अंबेडकरनगर, टीईटी संघर्ष मोर्चा की जिला इकाई ने कैंडिल मार्च कर मेरिट के आधार पर नियुक्ति की मांग शासन से की। कलेक्ट्रेट परिसर में मंगलवार को संपन्न बैठक में वक्ताओं ने गत दिनों लखनऊ में बसपा शासनकाल में शहीद साथियों को श्रद्धांजलि देते हुए ईश्वर से शक्ति प्रार्थना के माध्यम से मांगी। बैठक व कैंडिल मार्च में जिलाध्यक्ष अनिल वर्मा, देवेंद्र कुमार, सुरेंद्र यादव, विवेक वर्मा, देवेश, सुरेश यादव, शिवेंद्र विक्रम सिंह, शिवकुमार, आलोक पांडेय आदि शामिल थे। अध्यक्षता जिलाध्यक्ष व संचालन सर्वेश यादव ने किया।
न्यूज़ साभार : Jagran ( 24.4.12)
bhai sabhi logo se nivedan hai ki ap log bharti prakriya ko kisi bhi tarah se hone de.kyo ki tet me 2 paksh hai ,ek hamesha court me hi jayega agar uske paksh wala nahi hua to.es liye plz ap log itni chhoti see baat ko nahi samagh rahe hai,to ap logo se kya ummeed kiya ja sakta hai ki ap log yogya teacher honge,so plz ap log lucknow jaane ka soch apne dimag se nikal kar kuchh achchha soche
ReplyDeleteRajya dwara tet ko merit ke adhar par nisarst karne ki prakirya ki ja rahi hai, yah ak galat rajya sarkar ka galat faisla hai, kyon ki poorva me nikali gaye vigyapan me koi sansodhan nahi hona chahiye . Ab sikhshavid kah rahe hain ki tet ko ek aharta manna jana chahiye. is baat ka harjana tet qualified students kyon bhugte? kyonki unhone isi vigyapan ko aadhar bana ke exam pass kiya hai. jo log tet merit ke aadhar par teahcher bharti na karne ko kahte hai vo log pahle kahan the? keval sarkar ke badal jane par poorv sarkar dwara vigyapan kaise badal sakta hai? is parkar to sabhi vigyapano main kuchh khami nikal kah sabhi vigyapano ko badal deno chahiya Agar nahi to iska harjana students bhugte aise kyon????????................
ReplyDeleteJo log tet pass nhi kar paye wohi bina tet k niyukti chah rhe h ...sab farji marksheet se merit me jagah pa jayenge aur jo log tet pass ni kr paye woh kya ghanta master banenge ...aur pahle bina tet ki niyukti se dekh lo kya haal hua primery education ka
ReplyDelete.
ReplyDelete