAGOGE NHI BOLOGE NHI TO KABHI MAYA TO KABHI AKHILESH TO KABHI COURT ..........................

    ARE ITIHASH GAWAH KI JAB TAK HUM SAHTE RAHE TO ANGREJ ATYACHAR KARTE RAHE LIKIN JIS DIN HUM NE AAWAJ UTAHI ANGREJO KO BAHRAT CHODNA PADA




    HUM LOG KEWAL ATYACHAR SAHNA JANTE HAI

    MAI AAP LOGO SE JANANA CHHATA HO KI H.C. KE IS FAISLE PAR POORE U.P. ME KAHI BHI KISI PAPER ME NIKLA KI TET PASS CONDIDATE H.C. V SARKAR IS NIRNAY KA VIRODH KAR RAHE



    VIRODH NHI KIYA HAI KEWAL SARKAR KE VICHARO KO SUNNE KE LIYE SABSE POOCH RAHE BATAO BHAI HUM TO LUTE AB B.ED WALO KO LOOTNE WALA VIJAYAPAN KAB AA RAHA HAI


    22 JAN KO MERIT LIST JARI HONI THI US PAR HUMNE NHI SOCHA HA AB YE JAROOR SOCH RAHE KI S.CORT ME KYA FAISLA AAYEGA


    YAR MAI YE NAHI KAHTA KI MAI SABSE BUDHHIMAN HOO


    LEKIN ITNA JANTA HOO KI EK MAA JO APNE BACHHE KO DOODH BHI TAB PILATI HAI KI JAB WO RONE LAGTAA HAI


    MATLAB HUM KUCH BHI MANNE KO TAYYARHAI SARKARE VS.COURT ,H.COURT KUCH BHI LAQEER KE FAQEER KA FAISLA DE DE TO HUM MAN LENGE


    MERE IN SARE BATO KO LIKHNE KA EK HI MATLAB HAI KI AAP LOG JAGO AUR KEWAL AAJ HI NHI JAB JAB AAP KE SAMNE AISE CASE AAYE KI SOSHAD PAR SOSHAD HO TO AAP KO AAGE AANA HOGA JIS SE KISI BHAI PAR ATYACHAR NA HO


    MAI YEHA PAR YE BHI LIKHNA JAROORI NHI SAMAJHTA HOO KI AAP PAR KYA KYA ATYACHAR HOOIYE HAI


    AAP MAYAWTI KE TET SE AAJ TAK BINA TET KE BEECH BHARTI ME KYA KYA HOOA HAI O SAB GAREEB BEROJGARO KO NAUKARI KA LALACH DIKHAR MANSIK ROOP SE ,AARTIHIK ROOP SE,PROSESS ME LAGKAR SARIRIK ROOP SE KINA LOOT


    ARE BHAI KITNA LOOTOGE MERE PASS AB TAKAT NHI


    MERE TET ME 110 FLAT 260 GUDANK 65 HAI



    LEKIN AB YE ATYACHAR NHI BARDAAST NHI HOTA BHAI
    @@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
    AAJ DIL ME DARD KUCH JAYAD THA
    SOHA KOY NA AAP NA AAP SE BATT LENGE

    MIL GAYE AGAR HUM AAP TO
    APNI AAWAJ IN ATYACHARIYO TAK JAROOR PAHOCHA DENGE
    @@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@


    AAWAJ UTHANA HAI TO HUM KO EKJUT HONA PADEGA EKJOOT HOKAR AGAR HUM LOGO NE KALI PATTI BADH KAR AGAR ROAD PAR BAITH BHI GAYE AUR MEDIYA KO AGAR APNA GYAPAN BHI DE DIYA
    POORE UP ME 75 GAYAPN NIKLENGE


    AKHILESH SARKAR KI KHATIYA KHADI HO JAYEGI AUR MAJBOOR HO KAR HUME NYAY DENA PADEGA


    75 JILO SE KEWAL EK VAYKTI BLOG PAR AAYE AUR LIKHE KI IS DISTIC ME SUNDAY KO IS JAGAH PAR IKATHA HONA HAI JO BHI ATYACHAR KE KHILAF MEDIA KO GYAPAN DENA CHAH RAHE WO 10 BAJE TAK IKATHA HO ..............
    WO BHAI BLOG PAR AISE LIKH DE
    MERA DETAILS IS PRKAR HAI


    NAME........

    DIST........

    PLACE........

    TIME.........

    MO.NO............(KEWAL MO NO. PAR APNA NAME JAGAH MEETING KARNE WALE BHAI PAR JISNE MO NO DIYA HAI USKO MSZ KAR DE WO BHAI AAP KO CALL KAR LENGE .KIRPYA WAHI BHAI MSZ KARE JO USI DIST. KE HO AUR US JAGH PAR AA SAKE FALTU CALL KAR PARESAN NA KARE


    BHAI YE MRI BHAWNA HAI KI EK JARIYA HOGA AAWAJ UTHANE KA BAAKI AAP JAISA UCHIT SAMGHE


    AAP KA BHAI
    S.R. PANDEY
    DIST,SIDDHARTH NAGAR

    ReplyDelete
  8. DIST SIDDHARTH NAGAR KE BHAI JO MEDIA KO GYAPAN DENA CHATE HO WO MUGHE CALL KAR SAKTE HAI (KEWAL SIDDHARTH NAGAR DIST, KE LOG JO MEETING ME AANA CHHATE HO WAHI CALL KARE AUR DIST. KE LOG CALL NA KARE PLS..........................

    NAME.S.R.PANDEY

    MO NO.. 9918717144

    DIST.SIDDHARTH NAGAR

    PLACE.BANSI

    TIME.SUNDAY 10 AM

    ReplyDelete
  9. एक बार एक बिल्ली एक साँप को अपने मुँह मे दबाकर एक घर मे घुस गइ।उसके घर वाले घबड़ाए लेकिन मुहल्ले वालो को मजा आ रहा था परन्तु वही बिल्ली साँप दबाए जब दूसरे घर मे घुसी तो हसने वालो को रुलाइ आने लगी।

    ReplyDelete
  10. ye jo ho raha hai wo sb sarkar ki sochi samjhi chal hai.looto aur looto akhir sarkar hi loteri hai.ye rajjaya to dhannaya ho gaya aisa CM pa kar.shame on u CM...

    ReplyDelete
  11. agar koi AGRA se dharna kr raha hai to wo plz iska sanchalan karen aur blog par aye aur apna no de.hum bi awaz uthana chahte hain is anyay k virudh.koi is andolan ka sanchalan kare AGRA se.

    ReplyDelete
  12. TET ANIBARYA KARNE KO GYAPAN:
    Tet pass students ne fax ke jariye CM ke nam gyapan bheja hai isme shikshak bharti ke liye tet & b.ed holder ko hi patra ghosit karne ki mang ki hai. chhatron ka tark hai ki shikshak banane ke liye tet ko khatma karna tet pass balon ke liye dhokha hoga. esase students andolan karne ko badhya honge gyapan dene balon me Ram ji lal suman' Krishna kumar Singh' Dinesh Kumar' Sunil kumar Navin Kumar & anya samil the.

    ReplyDelete
  13. Hi TET frndz !
    Arre aap sab log itne kyu pareshan hain ............... mai apne un sabhi frndz se request karoonga ke wo na to daren aur na hi doosron ko darayen............. Zara aap log khud sochiye ke kewal Rank pata chal jaane se koi kaise bata sakta hai ke kiska kahan hoga ...aur kahan nahi........ Sitapur ke peechhe sab log pade hain ...hum usi ka example dete hai .....poore UP me 72825 seats hain...aur sitapur me 6400 ...iska matlab 72825-6400= 66425 seats to baaki zilon ki hai na..... to sitapur se in 66425 aavedako ko hata dijiye ..........phir apni rank ko read kijiye ...........doosri baat ...kisi ko nahi pata ke kitne aavedan farzi hain ...kisne kahan kahan se apply kiya hai ..... kaun first councelling me kahan jaaega ........ is liye doosro se poochhna band kijiye ....aur 2 ya 3 din intezar kijiye ......cut off merit aane ke baad hum sabhi dekh sakenge k kaun kahan stand kar raha hai............. iske alawa jaise jaise top gudaank wale apni seats lock karte jaaenge waise hi anya zilo se unke aavedan khud hi nirast hote jaaenge aur meirt neeche aati jaaegi ........ GEN me 60 tak rank wale ...OBC me 55 tak Rank wale Ummid mat Chhoden aur kisi ke kahne me na aayen ........ shad8762@gmail.com (FACEBOOK) ............ CNTCT- 9307476428

    ReplyDelete
  14. Dear TET frndz !
    This is Shadab from Kanpur !
    VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
    Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
    Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
    Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
    Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
    Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
    Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
    Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
    Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
    Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
    Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428

    ReplyDelete
  15. My Calculation for ....Kushinagar , Behraaich , Gonda , and Sitapur*********
    ***********************************************************
    My cousin's gudaank is 67.94 (GENERAL)..and HE IS SAFE IN THESE FOUR DISTT.
    67.94 (GENERAL)
    Rank in KUSHINAGARr - 2911/4000 .... It means Cutt off= 67.0 approx
    Rank in BEHRAAICH - 3226/4000 .... It means Cutt off= 67.6 approx
    Rank in GONDA - 3702/4000 .... It means Cutt off= 67.8 approx
    Rank in SITAPUR - 6176/6400 .... It means Cutt off= 67.9 approx
    *******************************************************
    NOW ITS CLEAR THAT THE CUT OFF (GENERAL) OF
    KUSHINAGAR=67.0 (GENERAL)approx
    BEHRAAICH = 67.6 (GENERAL)approx
    GONDA = 67.8 (GENERAL)approx
    SITAPUR = 67.9 (GENERAL)approx ***************************************************************shad8762@gmail.com (FACEBOOK)......cntct- 9307476428

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।