लखनऊ (ब्यूरो)। भर्ती पर रोक लगाने के बाद प्रदेश सरकार अब यह पता करने में जुट गई है कि वास्तव में विभिन्न विभागों में कितने पद रिक्त हैं। पदों का ब्यौरा सामने आने के बाद भर्तियों पर रोक हटाकर उन्हें भरने का काम शुरू किया जाएगा।
इस संबंध में नियुक्ति एवं कार्मिक विभाग ने सभी विभागों से महत्वपूर्ण पदों की रिक्तियों की स्थिति सूचना मांगी है। इसमें कहा गया है कि सभी विभाग अपने यहां पदनामवार कुल स्वीकृत पदों की संख्या बताएं। भरे पदों की संख्या के अलावा रिक्त पदों की तादाद भी बतानी है। विभागों से अपेक्षा की गई है कि वे विभागाध्यक्ष स्तर से लेकर मंडलस्तर, जिलास्तर विकास खंड व ग्राम्यस्तर पर पदों की सूचना पदनामवार उपलब्ध कराएं। हालांकि लोक निर्माण, सिंचाई, उच्च शिक्षा, पशुधन, ग्राम्य विकास, खाद्य एवं रसद, कृषि, गृह, राजस्व, वन, माध्यमिक शिक्षा, चिकित्सा एवं स्वास्थ्य, नगर विकास, बेसिक शिक्षा, पंचायतीराज, ग्रामीण अभियंत्रण सेवा आदि विभाग अपने यहां रिक्त व भरे पदों का पूरा ब्यौरा दे चुके हैं लेकिन अभी भी पांच दर्जन से ज्यादा विभागों को ब्यौरा भेजना है।
सरकार ने 15 मार्च को प्रदेश में सरकारी नौकरियों में सभी तरह की भर्तियों पर रोक लगा दी थी। इसमें निशक्तजनों व मृतक आश्रितों की भर्ती प्रतिबंध से बाहर रखी गई थीं। वहीं, लोक सेवा आयोग द्वारा और अदालती आदेश से होने वाली भर्तियां प्रतिबंध से बाहर रखी गई थीं। अब ब्यौरा मिलने के बाद सरकार विभागों में भर्तियां शुरू करेगा।
News : Amar Ujala (25.4.12)
Haramiyon ko pta hai ki up men 286000 pad rikt hain par niyukti nhi krenge....keval khali padon ka byora rakhke....apni....................ge
ReplyDeletekya aap chate box 6 am to 11 pm tak nahi operat kar sakti
ReplyDeleteGood morning to all TET pass candidates.
ReplyDeletekuch logo ki wajah se chat box band ho gaya ab hume inf kaise milegi same on this type of guys
ReplyDeletehum logo ki galti ki wajah sy muskan ji ko chat box band karna pada iskly mai sorry mangta hu muskan ji ny tet ko bachane ky ly or bharti process ko shuru karne ky ly hamari bhut madad ki or ek platform b provide kraya hum aap ky bhut abhari h thanks muskan ji
ReplyDeletechat box dekhayee nahi de raha hai.
ReplyDeleteAAJ LUCKNOW K "RAVINDRALAY HALL" ME SABHI JILA ADHAYKSHO KI MEETING CHAL RAHI HAI.
ReplyDeletemuskan ji,
ReplyDeletethanks for removing chat box.
aaj tet leaders ki koi meeting lucknow me chal rahi hai kya? 28 april ko lucknow me pradershan fianl hai ki nahi. please kisi ko koi jankari ho to bataye.
ReplyDeletekahan hai sab
ReplyDeleteAaj committee ki report k bare me kuchh pata chala...plz tell us
ReplyDeleteMuskan Ji, ye sahi hai ki hamare kuch on ke karan Filter lgana pda aapko,Par PlZ kisi Important News kedin Filter hata Lena jisase discussion ho sake.......... Chat box counseling ke time layiyega ...OK
ReplyDeleteaaj ki meeting ki kya updates hain????????
ReplyDeleteAaj ki meating mai kya tey hua
ReplyDeleteKuchh mitro ne cmmnt likha hai k "bharti chahe jaise ho (acd ya tet merit se) hone do" main un mitro ko batana chahta hu k ek minor mistake (vigyapan me) k wajah se bharti 5 mah se latki hai.. Aur yadi vigyapan me koi chngng hoti h to bharti ko ltkane k liye saikado points ban jayenge...aur ap about 300000 (tet qualified) cndidats me se kis-2 ko court jane se rokenge inme se ek hi cnddate bharti ko ltkane k liye kafi h...
ReplyDeleteMitro mera ap se sirf itna kahna hai k hume purva nirdharit vigyapan pr hi bharti ki mang pr adig rahna hoga ...aur is point pr hum legal roop se kafi majboot v hain..iska ek example bihar shikshak bharti hai...
So Mitro swarthi mat bane aur ek mang pr adig rahe aur ekjut rahe...hamari jeet nishchit hai ...
SATYAMEV JAYATE
Uptet jindabad 5apr councelling ashish etawah.
ReplyDelete28 apr me mitting coform hai kya plz tell mr...............
ReplyDeleteSarika Srivastava > Uptet
ReplyDeleteसभी टेट उत्तीर्ण बहनों से अनुरोध है
कि आप सभी अपने भाइयों को सहयोग देने
के लिये अधिक से अधिक संख्या मे 28
को लखनऊ में उपस्थित हों ,यह लडाई
हमारी अकेले की नही है इसलिये
आपका सहयोग बहुत आवश्यक है... समय
गवाह है कि यदि भाई ने
बहनों का सहयोग किया है तो बहने
भी पीछे नही रही है आज हमने फ़िर जंग
का एलान किया है
हमको हमारा अधिकार चाहिये अधिकार
लेना है और ले कर रहेगें .........विवेक सिंह
प्रतापगढ
Thanx Muskan G
ReplyDeletefor removing Chat Box.
Open it after some time for limited time 7:00 to 9:00 P.M.
any uptet newa today muskam mam?
ReplyDeletemuskan mam pls start the chat box dont try to become a ydav cm chat box is one thing that make us happy. WE share our feelings and tell the problem to our friends through chat box directly but i cant understand why you close the chat box. If any person is abusing say loose words and change his name than pls tell what is our fault. I also commented on my name never change my name.
Yaar ab bharti ho jane do, aap ye q nahi soch rahe k agar hum new case file kare to agli govt jo sayad bsp ki ho ,main hi kuch hoga n tab tak sayd main aap sabi over age ho chuke honge,agar advt cancle hoga to may be us samay apply karne walo ko kuch relax diya jay ,aap log ab tet ko max waitage dilane ka prayas karo .is me hi hum sub ki bhalai hai.
ReplyDeletehope k aap thande dimag se sochoge,
Ranjeet Singh Yadavji ki wall se as it is---
ReplyDelete:
:
:
Mai kal allahabad hicourt me hi tha, hamne conform kar liahai ki vighyapan ke against abhi tak koi argiup gov ne court me nahi bheje hai , 30April ko hone ja rahi last hearing kolekar khare sir se bhi kafhi gambhirtapurvak batcheet ki gai hai jiski suchna apko bad me Di jayegi , apko ghyat hoki justice Tandan bade hi tuff judge hai unhone caseki contrvercy ko dekhte hue hi nirnay sunane ki lie 15 se jyada din ka samaylia hai ab advance stage me unke dwara kisi prakar ke apratyashit nirnay ki sambhavna behad kam hai . basicesikcha niyamavali 14 ka itna bada ulanghannahi hua hai Jo ki vighyapan hi radd ho jay ,yadi pratham drishtaya vighyapan galat hota to sudhir agarwal hi ise radd kardete division bench ne bhi vighyapan ke tarike ko sahi mana hai , ab jab hearing puri ho chuki hai sath hi sath court bhi RTE ke avilamb implement koleker behad gambheerhai to phir kis bat ki chinta , Apko pata chale ki state of up ke judicial representtative Ke madhyam se muche ghyat hua hai ki sashan ne tet ya vighyapan caincilationke bare me abhi koi official nirnayNahi lia hai,meri uproktbaton ko is erth me n grahankia jay kimain aur baton par dhyan nahi de raha hu meri jankari me ushmani commete ne apni report ko abhi tak matr roughfaly tyar kia hai unhone gov. Kepass apni sanstutiyan nahi bhejin hai midia ki news puri tarah sebhramak hai, koi bhi sanstuti sashan pahle nyay vibhag ke pass bhegega nyay vibhag us par apni tipaadi dega uske bad cabinetki baithak me us par debate hogi aur ant me nirnay CM sahab lenge , jabki Cm ji ne 5April ke wartakram me hamare delegationse kaha bhi tha ki apke sath anyay nahi kia jaayega. aur sach bhi yahi hai ki Akhilesh ji ka abhi tak ek bhi bayan (after CM)hamare khilaf nahi aya hai . rahi batapne jayag mango ya adhikaro ke lie kisi movement ki to mai puri tarah se uske favour me hu , lekin mai soch raha tha ki Jo kuch bhi kia jay 30 aur 3 week ke bad best of luck, bhirmai morcha ke kisi nirnay kekhilaf kaise ja saktahu 72825 pado kesath lakho bhavnaye judi hai, Apka Ranjeet
Kya 28 ko lkn pahuchana hai ? We are ready for every movement in suport of tet & tet merit
ReplyDeleteLucknow meeting ki koi update hai kya kisi k paas ? Plz anyone tell.....
ReplyDeletehallo aj ki meeting ka kya hua
ReplyDeleteDear Friends,
ReplyDeletePichhle 4-5 dino se kisi bhi newspaper jaise dainik jagran,amar ujala,hindustan etc. me tet se related koi bhi news gov. ke taraf se nahi aa rahi hai,eska kya matlab ho sakta hai???mujhe dar es baat ka sata raha hai ki gov kahin palti n mar de kyoki aaj ke es selfish daur me ek minute ki baat to dur ek second bhi kisi par vishwas nahi kiya ja sakta.khair mai GOD se yahi prarthana karunga ki aage aane wala ek hapta hamare liye subha ho.
poori taaqat k saath hm lucknow pahunchenge.
ReplyDelete28 ka karmaik anshan fix hai.sabhi log charbagh pahunche.waha se julelal park cialna hai.
ReplyDelete28 april ko sabhi log bhari se bhari sankhya me lucknow chalo.
ReplyDelete28 april ko dharna confirm ho gaya hai, prashashan se anumati lene ka prayas jari hai. Ap log jyada se jyada sankhya me lucknow pahuche. Ye jankari facebook par manoj gupta sharanpur ki wall par uplabdh hai.
ReplyDelete28 april ko dharna confirm ho gaya hai, prashashan se anumati lene ka prayas jari hai. Ap log jyada se jyada sankhya me lucknow pahuche. Ye jankari facebook par manoj gupta sharanpur ki wall par uplabdh hai.
ReplyDeleteCAUSE LIST 30.04.2012: GUD or BAD OUR case AT no.155
ReplyDeleteFor Final Hearing/Disposal
WRIT - A
155. DF 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
LAST HEARING's DECISION (already published) AS REFERENCE
Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Arun Tandon,J.
In view of the order of the Division Bench of this Court dated 06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading of case for hearing on 30th April, 2012.
Interim order, if any, to continue till the next date of listing.
Order Date :- 13.4.2012
Rajesh Pratapsingh >
ReplyDeleteUptet
tet me koi dhandhli nahi
hui ,agar hui to hum doshi
nahin ...doshi ko saja do
badle me hum jaan
denge,kathputli p.m . ke
baad agar hame kathputli
c.m. mila to hum apne
nirnay swayam
lenge......................................
hum 25 ko lucknow nahi
pahuche ,hum 26 tak ke
samay ka samman kiya.27
ka bhi samay diya ab hum
28 ko aa rahe hain aap
hume rok sakte hain cm sir
us din varta ki tarah kuch
boliye aapne kaha tha
niyam badalne se 35 se
upar walo ka nuksan hoga
ab aap kya sochte
hain...........
maanniya cm sir us din aap
ne sachiv sir se kaha tha ki
in ladko ka kaam kar do
varna ye peecha nahin
chodenge,ab kya hua sir
kya aap chahte hain ki hum
lucknow aayen aur aapka
peecha karen to hum aa
rahe hain
hame aaj bhi cm sir aapka
bharosa hai ,par kal hoga
ya nahin yeh aap par hai
ye sach ki maine 26 ka
samman karte hue 25 ko
ladko ko lucknow aane se
rok diyalekin 28 ko mai
aisa nahin karoonga mai
aapka avahan karta
hoon28 ko bhari sankhya
me lucknow pahuche
pm ,cm nirnay nahin le pa
rahe hain apna nirnay
ewayam lijiye ,pehle
swayam ko bachaye fir
desh ko ...................
lko prashashan hame
shantipoorn pradarshan ki
de ye hamara loktantrik
adhikar hai vo aisa nahin
karti to vo british police
kehlayegi..............hame
anumati de varna hame
aapki niyat pe shak
hoga..............
agar aap log jahil aur kahil
nahin ho ,agar apne kak ke
liyelad sakte ho to ghr se
niklo....roz roz kayaro ki
tarah jeene se ek din sher
ki tarah mar jaana acha
hai................karo ya maro
28 ko aane ke liye mai
vyaktigat roop se sehmat
nahin tha lekin maine jan
bhawna ka samman
kiya,ab mai isko safal
banaane ke liye sab kuch
laga doonga ab ye tetians
ki pratistha ka sawal ban
gaya hai, hame kya samajh
kar hamse vada khilafi ki ja
rahi hai hame kis cheez ke
liye uksaya ja raha hai?
hum berojgar hain begairat
nahinhamne cm jindabad
ke nare lagayeaap bade
hain aapko poora samman
diyaham choton ko bhi
thoda pyar dijiyehame
maovadi ya naxalvadi mat
banayiye hame sikshak
hain hame wahi bane
rehne deejiye
we r agree to u sir g.
Deletev r vid u unknown ji
ReplyDeletehello dosto, me is blog ka regular visitor hoon. daily apke comments padhta hoon. ye jankar bahut khusi milti hai ki ab desh ka yuva jaag raha hai. yadi isi tarah hum sab jagruk ho jayenge to hamara bharat is gandi politics se jaldi mukt ho jayega.
ReplyDeletebhai dekho sabhi log to sirf apne bhalai ke hi baare me soch rahe hai,koe to aisa ho jo saare tet pass teacher ke baare achchha soch rakhe,mai to kahta hu ki bharti kisi bhi tarah se hone de,kyo ki tet me 2 paksh ho gaya hai ,hamesha ek paksh court me hi jayega so mera nivedan hai ki ap log bharti ko sucharu roop se chalne de,ye hi achchha hoga
ReplyDeleteLucknow 28 ko jaane se koe bhi phayada nahi hoga
bhai dekho sabhi log to sirf apne bhalai ke hi baare me soch rahe hai,koe to aisa ho jo saare tet pass teacher ke baare achchha soch rakhe,mai to kahta hu ki bharti kisi bhi tarah se hone de,kyo ki tet me 2 paksh ho gaya hai ,hamesha ek paksh court me hi jayega so mera nivedan hai ki ap log bharti ko sucharu roop se chalne de,ye hi achchha hoga
ReplyDeleteLucknow 28 ko jaane se koe bhi phayada nahi hoga
Good evening tetians......
ReplyDelete2006 batch me bed karne ke bad se teacher banane ka sapna dekh raha hoon par lagta hai ki shasan ki galat nitiyon ke chalte ye sapna poora hone wala nahin.tet me 132 marks lane ke bad bhi lagta hai ki sab waste gaya.he mere bihari ji yogya logon ko naukari aur ayogyon ko sadbuddhi do.ss(mathura)
ReplyDeleteTo all tetiens (Master Ji)
ReplyDeleteAgar aaj hum kahenge ki lucknow chale hum
Tabhi to kal kah sakenge ki school chale hum