/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, April 22, 2012

बदल गया अखिलेश के जनता दरबार का समय

UP News  : बदल गया अखिलेश के जनता दरबार का समय


लखनऊ। उत्तर प्रदेश के मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने जनता दरबार के कार्यक्रम में बदलाव किया है। अब मुख्यमंत्री का जनता दरबार महीने के पहले और तीसरे बुधवार को लगेगाइससे पहले राज्य सरकार की तरफ से हर बुधवार को जनता दरबार लगाने का ऐलान किया गया था।

राज्य सरकार के प्रवक्ता ने रविवार को एक बयान जारी कर बताया कि प्रथम जनता दर्शन (जनता दरबार) की उपयोगिता के मद्देनजर लोगों के दुख-दर्द एवं उनकी समस्याओं की सीधी जानकारी प्राप्त कर प्रभावी समाधान के लिए यह निर्णय लिया गया है कि अब जनता दर्शन प्रत्येक माह के प्रथम एवं तृतीय बुधवार को आयोजित किया जायेगा।

माना जा रहा है कि उम्मीद से ज्यादा फरियादियों के पहुंचने से परेशान मुख्यमंत्री द्वारा यह फैसला किया गया है। पहले जनता दरबार में दस हजार से ज्यादा फरियादियों के पहुंचने के कारण मुख्यमंत्री ने तय समय से अधिक सुबह 9 से 11 बजे तक जनता दरबार में समय दिया

उन्होंने कहा कि मुख्यमंत्री अपने सरकारी आवास 5-कालीदास मार्ग पर प्रात: 8 बजे से 10 बजे तक प्रत्येक माह के प्रथम एवं तृतीय बुधवार को जनता दर्शन में स्वयं लोगों से मिलकर उनकी समस्याओं को सुनेंगे और समाधान के लिए आवश्यक निर्देश भी देंगे। इस प्रकार अगला जनता दर्शन आगामी दो तथा 16 मई को आयोजित होगा।


News : Bhaskar (22.4.12)

18 comments:

  1. To, only MUSKAN Plz plz plz remove your comment filter plz plz plz plz .... HUME AAP K BLOG KI BAHUT JARURAT HAI WO BHI AB JAB SABHI TET WALE NIRASH OR HATASH HO GAYE HAI PLZ SAMJHO ....BAKI APKI MARZI

    ReplyDelete
  2. To, only MUSKAN Plz plz plz remove your comment filter plz plz plz plz .... HUME AAP K BLOG KI BAHUT JARURAT HAI WO BHI AB JAB SABHI TET WALE NIRASH OR HATASH HO GAYE HAI PLZ SAMJHO ....BAKI APKI MARZI

    ReplyDelete
  3. FRIENDS, I THINK HAMARE UPTET MORCHA KAMETI KO EK PRESS CONFERENCE BULAKAR CM AUR PRSASHAN SE YE SPAST PUCHNA CHAHIYE KI UNKA KYA VIEW AND STAND HAI..... Press Ke samane unhe javab dena hi hoga... Aur yadi ye sambhav na ho to apni ORE SE SABHI NEWSPAPERS ME EK ACHA LEKH NIKALNA CHAHIYE JISASE Netao ko sabak mile...:-)

    ReplyDelete
  4. aaj kanpur me meeting hui thi 28 april ko lucknow jaana hai sabhi jilon se log aayenge. jaise hum logon ke pichle safal aandolan se tet bachi hai usi tarah is baar vigypan bachana hai so adhik se adhik logon ko lekar 28 april ko lucknow(charbag) chalo
    thanks..........

    ReplyDelete
  5. sathiyon ab aandolan karna hi ekmatra raasta hai.hame sangharsh karna hi hoga.tet se naukri paana hamaara hak hai.sarkar rajnitik ranjish ki wajah se hamse hamaara hak chhenna chahti hai.30 april ko phir faisla nahi keval ek tareekh milegi.aakhir kab tak intjaar karoge?kab tak haath per haath dhare baitho rahoge? Sathiyo naukri paane ka ek matra raasta ab aandolan hi reh gaya hai.ahinsa me bahut badi takat hoti hai.parivartan ke liye aandolan jaroori hai ithaas iska gavaah raha hai.please lucknow chalne ke liye tayyar rahiye.

    ReplyDelete
  6. Kya 28 april lucknow me pradarshan ki date fix ho gaye hai.

    ReplyDelete
  7. Pehle har budhwar ko,ab kewal pehle aur tisre budhwar ko,agle mahine se kewal ek budhwar ko,uske bad 'janta darbar' khatma.
    Ye hai hamare yuva c.m ki asli tasveer. Poltics ka bada khiladi.

    ReplyDelete
  8. ho jao tayyar sathiyo ho jao tayyar karne ko sangarsh sathiyo ho jao tayyar.lucknow chalo.tet ko bachana hai apna hak hame paana hai.ekta zindabad sangarsh zindabaad.

    ReplyDelete
  9. Dosto ab kisi k sahare baithe rahane se kuch nahi hoga...ye aise hi sirf meeting baji hogi aur mang mangi jayegi...ab ye TET sangharsh morcha se vishwas uthne laga hai.inki koi ran niti samjjh me nahi arhi hai...
    Mai na koi adhyaksh hun na koi sangathan hai mere paas mai yaha blog se apki help mang rha hun kya aise 50 ladko ki bas jarurat hai jo mere sath amaran anshan par baith sake...hamare sidha elan rahega ya hame zahar dekar yahi maar dalo ya hamare sath nyay karo....bas ham ab nyay k ladayi ladenge...CM se puchhenge ki hamari kya galti hai kis baat ki saja ham 5months se bhugat rahe hai...hame kaun nyay dega...
    Bas dosto kisi ka muh matdekhiye...agar ap khud aage asakte hai toh mere sath aayi..hame koi taam jhaam nahi karna bas ham naukari lekar ayenge yaa jaan dekar ayenge...
    Agar itni kisi k andar ladne ki ichchha shakti hai toh wo mere sath aaye...darpok aur kayar logo ki koi jarurat nahi...jinhe anyay sahane ki adat ho wo ghar baithe...
    28 aprill ko ham amaran anshan par baithenge bas ham ekjut ho jaye iss baar...aar paar ki ladayi ladne ko kamar kas liya hai maine ab mera sath jo desakta hai aage aaye...ab faltu ki baat karne ka koi samay nahi bacha hai...
    Mera No 7275691995 hai mai varanasi se hun...

    ReplyDelete
  10. ashish srivastav ji mai aapki baat se puri tarah se sehmat hu.is baar ladai aar paar ki honi chahiye.maine blog per is aashay ki ek kavita bhi daali hui hai jiska uddesya hi hame is baare me sochne ke liye kuchh sarthak aur jaldi karne ke liye mansik rup se tayyar karna hi hai.. Sangarsh ki JAY HO!!

    ReplyDelete
  11. Kisi ka muh mat dekhiye kisi ka intezar mat kijiye ye apki naukari hai apko khud leni hogi...bas 50 log ka sahyog mujhe chahiye jyda ho jaye toh aur behatar...aise 50 jo 28 april ko amaran anshan me mera sath de sake...yakin mainye naukari hame jarur milegi..
    Ashish srivastava

    ReplyDelete
  12. special advice- aise condidates ki list banaye jo ki mayavati sarkar ke vigyapan ka form bharte samay age limit me the aur ab 6 month bad naye vigyapan ke liye over age ho jayenge. iss se coart casse me sahayta mil sakt hai.

    ReplyDelete
  13. SACH PARESHAN HO SAKTA HAI HAAR NAHEE SAKTA.

    ReplyDelete
  14. tet merit se hi ekrupta poorvak nispuksh bhartee ho sakti hai MUKHTAR AHMAD AMBEDKARNAGAR. 08004057486

    ReplyDelete
  15. SACH PARESHAN HO SAKTA HAI HAAR NAHEE SAKTA. MUKHTAR AHMAD AMBEDKARNAGAR 08004057486

    ReplyDelete
  16. JIS SHART PER VIGYAPEN DVARA AVEDAN MANGA GAYA THA USEE SHART PER TET KEE MERIT KE DVARA HEE BARTI JALD KEE JAY KYON KI NYAAY KA YAHEE VASOOL HAI KYON KI NIYAM KHEL KE PAHLE BANAYE JATE HAIN KHEL SHURU HONE KE BAAD NAHEE.YAHEE NAISARGIK (PRAKRITIK)NYAY HAI. MUKHTAR AHAMAD AMBEDKERNAGAR 08004057486

    ReplyDelete
  17. JIS SHART PER VIGYAPEN DVARA AVEDAN MANGA GAYA THA USEE SHART PER TET KEE MERIT KE DVARA HEE BARTI JALD KEE JAY KYON KI NYAAY KA YAHEE VASOOL HAI KYON KI NIYAM KHEL KE PAHLE BANAYE JATE HAIN KHEL SHURU HONE KE BAAD NAHEE.YAHEE NAISARGIK (PRAKRITIK)NYAY HAI. MUKHTAR AHAMAD AMBEDKERNAGAR 08004057486

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।