/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, February 5, 2012

B. Ed Degree Holder Gets In-Princple Approval to Become Primary Teacher (PRT)


B. Ed Degree Holder Gets In-Princple Approval to Become Primary Teacher (PRT)

As per informed By Some of Blog Visitors, A News published in Hinustan Paper for In-Princple Approval from HRD Ministry.

See Image view of News (Click to enlarge in)




Mr. Uvaish Typed / Provided follwing Content & Mr. Pabhat and other also helped to provid link / related info  -
बीएड वालों को मिलेगा शिक्षक भर्ती में मौका इलाहाबाद/ वरिष्ठ संवाददाता मंजूरी ॰ एनसीटीई के नियमों में यूपी को राहत देगी केन्द्र सरकार ॰बीएड डिग्रीधारियोँ को मौका नहीं मिला तो कोर्ट का चक्कर लगाना पड़ेगा उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा परिषद् के प्राथमिक स्कूलों में 72,825 पदों पर शिक्षकों की भर्ती में बीएड डिग्रीधारियोँ को भी मौका मिलेगा। केन्द्रीय मानव संसाधन विकास मंत्रालय ने प्रदेश सरकार के उस अनुरोध को सैद्धांतिक मंजूरी दे दी है जिसमें बीएड डिग्रीधारियोँ को शिक्षक भर्ती मे छूट देने की बात कही गयी थी। दरअसल राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद की गाइडलाइन के मुताबिक 31 दिसम्बर 2011 के बाद बीएड डिग्रीधारियोँ को बेसिक शिक्षा परिषद् के प्राथमिक स्कूलों में नियुक्ति नहीं दी जा सकती थी। प्रदेश सरकार ने शिक्षकों के 72 हजार से अधिक पदों पर भर्ती प्रक्रिया सितम्बर 2011 के पहले शुरू कर दी । आननफानन मे 13 नवम्बर को हुए शिक्षक पात्रता परीक्षा का रिजल्ट 12 दिनों में जारी कर दिए, लेकिन कुछ प्रश्नो के गलत उत्तर, भर्ती के नियमो मे हुए बदलाव और सैकड़ो अभ्यर्थियोँ के हाईकोर्ट मे जाने के कारण अभी तक भर्ती लड़की हुई है । इस बीच 31 दिसम्बर 2011 की डेडलाइन बीत गई । इसके बाद प्रदेश सरकार ने केन्द्रीय मानव संसाधन विकास मंत्रालय को पत्र लिखकर कुछ समय की मोहलत और माँगी ताकि बीएड डिग्रीधारियोँ को भर्ती प्रक्रिया मे शामिल किया जा सके । कारण टीईटी परीक्षा देने वाले अधिकांश अभ्यर्थि बीएड किए हुए है । टीईटी सफल होने के बाद इन अभ्यर्थियों को मौका नही मिला तो फिर कोर्ट का चक्कर लगाना पड़ेगा ।
NEWS-हिन्दुस्तान 05-02-2012


http://epaper.livehindustan.com/PUBLICATIONS/HT/HT/2012/02/05/ArticleHtmls/%C2%B6FeEOX-%C2%BDFF%C2%BBF%C3%BB%C3%94-IY%C3%BB-d%C2%B8F%C2%BBFZ%C2%A6FF-05022012012003.shtml?Mode=1

79 comments:

  1. hindustan epaper delhi link relatedto TET

    http://epaper.livehindustan.com/PUBLICATIONS/HT/HT/2012/02/05/ArticleHtmls/%C2%B6FeEOX-%C2%BDFF%C2%BBF%C3%BB%C3%94-IY%C3%BB-d%C2%B8F%C2%BBFZ%C2%A6FF-05022012012003.shtml?Mode=1

    ReplyDelete
  2. muskan ji
    delhi edition ki news ka link ye h

    hindustan epaper delhi link relatedto TET

    http://epaper.livehindustan.com/PUBLICATIONS/HT/HT/2012/02/05/ArticleHtmls/%C2%B6FeEOX-%C2%BDFF%C2%BBF%C3%BB%C3%94-IY%C3%BB-d%C2%B8F%C2%BBFZ%C2%A6FF-05022012012003.shtml?Mode=1

    ReplyDelete
  3. T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA :-

    Dharmendar panwar:-9458778278-meerut
    Shiv kumar:- 9368735257- Modinagar
    Nitin Mehta:- 9639885609-Ghaziabad
    Rajeev km.:- 8791142611-Bulendsahar
    Varun sharma:-9045512773-Mawana
    Vivekanand km.:- 8081934675- Allahabad
    Rajesh singh :- 8423487344-Allahabad
    Mayank kumar:- 9807122569- varansi
    Devender km.:- 9560705898- delhi

    ReplyDelete
  4. ab to batado kanpur me kya marksheet batane lagi hae. Kyo ki ab to naukari pakki.

    ReplyDelete
  5. kab milega aur kab se kab tak milega. Plz koe batao.

    ReplyDelete
  6. are bhai kanpur main certificate to 1 feb se mil rahe hai...le lo jakar aur apne friends ko bhi inform kar do.....main to jakar le aaya hu.............

    ReplyDelete
  7. Thank you parbhat ji for providing this good news.

    ReplyDelete
  8. Are sonu ji jab jarurat ho tabhi aate ho is blog par aur kehto ho naukri to pakki. Selfish.

    ReplyDelete
  9. Bhai abhi itna khus mat ho kyonki b.ed.ko permission ki bat manav sansadhan mantralaya yani congress ne kahi hai, na ki NCTE ne.
    Congress(hrd ministry) ne hi 80000 aur b.ed. teachers ki niyukti ka lolypop diya tha ,yani ab ye manjoori ya to hamesa ke liye mil jayegi ya to NCTE ke nam par aage ek naya pench fas jayega.

    Rahi baat u.p.ke 72825 b.ed.walo ki to wo to ab nayi govt.hi decide karegi ki bharti kaise(tet merit/new tet exam/academic) aur kab tak hogi,yani 6 mahine me hogi(agar Ncte ki b.ed walo ke liye badhyata to 6 mahine extend kar diya to) ya 6 sal me(agar Ncte ne b.ed.ko hamesa ke liye prt ke liye yogya man liya to,kyoki congress ki 80000 bharti ko bhi manjoori dena hoga).

    ReplyDelete
  10. tet sanghrash morcha zinda bad...... dekha bhai log kaise ncte ko H.R.D. ne laat mara sala ncte tanashah banata nazar aa raha tha...

    ReplyDelete
  11. tet sanghrash morcha zinda bad...... dekha bhai log kaise ncte ko H.R.D. ne laat mara sala ncte tanashah banata nazar aa raha tha...

    ReplyDelete
  12. Friends ham log Noorpur Me Meeting kjar hai.This time we are near about 40 tet candidate hain and dheere-2 countig bad rahi hai.

    ReplyDelete
  13. thanks batane ke liye ki kanpur ki marksheet 1 fer. Se mila rahi hae.

    ReplyDelete
  14. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
    Replies
    1. lagta hai tumne paper thik se nahi pada hai. Jara ek bar pad lo.

      Delete
  15. thanks batane ke liye ki kanpur ki marksheet 1 fer. Se mila rahi hae.

    ReplyDelete
  16. thanks batane ke liye ki kanpur ki marksheet 1 fer. Se mila rahi hae.

    ReplyDelete
  17. ye jo manav sansadan mantralay ne b.ed walo ko moka dene k lie kaha h ye sirf next tet m valid kia gaya h na ki isme ncrt ne time badaya h ye to unke lie good news ho sakti h jo b.ed kar rahe h ya tet m fail ho gaye the wo ab pt k tet k lie apply kar sakte h magar tet pass walo k lie ye koi good news nahi h ye kewak cogres ki poltics h

    ReplyDelete
  18. Friends ham log Noorpur Me Meeting kjar hai.This time we are near about 40 tet candidate hain and dheere-2 countig bad rahi hai.

    ReplyDelete
  19. Frndzz,
    I felt -
    NCTE , HRD Ministry ke Dept. ke Under mein hai.
    Iska Matlab ye hai ki jo HRD Ministry kahegee, Vo follow Hoga.

    In Principle Manjoori ka matlab lagabhag manjooree hee hota hai aur kisee parivartan kee bahut kam gunjaies hotee hai,
    State Govt. iske aadhar par aage kee karywahee kar saktee hain.
    Halankee Final Approval aur mil jaye to bahut achaa hoga.
    Aur ismen - Samay Seema, Niyam Kanoon ityadi ka pura pata lagega.

    Abhee Rajasthan, Bihar, AP, Tamilnadu etc. alomost rajyon mein PRT teachron kee bhartee nahin hue he, to samay seema badnee tay hai.

    ReplyDelete
  20. I felt,
    TET pas logon ko
    Khatra sirf nayee Govt. kee policies se ho sakta hai,
    Jo kee TET mein aniyamitta aadi ka sahara doondh kar ,is Exam ko Cancel kar bhartee ko naye roop se karne kee koshis kare.

    ReplyDelete
  21. Ab etana to saaf hai ki AMAR UJALA waali vo news i.e. Ncte ne 31jan. tak ka samay dene se inkar kiya niradhar hai kyoki rajya sarkar ne kendra ko letter likhkar 30 june tak ka samay maanga tha n ki ncte se so Ncte bina maange kisi time limit ke baare me kaise kah sakti hai.

    ReplyDelete
  22. some reply plz

    tet cert. lene jane ke liye admit card ke sath graduation ki marksheet le jani aniwarrya h kya??

    ReplyDelete
  23. ye hindustan paper to hamesha galat news chapta hai ise sahi mat mano aur apne haq k liye jung jari rakhoooooooooooooooooooooooooooooo

    ReplyDelete
  24. KANUR ME MARKSHEET 2 FEB SE GGIC, CUNNIGANJ IN FRONT OF LAL IMLI ME MIL RAHI HAI.... TIME 10 TO 3.

    ReplyDelete
  25. kanpur ki markrheet arti ji ggic cunniganj kahahe hae krpya vaha ki loketion batayegi.

    ReplyDelete
  26. Mr sonu chauhan ji,aap Kanpur me central station ke bahar aake(ghanta ghar ki side pe)rikshaw ke dwara aap aasani se pahunch sakte hai aur yadi aap kanpur me hi rhte hai to aap head post office ke paas taxi ke dwara gic chunniganj jaa sakte hai.

    ReplyDelete
  27. @ Mr .Said

    Hume pata hai ki tum bhi yahi soch rahe ho ki NEXT GOVT......
    hi bharti kare....
    Kyun ki tumare TET mein 100 k about hein......

    Tum soch rahe ho ACD MERIT ban jayegi....

    But ye BHARTI hogi aur TET MERIT se hogi......

    Aur ise COURT karayega .....

    NCTE isko manayta degi.......

    Thanks.......

    ReplyDelete
  28. Sachin bhai aapne sahi kaha kuch log aaj ki news se khush nahi hain wo ACD merit chahte hain but TET MERIT IS BEST.

    ReplyDelete
  29. Mr. said

    kabhi apna bhi dimaag kharch kiya kariye ya hamesha nakal karte rahoge. tum ye befijul k comment facebook se copy karke yaha paste karte rahte ho. ye comment kiska ye bhi mujhe pata h.

    dosto ye ek aise vyakti ka comment h jo court mai khud ko tet exam se baahar rakhne ki maang lekar gaya hai. ye high acedmic merit wale hain lekin tet mai dabba gol ho chuka h to court pahunch gaye ki hame bina tet k hi job do. jab bhi tet k samarthan mai koe news milti h to ye uski negative samiksha suru kar dete hain. enko yahi pata nahi hai ki mantralay bada hai ya department. aise logo ko ye pata karna chahiye ki har deparment aur sanstha ministry se order leti hain. niyam kayde public k liye bane hain, public niyam kayde k liye nahi. agar aisa hi hota to samvidhan mai etne sansodhan nahi hote ab tak.

    ReplyDelete
  30. You are right brother kuch log aaj ki news se khush nahi hain but
    TET MERIT IS BEST.

    ReplyDelete
  31. Friends aaj saharanpur
    jd office mai tet candidate ki maha meeting hui
    hamari ummeed se jyada sankhya thi
    amarujala and dainik jagran ke reporters ko bhi bulaya gya tha

    agli meeting bahut vishal hogi
    next meeting 7 feb

    agenda of todays meeting

    " court dwara ye order pass karwana ki state gov councelling jald shuru kre "

    maine saharanpur walo ko
    nitin mehta
    rajesh row
    mayank varansi
    nirbhai
    devender delhi
    ke contact no. diye hai

    aap sabi se nivedan hai ki agar saharanpur wale aap ko phone kre to aap apna samaj kr bat krna

    ReplyDelete
  32. hume milkar tet councling jaldi karwane ke liye ekjut hona padege aur humare virodhiyo ko uchit jabab dena padega
    yeh log apne fayede ke liye virodhi partio ka sahara le rahe hai aur tet ko cancel karwane ki jugad main lage hue hai.

    ReplyDelete
  33. hume milkar tet councling jaldi karwane ke liye ekjut hona padege aur humare virodhiyo ko uchit jabab dena padega
    yeh log apne fayede ke liye virodhi partio ka sahara le rahe hai aur tet ko cancel karwane ki jugad main lage hue hai.

    ReplyDelete
  34. mujhe ye samajh me nahi aata aap log kyu pareshan h

    ReplyDelete
  35. akhilesh ji ko kisi ne brahmit kiya hogo ki aise kaho ,acd wale har jagah jugaad me h ki hum log ulta pulta kaam kare ,aap kisi tarahunse sampark karke apni baat kahe to bhavisya ke liye thik rahega

    ReplyDelete
  36. Bhai logo hame aaj ki khabar pad kar chup nahi bathna hai, but aur jyada logo ko sath milakar apne sangars ko tab tak jari rakhna hai jab tak niyukti na ho jaye .
    Tet sangarsh morcha zindabad zindabad

    ReplyDelete
  37. dosto 10feb ka judgement hamere fever me nahi aaya to high court me case jarur delaga or jald se jald councelling kerane ka prayesh kiya jayega.

    ReplyDelete
  38. Bhai logo hame aaj ki khabar pad kar chup nahi bathna hai, but aur jyada logo ko sath milakar apne sangars ko tab tak jari rakhna hai jab tak niyukti na ho jaye .
    Tet sangarsh morcha zindabad zindabad

    ReplyDelete
  39. yaar, koi rahul ghandi se kahe ki TET ka saport kare, uski parti ko phayda hoga, kuki akhilesh YADAV ne to cancelled karene ke dhamki di hi.

    ReplyDelete
  40. Mein mr. Deepak ki bat se sehmat hun jo hume prt banne me help karega hum usi ke favour me voting karenge jo humari qabiliyat ko najarandaz karega hum use juta marenge
    tet is best

    ReplyDelete
  41. dear friends niyukti jaroor milegi aaj ke good news ke adhar per. dosto ab hum sab ko milkar mayavati ya congress ko hi jitana chaiye jo tet ka samathan kar rahi hai mulyam sarkar ko vote nahi dena hai aur 10 feb ke faisle se pehle sangathit ho kar janhit me court ka faisla ke appeal karne chahiye kyki yadi buereaucrats ki galti se bharti latakti to court ko inhe jail bhejna chaiye but berojgaro ki bharti jaroor hone chayie. nakal mafiyao ko jute maroo . en nalayak logo ki bajah se hum pareshan hai. mera manana yeh hai ki jo bhi tet pass hoga use naukri jaroor milegi kyki abhi bahut vacancies ayngi

    ReplyDelete
  42. Manoj km. gupta & friends,

    Well done job...Keep it up,

    App logo ke prayaas sarahenye hai, isme adhik se adhik logo ko jagrook karne ke prakeriya ko badate rahe...

    ReplyDelete
  43. Breaking News- Breaking News- Breaking News
    INDIA TV
    KA KAL 6-2-2012 7.30PM
    EK PROGRAMME HAI JIS ME AP AGRA WALE SATHI
    APNE SAWAL CAMERA PE LIVE KAR SAKTE HAI
    TIME-7.30PM
    PLACE- St. John's College, Agra

    TO ALL

    T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA
    AP SAB SE ANURODH HAI KI AP BAAT TV PE LIVE KAHE
    PLZ….PLZ..PLZ….

    Sonu (Agra)-827327445
    Kaushal-9359504348
    Vivek-sharma(Agra) -08273240892
    email- vivek.tet@gmail.com
    Naushad(Agra) -9997063265
    Rohit(Agra) -9837102887
    Arun Kumar(Mathura)-097594778809

    ReplyDelete
  44. Friends
    aaj saharanpur
    jd office mai
    tet candidate ki
    maha meeting hui
    hamari ummeed se jyada
    sankhya thi

    amarujala and dainik jagran ke reporters ko bhi bulaya gya tha
    agli meeting bahut vishal hogi

    next meeting 7 feb

    agenda of todays meeting

    " court dwara ye order pass
    karwana ki state gov
    councelling jald shuru kre "

    maine saharanpur walo ko
    nitin mehta 9639885609
    rajesh row 8423487344
    mayank varansi 9807122569
    nirbhai lko 9026792588
    devender delhi 09560705898
    ke contact no. diye hai

    aap sabi se nivedan hai ki agar saharanpur wale aap ko phone kre to aap unse pyar se baat kijiyega

    ReplyDelete
  45. T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA :-

    Dharmendar panwar:-9458778278-meerut
    Shiv kumar:- 9368735257- Modinagar
    Nitin Mehta:- 9639885609-Ghaziabad
    Rajeev km.:- 8791142611-Bulendsahar
    Varun sharma:-9045512773-Mawana
    Vivekanand km.:- 8081934675- Allahabad
    Rajesh singh :- 8423487344-Allahabad
    Mayank kumar:- 9807122569- varansi
    Devender km.:- 9560705898- delhi
    Manoj km.gupta:-9548938754-Sharanpur

    UPPER DIYE GAYE NUBMERO PER KOI BE STUDENT 24X7 BAAT KAR SAKTA HAI

    ReplyDelete
  46. ~~ To make no mistakes is not in the power of man,
    but from their errors and mistakes the wise and good learn wisdom for the future.~~

    MEANS-

    ~~ कोई गलती न करना मनुष्य के बूते की बात नहीं है, लेकिन अपनी त्रुटियों और गलतियों से समझदार व्यक्ति भविष्य के लिए बुद्धिमत्ता अवश्य सीख लेते हैं।~~

    ReplyDelete
  47. Breaking News- Breaking News- Breaking News
    STAR News - Kaun Banega Mukhiyamantri
    DEEPAK CHAURASIA K SATH MIRZAPUR
    ME KAL 6-2-2012 8.00PM
    EK PROGRAMME HAI JIS ME AP MIRZAPUR WALE SATHI
    APNE SAWAL CAMERA PE LIVE KAR SAKTE HAI
    TIME-8.00PM
    PLACE- MIRZAPUR

    TO ALL

    T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA
    AP SAB SE ANURODH HAI KI AP BAAT TV PE LIVE KAHE
    PLZ….PLZ..PLZ….

    ReplyDelete
  48. @all tet pass
    friends aap sabhi ncte ki anumati ko lekar presan n ho kyonki ncte ko manjuri deni h aur vo degi.ncte ne inkar bhi nahi kiya ye to amar ujalala ne apni trp badhane ke liye news ko tod marodkar pesh kiya.aur in vacancy ko fillup karne ki manjuri bhi ncte ne hi di thi ab agar ncte inkar karti h to SC me ye bol bhi nahi payenge.aap logo ne 2G scam me PMO ka hal dekha hoga atah dont worry.
    Ab hamari ranniti yahi honi chaie ki ye bharti kaise suru ho iske liye hume kapil dev wale case me third parti bankar gov lawyer ke sath ek high reputed lawyer khada karna hoga aur ek PIL court me dayer karni hogi ki up tet se related sabhi case 10feb clear ho jaye aur cour gov ko bharti suru karne ke liye order de.Atah hume tan man dhan se rajesh row allahabad ke sath khada hona hoga taki vo apne aap ko akela n samjhe.
    Every tet pass se apeal h ki vo apna group banaye taki samay par unko ektra kiya ja sake
    dhayan rahe akele rajesh row ko naukary nahi chahie naukary hum sabhi ko chahie.so be active and aware
    dont wait till 10feb nahi to kahi aisa na ho ki naukary se retierment ki wait na karni pade
    UTHO VIR DHARA BHARAT BHUMI KE SAPUTO HUME DESH KA BHAVISHY SUDHARNA H NAHI TO BACHCHA JANM LETE HI AAPKI NAKAL UTARNA SURU KAR DEGA
    Nakalchiyo ne 2004 se prarthmik shiksha ko badrang bana diya h.

    ReplyDelete
  49. sachin ji ,jo bhi cm banega,uske pass bishesadhikar hota h ki wo kisi bhi purv niti nirday ko badal sake,isliye aap sabhi se nivedan h ki court me ek yachika dal de taki cm ye kah sake ki maamla court me h

    ReplyDelete
  50. @Mr .said

    ~~ Jab COURT ka Danda chalta hai....to 6 LAKH fail hon ya 10 LAKH fail.....ya fir MAYA ho MULAYAM sab ki bolti band ho jaati hai.....

    ~~ Ye BHARTI hokar rahegi....

    ~~ Aaj tak k INDIA k kisi bhi state mein aisa nahi hua jahaan itni badi sankhya mein BHARTI cancel hui hon.....

    ~~ 5 Years pahle MAYA ne MULAYAM k raaj ki POLICE BHARTI rokhi theen.....

    ~~ Candidates COURT.. gaye aur COURT ne danda ghumaya ....

    ~~ 2G ghotale mein 122 companies k SPECTROM .....Hon..SUPREME COURT ne ek jhatke me Uda diye...

    ~~ A. RAJA, SURESH KALMADI ko jail me tumne bhaja hei kya ?

    ~~ ABHI HUMARI NYAYIK VYASTHA BHAROSEMAND HEIN.....

    ~~ 3 LAKH Candidates k khilaf duniya mein koi faisla nahi de sakta.....

    UNDERSTAND.....

    GOD GIVE YOU SOME INTELIGENCE......

    ~~Pahle sab ne bola tha ki time limit 31 DEC 2011 tak hai....

    ~~ BUT Meine bola tha ye CERTIFICATE 5 YEARs tak valid hai....aur NCTE time badha degi......

    ~~ Abhi dekhna meri kitni aur baaten sach hongi.....

    ~~ JAI SHANI DEV ~~

    ReplyDelete
  51. sachin ji ,jo bhi cm banega,uske pass bishesadhikar hota h ki wo kisi bhi purv niti nirday ko badal sake,isliye aap sabhi se nivedan h ki court me ek yachika dal de taki cm ye kah sake ki maamla court me h

    ReplyDelete
  52. sachin ji ,jo bhi cm banega,uske pass bishesadhikar hota h ki wo kisi bhi purv niti nirday ko badal sake,isliye aap sabhi se nivedan h ki court me ek yachika dal de taki cm ye kah sake ki maamla court me h

    ReplyDelete
  53. chadkya niti ye kahti h ki dushman ke aane ka injar karne kre pahle hi us pe attack karke samapt kar do tabhi jeet hogi na ki intejar karo aap sab kewal yaha speech denge jisse kuch nahi hoga so karne me viswas kare and go to court ,kahi der naa ho jaye...

    ReplyDelete
  54. kabhi bhi khushi jeet ke baad manaye to aacha hoga, kisi ne kaha h ki dar ke aage jeet h aur bina kiye kuch haasil nahi hota h
    so all tet can. moves court

    ReplyDelete
  55. aap log roj apni baat kahte h koi labh hua, nahi.......
    court kyu nahi gye..
    kal jaoge....
    2din baad jaoge.....
    10/2 ke baad jaoge......
    nayi gov. banne ke baad jaoge....
    socho....
    jana to padega hi....
    so abhi ke abhi jao....
    verna .......
    bhool jao.....
    kahaaniyo me rah jaoge......

    ReplyDelete
  56. aap log roj apni baat kahte h koi labh hua, nahi.......
    court kyu nahi gye..
    kal jaoge....
    2din baad jaoge.....
    10/2 ke baad jaoge......
    nayi gov. banne ke baad jaoge....
    socho....
    jana to padega hi....
    so abhi ke abhi jao....
    verna .......
    bhool jao.....
    kahaaniyo me rah jaoge......

    ReplyDelete
  57. aap log roj apni baat kahte h koi labh hua, nahi.......
    court kyu nahi gye..
    kal jaoge....
    2din baad jaoge.....
    10/2 ke baad jaoge......
    nayi gov. banne ke baad jaoge....
    socho....
    jana to padega hi....
    so abhi ke abhi jao....
    verna .......
    bhool jao.....
    kahaaniyo me rah jaoge......

    ReplyDelete
  58. aap log roj apni baat kahte h koi labh hua, nahi.......
    court kyu nahi gye..
    kal jaoge....
    2din baad jaoge.....
    10/2 ke baad jaoge......
    nayi gov. banne ke baad jaoge....
    socho....
    jana to padega hi....
    so abhi ke abhi jao....
    verna .......
    bhool jao.....
    kahaaniyo me rah jaoge......

    ReplyDelete
  59. muskan ji ,aap is blog me badhai ki paatra h,
    aapne har khabar pe apni baat rakhi so very good,
    aap in tet merit walo ko rasta kyu nahi dikhati
    aap yaha apni jimedari se piche ho rahi h,
    so meri aapse req. h ki
    kisi well adviser se meeting kar ke rasta deve
    jis se sabhi paresan h.
    kya maine kuch galat kaha

    ReplyDelete
  60. @sachinsharma

    Mai aapse puri tarah sehmat hun.Mr. Said to hamesha sad rehte hain aur hamesha negative comments dete hain.aap jaise log hi ham berozgaro ko kuch moralize karte hain warna to said jaise log hamesha demoralize karne ki sochte hain.

    ReplyDelete
  61. Sab mamla thik ho jayeg hume naukri zarur bas mulayam singh ke nak me nakel aur dalni hogi

    ReplyDelete
  62. dear frd,
    aap sabhi log her jile me tet pass loga ka a unit banaye,aur DM ke madhyam se rajpal, cm , and pm ko (adocate se draft kiya hua )matter DM ko de. taki aap ki baat sabhi logo tak jaye.

    ReplyDelete
  63. tet ki upper primary ki agra main kabse marksheet milengi.kya koi batayega.

    ReplyDelete
  64. jab nayi bharti main b.ed walo ko mauka milega to kya purani72000 main koi rok lega kya aisa ho sakta hai isliye darne ki koi jarurat nahi hum sab teacher banege.

    ReplyDelete
  65. Muskan ji

    jyotibafule nagar mai 50 uptet candidates ne milkar
    akhilesh yadav ka putla funka
    jp nagar ke paper mai colour photo nikala hai media ne

    muskan ji plz paper ki photo ko blog pr upload krne ki kosis kre

    vipin kumar sharma
    jp nagar
    9719920672

    ReplyDelete
  66. T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA :-

    Dharmendar panwar:-9458778278-meerut
    Shiv kumar:- 9368735257- Modinagar
    Nitin Mehta:- 9639885609-Ghaziabad
    Rajeev km.:- 8791142611-Bulendsahar
    Varun sharma:-9045512773-Mawana
    Vivekanand km.:- 8081934675- Allahabad
    Rajesh singh :- 8423487344-Allahabad
    Mayank kumar:- 9807122569- varansi
    Devender km.:- 9560705898- delhi
    Manoj km.gupta:-9548938754-Sharanpur @anurag pandey -09795215444-sultanpur@

    ReplyDelete
  67. muskan ji ye khabar galt hai. mai bar bar bol rahi hun ki TET mai Bed walon ko time limit badane ka decision March mai hoga isme koi confusion nahi hona chahiye mai 101% confirm hun isliye koi jhooti ummid na lagaye to behtar hai

    ReplyDelete
  68. muskan ji ye khabar galt hai. mai bar bar bol rahi hun ki TET mai Bed walon ko time limit badane ka decision March mai hoga isme koi confusion nahi hona chahiye mai 101% confirm hun isliye koi jhooti ummid na lagaye to behtar hai

    ReplyDelete
  69. Mera Sabhi TET Pass Mitro se Niveda hai ki Akhilesh yadav ke Bayan ko Dhyan me rakhate hau agami Chunawo me Mu tod jabab denge. jo TET ke virodh karega use hum Satta me nahi aane denge aap sabhi is andolan me bad chad ke hissa le.

    Manoj Kumar Sivora.
    J.P. Nagar
    Mo- 09027798212

    ReplyDelete
  70. tet paper 2 (vi to viii) ki mark sheet meerut se kab milegi .......pls jisko bhi pata ho bata de

    ReplyDelete
  71. tet paper 2 (vi to viii) ki mark sheet meerut se kab milegi .......pls jisko bhi pata ho bata de

    ReplyDelete
  72. meerut se tet (class6-8) ka cetificate 10 feb. se milega.

    ReplyDelete
  73. KANPUR ME JIS JIS CANDIDATE KE FORMS WAPAS AA GAYE HAIN NEECHE DIYE HUYE NUMBERS PE CONTACT KARE...


    8960732422 :: BRIJESH PRAJAPATI

    8574407131 :: SHAILESH BAJPAI



    WE NEED YOUR SUPPORT TO GET THE JUSTICE..

    WE GOT AN EXPLANATION FROM PMG KANPUR ... NOW ON THE BASIS OF EXPLAINATION WE WILL GO HIGH COURT TO GET JUSTICE.. BUT WE WANT YOUR SUPPORT GUYS... WE SHOULD SHOW THEM OUR UNITY AND POWER ..

    IF THEY WONT ALLOW US FOR RE APPLY WE WILL GO HIGH COURT ...

    IN 2007-2008 BECAUSE OF THE CARELESSNESS OF POSTAL DEPARTMENT .. SOME CANDIDATES GOT THEIR V.BTC FORMS BACK.. AFTER GETTING FORMS ..THOSE STUDENTS WENT TO THE HIGH COURT AND COURT GAVE DECISION IN THE FAVOUR OF STUDENTS ..
    SO GUYS ITS MY REQUEST TO YOU ...
    HELP EACH OTHER BY SHOWING OUR UNITY..
    BY THE WAY YOU GUYS CAN CONTACT EDITOR OF DAINIK JAGRAN [ KANPUR NAGAR ] MR. AWASTHI AND TELL THEM YOUR PROBLEM...
    HERE IS HIS CONTACT NUMBER...... 09336123032

    ALSO YOU CAN CONTACT HINDUSTAN TIMES MR. GAURAV TRIPATHI .... HIS NUMBER IS 09839119768...

    DO CALL THEM AND US TO SOLVE OUR PROBLEM

    THANKXXX GUYS

    ReplyDelete
  74. dear tet holders 10 feb ke court disision ke baad ek badi meeting state level par honi chahiye jisme court ko dhanyawaad dena chahiye ya disision opposite aane par aage ke liye ranniti banani chahiye kyonki ye hi behter samay hai election mai neta log kuch to commitment karegen.
    ashish rajvanshi muzaffarnagar 927756345

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।