सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Wednesday, February 1, 2012
UPTET Gorakhpur News : TET Marksheet distribution shall be after Election / 11th Feb 2012
40 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
@NAVED ji,
ReplyDelete@MUSKAN ji
Please post PAPER IInd answers.....
MATHS, SCIENCE, HINDI 2nd, ENGLISH Ist...
koi bataye ki court ka phesla agar positive aata ha to kya ncte wali problem me kuch ho sakta ha,aaj court lagi thi,10 ko agli date lagi ha kya
ReplyDeleteanil sant se vanaras k kuchh logo ki baat hue hai. anil sant ka kahna hai ki ncte ka time na badane wali news galat hai.
ReplyDeletejo sarkar ghotalon ki sardaar hai ya wo neta jo bina paise liye kisee ko nokri nahin dete ya jisne hamko poorv niyojit tarike se bebkoof banaya ham murkh unhi main apna bavisya talas rahe hain, koi paglon ki tarah mayabati ki jay jay kar kar raha hai, koi congress se umiid lagaye hai, kisi ko lagta hai mulayam singh uski doobti naya ko par laga denge. yese murkh supporter jab tak jinda hain in netaon ka karo baar chalta rahega. ham aakhir kab jagenge. kab hame samjh aayega ki ham serf achhe achran or chritra ke logon ko chunkar bhejen wo jo bhi karenge samaj hit main karenge. har jagah se kuchh achhe log chunao larte hain magar unki jamanat japt ho jati hai, or fir hum unhi jonkon ko chunkar bhejdete hain jo hamara hi khoon pekar moti hotin hai. ham sudarenge jag sudhre ga. hamen sudharna chahiye waqt hamen pukar raha hai ham dhrtrastra bane bethe hai.
ReplyDeleteछिबरामऊ, जागरण प्रतिनिधि : शिक्षकों की भर्ती के लिये निर्धारित समय सीमा समाप्त हो जाने के बाद एनसीटीई ने प्रदेश सरकार द्वारा मांगी गई अनुमति को निरस्त कर दिया जिससे अब शिक्षकों की भर्ती लटक गई है। बीएड बेरोजगारों की बैठक में बसपा सरकार के खिलाफ आक्रोश दिखाई दिया।
ReplyDeleteविशुनगढ़ रोड पर हुई बैठक में मनोज कुमार यादव ने कहा कि बीएड डिग्री धारकों को शिक्षक न बन पाने में राज्य सरकार मुख्य रूप से दोषी है। एनसीटीई ने 23 अगस्त 2010 को अधिसूचना जारी कर बीएड डिग्री धारकों को सीधे शिक्षकों की नियुक्ति करने की अनुमति दी थी। जिसे राज्य सरकार टालने की कोशिश करती रही। बाद में चुनावी लाभ लेने के लिये बसपा सरकार ने यह भर्ती प्रक्रिया शुरू कर दी। एनसीटीई ने 1 जनवरी को अंतिम तारीख निर्धारित की थी। अमोल दीक्षित ने कहा कि राज्य सरकार ने कहा था कि 31 जनवरी तक भर्ती प्रक्रिया पूरी हो जायेगी। एनसीटीई ने 31 जनवरी को अनुमति देने से इंकार कर दिया फिर उसे यह सूचना 2 जनवरी को ही दे देनी चाहिये थी। इससे साबित होता है कि यह भर्ती चुनाव से संबंधित थी। ओमेंद्र यादव ने कहा कि एकजुट होकर सभी इस बारे में निर्णय लें। बैठक में देवकीनंदन मिश्रा, रामेंद्र शर्मा, मीना शर्मा, इंद्रेश यादव, राहुल वर्मा, राहुल अवस्थी, राजीव मिश्रा, मोनू शुक्ला व जयकृष्ण दीक्षित मौजूद रहे।
Nirbhai Singh ji ka kahna hai---
ReplyDeletedear friends, ek good news ye hai ki ncte ne rajasthan sarkar ko basic teachers ki niyukti ke liye 30 MARCH KI SAMAY SEEMA DI HAI. UTTAR PRADESH SARKAR KO ABHI ANUMATI NAHI DI HAI WABSITE PER PENDING DIKHA RAHA HAI. AMAR UJALA KI NEWS PURI TARAH SE NIRADHAR HAI.
Bhai us ncte ki website batao jisme decision pending dikha raha hai.
Deleteye govt agar bharti nahi kar payee to kya hoga ?
ReplyDeleteshara news ke polling survey me Smajvadi Party ki Seats badegi aur BSP ko kewal 100-120 seat milengi ye bataya ja raha hai.
aur bhi news channel pe ye dikhya ja raha hai ki dalit vote mayavati se naraj hai to kya govt badlegi aur agar govt. badli to kya hoga ?
Muskan ji, plz publish CTET- 2012 PAPER-2 science and hindi answer key as soon as possible. Thanku
ReplyDeleteसहायक अध्यापकों की भर्ती मामले में सुनवाई दस को
ReplyDeleteइलाहाबाद : इलाहाबाद हाईकोर्ट में शिक्षक पात्रता परीक्षा- टीईटी के सफल अभ्यर्थियों के लिए जारी सहायक अध्यापकों के भर्ती के विज्ञापन को चुनौती देने वाली याचिका पर सुनवाई अब दस फरवरी को होगी। न्यायालय ने स्थगन आदेश की अवधि को बढ़ा दिया है। आज अदालत में राज्य सरकार की ओर से जवाब दाखिल किया गया।
यह आदेश न्यायमूर्ति सुधीर अग्रवाल ने यादव कपिलदेव की याचिका पर दिया है। याचिका में कहा गया कि विज्ञापन जारी करने वाले अधिकारी को विज्ञापन जारी करने का अधिकार नहीं है।
वहीं दूसरी तरफ विशिष्ट बीटीसी वर्ष 2004 और अन्य बीटीसी अभ्यर्थियों द्वारा दाखिल विशेष अपील पर अब सुनवाई 14 फरवरी 12 को होगी। इस मामले की सुनवाई मुख्य न्यायाधीश एसआर आलम व न्यायमूर्ति रणविजय सिंह की अदालत में हो रही है।
ANAND PANDEY
08434755455
Are bhai ab to dainik ne bhi confirm kar diya ncte faise ko.
ReplyDeleteSabhi log Amar ujala ki khabar ko jhooth bata rahe the ab to dainik jagran,kannauj edition ne is khabar par mohar laga di hai,ab kya kahiyega,
ReplyDeleteBSP is khabar ko chupa rahi hai jisse chunav me use koi nuksan na hone paye,agar dainik jagran ki khabar bhi galat hai to anil sant ji kya officially ye kahenge ki ye news galat hai.बीएड बेरोजगार संघ में आक्रोश
Feb 01, 10:58 pm
बताएं
छिबरामऊ, जागरण प्रतिनिधि : शिक्षकों की भर्ती के लिये निर्धारित समय सीमासमाप्त हो जाने के बाद एनसीटीई ने प्रदेश सरकार द्वारा मांगी गई अनुमतिको निरस्त कर दिया जिससे अब शिक्षकोंकी भर्ती लटक गई है। बीएड बेरोजगारोंकी बैठक में बसपा सरकार के खिलाफ आक्रोश दिखाई दिया।
विशुनगढ़ रोड पर हुई बैठक में मनोज कुमार यादव ने कहा कि बीएड डिग्री धारकों को शिक्षक न बन पाने में राज्य सरकार मुख्य रूप से दोषी है। एनसीटीई ने 23 अगस्त 2010 को अधिसूचना जारी कर बीएड डिग्री धारकोंको सीधे शिक्षकों की नियुक्ति करने की अनुमति दी थी। जिसे राज्य सरकार टालने की कोशिश करती रही। बाद में चुनावी लाभ लेने के लिये बसपा सरकार ने यह भर्ती प्रक्रिया शुरू कर दी। एनसीटीई ने 1 जनवरी को अंतिम तारीख निर्धारित की थी। अमोल दीक्षित ने कहा कि राज्य सरकार ने कहा था कि 31 जनवरी तक भर्ती प्रक्रिया पूरी हो जायेगी। एनसीटीई ने 31 जनवरी को अनुमति देने से इंकार कर दिया फिर उसे यह सूचना 2 जनवरी को ही दे देनी चाहिये थी। इससे साबित होता है कि यह भर्ती चुनाव से संबंधित थी। ओमेंद्र यादव ने कहा कि एकजुट होकर सभी इस बारे में निर्णय लें। बैठक में देवकीनंदन मिश्रा, रामेंद्र शर्मा, मीना शर्मा, इंद्रेश यादव, राहुल वर्मा, राहुल अवस्थी, राजीव मिश्रा, मोनू शुक्ला व जयकृष्ण दीक्षित मौजूदरहे।
muskan ji kripya kar k 2nd paper ka hindi(1st) ka answer key post karane ka kast kare! thank youuuu!
ReplyDeletebhai log dariye mat abhi bihar, jharkhand, uttarakhand etc anek rajyo me b.ed. walo ki tet ho chooki hai lekin bharti baki hai ! agar ncte apane aap ko teesmar kaa samajhati hai to v hamare paas vaicalpik vaystha hai ki koai 8-10 mihane ki diploma traning kara k v kaam banaya ja sakata hai nahi gov to court se !
ReplyDeleteAnil sant ka kahna hai.Ki ncte date ki suchana galat hai.To offiecly ghosna kyo nahi karta.
ReplyDeleteAnil sant ka no. Ho to mujhe koi bataye.
ReplyDelete9616300461
~RAJASTHAN mein 40,000 PRT, UPRT Teachers ki bharti ki ghosna ki hai.....
ReplyDeletejo ki MARCH-APRIL mein EXAM k throug bhare jayenge...
~Aap Log mano ya na mano N.C.T.E ne jo 31 DEC tak date di thi wo 72,825 padon ko bharne k liye di thi....
~But 5 year tak UPTET-Ist valid rahega...
~And 5 years mein jo bhi PRT k pad nikelenge unme HUM sab valid rahenge.....
~Aap log wait karein ye BHARTI Hongi .....
~IN bhartiyon ko HIGH COURT karayega....
~Kyunki usne bhartiyon ko delay kiya hai..
@sachin sharma
ReplyDeletemujhe lagta hai aapki family se koi BSP ka umeedwar chunav me khada hai,isliye aap bhi u.p.govt.ki bhasa me bol rahe hai,
intejar karte karte to ye hal ho gaya aur aap abhi bhi virodh karne aur sarkar se jawab mangne ki jagah jhoothe sapne dikha rahe hai,are yar kya kahu aapko....
SP ki sarkar agar bnti hai to TET ki pariksha nirast kr di jayegi.-Akhilesh Yadav
ReplyDelete.....vineet sharma......
Akhilesh k baap ka raaz sirf state me rahega court me nahi, nirast karne k liye solid evidence aur aadhar chaiye.
ReplyDeleteye neta log itne harami kyon hote hain.
ReplyDeleteMr .Said
ReplyDelete~Maanta hoon Aap log paresan hein but aap in NEWS PAPERs ki chat pati news se paresan na hoyee....
~Aap mujhe ye bataye ki CTET 2011 me 1 LAKH Candidates pass hue
aur job 1 bhi ko nahi mili hai.....
~But certificate 7 saal tak valid hai to us 7 year ki validity ka kya matlab hai......?
~Ye jo validity hai ye MOBILE SIM ki validity ki trah hai......
~Aap dimag se sochiye yaar......
~I am also frustrate but i always think best and POSITIVE....
~YE BHARTI HOGI....
But election k baad...
are bhai soye rahte ho kya maya ne 4 saal baad vacancy nikali hai.aur tet hi ek sabse bada kam bacha hai jo 4 saal tak intejar karte rahe.
Delete@mukesh
ReplyDeletekyoki janta bewkoof hoti hai,
jis govt.ne bharti suru karne ki prakriya ko sirf apne chunavi fayade ke liye 2 saal talti rahi,aur ant me sab nirast hone par bhi hame kuch bhi nahi bata rahi hai,aur ham abhi bhi usi ka gun gan kar rahe hai aur sapne dekh rahe hai...
kanpur me tet ki certificate mil rahi hai 1 feb se
ReplyDeletegood morning,
ReplyDeletekuchh logon ne tet k khilaf mulayam singh ko gyapan diya hai.
hamen bhi tet aur vacancy k liye sabhi dalon k netao ko gyapan dena cchahiye.
hamen batana hoga ki kaise 270000 berojgaron ko loota gaya hai.
MAY I HAVE UR ATTENTION PLEASE
ReplyDeleteopposition ke dono vakeel
harami hai wo janbojhkr is
prkriya ko late kra rhe hai
sarkari vakil par hum logo ko
vishwas nahi hai
4 jan ko stay laga tha jo 10feb tk ho gya hai
hamari taraf ka sarkari vakil lazy hai
friends humko bhi isme party
banna padega
tabhi mamla jaldi niptega
agar
hm isme party na bane to ye mamla aise hi khichta rahega
plz suggest us
plz contect this no.
Vivekanand Ald 9125501199
Gyanesh Ald 9807188538
PIL IS ONE OPTION ALSO
mulayam ko isi janta ne pichhle chunav me sp ke gundaraj sa tang aa kar aitihasik purn bahumat diya tha. Phir bhi janta ki majboori unhe chunana hi padta hai.
ReplyDeleteQ.- sabse kam kameena kaun hai?
A-soft
B-yuvraaj
C-daulat ki beti
D-none of these
Kisi bhai ne facebook par ye no. Post kiya hai
ReplyDeleteAnil sant 9415201919
Akhilesh yadav ne tet fail ko ye vishwas dilaya hai ki unki sarkar aane par tet radh kr diya jayega
ReplyDeleteSAPA SARKAR BANI TO TET NIRAST KARENGE
ReplyDeleteKUSHINAGAR!
Sapa ke pradesh adhyaksh akhilesh singh yadav budhwar ko kushinagar ke tufani daure par the. Tamkuhiraj, fazilnagar, hata, ramkola, padrauna, kushinagar vidhansabha me chunavi jansabhavo ko sambhodhit karte hue unhone kaha ki sapa sarkar banegi to TET nirast kar denge aur aage se bhi yah test nahi hoga.
(AMAR UJALA,VARANASI,PAGE NO.7,2/2/12)
SAPA SARKAR BANI TO TET NIRAST KARENGE
ReplyDeleteKUSHINAGAR!
Sapa ke pradesh adhyaksh akhilesh singh yadav budhwar ko kushinagar ke tufani daure par the. Tamkuhiraj, fazilnagar, hata, ramkola, padrauna, kushinagar vidhansabha me chunavi jansabhavo ko sambhodhit karte hue unhone kaha ki sapa sarkar banegi to TET nirast kar denge aur aage se bhi yah test nahi hoga.
(AMAR UJALA,VARANASI,PAGE NO.7,2/2/12)
Ek aur chunavi stunt-
ReplyDeleteSAPA KI SARKAR BANI TO TET NIRAST HONGE-AKHILESH YADAV
Amar ujala,varanasi edition,page no.7
kanpur tet ki marksheet ifeb se bant rahi hain
ReplyDeletekanpur GIC lalimali chaurahe ke pass....
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteALIGARH mandal ki tet marksheet abhi mil rahi hain aur feb ke poore mahine milegi.
ReplyDeleteSP SARKAR BANI TO TET NIRAST
ReplyDeleteKARENGE
KUSHINAGAR!
SP ke pradesh adhyaksh
akhilesh singh yadav budhwar ko
kushinagar ke tufani daure par the. Tamkuhiraj, fazilnagar, hata,
ramkola, padrauna, kushinagar
vidhansabha me chunavi
jansabhavo ko sambhodhit karte
hue
unhone kaha ki sapa
sarkar
banegi to TET nirast kar denge
aur aage se bhi yah test nahi
hoga.
(AMAR UJALA,VARANASI,PAGE
NO.7,2/2/12)
CHADH GUNDO KI CHATI PAR BATAN DABAO HATHI PAR
Manoj ji isme party baniye hum log financelly madad ko taiyaar hai.
ReplyDeleteManoj ji isme party baniye hum log financelly madad ko taiyaar hai.
ReplyDeleteManoj ji isme party baniye hum log financelly madad ko taiyaar hai.
ReplyDelete