/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, April 29, 2012

UPTET : टीईटी अभ्यर्थीयों के फेसले का दिन न्याय के मंदिर में - 30 अप्रेल 2012


UPTET : टीईटी अभ्यर्थीयों  के फेसले  का दिन न्याय के मंदिर में  - 30 अप्रेल 2012

लगता है कल अदालत का निर्णय टीईटी अभ्यर्थीयों के लिये भारी राहत लेकर आएगा 
इससे पहले भी एक बार अदालत टीईटी अभ्यर्थीयों के हितों का ध्यान रखते हुए विज्ञापन में संशोधन का निर्णय दे चुका है 
जिसमें अभ्यर्थीयों को ५ जिलों के स्थान पर सभी जिलों में आवेदन की छूट दी गयी थी 

टीईटी अभ्यर्थीयों की तादाद व उनकी परेशानीयों (जिसमें आवेदन शुल्क , मेहनत परीक्षा उत्तीर्ण  करने में व् आवेदन के दोरान  परेशानीयां , समय इत्यादि शामिल है )  को देखते हुये ऐसा प्रतीत होता है कि विज्ञापन एक बार पुन : संशोधित हो सकता है या कोई जनहित में निर्णय  (और अधिकारीओं की गलती,  अभ्यर्थीयों को न भुगतनी पड़े ) आ सकता है |

 शायद कल फेसले के दिन हो ( क्योंकी इलाहबाद हाई कोर्ट डबल बेंच ने इस मामले को शीघ्र हल करने पर जोर दीया है |
और उसके बाद भर्ती प्रक्रिया पुन:  प्रारंभ हो सकती है , जिसमें काउंसलिंग के जरिये नियुक्ति पात्र दीये जाने बाकि हैं 

60 comments:

  1. God hamari madad karega kyoki ham sachche hai.

    ReplyDelete
  2. kal highcourt k saamne pahunchege sabhi tetians

    ReplyDelete
  3. kalyug m hak chhinane se milta h dosto

    ReplyDelete
  4. tetions k neta kayar hai is karan ye sarkar k numaendo ki bato me aage . Tet karykarta bahadur hai jo date hai main bhi tet ka karykarta hun is samamy charbagh lko me hun

    ReplyDelete
    Replies
    1. kya number h candidate ka bhai
      mor m bahut candidate lot gaye

      Delete
  5. Jaise Mahatma Gandhi ji ne apna anshan keeya, aur saty ke leeye apnaa ahinsatmak aandolan keeya, aisa kuch karna to theek hai,

    Par kuch log Public propery k nuksaan pahunchaane kee soch rahe hain, Vo Bilkul galat hai

    Agar aapke saath kuch galat ho to aap doosron ke saath gaalt karen,
    ye kahan ka nyay hai

    Aise to saaree dunia trast ho jayegee

    ReplyDelete
  6. Muskan g apne bilkul sahi kaha. Hinsa kisi samasya ka hal nahi hai, uske bad phir aapko shanti ka hi rasta pakadna padega, to hum pehle hi kyu ye raasta choore.isliye behtar hoga hinsa ki bat na kare.

    ReplyDelete
  7. @amit g kasab se is samsya ya ahinsa ki tulna karna nitant galat hai. Anya ka pratikar kiya jana chahiye, lekin koi apradh kare to aap bhi apradh shuru kar de, isse to samaj me avyawastha phail jayegi. Phir hum apne ko sabhya hone k danka bekar me peette hai.

    ReplyDelete
  8. DOSTO HAMARE HAQ KO KOI NAHI CHEEN SAKTA. IN POLITION KO SHAYAD PATA NAHI H KI INDIA ME KEWAL GANDHI HI NAHI BHAGAT SINGH BHI PAIDA HUAE THE. SADAAA HAQ ETHE RAKH

    ReplyDelete
  9. Tet Netao ka nirnay thik tha kyuki aap agar anushasan nahi rakhege aur c.m. Ki baat nahi mante to ve bhi kyu aapke hit ki baat sochne lage?har baat ko hinsa se nahi manvaya ja sakta.shikshak banne wale hai to vaisa behaviour bhi sabhi expect karte hai.kal hame RAHAT milegi dosto.SATHIYA AAJ MUJHE NEEND NAHI AYEGI.

    ReplyDelete
  10. may god hum sab ki sun le aur kal hamare fevar me nirmay aa jaye.

    ReplyDelete
  11. ईश्वर करेँ कि फैसला हमारे हित मेँ आए ।

    ReplyDelete
  12. Sathiyo meri aaplogo se appeal hai ki dharna sirf nirnayak jung ki sthiti me diya jata hai ye thodi na hota hai ki date fix karke charbag par pahuch gaye aur sham ko aswasan k bad bhag khade hue aur kah diya ki humne gov.par dabav bana diya.aur bina kuch prapt kiye ghar laut aaye.

    ReplyDelete
  13. 28 april ka aandolan bekaar nhi gya, balki main ye kahunga ki kal k aandolan se prashashan k haath paaon dheele ho gye, ye baat sabhi jaan gye honge ki hm log un logo k aashwashan ki kadr kr skte h to waqt aane par gov ki aisi taisi krna bhi jaante h

    ReplyDelete
  14. Samay k sath chalo. rajniti suru karo gov. property ka nuksan karo & tet netao se news do ki ye sab ham se alag hua tet sangharsh morha wale kar rahe hai.
    Tet neta -NARAM DAL
    Tet sanghash morha -GARAM DAL kyo yah sahi hai na?

    ReplyDelete
  15. ajit ji main aap se sahmat hu ,is tarah ki stithi humare aandolan ko kamjor kar sakti hai q k her koi bar bar lko nai ja sakta ,

    ReplyDelete
  16. Mr oni govt sirf dabaw ki bat hi samajhti he angrez bhi aasani se jane wale nahin the

    ReplyDelete
  17. Mr oni govt sirf dabaw ki bat hi samajhti he angrez bhi aasani se jane wale nahin the

    ReplyDelete
  18. Jab matter court me vicharadin hai tab usme gov.bhi kuch nahi kar sakti hai.ek baat aur hai ki court se stay hatne k baad yadi gov.apna rukh spast nahi karti hai tab aage ki rannit banakar koi aage ka kadam uthana aswasan k sahare bilkul nahi rahna chahiye vahi dharna nirnayak evam safal mana jata hai.

    ReplyDelete
  19. Kal fir date milegi ya vigyapan radd kar denge.kyonki govt. Ke dabab me court kaam kar raha hai.

    ReplyDelete
  20. Tet neta & tet morcha k bich asahmati (aam logo k lia) ka labh lekar apni shakti ko pradarsit karo.

    ReplyDelete
  21. Case Status - Allahabad
    Pending
    Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
    Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL
    BAHADUR
    Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
    Counsel
    (Pet.):
    ALOK KUMAR YADAV
    Counsel
    (Res.):
    C.S.C.
    Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary
    Education (teaching Staff) (single Bench)-
    Appointment
    Date of Filing: 21/12/2011
    Last Listed
    on:
    16/04/2012 in Court No.
    33
    Next Listing
    Date (Likely):
    30/04/2012
    This is not an authentic/certified copy of the information
    regarding status of a case. Authentic/certified information may
    be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court
    Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD
    (Computer).
    29/04/2012 Case Status Result
    allahabadhighcourt.

    ReplyDelete
  22. Kal case ki hearing kitne baje hai. Please confirm

    ReplyDelete
  23. Dosto kal ke high cort ke faishale sunane ke liye apne dil ko majboot banaye rakhe.

    ReplyDelete
  24. Dosto kal ke high cort ke faishale sunane ke liye apne dil ko majboot banaye rakhe.

    ReplyDelete
  25. मैं अपने रब से दुआ कर रहा हूँ
    आप सब आमीन कहें
    ऐ मेरी जिन्दगी के मालिक मैं अगर
    गलत के लिए दुआ करुँ तो तू इसे रद्
    कर दे मगर हम अगर हक पर हों तो
    हम सबकी दुआ कूबूल फरमा
    (आमीन)

    ReplyDelete
  26. ऐ मेरे अल्लाह
    तू कल का सूरज हमारे हक मे ऐसा रौशन
    कर की हम सब की महनत का फल मिल
    जए और हमारे लीए कल एक यादगार
    सबित हो जाए (आमीन)

    ReplyDelete
  27. Kya hoga rama re....na jane ka hoga maula re....
    ?

    ReplyDelete
  28. Agr tet ki merit par vivad hai toh gudank ke tarj par merit sarvottam hai...ap sbka kya vichar hai...mera manana hai ki ek aankh ka admi kana kahlata hai..aur done aankhon vala aadmi hai accha hota hai...issi tarh keval acced..aur na keval tet...
    Acche teacher dono kshetra me uttam hone chahiye..atah mere hisab se merit
    acad+tet ka gudank merit best hai.

    ReplyDelete
  29. Tum yar apne vichar apne pass rakho.

    ReplyDelete
  30. Brijesh tumahari aurat chudai gai tet mai

    ReplyDelete
  31. bhai logo,
    aaj highcourt ke saamne dharna dene ke liye allahabad or aas pas ke jilo ke tetians zyada se zyada tadad me pahunche.
    aaj faisla Insha Allah hamare huq me hi aayega.
    Tet merit jindabad
    Regards
    Ali

    ReplyDelete
  32. vese to faisla aaj Insha Allah tet merit ke paksh me hi aayega or vigyapan cancle nahi hoga, lekin by chance agar cance ho bhi jata hai to hum logo ko jald se jald sc jaana hi padega.
    pehle sc me PIL or fir jantar mantar per dharna.

    ReplyDelete
  33. ab bhi lucknow me hazaro ki sankhya me tetians mojood hain.
    hum yahan se tabhi jayenge jab cm ki or se likhit bayan aayega or hc ka decision aa jayega.
    tet merit zindabad.

    Ya Allah hamari madad kar or jo iske gunehgar hain un sabko nestonabood kar de. (aameen)
    hamare do sathi jin kameeno ki vajeh se is duniya se rukhsat ho gaye hain unhe iski saza zarur milegi.
    lakho logon ki baddua is kapil yadav ko or sanjay mohan ko jaroor milegi.

    ReplyDelete
  34. dear frnds jaisa ki iss blog par dikaya gaya hai ki aaj dhrna sthal par bhari sankiya main log paunche aaisa tho kuch bhi nahi hua .Mai darul safa se 1km door rahati hoon aur kai times wahan gai,par wahan na tho banda hai na hi bandae ki jath.Acc 2 me its a fake news......TET MERIT SUPPORTER PURNIMA FROM LKO HAZRATGANJ

    ReplyDelete
  35. Good morning to all tet pass candidates

    ReplyDelete
  36. Aaj decision apne favour me hi aayega.om namah shivaya!

    ReplyDelete
  37. merit tet +acd ki gunank se banne sab ko tiyar ho jana cahiye,agar app tet merit aur govt. acd merit par adi rahe to ye bharti kaise hogi.
    pls beech ka rasta nikal jar govt ko us per chalne ko majboor karo

    ReplyDelete
  38. aaj sabhi titian kam se kam 5 bar hanuman chalisha jaroor pade to gurranti hai ki aaj kalyan ho jaiga promise

    ReplyDelete
  39. prakash ji, aap log kyo nahi samajhte ki ab tet ke alawa koyi bhi aadhar chayan ka nahi ban sakta is 72825 padon me, aap log aage ki 80000 vacc. ke liye acd. ya gunank ke aadhar ki maang karen...............

    ReplyDelete
  40. akhilesh bhai jindabad.bped morcha sangh tet nirsat hokar rahagee.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tum jaise log Apne ghar walo ke bi nahi hote hai to tum lakho logo ke ummido ko kya samjhoge.

      Delete
  41. News news news news for tet-Amity Candidates Aaj Amity me Rahul gandhi 3 din k dore pe aa rahe hai, aap sabhi tet-amity wale sathiyo se vinti hai ki ap sabhi Rahul gandhi g se baat kare or apni tet or uski bharti ko le k sabhi pareshaniyo se avagt karaye or kahe ki central govt ka chala gaya sarv shiksha abhiyan up me dum thod raha hai, isliye hum jaldi hi delhi jantar-mantar pe aane par mazbur honge.... Ap se vinti hai ki ap humhari pareshaniyo ko central govt ki taraf se madad kare... TO MUSKAN PLZ HIGHLIGHT THIS NEWS

    ReplyDelete
  42. आज इतना घबराहट हो रही है इतना टेट से पहले भी नही हुई।

    ReplyDelete
  43. bhai sarkar bahut kharab ye han logo ka bahut bura chati hai .iske niyat khrab hai



    president
    RAJESH PANDEY

    tet academic sangarsh morcha 8545053537)(uninor free)(

    ReplyDelete
  44. bhai sarkar bahut kharab ye han logo ka bahut bura chati hai .iske niyat khrab hai



    president
    RAJESH PANDEY

    tet academic sangarsh morcha 8545053537)(uninor free)(

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।