UPTET : वार्ता के आश्वासन पर माने टीईटी अभ्यर्थी
लखनऊ। टीईटी की मेरिट के आधार पर शिक्षक भर्ती प्रक्रिया शुरू करने की मांग कर रहे विभिन्न जिलों के टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने शनिवार को राजधानी में फिर धरना-प्रदर्शन किया और सार्थक निर्णय होने तक दारुलशफा में धरने पर बैठ गए। हालांकि देर रात डीआईजी आशुतोष पांडेय ने टीईटी अभ्यर्थियों को काफी मशक्कत के बाद धरना स्थगित करने पर मना लिया। उन्होंने अभ्यर्थियों को आश्वासन दिया कि मुख्यमंत्री अखिलेश यादव दो मई को जनता दरबार में टीईटी प्रतिनिधियों से मिलेंगे और उनकी समस्याओं का समाधान करेंगे। इस आश्वासन के बाद टीईटी अभ्यर्थियों ने धरना स्थगित कर दिया। उधर, धरना स्थगित करने के बाद टीईटी संघर्ष मोर्चा के प्रदेश अध्यक्ष विवेक मिश्रा ने कहा कि दो मई को सकारात्मक निर्णय नहीं हुआ तो टीईटी अभ्यर्थी आंदोलन तेज करेंगे।
इससे पहले दिन में टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने चारबाग से धरना-प्रदर्शन करते हुए विधान भवन की तरफ कूच किया। पुलिस ने इन अभ्यर्थियों को स्टेशन पर ही रोकने की कोशिश की तो उन्होंने वहीं पर विरोध-प्रदर्शन किया। बाद में हंगामा बढ़ता देख प्रशासन और पुलिस के अधिकारियों ने अभ्यर्थियों को दारुलशफा जाने की अनुमति दी तब अभ्यर्थी चारबाग से मार्च निकाल कर दारुलशफा पहुंच गए। अभ्यर्थियों को दो घंटे के धरना-प्रदर्शन की अनुमति मिली थी, लेकिन वह देर रात तक दारुलशफा पर डटे रहे। अभ्यर्थियों का कहना है जब भर्ती प्रक्रिया शुरू होगी, तब वह धरना प्रदर्शन खत्म कर देंगे।
टीईटी संघर्ष मोर्चा के अध्यक्ष विवेकानंद ने बताया कि टीईटी भर्ती प्रक्रिया के लिए प्रदेश सरकार ने 26 अप्रैल तक समय मांगा था, लेकिन अभी तक कोई नतीजा सामने न आने पर टीईटी अभ्यर्थियों को यह कदम उठाना पड़ा।
News : Amar Ujala (29.4.12)
Bihar Govt. va Highcourt ke order ko Supreme Court ne palat deeya tha, Mene vo news blog par daal dee hai.
ReplyDeleteJismen SC ne purane vigyapan se hee bhartee ke leeye kaha tha
Bihar wala case uptet ke case se bilkul alag hai.
ReplyDeletewo sikandar hi dosto keh lata hai , haari bazi ko jeetna jise aata hai
ReplyDeleteYar jab ham aashwasan par man ja rahe hai to baar baar lko kyo ja rahe hai???
ReplyDeletephir barta hogi phir ashwasan milega.phir ........
ReplyDeleteBarta se ab koi fayada nhi h.sc chlo.
Itni bar dharna diya gya cm ki taraf se koi +ve result nhi mila h.phir barta hogi phir nyi janch baith jayegi.phir kuch nhi gya.
anshan jarur khatm hua hai par ise kuchh saathiyon dwara asafal ghosit karna uchit nahin hai. pradarshan bahre kaano tak apni baat pahunchane me safal raha hai.
ReplyDeleteaur lucknow me humari sankhya itni jyada thi ki sarkar humen najarandaz nahi kar sakti. jeet sunischit hai. dhairya aur ekta banaye rakhen.
gov jo v nirnay legi hamari takat ko dekhkr legi,is andolan ne gov ko prashar me jaror laya h
ReplyDeleteAgar abki bar hamare khilap nirnay aaya to ham is dharne se bhi bada dharna pradarshan karenge.uski jimmedar govt. Hogi.ham maut ke kagar par khade hai.
ReplyDelete2 may ko agar c.m na mane to vahee dharne par rehna hai
ReplyDeletehme is dharne ko itna bda krna h k sarkar hmre aage jhukne ko or hmri har maang manane ko raji ho jaye
ReplyDeleteHamare pratinidhiyo ke duara liya gaya nirnay sarvamanya aur ati uttam hai. Isse ham log cm ke dil dimag me jagah banane me 100% kamyab huve hai. Tet is best. Jai hind jai bharat .
ReplyDeletedear leader g aap dharna pradarshan ke dwara aise hi gov. ko yad dilate rahe ek na ek din hum jarur kamyab honge tet merit zindabad naved bhai muskan g zindabad sath mai sabhi tetian zindabad
ReplyDeleteGdmrng
ReplyDeletehanne govt ko yad dila dia he k hume tet se bharti se kam kuchh bhi nahi chahiye
ReplyDeleteTet abhyarthi kisi bhi bahkave ya ashwasano me na aye kyuki hamare samne udaharan hai ki supreme court jakar haarne ke baad bhi govt.court k adesho ka paalan karne me deri lagati hai.abhi abhyarthi josh me hai isliye antim ladai jitne tak ye apne josh me kami na laye to uchit hoga kyuki hilahawali me agar ye andolan dheela par gaya to isme sarkar apni mansha puri kar legi aur abhyarthiyo ko pachhtawa na hath lage.yadi kanuni ladai bhi ladna pare to kripaya us or kadam badaye.
ReplyDeleteWell Done TETians. agar aise hi ham unite hokar ladenge to ham sarkar ko bhi majboor kar denge hamari sahi baat sunne ke liye ...... Best of luck guys...be unite and stay together.......try to increase the number in protest...apne doston aur relatives ko bhi le ke jao....
ReplyDeleteTET sangharsh morcha zindabad
THE GREAT
ReplyDeleteTET SANGHARSH MORCHA CHANDAUSI
dosto humara kuch bhi ahit nahi ho sakta agar jab tak hum unity me rahenge
pichle dharne me hum alag alag group me thai
tab bhi CM ne dekha tha
lekin is bar hum sab ek hi mudde par sath sath he yeh bahut khushi ki baat he
ab bigghapan bachana he bus or hum sab ki jeet pakki he
we should keep unity
Furqan Ali chandausi
ReplyDeleteham apni baat CM tak pahuchane me safal rahe hain doston
kal ke faisle par iska asar zarur dikhega
30 april se pehle ek dharna bahut zaruri tha jo ki puri tarah safal huwa he
ab hame kal ke baad agar jarurat padi toh
koi naya decision lena padega
wo bhi puri planning ke saath
isliye saathiyon kal tak upar wale se duwa karo ke nirney hamare paksh me hi aaye
dharna khatam is karan hua ke dono taraf se raajneeti ho rahi hai, hamare chand dost raajneeti karne lage hai,
ReplyDeleteUPTET Lucknow Station Video (28th April 2012):
ReplyDeletehttp://www.youtube.com/watch?v=kkBLpXy0IXw
samajhdaro se varta ki jati hai gadho se nahi gadhe to lathi ki bhasa samjhte hai.lucknow me bar bar dharne par jana sabhi student ke liye sambhav nahi hai isliye mai apne adhyksh mahoday logo se kahana chahata hun ki ek bar ke liye lucknow chale aur jab tak samasya ka samadhan nahi ho jata tab tak wahi par rukkar pradarshan karna hoga.jara sa aaswasan milte hi hum apna dharna pradarshan khatm kar dete hai ki is bar c.m se varta karte hi hamari samsya ka samadhan ho jayega lekin aisa nahi hota hai kyonki gadhe se hum umeed karte hai ki wo hamari bat man jayega gadhe lat ki bhasa samajhte hai bat ki nahi.
ReplyDeleteDear friends,
ReplyDeleteaap log dharna ek din mein samapt kiye jaane ko anyatha na lein. Balki main apne leaders ke es decision se sehmat hoon. Hamara uddeshya ek warning message dena tha jisme hum purntaya safal rahe, distinction ke saath. Dekhiyega eska asar kal ke hc ke decision mein dikhayi dega.
VIGYAPAN NIRAST KARNA ASAN NAHI YAH TABHI SAMBHAV HAI JAB KOI VIRODH NA KARE SARKAR YAHI DEKH RAHI HAI KI HAMARA KITNA VIRODH HO RAHA HAI ISLIYE JAB BHI JARURAT HO BHARI SANKHYA ME JORDAR VIRODH KARTE RAHE. ANT ME KOI RASTA N DEKH SARKAR HAMARI BAAT MAN JAYEGI.TET
ReplyDeleteYAH BILKUL GANDHI STYLE ME HUA HAMNE APNI SANKHYA SE VIRODH KI TIBRTA KO DIKHA DIYA.AB GEND SARKAR KE PALE ME HAI.ISKE BAD SARKAR NAHI CHETATI HAI TO DO OR DIE WALI ISTHITI ME SARI JIMMEDARI SARKAR KI HOGI.
ReplyDeletehiiiiiiiiiiii
ReplyDeletedoston nirash na ho kal ka ordr hmare haq me hi hoga bas hm logo ko kisi b keemat pr himmat ni harna h aur ek jut rehna h kyu ki ham log to mard h jo us dharne ko safal bana k laute,..
ReplyDeletesharm to un hijdon ko aani chahie jo apni naukri k lie ek din na de paae
aur apne ko bada smart samajhte rhe
LEKIN CHALO YARO KOI BAAT NI SHER KI FAUZ ME GEEDRON KO VESE B SHAMIL NI KI JATA
WISH A VERY ALL THE BEST 2 ALL OF MY SHERDIL SWEET TETIANS
See Lates Post -
ReplyDeleteUPTET : टीईटी बेरोजगारों / आंदोलनकारियों के आगे टीईटी नेता फेल
प्रदेशभर से युवा सुबह से ही चार बाग रेलवे स्टेशन पर जमा होने लगे। यहां पर यात्रियों और आंदोलनकारियों की फौज के कारण पुलिस के हाथ पैर ढीले हो गए। दूसरी ओर टीईटी बेरोजगार बिना अनुमति के मांगे पूरी होने तक हटने को तैयार नहीं थे। बाद में टीईटी बेरोजगारों ने विधान सभा में धरना शुरू कर दिया। यहां पर आपसी मतभेदों के बाद आखिरकार नेताओं को आंदोलनकारियों की बात मानने पड़ी। फिलहाल कोर्ट की सुनवाई होने तक 30 अप्रैल तक विधान सभा के सामने धरना जारी रखने का फैसला लिया गया है।
See Lates Post -
ReplyDeleteTET candidates ka dharna Lucknow mein chal raha hai, aur unhone TET netaon kee baat manne se inkar karte hue, court ke nirnay tak dharna jaree rakhne ka fesla kara hai
UPTET : टीईटी बेरोजगारों / आंदोलनकारियों के आगे टीईटी नेता फेल
प्रदेशभर से युवा सुबह से ही चार बाग रेलवे स्टेशन पर जमा होने लगे। यहां पर यात्रियों और आंदोलनकारियों की फौज के कारण पुलिस के हाथ पैर ढीले हो गए। दूसरी ओर टीईटी बेरोजगार बिना अनुमति के मांगे पूरी होने तक हटने को तैयार नहीं थे। बाद में टीईटी बेरोजगारों ने विधान सभा में धरना शुरू कर दिया। यहां पर आपसी मतभेदों के बाद आखिरकार नेताओं को आंदोलनकारियों की बात मानने पड़ी। फिलहाल कोर्ट की सुनवाई होने तक 30 अप्रैल तक विधान सभा के सामने धरना जारी रखने का फैसला लिया गया है।
tet ke neta gaddar hai wo dharne ko matr aashwasan paakar hi khatam kar dena chahte the jabki wo khud aur ham sabhi jaante hai ki aashwasan maane kuchh nahi. Matr aashwasan pakar ki chup reh jaana aandolan sthagit kar dena yuva sakti ka apmaan hai. Saabaash saathiyo jo tumne in paakhandiyo ki baat nahi amaani aur 30 tak aandolan per date rehne ki thaan li hai ab court bhi hame dhyaan me rakhkar koi faisla degi aur sarkar ko bhi 24 hours ye yaad rahega ki tet ke saare log kahi gaye nahi balki abhi yehi per jute hai. Agar aaj aap in kayar netaao ki baato me aa gaye hote to phir wahi kahaani dohrayi jaati- court se phir date milti aur cm phir 3 hafte ka samay maangte aur natija hota sunya-ye kayar tet ke leader kya ye nahi jaante ki har ek tet ka abyharthi kin aarthik maansik aur sarirk pedao ko jhel raha hai-tab bhi inho ne aag jalne ke pehle hi use bujhane ki koshish ki-DHIKKAAR HAI INPER- dosto 30 ko agar vigyapan perse rok hat ti hai to theek nahi to aisa ugra pradarshan karo ki sarkar ghutno ke bal chal kar aaye aur hame naukri de-peeche mat hato-aage badho-jeet hamaari hi hogi- jay sangharsh-jay tet-JAY BAGRANGBALI JAY SHRI RAAM-
ReplyDeleteHI I M LAVKESH KUMAR FROM RAEBARELI.
ReplyDeletePass Out UPTET
HUM AAP K SATH HAI.YE WHIT POS WALE YE NAHI JANTE KI EK MAKAN EK EK ETH JOD KR BANTI HAI. EK EK UPTET PAAS BROTHER,SISTER HAR EK ETH HAI.JAB ALL UP K SARE AK SATH VIDHAN SABHA ME KHADE HOGE TO SAMVIDHAN HI BADAL JAYEGA. ABHI SAMAY HAI AKHILESH BHAIYA AAGE KYA HOGA RAMA RE RAMA.........
JAI TET JAI SARASWATI KASAM SE HM DUNIYA BDAL DENGE.... KALAVKESH