सहायक अध्यापकों की भर्ती मामले में सुनवाई दस को
इलाहाबाद : इलाहाबाद हाईकोर्ट में शिक्षक पात्रता परीक्षा- टीईटी के सफल अभ्यर्थियों के लिए जारी सहायक अध्यापकों के भर्ती के विज्ञापन को चुनौती देने वाली याचिका पर सुनवाई अब दस फरवरी को होगी। न्यायालय ने स्थगन आदेश की अवधि को बढ़ा दिया है। आज अदालत में राज्य सरकार की ओर से जवाब दाखिल किया गया।
यह आदेश न्यायमूर्ति सुधीर अग्रवाल ने यादव कपिलदेव की याचिका पर दिया है। याचिका में कहा गया कि विज्ञापन जारी करने वाले अधिकारी को विज्ञापन जारी करने का अधिकार नहीं है।
वहीं दूसरी तरफ विशिष्ट बीटीसी वर्ष 2004 और अन्य बीटीसी अभ्यर्थियों द्वारा दाखिल विशेष अपील पर अब सुनवाई 14 फरवरी 12 को होगी। इस मामले की सुनवाई मुख्य न्यायाधीश एसआर आलम व न्यायमूर्ति रणविजय सिंह की अदालत में हो रही है।
News : Jagran (2.2.2012)
Ye akhilesh rte ka bhi baap banane ki koshi me hai. Saale anpadh ko itna bhi nahi maloom ki teacher banane ke liye tet aniwarya ho gaya hai.
ReplyDelete@muskan ji
ReplyDeletectet ke anny solve paper b uplabbdh karayen
muskan ji 10 feb ko kis bat ki sunwayee hai. Kya faisala hum logo yani tet pass ke paksh me hai ya nahee
ReplyDeleteamar ujala ne kis aadhar par khabar dee
ReplyDeletePlz upload CTET Upper Priary Level Hindi I paper solution
ReplyDeletemuskan ji ggic lt ki bhi koi news dijiye pata to chale kya ho raha hai
ReplyDeleteiss puri bharti prakriya ko chunavi mudda banakar congress ne ncte se samay seema badhane par rok lagwa di hai.
ReplyDeleteiske liye ab sangharsh karne ka waqt aa gaya hai doston. bharti kewal tet base par hi honi chahiye
friends amar ujala jaise 100% fraud paper ke news ko lekar kyun paresaan hain . aisi koi bhi news sahi nahi hai. ye news 100% fake news hai. guaranted
ReplyDeleteab time aa gaya hai
ReplyDeleteHathi ke sir per kamal khilane ka
ye khabar amar ujala ne hi failayi hai ki ncte ne samay badhane se mana kar diya hai jabki adhikarik taur pe abhi iski pushti nahi hui hai.
ReplyDeletewaise western U.P. ke kisi bhi amar ujala ye kisi aur paper mein mein ye khabar nahi hai. lekin iss tarah se court me sunwayi ke liye samay aage badhana isi baat ki or sanket karta hai ki baat t.e.t. walon ke hathon se nikal rahi hai. aur sirf hamein behkaya ja raha hai. desh ki sabhi chhoti badi khabron ko ye electronic media wale turant pahuchate hain magar tet se related koi bhi khabar ki ye parwah nahi karte.
ye khabar amar ujala ne hi failayi hai ki ncte ne samay badhane se mana kar diya hai jabki adhikarik taur pe abhi iski pushti nahi hui hai.
ReplyDeletewaise western U.P. ke kisi bhi amar ujala ye kisi aur paper mein mein ye khabar nahi hai. lekin iss tarah se court me sunwayi ke liye samay aage badhana isi baat ki or sanket karta hai ki baat t.e.t. walon ke hathon se nikal rahi hai. aur sirf hamein behkaya ja raha hai. desh ki sabhi chhoti badi khabron ko ye electronic media wale turant pahuchate hain magar tet se related kisi bhi khabar ki ye parwah nahi karte.
AAP LOG COYRT ME SPECIAL APPEAL KARE KI DECISION JALDI AAYE AGAR EK BAR COURT SE KOI DECISION AA GYA TO KOI BHI GOVT CHANGE NHI KAR SAKTI BECAUSE HC KA ORDER RECORD HOTA HAI AAP LOG TRY TO KARE AT LEAST............
ReplyDeleteBINA KUCH KIYE KUCH BHI NHI MILTA
Ahilesh yadav ji best h humare bhi tet me 101 no. h phir bhi hum iska virodh krte h ise nirast krna hi sahi h so plz vote for sp
ReplyDeleteGud Evening Frnds,
ReplyDeleteSupreme court me ek N.G.O. ne teachers ki kami ko leke PIL dal di hai aur supreme court ne state gov. se jabab manga hai..
Regards-
Saif Lari. Kushinagar (UP)
Gud Evening Frnds,
ReplyDeleteSupreme court me ek N.G.O. ne teachers ki kami ko leke PIL dal di hai aur supreme court ne state gov. se jabab manga hai..
Regards-
Saif Lari. Kushinagar (UP)