(To Share Your Views/ Suggestion/Get Help from/to Others)
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Monday, January 21, 2013
UPTET : Merit List / Counslling / Rank District wise
(To Share Your Views/ Suggestion/Get Help from/to Others)
47 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
list out ho gayi h
ReplyDeletemaine apni dekh li h
sitapur m meri general rank 4964 h
jalaun m 952 h
yaar tumhara gudank kitna hai??
DeleteDear Admin
ReplyDeletemain chat box me chat nhi kar pa rha huin. its showing that "Posting failed. You cannot post - you have been banned. "
please help me
thanks
Shiv pratap ji aap ki gudank merit kitni h.
ReplyDeleteShivpratapsingh aap k marit kya hai?
ReplyDeleteHa ye sach hai ki merit list jari ho chuki hai but abhi show ni ho rahi kal tak show bhi ho jayegi...... and abhi show bhi ho rahi thi but abhi band ho gay I.......... sooooo it news is 100% correct that merit list has issued...................
ReplyDeleteUpper Jo format de rakha hai vo bhi bilkul sahi hai..... aisa hi format show hoga jab website open hog I........ sooo upper format is also 100% correct......
ReplyDeleteHi \
ReplyDeletepls help me anyone
maine apna registration slip print nhi karwaya tha. Final application ki printout hai. Ab main registration slip kaha se nikalwa sakta huin. Counseling me jarurat padegi.
Main Hindi nahi padh pa raha hu apne phon pr kya Karun
ReplyDeleteYe Shiv to jhut bhul raha hai abhi lekin rank show no ho raha but merit jari ho chuki hai
ReplyDeletesacin shiv is right i hav also seen
DeleteTo kuchh batao apne kya dekha hai
DeleteShiv gunak kitna hai
ReplyDeleteHi \
ReplyDeletepls help me anyone
maine apna registration slip print nhi karwaya tha. Final application ki printout hai. Ab main registration slip kaha se nikalwa sakta huin. Counseling me jarurat padegi.
Intjar ke Kuch pal aur sahi doston;
ReplyDeletekal sabhi ki kismat unke saamne hogi
genral rank 4964 ka kya matlab hai
ReplyDeleteShiv gunak to batoo
ReplyDeleteLink is not opening now. Id u are unable to read hindi font on website. Pls download SETT HINDI web browser from Google play.
ReplyDeletegen. Rank 4964 ka matlab h k total 4963 abhyarthi apse uper h.
ReplyDeletesee rank list of one candidate
ReplyDeletewww.botanyias.blogspot.com
hii merit list aai h ya rank pls tell me
ReplyDeletemera gunank 68.37 h
ReplyDeletesorry for delay
Name Of District
ReplyDeleteApplied for Rank In
General list
ALLAHABAD 2714
AMETHI 707
AURAIYA 178
BANDA 1303
CHITRAKOOT 660
ETAH 1393
ETAWAH 1280
GHAZIPUR 1730
GONDA 2909
HAMIRPUR 535
HARDOI 3447
JALAUN 952
KANNAUJ 795
KANPUR DEHAT 443
KAUSHAMBI 962
LAKHIMPUR 3543
LALITPUR 948
MAHOBA 1126
MATHURA 1159
RAEBAREILLY 1694
SANTRAVI DAS NAGAR 927
SHAHJAHANPUR 3068
SITAPUR 4964
SULTANPUR 1025
UNNAO 911
Waise friends Abhi Site Band Hai.....
ReplyDeleteMAINE 6:05 PM PAR DEKHA THA TAB SITE KHUL RAHI THI
ReplyDeleteJIS TARAH B.ED ENTRANCE M STATE WISE RANK THI GENERAL , CATAGORY RANK USI TARAH ISME DISTRICT WISE RANK BANAI GAYI H
ReplyDeletesantos ji aapka kis district me concern hua
ReplyDeleteHi \
ReplyDeletepls help me anyone
maine apna registration slip print nhi karwaya tha. Final application ki printout hai. Ab main registration slip kaha se nikalwa sakta huin. Counseling me jarurat padegi.
REGISTRATION SLIP KISI BHI CYBER CAF M COMPUTER WALE K PASS JAKAR BAKI DISTRICT KI SLIP K ACCORDING BANWA LO
ReplyDeleteAPPLICATION FORM M JO NO DIYA HO LAST M WAHI USME DALWA LO
65% gen ka selection hoga ya nahi ????
ReplyDeletem
ReplyDeletemerit kahan tak gai hai
ReplyDeleteplz last cutoff kya gaya hai? anyone tell
ReplyDeletehi
ReplyDeletegood luck everybody
ReplyDeleteside open ho raging kya
ReplyDeleteside open hui kya koi to batae.
ReplyDeleteside open ho gai hai.
ReplyDeleteGunank 60 se niche general wallo ka koi chances hai ki nhi
ReplyDeleteShiv k anusar to nahi lag raha
ReplyDeleteShiv bhai k anusar to nahi lag raha
ReplyDeleteME AJMER(RAJASTHAN) SE APNA MERIT LIST DEKHNE KI KOSHISH KR RHA HU PAR KL RAT 1 BJE SE HI WEBSITE KHUL NHI RHA THA KHULA TO BAR BAR CODE LIKHNE KO KH RHA THA AUR SUBAH LIKHA HUA AA RHA H SERVICE IS UNAVAILIBLE. PLZ BATAIYE YE KYU HO RHA????PLZ HELP ME
ReplyDeleteHello dosto, mera gunank 67.50 hai, maine kewal HATHRAS me apply kiya tha, meri general rank 1700 aayi hai... mera kya chance hai ? someone tell me plz...
ReplyDeleteARE MASTER BN GYE AMIT JI.............ENJOY OUR LIFE..
DeleteHi TET frndz !
ReplyDeleteArre aap sab log itne kyu pareshan hain ............... mai apne un sabhi frndz se request karoonga ke wo na to daren aur na hi doosron ko darayen............. Zara aap log khud sochiye ke kewal Rank pata chal jaane se koi kaise bata sakta hai ke kiska kahan hoga ...aur kahan nahi........ Sitapur ke peechhe sab log pade hain ...hum usi ka example dete hai .....poore UP me 72825 seats hain...aur sitapur me 6400 ...iska matlab 72825-6400= 66425 seats to baaki zilon ki hai na..... to sitapur se in 66425 aavedako ko hata dijiye ..........phir apni rank ko read kijiye ...........doosri baat ...kisi ko nahi pata ke kitne aavedan farzi hain ...kisne kahan kahan se apply kiya hai ..... kaun first councelling me kahan jaaega ........ is liye doosro se poochhna band kijiye ....aur 2 ya 3 din intezar kijiye ......cut off merit aane ke baad hum sabhi dekh sakenge k kaun kahan stand kar raha hai............. iske alawa jaise jaise top gudaank wale apni seats lock karte jaaenge waise hi anya zilo se unke aavedan khud hi nirast hote jaaenge aur meirt neeche aati jaaegi ........ GEN me 60 tak rank wale ...OBC me 55 tak Rank wale Ummid mat Chhoden aur kisi ke kahne me na aayen ........ shad8762@gmail.com (FACEBOOK) ............ CNTCT- 9307476428
Dear TET frndz !
ReplyDeleteThis is Shadab from Kanpur !
VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428
My Calculation for ....Kushinagar , Behraaich , Gonda , and Sitapur*********
ReplyDelete***********************************************************
My cousin's gudaank is 67.94 (GENERAL)..and HE IS SAFE IN THESE FOUR DISTT.
67.94 (GENERAL)
Rank in KUSHINAGARr - 2911/4000 .... It means Cutt off= 67.0 approx
Rank in BEHRAAICH - 3226/4000 .... It means Cutt off= 67.6 approx
Rank in GONDA - 3702/4000 .... It means Cutt off= 67.8 approx
Rank in SITAPUR - 6176/6400 .... It means Cutt off= 67.9 approx
*******************************************************
NOW ITS CLEAR THAT THE CUT OFF (GENERAL) OF
KUSHINAGAR=67.0 (GENERAL)approx
BEHRAAICH = 67.6 (GENERAL)approx
GONDA = 67.8 (GENERAL)approx
SITAPUR = 67.9 (GENERAL)approx ***************************************************************shad8762@gmail.com (FACEBOOK)......cntct- 9307476428