/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, December 25, 2014

72825 Teacher Recruitment

 72825  Teacher Recruitment




UPTET 72825 Latest Breaking News Appointment / Joining Letter | Join UPTET
Uptet | Uptet news | 72825  Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling Rank District-wise Final List
 






24 comments:

  1. hi gud morning sc/st/hc/ex army etc sathiyo

    ReplyDelete
  2. sathiyo aj apne news paper mai pad liya hoga ki 72825 tec.vacy.mai sarkar kitni jaldi karne lagi.unhe pta h ki ab sc/st wale is bharti se bahar ho rahe h.lakin ap ladai lado huk mango jeet humri jrur hogi.sc/st walo ko alag or bharti se hatane k liye kitne log ekatthe hue h.socho.up govt.tet morcha.unk bakeel or suprem court k member.iska matlab yeh h ki hum sc/st etc walo mai bahut takat h.ekatte h.to is tatat ko pahchano or ekatte hoker apni ladai SPL Court bench suprem court mai chalkar apni ladah lado.or humai viswas h ki 70/65 or sc/st/hc/etc walo ko 60% par ink sath niyukti patr milega.kyoki 17 dec ko to humare arakshan k bare mai koi bat court mai hui hi nh h.phir bahut sc/st/hc etc wale sathiyo ko niyukti patr mil jaegd.baki 25 feb ko phi 55% walo ko niyukti Patr mil jaea.phir koh bhai or behan niyukti se banchit nh rahega.ekatte ho

    ReplyDelete
  3. Niyukti patr kise diya jayega kuch clear nahi kiya...caunciled candidates ko ya re cauncling hogi....

    ReplyDelete
  4. manoj ji mai apki bat se puri tarah sehmat hu.ap jaise sangras shel sathiyo ki jarurat h.ap sath raho hum ek hoker ladai ladenge.9084720103

    ReplyDelete
  5. Manoj bhai aapne jo kuch bhi kaha hai, sab kuch shi hai. Hum sab logon ko ekjut hona hoga, wahi hamaari asli taqat hai.

    Manoj aapne likha hai ki 25 feb. ko 55% walon ko bhi niyukti patra mil jayeka, per mere bhai ye kaise hoga. Kya ye nikmmi sarkar itni aasaani se maan jayegi.


    Mujhe isme kuch sandeh hai, lekin bhagwaan kare ki aapki baat sahi saabit ho aur sabhi tet paas ka ho jaye.

    ReplyDelete
  6. Sabhi Logon Ko Namaskar
    Kal ka jo samachar hai ki(31st tak joining letter mil jayega)bahut kushi dene wala hai,par 3 salon ke experience ke aadhar par jab tak na mile yakin nahin aata.(Sayad bahut logon ke sath aisa hi hoga).

    ReplyDelete
  7. Lekin beech me thoda bura ye lagta hai ki abhi tak joining letter milna shuru bhi nahi hua (aage kya hoga malum nahi)aur GAUTAM MANOJ & KAPIL KUMAR SINGH jaise log a gaye chanda batorne aur logon ko caste ke naam par bargalane.

    ReplyDelete
  8. Ab unko ye baat kaun samjhaye ki 72825 logon ko joining letter milna muskil hai kyunki supreme court ne 70% AUR 65% KI conditions laga di hai jo ki govt ki dhurt(cunning)chalaki ko rokne ke liye hai.

    Lekin ye range neeche jane hi wali hai bagair uske ye 72825 fill up ho hi nahi sakti.

    ReplyDelete
  9. Lekin GAUTAM MANOJ & KAPIL KUMAR SINGH logon ko bargalane ka kam chod nahi sakte,sayad unka niji swarth ho isme (chanda kamane ka).

    ReplyDelete
  10. Yaar tum kal teacher ban jaoge aur yahan par logon ke bich me caste ke base par difference kar rahe ho (jo ki kudh hi 3 salon se paresan hai),thoda wait kar lo niyukti patra milne ka aur agar galat hota hai toh fir aage a jao.

    ReplyDelete
  11. I Invite other bloggers views on my personnel comments and if anything said wrong by me I apologize for that.


    Regards,


    R D S

    ReplyDelete
  12. bhai ramdev g mai apse kahna chahungd ki in sabhi post ko up k sabhi sathi or sc/st etc k sabhi sathi pad rahe h.sabhi se pho par bat bhi ho rh h.koi sathi yeh bataye ki maine ya manoj g ne kisi se chanda manga ho ya kaha ho.yeh huk ki ladai sabhi sathiyo or humri bhi h.to na hum kisi se chanda manga h.or na magenge.humai sirf sathiyo k tan man ki jarurat h bhai.hum nh baat nh rahe h.baat to morcha walo ne diya h.agar humara 60% hota to hum alag kyu hote.ab hum ekjut ho rahe h.tab sabko kyu paresani h.hum apne ap khurch kar lenge.ap sirf ekatthe ho jaldi.9084720103

    ReplyDelete
  13. AGAR MAI GALAT HOON TOH FIR MAF KAR DO.

    ReplyDelete
  14. Kab tak SC st ka rona rote rahoge yaar.. Kiya to h court ne 65% warna 70% kar deti. Aur jaake padhaoge to waha kya sirf SC st wake bachho ko padhaoge? Aur jo 65% wale ho rahe hain unhone ne bhi to SC me hoke bhi mehnat ki tab itne marks aaye.

    Tum agar itne kaabil ho to kisi private school me kaam kyu nhi kar lete. Govt job se bhi achhi salary dete hain.

    ReplyDelete
  15. agar akash g apko khud par or apki aane wali pidi par itna viswas h to acchi bat h.ap logo ki sc ki seat kisi garib or sc k sathi ko mil jaegi.lakin aane wale time mai aise arakshan bilkul khatam ho jaega.

    ReplyDelete
  16. U r right gautam ji , m form gen cat 104 marks h fir bhi Mera nhi hoga , I hate this waitage rule of obc/sc . humlog bhi to itni mehnat kr k padhte h n fir bhi humlog ko itna suffer krna padta h chahe jitne achhe marks le aao but koi fayeda nhi ,ek to itna corruption upar se ye aarakshan rule , ise khatam kr dena chahiye , m sorry if I hurt anyone. But m v v upset 1 mark kam hone ki wajah se Mera nahi ho payega is bharti me:-(

    ReplyDelete
  17. to kya aap log anant kaal tk aarakshan lene ke mood hain ?
    lejiye.
    bt bade hi dukh ki baat hai ki aap logo apne dimag aur kismat per bilkul bhi bharosa nahi hai.
    wo to votes ke chakker me aarakshan ab tk chal raha hai otherwise baba sahab ambedkar ji ne samvidhan bnate waqt ek limited time ke lye aarakshan ki baat ki thi.

    ReplyDelete
  18. Amit verma ji aapne kisko rply diya h?

    ReplyDelete
  19. Only 60-65% seats will get joining letters by 70% gen and 65% rule

    Rest seats will be filled by lowering cutoffs after 25 feb
    No one disappoint pls at least wait for july to see progress

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।