UPTET SARKARI NAUKRI News
प्रशिक्षु शिक्षक भर्ती
एससीईआरटी ने कल तक मांगे पात्रों के नाम
लखनऊ (ब्यूरो)। राज्य शैक्षिक अनुसंधान एवं प्रशिक्षण परिषद (एससीईआरटी) ने प्रशिक्षु शिक्षकों के पात्रों के नाम 29 दिसंबर को सुबह 11 बजे तक डायट प्राचार्यों से मांग लिए हैं। इसके बाद बेसिक शिक्षा अधिकारियों को इन पात्रों के नाम भेजे जाएंगे, जिससे इन्हें नियुक्ति पत्र देने की प्रक्रिया शुरू कर दी जाए। जानकारों की मानें तो जनवरी के पहले हफ्ते से नियुक्ति पत्र देने की प्रक्रिया शुरू कर दी जाएगी।
एससीईआरटी ने डायट प्राचार्यों को भेजे निर्देश में कहा गया है कि प्रशिक्षु शिक्षक के लिए सामान्य वर्ग में 70 और आरक्षित वर्ग में 65 फीसदी अंक वालों को ही माना जाएगा। अब तक की काउंसलिंग में जितने भी पात्र पाए गए हैं उनकी सूची 29 दिसंबर तक निदेशालय को अनिवार्य रूप से उपलब्ध करा दी जाए। एससीईआरटी इसके बाद एनआईसी को इन पात्रों के नाम देते हुए ऑनलाइन इसका मिलान कराएगा। एनआईसी से पुष्टि होने के बाद जिलेवार प्रशिक्षु शिक्षकों के पात्रों की सूची भेजते हुए नियुक्ति पत्र देने का निर्देश दिया जाएगा।
22 जिलों ने नहीं दी सूचना ः
एससीईआरटी ने चौथी मेरिट जारी करने से पहले आवेदन पत्रों की खामियां 26 दिसंबर तक ऑनलाइन दूर करने का निर्देश डायट प्राचार्यों को दिया था। इसके बाद पूरा विवरण एससीईआरटी निदेशालय को एक्सल फार्मेट पर उपलब्ध कराने को कहा गया था। इसके बाद भी 22 जिले ने अभी तक पूरा ब्यौरा उपलब्ध नहीं कराया है। डायट प्राचार्यों से कहा गया है कि वे यथाशीघ्र पूरा ब्यौरा उपलब्ध करा दें जिससे एनआईसी से इसका मिलान कराया जा सके।
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com
abhi tak kul 54000 log select hue
ReplyDeleteh inme petyek verg
m/f aur art/sci me gen aur BC ke
brhad kam pad
bache h.ab kewal unhi par
councling hogi ....kahne
ka matlab 54000 me lagbhag
6000 candidate under
97 mark h unhe gov joing nhi
degi....4th councling
me muskil se 3000 pad bhare
jayege aur lagbhag
6000 bahar kiye jayege....,1-gov
st/sc aur SPL
category ke sath dhoka kar rahi h
2-aur iske sath hi sabhi gen /bc
ke sath bhi dhoka
kar rahi h
3-is naye order se bina
vergikaran khatm kiye matr
51000 pad hi bharegi...abhi sm ki
khali seat bhi padi
rahegi.
4-aur is sab ka jimmedar apna
tet morcha h jo bas
apna joing letr chahta h baki sab
bhad me jaye
5-gov yadi vergi karan khatm
kaeegi to 110 gen aur
106 rwsrv me sari seat bhar
jayegi...jabki vergikaran
ke sath sm ki 6500 khali seat bhi
nhi bharni padegi
aur gen/sci/female ki 105 aur bc/
sc/sci/female ki
97 akayegi is tarah gov female ka
sahara lekar ordr
se bachana chahti
Arre shuklaji, q rang me bhang daal rhe ho?
DeleteThodi achhi news aai h, usko to enjoy kr lo, vaise b 3 saalo se sirf lad lad kr gussa aaya h aur maayus hue h.
Thoda sabra rakhiye, itne se hi bhrti puri nhi honrwali h, S.C. merit low krke aur bhrti ka b aadesh dega.
Iske alawa S.C. k sangyasn me abi b 3 lakh vacancy h.
Bs... Thoda dheeraj rakhiye, kuch positive ho rha h, hone dijiye, auro ki khushi me b khush hona sikhiye ,
Inka ho jaega to ek naye josh k saath ye sbhi aap logo k liye b ladenge.
An to believe kro gov. PR
ReplyDeleteJanuary me joining mil jayegi pakka h.
ReplyDeletePilibhit me obc art femele me kaha tak select h....agar kisi ko information ho to plz bataye.......
ReplyDeleteGood news thanks god
ReplyDeleteGud morng..... Very gooooood news..
ReplyDeleteGood morning bhaio
ReplyDeleteAap log Jaan kar aakho per patti mat dalo, gov matra 72825 logo ka hi prt me bharti karegi. Rahi baat supremcourt ke order ka vo gov kar rahi hai, jisase Koi khas fark nahi padega merit per kyoki tetmerit se hi Councling hui hai. mitro agar order me supreamcourt ne spast kiya hota ki gen 70% res categary 65% sabhi ko niyukti letter do chahe Aur seat badani pade lakin yesa Koi order nahi hai.
Bhaio Mera bhi 105 mark hai general me, lakin sachayi se much Modna Thik nahi hai.
Bhaiyo ab kewal ek rasta hai ki morcha supremcot ko avagat karaye 3 lakh post rikt ha jisko rte ke tahat bharna Bahut avasyak hai. Jiski jimedari rajya gov ki hai. Jabki rajya gov bharti ko hamesa fasati aayi hai , 3 lakh post bharne me gov nakam rahi hai kripya is samay tet qualified ladke hai, sir b.ed walo ke liye last chance hai kripya 3 lakh post me inhe samayojit karane ki kripa kare jisase
Up me shikasha ka Star niche na jaye Aur rte ka anupalan ho
Thanks
Mene gen fem art 110 no Shahjahnpur 3 councling krai thi jbki wha 112 no walo tk ka hua h supreme court ke order ke anusar kya mera wha ho skta h please koi mujhe btae please
ReplyDeleteSarkar ke is aadesh se hm jaha the merit ke waste bahi pr aa gye hai...aur jo kuch logon ko sc f, sci..and spcl catgry wale bhi counlng me slect hote hue b bahar ho gye hai....
ReplyDeleteParul ji sarkar ke aadesh ke anusar aapka nh ho payega.. Ha etna jaroor h ki aapko niyukt patra ki waiting list me rakha jayega jis se apki catgry me agar koi join nh karta h to aapko wating list ke aarohikram ke anusar apka no. Aane pr aapko join karaya ja sake...
ReplyDeleteSukla tu bewkuf hai.
ReplyDeleteS.c. ke aadesh ke anupalan me hame keval waiting list mil saki...wah re sarkar...25 feb ko pta chalega tujhe aakl lesss...
ReplyDeletehi
ReplyDeleteRavi chand ji apna cell no. dijiye ya 07800999823 pe cal kariye...
ReplyDeleteGood morning
ReplyDeleteM.A. psychology k liye kya BA m psychology hona jaruri hai. Please tell me
ReplyDeleteMonu ji as I know its not necessary . I hv done M.A in sociology n I didn't hv sociology in B.A and now I m pursuing M.A in education n I didn't hv education also in B.A.
ReplyDelete