(To Share Your Views/ Suggestion/Get Help from/to Others)
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Saturday, January 19, 2013
UPTET : कोर्ट के फैसले से टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी स्तब्ध
(To Share Your Views/ Suggestion/Get Help from/to Others)
35 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
ReplyDeleteDEAR DEVENDRA BHAI TUMAHARI BAT 100% SAHI HAI AUR USI KA NATEEJA HAI KI AAJ HUM DO SAAL SE HC VS GOV DWARA SOSISHT HO RAHE HAI
LEKIN AAP NE KAHI PADHA HOGA KI ATYACHAR KARNE WALE SE BADA PAPI ATYACHAR SAHNE WALA HOTA HAI
HUM LOG KE AAPSI FOOT KA FAIYDA YE SARKAR UTHA RAHI HAI
ISI BLOG PAR HAMARE BHAI KEWAL YE POOCHTE KI AB KYA HOGA ......................................................
AB SARKAR YA CORT AB KITNE PAISE AUR DENE PADENGE BATA DO ABHI GAHAR KA CHAWL ,BIBI KE GAHNE ADI BACHNE HAI DATE DO KAB TAK DENE HAI
BHAIYO MAI YE SAB IS LIYE NHI LIKH RAHA KI AAP KA MAJAK UDA RAHA HOO NHI
MAI TO IS LIYE LIKH RAHA HOO KI AGAR AAP JAGOGE NHI BOLOGE NHI TO KABHI MAYA TO KABHI AKHILESH TO KABHI COURT ..........................
ARE ITIHASH GAWAH KI JAB TAK HUM SAHTE RAHE TO ANGREJ ATYACHAR KARTE RAHE LIKIN JIS DIN HUM NE AAWAJ UTAHI ANGREJO KO BAHRAT CHODNA PADA
HUM LOG KEWAL ATYACHAR SAHNA JANTE HAI
MAI AAP LOGO SE JANANA CHHATA HO KI H.C. KE IS FAISLE PAR POORE U.P. ME KAHI BHI KISI PAPER ME NIKLA KI TET PASS CONDIDATE H.C. V SARKAR IS NIRNAY KA VIRODH KAR RAHE
VIRODH NHI KIYA HAI KEWAL SARKAR KE VICHARO KO SUNNE KE LIYE SABSE POOCH RAHE BATAO BHAI HUM TO LUTE AB B.ED WALO KO LOOTNE WALA VIJAYAPAN KAB AA RAHA HAI
22 JAN KO MERIT LIST JARI HONI THI US PAR HUMNE NHI SOCHA HA AB YE JAROOR SOCH RAHE KI S.CORT ME KYA FAISLA AAYEGA
YAR MAI YE NAHI KAHTA KI MAI SABSE BUDHHIMAN HOO
LEKIN ITNA JANTA HOO KI EK MAA JO APNE BACHHE KO DOODH BHI TAB PILATI HAI KI JAB WO RONE LAGTAA HAI
MATLAB HUM KUCH BHI MANNE KO TAYYARHAI SARKARE VS.COURT ,H.COURT KUCH BHI LAQEER KE FAQEER KA FAISLA DE DE TO HUM MAN LENGE
MERE IN SARE BATO KO LIKHNE KA EK HI MATLAB HAI KI AAP LOG JAGO AUR KEWAL AAJ HI NHI JAB JAB AAP KE SAMNE AISE CASE AAYE KI SOSHAD PAR SOSHAD HO TO AAP KO AAGE AANA HOGA JIS SE KISI BHAI PAR ATYACHAR NA HO
MAI YEHA PAR YE BHI LIKHNA JAROORI NHI SAMAJHTA HOO KI AAP PAR KYA KYA ATYACHAR HOOIYE HAI
AAP MAYAWTI KE TET SE AAJ TAK BINA TET KE BEECH BHARTI ME KYA KYA HOOA HAI O SAB GAREEB BEROJGARO KO NAUKARI KA LALACH DIKHAR MANSIK ROOP SE ,AARTIHIK ROOP SE,PROSESS ME LAGKAR SARIRIK ROOP SE KINA LOOT
ARE BHAI KITNA LOOTOGE MERE PASS AB TAKAT NHI
MERE TET ME 110 FLAT 260 GUDANK 65 HAI
LEKIN AB YE ATYACHAR NHI BARDAAST NHI HOTA BHAI
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
AAJ DIL ME DARD KUCH JAYAD THA
SOHA KOY NA AAP NA AAP SE BATT LENGE
MIL GAYE AGAR HUM AAP TO
APNI AAWAJ IN ATYACHARIYO TAK JAROOR PAHOCHA DENGE
@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@
AAWAJ UTHANA HAI TO HUM KO EKJUT HONA PADEGA EKJOOT HOKAR AGAR HUM LOGO NE KALI PATTI BADH KAR AGAR ROAD PAR BAITH BHI GAYE AUR MEDIYA KO AGAR APNA GYAPAN BHI DE DIYA
POORE UP ME 75 GAYAPN NIKLENGE
AKHILESH SARKAR KI KHATIYA KHADI HO JAYEGI AUR MAJBOOR HO KAR HUME NYAY DENA PADEGA
75 JILO SE KEWAL EK VAYKTI BLOG PAR AAYE AUR LIKHE KI IS DISTIC ME SUNDAY KO IS JAGAH PAR IKATHA HONA HAI JO BHI ATYACHAR KE KHILAF MEDIA KO GYAPAN DENA CHAH RAHE WO 10 BAJE TAK IKATHA HO ..............
WO BHAI BLOG PAR AISE LIKH DE
MERA DETAILS IS PRKAR HAI
NAME........
DIST........
PLACE........
TIME.........
MO.NO............(KEWAL MO NO. PAR APNA NAME JAGAH MEETING KARNE WALE BHAI PAR JISNE MO NO DIYA HAI USKO MSZ KAR DE WO BHAI AAP KO CALL KAR LENGE .KIRPYA WAHI BHAI MSZ KARE JO USI DIST. KE HO AUR US JAGH PAR AA SAKE FALTU CALL KAR PARESAN NA KARE
BHAI YE MRI BHAWNA HAI KI EK JARIYA HOGA AAWAJ UTHANE KA BAAKI AAP JAISA UCHIT SAMGHE
AAP KA BHAI
S.R. PANDEY
DIST,SIDDHARTH NAGAR
vaibhav ji plz publish ur cell no.
ReplyDeletehello pandey je kl bansi milte h
ReplyDeletePAHLE TO SARKAR NE TET KO HALKA KIYA FIR COURT NE USE ITNA HALKA KAR DIYA KI FOOTBALL KI TARAH CHHAL DIYA !!!!!!!
ReplyDelete22 ko list jari ho ye sab ke vbtc / btc ke liye order hai ....
ReplyDeletetime 2 aM NEED AA RAKI SUBAH
CLASE 1 KI SARTEN 50% BA/BTC +B.ED JO VBTC/BTC CANDIDATE PUI KATE HAIN WO BTC/VBT FOEM NHAR SAKTE HAIN KYON KI CLASE 3 FINAL RICURMENT HAI NCTE KE ANUSAR . GOOD NIGHT
TUM DEKH LENA DOSTO NA MAIN DOOR NA TUM EK DIN IN NON TET KO BHI TET DENA PADEGA TABHI NIYUKTI MILEGI BUT AAJ YADI TET KE MARKS NA JUDE TO HAMARA FUTURE ANDHERE ME HAI.
ReplyDeleteBTC /BTC JINKE 50% BA/BSC + B.ED KE AWEDAN LENE KE BAAD HI LIST JAARI HOGI.
ReplyDeleteLIST 15 -20 DIN BAAD HI OUT HOGI.
SEE CORT ORDER SUNIL BHAI.
ReplyDeleteTET IS BETTER WAY FOR SELECTION
ReplyDeleteGOOD NIGHT
ReplyDeleteab dekhten h k sarkar ki taraf se kia decission liya jata h 22 jan ko merit k wajah sabi b.ed walo ko shamil karne ki adhisuchana na jari ho jaye.
ReplyDeleteTET IS BETTER WAY FOR SELECTION BUT KUCHH SWARTHIYON NE KHUD K SAATH SAB KO BARBAD KAR DIYA AB KAH RAHE HAIN KUCHH BHI KARO TET BACHAO............!!!!!!!!!!!!
ReplyDeletesunil shi kh rhe ho
ReplyDeleteशिक्षकों की भर्ती ने भरी सरकार की तिजोरी
ReplyDeleteएलएन त्रिपाठी, इलाहाबाद आम तौर पर कर्मचारियों की नियुक्ति सरकार के लिए आर्थिक रूप से बोझ का सबब बनती है। शिक्षकों की भर्ती का मामला इससे एकदम अलग है। जनगणना से लेकर आर्थिक सर्वेक्षण तक हर काम में इस्तेमाल होने वाले बहुउद्देश्यीय प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती सोने का अंडा देने वाली मुर्गी साबित हो रही है। वर्तमान में चल रही भर्ती प्रक्रिया में अब तक करीब 345 करोड़ की भारी भरकम धनराशि प्रदेश सरकार के तिजोरी में पहुंच चुकी है। माना यह जा रहा है कि उच्च न्यायालय के निर्देश के बाद इस भर्ती प्रक्रिया में शामिल होने जा रहे बेरोजगार बीएड कुछ ही दिनों में इस खजाने को दोगुना कर देंगे। प्रदेश में प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती की प्रक्रिया पिछले पांच वर्षो से अटकी पड़ी है। बसपा सरकार ने वर्ष 2011 में इस भर्ती को व्यापक पैमाने पर कराने की कोशिश की। इसमें हर जिले के लिए प्रत्येक अभ्यर्थी से 500-500 रुपये शुल्क मांगा गया था। बाद में उच्च न्यायालय ने हस्तक्षेप किया तो सरकार ने एक ही चालान के आधार पर पांच जिलों में आवेदन की छूट दे दी थी। यह भर्ती बाद में कानूनी समस्याओं में फंस गई और अंतत: निरस्त हो गई। इस दौरान अभ्यर्थियों द्वारा जमा पैसे करीब साल भर बाद अब वापस होने जा रहे हैं। 72825 पदों के लिए वर्तमान प्रदेश सरकार ने एक बार फिर विज्ञापन निकाला। इस बार अभ्यर्थियों की संख्या में कई गुना का इजाफा हो गया। प्रदेश सरकार ने इस भर्ती के आर्थिक फायदों का और बेहतर तरीके से दोहन करने के लिए जोरदार व्यवस्था की। एसबीआई के अधिकारियों की माने तो सात जनवरी को आवेदन की अंतिम तिथि समाप्त होने तक करीब 69 लाख चालान जमा हो चुके हैं। इन चालान के माध्यम से 345 करोड़ रुपये राज्य सरकार के खाते में आ चुके थे। सर्वोच्च न्यायालय पहुंची शिक्षक भर्ती की जंग :शिक्षकों की भर्ती का मामला उच्च न्यायालय से होते हुए सर्वोच्च न्यायालय तक पहुंच चुका है। धर्मेन्द्र कुमार सिंह व अन्य ने शिक्षकों की भर्ती मेरिट के आधार पर करने के निर्णय को चुनौती दी है। इनके द्वारा दायर जनहित याचिका (डब्ल्यूपीसी-30/2013) को सर्वोच्च न्यायालय ने स्वीकार कर लिया है।
शिक्षक भर्ती में अभी और बढ़ेंगी मुश्किलें
ReplyDeleteजागरण संवाददाता, इलाहाबाद : हाईकोर्ट के निर्देश के बाद प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती मामले में बेचैनी बढ़ गई है। विभाग के अधिकारी अदालत के फैसले का अध्ययन किया जा रहा है के सिवाय कुछ भी बोलने को तैयार नहीं हैं। अदालत के निर्देश पर अमल करने के लिए विभाग के पास फैसले की अधिकारिक प्रति मिलने के बाद से 15 दिनों का समय रहेगा। इन पंद्रह दिनों के भीतर विभाग दोबारा अदालत का रुख कर सकता है। इन सबके चलते प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों को शिक्षक मिलने में देरी हो सकती है। और अभ्यर्थियों की दुश्र्वारियां बढ़ जाएंगी। 16 जनवरी को अदालत से फैसला आने के बाद से अभ्यर्थियों में कोर्ट के निर्णय को लेकर असमंजस की स्थिति आ गई है। कोर्ट के निर्देश का पालन करने की सूरत में भर्ती प्रक्रिया समय से पूरी करना संभव नहीं होगा।
ye sp sarkar dhokha dene k alawa kuchha nhi karegi es sarkar ko nsihat do ki ya to bharti karo ya chair khali kro tumne to apna khajana bhar liya un bechare tetions ko puchhiye jinke mata-pita ne karj lekar k apne bachho ki b.ed.karai uske bad do bar awedan karaya .sali sarkar bechare tetions ki kurwani kab tak leti rhegi agar esa hi hal rha to koi bhi students aage se b.ed.aur btc ki aur dhyan nhi dega jisse schoolo mei achhe teacher hi nhi hoge. sarkar ka sarvshiksha abhiyan narak shiksha abhiyan dikhai dega.
ReplyDeleteyaro iss krodh ko andolan me badlna hoga.sunil ji shae kah rahe ki kuch swarthi logo ne is tet ka beda gark kya he.sarkar is bharti ko kabhi cha he nahi rahi the.so usne foot dalo or raj kro ki niti apnai.ab to college me staf bhe majak lelne lga ki BSP BETTER YA SP BETTER
ReplyDeleteशिक्षक भर्ती में अभी और बढ़ेंगी मुश्किलें जागरण संवाददाता, इलाहाबाद : हाईकोर्ट के निर्देश के बाद प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती मामले में बेचैनी बढ़ गई है। विभाग के अधिकारी अदालत के फैसले का अध्ययन किया जा रहा है के सिवाय कुछ भी बोलने को तैयार नहीं हैं। अदालत के निर्देश पर अमल करने के लिए विभाग के पास फैसले की अधिकारिक प्रति मिलने के बाद से 15 दिनों का समय रहेगा। इन पंद्रह दिनों के भीतर विभाग दोबारा अदालत का रुख कर सकता है। इन सबके चलते प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों को शिक्षक मिलने में देरी हो सकती है। 16 जनवरी को अदालत से फैसला आने के बाद से अभ्यर्थियों में कोर्ट के निर्णय को लेकर असमंजस की स्थिति आ गई है।
ReplyDeleteFRINDS NISHIT RUP SE ISSE TO BSP ACHE THE.KYOKI USNE TO CHRO KO PALA THA ISNE TO BEROJGOR KE SATH ESE LOOT MACHAI JO AB TAK KABHI SUNI BHE NAHI THE.AGAR " WRIGT TO REJECT" HOTA TO NISCHIT RUP SE YE 5 SAL KHUN NAHE PETE
ReplyDeletekyo bhaiyo court ne tet wali ko lut hi liya ab kya matter scourt le chana padega ya matter pahle hi pahuch chuka hai
ReplyDeletebhaion ye sarkar to paaglon ki tarah kaam kar rahi hai jaise ek paagal kabhi hasne lagta haikabhi rone lagta hai isi tarah akhilesh bhi paagal ho gaye hai poori tet exam se lekar teacher bharti ki prakriya komajak bana diya hai aise logon ko kursi par baithne kakoi hak nahi hai / akhilesh ji aapko to khud apna mind dekhkar kursi khali kAR deni chahiye isse achhi sarkar to ek claas 1 ka student chala lega
ReplyDeleteTET KE BHI NUMBER JUDWAO NON TET SE PEECHHA CHHUDWAO.
ReplyDeleteDOSTO JIS TARAH MP ME SAMVIDA SALA SIKSHAK KI VACANVY ME TEST TO SAB DETE HAIN HIGH SCHOOL SE BE.D TAK BUT NUMER B.ED. WALON KE JODNE SE UNKI MERIT HIGH HOTI HAI USI TARAH YAHAN BHI HONA CHAHIYE YADI NON TET BHI ISME SHAMIL HON TO TET KE NUMBER JUDNE SE HAM UNSE AAGE HONGE AUR SIRF TET WALE HI SELECT HONGE
ReplyDeleteDOSTO JIS TARAH MP ME SAMVIDA SALA SIKSHAK KI VACANVY ME TEST TO SAB DETE HAIN HIGH SCHOOL SE BE.D TAK BUT NUMER B.ED. WALON KE JODNE SE UNKI MERIT HIGH HOTI HAI USI TARAH YAHAN BHI HONA CHAHIYE YADI NON TET BHI ISME SHAMIL HON TO TET KE NUMBER JUDNE SE HAM UNSE AAGE HONGE AUR SIRF TET WALE HI SELECT HONGE, HC NE JAB ACD KO SARKAR KI NITI BATAYA HAI TO KYA YE FORMULA SARKAR KI NITI NAHIN HO SAKTI?????????????
ReplyDeleteHM TO SHURU SE SUNIL KI BAAT SE SEHMAT THE AUR SUPPORT BHI KIYA PAR HAMESHA ACD WALO NE SUNIL KO GALI DI.AB BHUKTO.AB YE WAHI SUNIL HAI JISKI BAAT AB ACDM WALO KO SAMAJH A GYI.AGAR AP SABHI JOB CHAHTE HAIN TO YE TBHI MUMKIN HAI JB OLD ADD BAHAL HO WARNA NON TETAINS BAZI MAAR LE JAYENGE BINA KCH AFFORD KIYE.SO PLZ FIGHT FOR OUR RIGHT
ReplyDeletes.p govt. ne vidhas sabha election ke pehle hi declare kiya tha ki wo TET ko khatam kar denge per wo usko khatan to nahi kar sakte the isliye uske astitva ko hi high court ke saath milker khatam karne ka he ye tarika khoja. jisse uttar pradesh me sanchalit self financed B.ed college jo bade-2 netaon ke hai, unki dukaane acchi prakar chalti rahe, kabhi practical me marks jyada dene ke naam per aur kabhi nakal karane ko lekar.in sab cheejo ko dekhne ke baad yeh spasht hai ye govt. ki pre planned planning thi jise log jaan kar bhi nahi samajh paaye.
ReplyDeleteSupreme court ki sunbai kab hai please tell me...........................?
ReplyDeleteall tet holders do`nt worry....
ReplyDeleteNCTE ki guideline ke anusar------
(1)dhara 23 ki updhara 1 me diya gaya hai ki yah state gov ko adhikar hai ki agar tet pass candidate post(padon)ke mutabik kam hai to vah bina tet pass balon ko bhi samil kar sakti hai. lekin joining/prathmikata/bariyata pahle tet pass balon ko hi dena padega(2)But ncte ke niyamo ke adhar par bhi up gov bina tet pass candidate ko samil nahi kar sakti ..kyoki-bina tet balo ko tab samil kiya ja sakta hai jab gov tet pass uplabdha na hon. isliye tet candidate sure ho jaye
Pata nahi kya hoga govt to har order par chuppi saadh lete hai
ReplyDeleteab to ho jaye niuktiya bas bahut paresaan ho liye hum log sarkar to koi bhi ho bas veroggaro ko lutne mai he lagi rehti hai
ReplyDeleteb.ed stdnts kab frm dal skta hai..............
ReplyDeleteHi TET frndz !
ReplyDeleteArre aap sab log itne kyu pareshan hain ............... mai apne un sabhi frndz se request karoonga ke wo na to daren aur na hi doosron ko darayen............. Zara aap log khud sochiye ke kewal Rank pata chal jaane se koi kaise bata sakta hai ke kiska kahan hoga ...aur kahan nahi........ Sitapur ke peechhe sab log pade hain ...hum usi ka example dete hai .....poore UP me 72825 seats hain...aur sitapur me 6400 ...iska matlab 72825-6400= 66425 seats to baaki zilon ki hai na..... to sitapur se in 66425 aavedako ko hata dijiye ..........phir apni rank ko read kijiye ...........doosri baat ...kisi ko nahi pata ke kitne aavedan farzi hain ...kisne kahan kahan se apply kiya hai ..... kaun first councelling me kahan jaaega ........ is liye doosro se poochhna band kijiye ....aur 2 ya 3 din intezar kijiye ......cut off merit aane ke baad hum sabhi dekh sakenge k kaun kahan stand kar raha hai............. iske alawa jaise jaise top gudaank wale apni seats lock karte jaaenge waise hi anya zilo se unke aavedan khud hi nirast hote jaaenge aur meirt neeche aati jaaegi ........ GEN me 60 tak rank wale ...OBC me 55 tak Rank wale Ummid mat Chhoden aur kisi ke kahne me na aayen ........ shad8762@gmail.com (FACEBOOK) ............ CNTCT- 9307476428
Dear TET frndz !
ReplyDeleteThis is Shadab from Kanpur !
VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428
My Calculation for ....Kushinagar , Behraaich , Gonda , and Sitapur*********
ReplyDelete***********************************************************
My cousin's gudaank is 67.94 (GENERAL)..and HE IS SAFE IN THESE FOUR DISTT.
67.94 (GENERAL)
Rank in KUSHINAGARr - 2911/4000 .... It means Cutt off= 67.0 approx
Rank in BEHRAAICH - 3226/4000 .... It means Cutt off= 67.6 approx
Rank in GONDA - 3702/4000 .... It means Cutt off= 67.8 approx
Rank in SITAPUR - 6176/6400 .... It means Cutt off= 67.9 approx
*******************************************************
NOW ITS CLEAR THAT THE CUT OFF (GENERAL) OF
KUSHINAGAR=67.0 (GENERAL)approx
BEHRAAICH = 67.6 (GENERAL)approx
GONDA = 67.8 (GENERAL)approx
SITAPUR = 67.9 (GENERAL)approx ***************************************************************shad8762@gmail.com (FACEBOOK)......cntct- 9307476428
Hi TET Frndz ! ………
ReplyDeleteAap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)