/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, April 16, 2012

UPTET STAY TILL 30-4-2012

UPTET STAY TILL 30-4-2012


Court No. - 33
Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Arun Tandon,J.
In view of the order of the Division Bench of this Court dated
06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all
these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading
of case for hearing on 30th April, 2012.
Interim order, if any, to continue till the next date of listing.
Order Date :- 13.4.2012

Shekhar

Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1795385 
इलाहाबाद : इलाहाबाद हाईकोर्ट में सहायक अध्यापकों की भर्ती पर लगी रोक पर सुनवाई अब 30 अपै्रल को होगी। यह मामला न्यायमूर्ति अरुण टण्डन की अदालत में चल रहा है। मालूम हो कि सहायक अध्यापकों के भर्ती के लिए जारी विज्ञापन की वैधता को चुनौती दी गयी है। कहा गया कि जारी विज्ञापन को बेसिक शिक्षा परिषद ने जारी किया है, जबकि विज्ञापन बेसिक शिक्षा अधिकारी को विज्ञापन जारी करना चाहिये, क्योंकि बीएसए ही नियुक्ति प्राधिकारी है। न्यायालय ने पूर्व में ही स्थगन आदेश पारित किया था, यह विज्ञापन टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों के लिए थी।

51 comments:

  1. 2.85 lakh 31march 2012 ki khabar ke kal ka danik jagran /15 april 2012/ page 17/ par pade/ AMIT GUPTA

    ReplyDelete
  2. GOOD MORNING TO ALL TETIANS
    Dosto teacher ki pahchan hoti hei uska pations isliye aap log pations banaye rakhe kyonki 30april ko case ki sunwai hundredone precent hanare favour me hi hogi and salaction tet merit base par hi hoga.
    HATASH, NIRASH, UDASH NA HO.
    BE POSIIVE
    Bahut jald ham logo ko good news milegi

    TET SANGHARSH MORCHA HAPUR
    JAI HIND JAI BHARAT

    ReplyDelete
  3. Muskan ji supreme court me ek ngo ne teachers ki kami ko leke pil dal di hai aur supreme court ne state gov. se jabab manga hai source AmarUjala please is news ko publish kare thanx for your kind and soppourting effort

    ReplyDelete
  4. HUM SABHI 20 APRIL KO VDHAN SABHA KE SAMNE BAITH JANA CHAHIYE, JAB TAK KI BHARTI PRAKRIYA SSHURU NHI HOTI,, WAHI KHANA PINA BANAYE OR RAHE.....

    YA

    SC ME JAYA JAYE!!!!!!!!!!!!!


    AAP LOG KYA SOCHTE HAIN?????

    ReplyDelete
  5. HUM SABHI 20 APRIL KO VDHAN SABHA KE SAMNE BAITH JANA CHAHIYE, JAB TAK KI BHARTI PRAKRIYA SSHURU NHI HOTI,, WAHI KHANA PINA BANAYE OR RAHE.....

    YA

    SC ME JAYA JAYE!!!!!!!!!!!!!


    AAP LOG KYA SOCHTE HAIN?????

    ReplyDelete
  6. @Neeraj ji kash aapki baat sach ho.

    ReplyDelete
  7. we should wait for 30th april . kuoki faisla tet merit ke paksha main he ayyega ., so be positive dosto ,,,,,,, tondon sir faisla hamere ........ pakhsa me hi ayyega ....

    ReplyDelete
  8. blog par published paper ki cutting me c m ne khud kaha hai ki tet aharta pariksha hai na ki patarta.. so merit tet se hi banegi.. plz chek blog cutting now $ SEE

    ReplyDelete
  9. 30apr se pehle 18 apr ko bhi yaad rakhna hai kyo ki sarkar ke man mai kya hai pata nahee

    ReplyDelete
  10. Dosto HC ki website par case ki date abhi bhi 16april show ho rahi hei kya aaj hearing hei please raply.
    Thanks

    ReplyDelete
  11. SORRY , maine 1st comment me 2.85 likha tha / 2.86 lakh PRT 31MARCH 2015 KI NEWS KE LIYE DANIK JAGRAN 15APRIL 2012 KA NEWS PAPER PAGE 17 PAR PADE /AMIT GUPTA/

    ReplyDelete
  12. CM sabko chutiya bana raha hai. Mazak bana diya hai kabhi tet wale teacher banege to kabhi tet ki zaroorat nahi hai. Politics khel lo.

    ReplyDelete
  13. 30 April ke baad kaun si date padegi please announce that ,ab to intezaar karne ki aadat pad gayi hai........

    ReplyDelete
  14. c m ne 2015 tak ka samay isliy emanga hai kyoki vo ye bharti 2014 ke lok sabha chunav ke samay karna cahahta hai.. cm bahut hi gandi rajniti kar raha hai

    ReplyDelete
  15. Kya koi bata sakta hai ki court ye date last hogi.ya date milegi....

    ReplyDelete
  16. Singhji kanha ke amrujala me ngo ne sc me pil dali chapa hai

    ReplyDelete
  17. highcourt ke hath ab khoon se rang gaye hai...ye 2students ki maut ka sabse pahala jimmedar heighcourt hai.abhi tak iss desh me ham netao aur sarkar ko koste thhe ab heighcourt bhi sanvedanheen ho gayi hai.sharm aati hai kahane me ki ham aise desh ke nagrik hai....jaha jindagi ka koi mol nahi hota.
    kapil dev bahadur tu gaya tha naukari rokne...ja ab wus ghar me ja k dekh jaha 2 jawan ladke mare hai.kya haal hoga unka thoda soch.abhi pata nahi kitne aur lash girenge tab iss sarkar aur court ko hosh ayega....
    ghinna aati hai aise kanoon vyavastha pe...
    chhhi
    Muskan ji hame nahi pata ki supream court ko kaise email kare..kuch samjh me nahi arha hai.ap se anurodh hai ki sabhi tet students ki taraf se ek mail supream court aur ek heigh court k cheaf justice ko kare.unhe halat bataye ki agar aise chalta rha toh pata nahi abhi kitne aur log maut ki nind so jayenge...kya issi din k liye ham logo ne padhai kiya tha?isse achcha ham daku naksali ban jaate kam se kam ghutan toh nahi hoti jine me...

    ReplyDelete
  18. moring se kebil 5 comments hi dekhai de rahe syad tetions ne blog dekhna hi band kar diya hen

    ReplyDelete
  19. 18 april kee meeting men kya sachmuch tet cacil ho sakta he, yah kisi bhi kimat per cancel nahi hona chahiye hamlogo ko ek jut ho jana chahiye

    ReplyDelete
  20. yar ye comment publish kun nahi ho rehe han

    ReplyDelete
  21. blog editor ji pl open the commentes

    ReplyDelete
  22. BLOG EDITOR JI PLEASE OPEN THE COMMENTS

    ReplyDelete
  23. Gaandhi tumhare desh ka kaisa hai ye usool,,,,,Kisko Sja mili yahan ,khtavaar kon hai,,,,,,,,,,,

    ReplyDelete
  24. JAB KISI KO YEH NAHI PATA KI SECRETARY BHI KUCH ADVERTISE DE SAKTA HAI TO SECRETARY KA KYA KAAM .AB COURT KO BHI NAHI MALUM YEH BALA KIS TARAH NIPTAYI JAYE.JO KARNA HAI JALDI KARO JISHSE SABHI TET WALE SSC YA UPPCSMAIN LAGE FALTU MAIN MASTER BAN NE KE SAPNE DHIKHATE REHTE HAI SAB.AB B.ED WALO KA TO KOI WAJOOD NAHI U.P. MAIN .UNKA KON MAIBAAP HAI JO UNKI SOCHE.

    ReplyDelete
  25. Gaandhi tumhare Desh ka Kaisa Hai ye usool,,,,,,,,kisko(tet pass ) sja mili yahan aur khtavaar Kon hai

    ReplyDelete
  26. AKHILESH KE 2015 TAK KI YOJNA KE ANUSAR 4 SAAL TAK TET SE KAMAYI KE LIYE PERMISSION MANGI HAI AUR BAAP KO PM BHI BANANA HAI NAKI TUMHE NAUKARI DENE KE LIYE PERMISSION.NAUKARI TO GOVT. PAR HAMESHA REHTI HAI PAR GOVT. LAST TIME JANE PAR HI NIKALTI HAI TAKI DOBARA SATTA MAIN BANE REH SAKE YEH FUNDA HI MAYA KA FAIL HO GAYA.AB KEWAL MULAYAM KO 2014 MAIN PM AUR BANWA DO TET WALO EK BAAR AUR GALTI KAR DO.JISHSE BAAP BETE KA SIRAUR MUH DESI GHEE KI KADAYI MAIN HO JAYE.

    ReplyDelete
  27. AB 2015 TAK TET KE DWARA PAISA BANAYA JA SAKTA HAI KYOKI B.ED WALO KI SANKHYA JYADA HAI SO INSE HI KAMAYI HO SAKTI HAI .BTC MAIN TO 20000 HI STUDENT HOTE HAI ITNE KAM BACHCHO MAIN GOVT. KO KYA BACHEGA ISLIYE MULAYAM KO 2014 KE LIYE PM KE LIYE FUND CHAHIYE JO TET SE HI NIKLEGA TAB TAK 4 BAAR TET HO JAYEGA .WAH KYA LOGIC HAI BAAP BETE KA.

    ReplyDelete
  28. aaj plog publish nahi ho raha hai kya plog par senser lag gaya hai shashan ki taraf se ya koi technical problum hai

    ReplyDelete
  29. Harikesh ji and All,

    Aap BLOG ke TOP right mein chat box ka use normal chat ke leeye kar sakte hain.

    Important matter comment ke madhym se den, vo review karne ke baad live kar deeye jaynge.

    Aisa isleeye karna pada kyonkee - kuch person anap shanap comments likhte rehte hain.

    Samay aane par dobara se comments direct publishing option khol deeya jayga.

    Dhanyvaad.

    ~Blog Editor

    ReplyDelete
  30. TET KI KAHANI

    Once there was a mayawati. she wanted to make the statue of the elephant. Than she thought a plan. She conducted the tet exam and collected lot of money.after this she thought i have to stop the tetians becuase i had no money to give the salary to tetians so she sent two person to the high court named kapil dev etc and stayed the vacancy. than time changed mayawati went to the forest with her elephant. After this akhilesh yadav came by cycle. Now he wants to make the statue of the cycle.Now this is the time to come to rob the tettians so he made the statement we will cancel the tet exam.To listen these these things two tet candidates died and many are serious.So one day all tet candidates will died and politics will run on the cycle and elephant.

    moral

    politics is more powerful than unity and honesty

    ReplyDelete
  31. 1. Jarooree coments aap mere facbook profile par bhee de skate hain :

    http://www.facebook.com/profile.php?id=100003229523165&ref=tn_tnmn
    (UPTET Prt)

    2. For normal discussion - Chat Box on Top Right og Blog

    3. Important comments can directly post through BLOG POST,
    Ye comments review karne ka baad live ho jaynge.

    -------
    Is tareh se gatiya/gande/marketing comments par rok lagegee.

    ReplyDelete
  32. @Sandeep ji & All,

    You know BLOG has faced many prblems earlier.

    Mene jab kissee ke abusive comment ko rokne kee koshish karee jo kee usne kisee doosre blog visitor par kiya tha.
    To uske badle mein mujhe abusive comments dee gayee.
    ---
    Aur sab mujhe hee doshee batane lage

    --
    Are aap chat box / facebook ka bhee use kar sakte hain, aur labhag sabhee comments jo kee
    theek hain aur sabhee ke hit ke leeye hain, mein live kar datee hoon.
    -------
    Agar aapke paas abusive comments ko rokne ke leeya aur koee rasta hai, to bata deejeeye.

    ReplyDelete
  33. @blog editor

    Sir/Mam

    you know that i have passed primary level in ctet, uptet now plz tell me that am i apllicable for the prt job in next seven or five year. IF not than what can i do with the certificate.i think this is the cheating with us if we are applicable for 1 jan 2012 than what is the meaning of the validity?

    2 i passed my ctet primary levl exam with gen community but i m in st community so in future which communtiy i have to select? bcoz the passing marks same for the gen and sc, st and obc candidate in ctet exam so plz give me answer

    ReplyDelete
  34. @blog editor

    pls reply my questions bcoz i m in tension

    ReplyDelete
  35. The last decision of prt recruitment or tet by the court or cm will favour of tet ions.. so plz mention not........... thank you

    ReplyDelete
  36. dosto ye shabbi tet paas techers ke liye uska antim imthaan hai bas aap sab log lage rahiye tabhi kuch hasil hoga. aaj kal to bina mange bhikh bhi nahi milti

    ReplyDelete
  37. Saathiyo aap dhirya rakhe sabhi tet paas teacher naukari jaroor payenge .tet exam ko ignore karna sarkar ke liye aasan nahi hai.

    ReplyDelete
  38. tet students ka jiwan khatare mein pad gaya hai. yadi sarkar tet ke aadhar par bharti nahi kar sakti to ye janch comittee baithane ka kya uddeshya tha. kaha ja raha tha ki janch hone ke uprant bharti prikriya ko aage badha diya jayega

    ReplyDelete
  39. kripya c.m.ji dhyan de ki sabhi b.ed dhark ko 10 hajar maandei par rakh diya jai.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।