/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, December 30, 2014

UPTET SARKARI NAUKRI News प्रशिक्षु शिक्षकों की नियुक्ति प्रक्रिया फंसी


UPTET SARKARI NAUKRI News


प्रशिक्षु शिक्षकों की नियुक्ति प्रक्रिया फंसी

राज्य ब्यूरो, लखनऊ : तैंतालिस जिला शिक्षण एवं प्रशिक्षण संस्थानों (डायट) की लापरवाही से 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की नियुक्ति प्रक्रिया फंस गई है। ऐसे में एनआइसी को पात्रों की सूची भेजकर ऑनलाइन नामों का मिलान कराने के काम में विलंब होने की आशंका है। एनआइसी से पुष्टि होने के बाद जिलेवार प्रशिक्षु शिक्षकों के पात्रों की सूची भेजते हुए नियुक्ति पत्र देने का निर्देश दिया जाएगा।गौरतलब है कि राज्य शैक्षिक अनुसंधान एवं प्रशिक्षण परिषद (एससीईआरटी) ने सभी डायटों को 26 दिसंबर तक पहले तीन चरण के काउंसिलिंग की सूची भेजने का निर्देश दिया था। एससीईआरटी के निदेशक सर्वेद्र विक्रम सिंह ने सभी डायट प्राचार्यों से कहा था पहले, दूसरे और तीसरे चरण के काउंसिलिंग में चयनितों की सूची हर हाल में 29 दिसंबर तक उपलब्ध कराएं, लेकिन सोमवार तक महज 32 जिलों ने ही पहले तीन चरण के काउंसिलिंग में चयनितों की सूची भेजी है। अब एससीईआरटी ने हर हाल में 30 दिसंबर तक सूची उपलब्ध कराने का निर्देश दिया है।

दो चरणों में प्रशिक्षण : शासन ने चयनित प्रशिक्षु शिक्षकों को दो चरणों में प्रशिक्षण दिलाने का निर्णय किया है। बेसिक शिक्षा विभाग के सचिव एचएल गुप्ता ने बताया कि प्रशिक्षु शिक्षकों के प्रयोगात्मक और क्रियात्मक प्रशिक्षण डायट और स्कूलों के माध्यम कराने की तैयारी है। यह निर्णय डायट और स्कूलों की क्षमता को देखते हुए किया गया है।



UPTET 72825 Latest Breaking News Appointment / Joining Letter | Join UPTET
Uptet | Uptet news | 72825  Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling Rank District-wise Final List

21 comments:

  1. namaskar sathiyo.72825 tec.vacy.mai 70 ,65 or 60% ka huk milega.humare sc/st/etc bhai niras na ho.humare sathi kal ja rahe h.sup.cort. Tab tak sayad kisi ko niyukti patr nh milega.kyoki bhagwan bhi yahi chata h ki 72825 mai 70,65,or 55arakshit sc/st/ph/ex army ko sabhi pirsikshu ko ek sth niyukti patr milega.ap humare sth do.or bhagwan se dua kare.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Gautam manojji ab suprim court se bara kaun sa court hai jaha aap log jayenge. Antrastriya nyayalay ja sakte hai

      Delete
  2. Friends,
    jis Parkar se Lakhimpur DIET principal ne apne manmaane tarike se Replacing hone and na hone ke rule bana dale ,Aisa kuch DIETs ne inko follow kiya.
    jiska natija hai ki aaj ham log eligible hote huye bhi Bahar khade hai jabi hamari ek counselling ho chuki hai(2nd counselling) and ek bar In bhi ho chuke hai.
    SCERT bhi es or koi dhyaan nahi de rahi , jabki ye baate uske sangyan me hai.
    Joining letter dene me itani jaldbaazi kyo ,
    ab replacing ar reshuffling kyo nahi,
    kya ye rule kewal 2nd me in walo ke liye tha?
    bhaiyo ab jag jao, es sard i me bhi garmi ka ahasaas ho rah hai mujhe kyokoi govt ne hara hak hse chin liya, hamari naukari chin li.
    hame der nahi karni hai ab , govt hamare khilaf morcha khol chuki hai, SCERT and DIET wale apni manmaani kar rahe hai.
    4th counselling ka lolipop diya jaa raha hai.

    Kro ya maro ki situation ban gyi hamare liye.
    joining letter mila to Job mil gyi for bacaha kya hai.




    MIL KE CHALO.


    JAI HIND JAI TET.

    ReplyDelete
  3. Sir you are correct pahle hum logo ki counseling clear kare

    ReplyDelete
  4. dua tou kerni hi chahiye ,kintu kerm bhi jaruri h ,dono ka saath chalena aavshyk h , apna karam karo dusro ka bura bhi mat socho

    ReplyDelete
  5. ye kahna galet nahi h ki below 65% walo ka kya hogo,lekin ye kahna ki 65%walo ka bhi nahi hon







    a chahiye galet h, sabja hona chahiye per esa nahi hua ,
    jinka nahi hua h unka tention kerna laazmi h kyo ki unhone bhi utna hi aarthikh,sharirk, or maansik peeda ko jhela h jitna 65% walo ne ,65%walo se jyada es baat ko koi nahi sanjh sakta ki haat aai job kya hoti h dar tou une bhi h ki koi phir rut na lga de .

    ReplyDelete
  6. ager below 65% wale apne huk ko pane ke liye aage (s c) me jana chahate h tou above 65walo ko unka saath dena chahiye ( kyo ki kisi bhi yaachika ki sunwai 25 feb ko hi hogi ) es tarh jinko appointment letter mina hogo mil jayega or niche wale bhi pana huk pa lege ( kyo niyam ye hi kahte h, or niyamo ke aadaar per hi decision milta h ) es prakaar sab ka ho jaayega bas aage tou kishi ka piche.

    ReplyDelete
  7. Friends ,
    24 Dec and uske baad Jo meetingss hui hai, SCERT me diet walo and BSA ki to kya unme DIET Walo ne nahi bataya hoga ki 2nd me In and 3rd me out candidate ka kya hoga.
    SCERT and DIET ne Jo kuch karna tha kar diya, ab hamari kuch karne ki baari,
    hame apne hak ki ladai ladni hogi.
    mai aaj bhi kaha raha hu ki Jo log mere saath aana chahate hai to Most welcome otherwise go to court yourself but fight with your right.


    if some body have any problem /good idea /suggestion then pls contact me.

    My watts up No 9571180546
    contact No 8905185232.

    Pls we log hi contact kare Jo apne hak ke liye dil jaan se ladna chahate ho and maante hai ki govt ne unka hak china hai , .
    Jab tak ham SCERT and DIET me chakkar lagaynge tab talk ye log niyukati patra baant chuke hoge.
    and log naukari Mar rage honge and you people just pachata rage honge is time ke liye , kyoki ye mauka and time dobara nahi Milne wala.
    Mujhe chanda nahi chaahiye I want you people with me .


    MIL KE CHALO
    JAI HIND JAI TET.

    ReplyDelete
  8. Friends ,
    24 Dec and uske baad Jo meetingss hui hai, SCERT me diet walo and BSA ki to kya unme DIET Walo ne nahi bataya hoga ki 2nd me In and 3rd me out candidate ka kya hoga.
    SCERT and DIET ne Jo kuch karna tha kar diya, ab hamari kuch karne ki baari,
    hame apne hak ki ladai ladni hogi.
    mai aaj bhi kaha raha hu ki Jo log mere saath aana chahate hai to Most welcome otherwise go to court yourself but fight with your right.


    if some body have any problem /good idea /suggestion then pls contact me.

    My watts up No 9571180546
    contact No 8905185232.

    Pls we log hi contact kare Jo apne hak ke liye dil jaan se ladna chahate ho and maante hai ki govt ne unka hak china hai , .
    Jab tak ham SCERT and DIET me chakkar lagaynge tab talk ye log niyukati patra baant chuke hoge.
    and log naukari Mar rage honge and you people just pachata rage honge is time ke liye , kyoki ye mauka and time dobara nahi Milne wala.
    Mujhe chanda nahi chaahiye I want you people with me .


    MIL KE CHALO
    JAI HIND JAI TET.

    ReplyDelete
  9. Aakhuir kya saabit karna chahati hai ye govt ,
    4th counselling ki date fix hai , counselling hogi ya nahi ye died nahi hogi.
    a agar counselling hogi bhi to aap log fir se counselling karate rahana and log Joining Letter rahenge.
    Mere ko hi agar 3rd counselling me mauka milta to 05 Milo me mai In tha.But en DIET and SCERT ki vajaha se mai aaj bahar ghoom raha hu.
    But I am sure ki mai Joining letter lekar dikhaunga and joining bhi in First batch.
    mai SC order ke anusar full eligibility rakhta hu and ek bar counseling me in Ho chuka.
    ab ya to mai bhi replace karunga , nahi to mujhe koi replace nahi Mar sakta.

    ReplyDelete
  10. aaj ho to ye 24365 had hi kar raha hai.

    ReplyDelete
  11. Govt ko Court ki basha hi samajh me aati hai.
    ye govt kuch nahi karne wali.
    bus yu hi dhakke khilaate rahegi ham logo.

    ReplyDelete
  12. maine suna hai ki niyukti patr mein 10 jilon ke name diye jaayenge unme se ek humein choose karna hoga kya ye sach hai koi jawab do aaj maine pehli baar blog post kiya hai sorry yadi koi galti hui ho to

    ReplyDelete
  13. Friends , Now I landed in Allahabad , for hire a best and tallented advocate.After the suggation of my team member we will select an advocate , and on 05 Jan 15, The first writ will be from our side.

    Jai Hind. Jai TET.





    Mil Ke Chalo.



    ReplyDelete
  14. mera manana ye hai ki sabhi ko milkar ye ladai ladani chahiye.aur apne hak ko mangna nahi chhinana chahiye.

    ReplyDelete
  15. Kya aap jante hai , govt ne hamare saath kaisa kaam kiya hai,
    jaise ki koi vayakti hame hamare ghar me aakar thappad mar jaaye.
    and ham dekhte rahe.
    govt jaanti hai ki jab ham inko ek bar In kar chuke fir bahar kar diya tab ye kuch nahi kar paaye , ab govt hame 4th counselling ke naam par lolipoop
    de rahi hai.
    govt ek side
    4th counselling ke naam par ham logo ko busy karegi, ham 4th counselling ka lollipop lenge and do sari taraf govt Joining letter degi.
    tab aap dekhonge ki joining letter ke liye lade , ya fir fourth counselling karaye.
    Tab tak govt ke saath , we log bhi khade ho jayenge jinko aapp replace karne ki soch rahe ho,
    fir ye ladai muskil ho jayegi , jaise ki Govt ne TET merit Walo ke khilaaf Academic ko apni dhaal banaya.

    Bhaiyo , SCERT se hamne ek bar puch liya ki usne aisa kyo kiya , usak jabab hai 4th me hame mauka milega.but 4 th counselling ke saath saath hi joining letter bhi batenga, we log joining letter lenge jo aapse baad aakar aapko replace karke chale gye, and you ........counselling karate rahana life time and documents wapas lete rahana .

    SCERT ne hame ghar me aakar thappad Mara hai , ab ham haath jodkar uske ghar ja rahe hai yaad dilane ki aapne hame thappad mar diya shab , kuch dawa dedo.
    Bhaiyo Agar use haamri itani fikar hoti to 24 Dec ki meeting me sab kuch janne ke bad WO aisa order na dete.
    Thappad khaane ke bad hame , usse ek bar puche ki thappad kyo Mara, fir tyrant action lo, yadi ham gal at hai to thik nahi to ..............




    So friends ab aap logo ki ichcha , Ham log jaa rahe hai ladkar apna lene.



    Jai Hind Jai TET.


    .

    ReplyDelete
  16. Yadi kisi ke pass SHAHJAHANPUR ki 3rd councelling ki selected candidates ki cutoff list ho to use post karen.

    ReplyDelete
  17. Correct Dattu ji hum se kam marks vale kai jilo me valid hai ar hum unse jyada marks par out vo niukti patra le ar hum 4th counsling ka lolipap dekhe kabhi nai pahle hum 2nd balo ko in kare bad me co. letter de gov.jante hue sab kar rahi hai bo koi na koi naya babal chahati hai

    ReplyDelete
  18. Abe dattu don chutiya gadhe tu har samay logo ko behkaata rahta hai confidentloose aadmi hai.ashleel hai ye launda.isko bhagao joote marke

    ReplyDelete
  19. Kya is baar net ka exam last time objective hua tha . next time se ye subjective hoga??? Aisa kahi se sunney me aaya h.... Kisi ko is baare me kuch pata h to please bata do

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।