/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, April 25, 2012

UPTET : Scan Copy of Government Order (G.O) provided by Blog Visitor Mr. Tulsi

UPTET : Scan Copy of Government Order (G.O) provided by Blog Visitor Mr. Tulsi

प्रेषक: Tulsi Sahu <tulsiprasadsahu@gmail.com>
दिनांक: 24 अप्रैल 2012 8:38 pm
विषय: info
प्रति: muskan24by7@gmail.com
Please view my attachment

Thanks
Tulsi Prasad Sahu

*******************















































































***************************

Another mail of Blog Visitor : -

---------- अग्रेषित संदेश ----------
प्रेषक: Sudhir Tiwari <sudhirdtiwari@gmail.com>
दिनांक: 24 अप्रैल 2012 11:49 am
विषय: Please publish on the blog.
प्रति: muskan24by7@gmail.com


Dear Friends,

Dhairya Rakhein, Ye bharti ho kar rahegi.

Points in reference on the same are as under:

1. Ye batayen , DD ki validity 6 months hi hoti hai. Hum sabhi ne DD lagbhag Dec-11 ke 1st week mein banwaya hoga. Is tarah enki validity May-12 ke 1st week mein samapt hone waali hai. Govt. agar chahe bhi to DD hamein May-12 ke 1st week main provide nahi kara paayegi, kyonki sankhya ek, do nahi balki 2,50,000 X 6 = 15,00,000 no. of DDs ( 6 DDs for each student) hai.

2. Es beeach ye 100% sure hai ki kuchh DDs cash bhi ho gayi hongi. Aur agar ek bhi DD cash hua hai, to Govt. ka vigyapann radd karna impossible hai.

3. Iske alawa agar UPTET candidates ne compensation ki apeal kar di (kam se kam 4-5 lacs for each candidates) supreme court mein, aur agar SC ne bhi es par muhar laga di to, U P Govt. ki naani yaad aa jaayegi, payment karte-2, sochiye 2,50,000X 5,00,000 lacs = 1,25,00,00,00,000 Rupees. 

Sab bhul jaayenge laptop, tablet aur bhatta. 

4. Eske alawa agar Jul-12 tak bahrti nahi hui, to Karoron rupaye ka Central Aid bhi nahi milega. Yahin nahi U P Govt. ke es laparwaahi se world wide organisations dwara basic shiksha ke madd mein hamare country ko bhi AID postponed kiya ja sakta hai. Central Govt. bhi eske chalte U P Govt. par dabaw jarur daalegi. 


Vigyapan cancel karne ke pehle Govt. en sabhi muddo par vichaar awashya karegi.


FIR BHI LADAI JAARI RAKHNI HAI, HUMNE APNI BAHADURI TET MEIN DIKHA DI HAI, COURT MEIN BHI DIKHA DENGE.
-- 

With Regards,




Sudhir Tiwari
Mob: +91-9893550371



24 comments:

  1. muskan ji will u please elaboarate it.

    ReplyDelete
  2. muskan ji iska kya matlab hai please confirm karen aur aj ki meeting ka kya hua

    ReplyDelete
  3. muskan ji kya G.O. Hamare kisi kam aa sakta hai court me,

    plz reply

    apka dhanyvad

    ReplyDelete
  4. muskan ji plg isko confirm kare ki kya ye hamare kisi kam aa sakta hai court me ,

    aapka dhanyvad.

    ReplyDelete
  5. muskan ji please ese hindi me samjhaye please

    ReplyDelete
  6. Muskan didi, are we about to win as We have a strong evidence.

    ReplyDelete
  7. CAUSE LIST 30.04.2012: GUD or BAD OUR case AT no.155

    For Final Hearing/Disposal
    WRIT - A
    155. DF 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR



    LAST HEARING's DECISION (already published) AS REFERENCE


    Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011

    Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
    Respondent :- State Of U.P. & Others
    Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
    Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

    Hon'ble Arun Tandon,J.
    In view of the order of the Division Bench of this Court dated 06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading of case for hearing on 30th April, 2012.
    Interim order, if any, to continue till the next date of listing.
    Order Date :- 13.4.2012

    ReplyDelete
  8. CAUSE LIST ALLAHABAD
    Advance Cause List
    30/04/2012
    COURT NO.33
    As a
    first case
    WRIT -
    A
    1. DF 76039/2011
    YADAV KAPILDEV LAL
    BAHADUR ALOK KUMAR
    YADAV
    RAJESH YADAV
    Vs. STATE OF
    U.P. & OTHERS
    C.S.C.

    ReplyDelete
  9. @sudhir Tiwari G. Apne to point bataye hai, wo sab taraksangat point hai, court me govt. ko jawab dete nahi banega.

    ReplyDelete
  10. Muskan ji kya esse cort hamare favour me dession de sakta hi

    ReplyDelete
  11. HUM 80-85 LOG AA RAHE HAI 28APRIL KO LKO ME,,, HUM APNA HUQ LEKAR RAHENGE SATHIYO

    AGR AAP LOG, JO GHAR PAR HAIN, AGR HUMARE SATH, KHUD K LIYE AA SAKTE HO TO JAROOR ANA.. FIR BAAD ME KYA HO KUCH NHI KAHA JA SAKTA

    TET SANGHARSH MORCHA *JINDABAD*

    ReplyDelete
  12. Mr. Rashid,

    Mein koshish karungee ki kal filter na lagaya jaye.

    Par sabse bad problem hai - Ki comments bahut hee abusive/gande aane lage the.

    Aur koee hisatmak comment bhee na aaye. (jisse koee law order tute ya samj ko koee pareshanee ho)
    --------

    ReplyDelete
  13. miss muskan,
    plz aap ye confirm kare ki is G.O. Ka hamare liye kya mahatv wa upyogi hai

    plz
    confirm kare,

    ReplyDelete
  14. Muskan ji,Kya apke paas Vishist BTC 2007,2008 ar BTC 2004 ke last ke batch ki niyukti ke barre mein koi jankari hai........
    Pls hm logon ka bhi sath dijiye

    ReplyDelete
  15. Lko kab jana hai confirm kare

    ReplyDelete
  16. Mr, Ajay Gautam,
    Pahle Theek se G.O. ko pado fir kaho ki Advertisement kon Nikalega. Usme saaf-2 Likha hai ki Vgyapan BSA ki or se Sachiv, Besic shiksha parishad Dwara Nikala jayega.
    Arun, Mathura

    ReplyDelete
  17. poorva sakar dwara nikali gaye vigyapti ko sarkar badalna chahti hai yah ek nyay sangat baat nahi hai. sarkar badle kee bhawna se kam kar rahe hai. jab court ne apna descision de diya hai ki sarkar chahe to tet ke marit ke aadhar par apponintment kar sakti hai to sarkar ko kya paresani hai. mool vigyapan ko badalkar sarkar berojgaro ke sath dhokha kar rahi hai. vishit btc ke liye december tak hi kanoon mai vaidhta pradan kee gayee hai,aise mai agar sarkar nayee vigpti nikalti hai to fir se vigyapti anishchit kaal ke liye court main latak sakti hai. isliye sabhi tet qualified students ko ek jut hona hai aur is vigyapti ko nirast NAA karne ka poora dawab sarkar par banana hai.TET EKTA JINDABAD...........

    ReplyDelete
  18. 95 obc female art me kya mera sel. hoga

    ReplyDelete
  19. To all tetiens (Master Ji)
    Agar aaj hum kahenge ki lucknow chale hum
    Tabhi to kal kah sakenge ki school chale hum

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।