लखनऊ। टीईटी अभ्यर्थियों ने रविवार को मेरिट के आधार पर चयन की मांग को लेकर जीपीओ में गांधी प्रतिमा के सामने अर्द्धनग्न होकर प्रदर्शन किया। अभ्यर्थियों की मांग थी कि प्रदेश सरकार यूपी टीईटी भर्ती प्रक्रिया के विज्ञापन को निरस्त करने की संस्तुति को न माने और टीईटी अभ्यर्थियों पर अन्याय होने से रोके। अभ्यर्थियों प्रदेश सरकार को चेतावनी दी है कि अगर उनकी मांग न पूरी हुई तो वह 28 अप्रैल को लखनऊ में बड़ा आंदोलन करेेेंगे।
उधर, युवा स्नातक बेरोजगार वेलफेयर एसोसिएशन ने शक्ति नगर में बैठक कर प्रदेश सरकार से मांग की है कि जाति धर्म से ऊपर उठकर निर्णय ले ताकि सभी युवा बेरोजगारों के हाथ मजबूत हों। संगठन के अध्यक्ष अरुण कुमार ने कहा कि सभी बेरोजगारों को रोजगार देने का वादा कर सरकार बनाने वाली सपा की सरकार को अपना वादा पूरा करना होगा।
News : Amar Ujala (23.4.12)
THIS IS THE BEST OPTION, BUT AUR SANKHYA ME ROJ YE PRADARSHAN LUCKNOW ME AUR BAKI JAGHO PAR BHI HONA CHAHIYE, SARKAR KO APNE PRADARSHAN SE MAJBOOR KAR DO KI HUM APNE JOB KE LIYE LUCKNOW KO JAM KAR DENGE.......
ReplyDeleteVery good
ReplyDeleteDosto tum logo main mai bahut energy hai.tum kuch bhi kar sakte ho
ReplyDeletePARVINDER GURJAR said...
ReplyDeletehume sirf tet merit ke liye hi andolan karna hai jabse visith b.t.c. start hua hai tub se sirrf cbse board ko teacher banaya gaya hai sabhi jante hai b.ed ke practical me sirf paise de ker no liye jate yadi bharti tet merit se ho to walo ki andhadhund paise ki vasuli band ho jayegi tub jo ministro ko B.Ed college se milne wala paisa band ho jayega bhrastachar bana rahe isliye acd ki baat ho rahi hai mera dawa hai ki yadi entrence exam se bharti hogi to barastachar band hoga or baache up board ke qualified teacher milenge.or AAJ HI H.C NE PRACHARYO KI BHARTI RUD KI HAI KYONKEE USME ENTRENCE KI JAGAH ACD MERIT KE AADHAR PER NIYUKTI HUI THI ATAH HIGH COURT NE NIYUKTI AAJ HI RUD KI HAI AAJ BADLOW KE IS DOUR ME EK TET MERIT KE LIYE BADA ANDOLUN JAROORI HAI ATH 28 KO LUKNOW CHALO LUKNOW CHALO LUKNOW CHALO LUKNOW CHALO
Bus hame haar nahin manani hai baki sab bhagvan accha karenge jld hi hame safalta milegi
ReplyDeleteHum aap ke sath hain
ReplyDeleteHum aap ke sath hain...
ReplyDeletedosto we r going to win , if our mural is highly
ReplyDeletefriends,
ReplyDeleteits time to unity ,
i think this is last war for us,
and we r going to win,.
Dont loose ur mural,
boost'it.
Friends 25 ko lkw jarur pahucho.
Good night
bhaiyo please be united lacknow jane ki ek date decide karo alag alag jane se hamara andolan kamjor pad jayega please date final karo to ek hi karo kuch log 28 april ko ja rahe hai to kuch log 25 april ko eysa mat karo sath chalo sangharsh kare aage badho...
ReplyDeleteकोई आगे की रणनीति नहीं बना रहा है। एसोसिएशन के अध्यक्ष भी कोई रणनीति की जानकारी नहीं दे रहे हैं। हमें इस संघर्ष को वृहत् स्तर पर लडना होगा, नहीं तो ये सरकार हमें दबा देगी। हम जानते हैं कि हम सुप्रीम कोर्ट से जीत जायेंगे, इसलिए हमें कोर्ट में जाने के लिए रणनीति बनानी होगी क्योंकि फैसला कोर्ट के माध्यम से ही होगा, ये राजनीति पार्टिया केवल अपना भला देखती हैं।
ReplyDeletewe will must join u friends
ReplyDeleteham jeetenge.
ReplyDeletejara koi right to information act(RTI adiniyam)dvara ye pataa lagaaye ki akhilesh yadaw ke chacha aur mulayam singh ke bhai shivpaal singh yadaw ka etawa jile me koyee b.ed. college to nahee chal raha hai jisase ye log nakal walee shakshik merit ko prt bhartee ka adhar banana chahte hai kyon ki inhe der hai ki kahee tet merit ke der se log b.ed. karna chhor denge to inke scoolo ki b.ed. seate nahee bharengi aur karoro ka nuksaan ho jayega ye to saraser bhrustachar ka mamla banta hai aur lokayukt ke yahan shikayat derj karani chahiye. abhi inke pas hamse varta karne ka samay nahi hai tab dekhiye kaiselokayukt ke paas shapath patra dakhil karne ke liye kaise samay nikalte hain. samajwadi lohiya janmsthali akbarpur ditt-ambedkarnagar.
ReplyDeletevidhan sabha election ke baad bahumat pane per itnee jaldee thee ke ek hafte se bhee kam samay ke ander akhilesh yadaw ne C.M.ki shapath apne beebi bachho ke saath le kar kursee per baith gaye us samay aap sabhee ne dekha hoga ki unkee patnee kitnee bhavuk thee aur aaj hum TET pass hoker avedan ker ke chaar maheene se baithe intejaar ker rahe hain kyaa hamaare parivaar kee hamse aashayen nahee hain. hame aise raaja se aisee ummeed nahee thee.. samaajwady lohiya janmsthalee akbarpur distt-Ambedkarnagar
ReplyDelete