में आप लोगो का ध्यान कुछ महत्वपूर्ण बिन्दुओं पर दिलाना चाहती हूँ -
१. चलती हुई प्रक्रिया में बदलाव कैसे संभव है जो की अंतिम पड़ाव पर है |
२. कुछ लोगो का कहना है - कि उत्तर प्रदेश केबिनेट से मजूरी मिलने के बाद , पूर्ववर्ती शेक्षणिक मेरिट से भर्ती शुरू की जायेगी | तो उत्तर प्रदेश सरकार को एन सी टी ई गाइड लाइन्स मानने की भी क्या जरूरत है ,
एन सी टी ई गाइड लाइन्स साफ़ शब्दों में टी ई टी अंको को चयन में महत्व देने की बात कहती है , जबकि पूर्ववर्ती शेक्षणिक मेरिट में कहीं भी टी ई टी अंको की बात नहीं थी |
३. मामला हाई कोर्ट में विज्ञापन को लेकर है और मामला अभी लंबित है , जबकि हाई कोर्ट टी ई टी अंको से चयन की बात की पहले ही पुष्टि कर चुका है अगर यह विज्ञापन निरस्त भी हो जाये जिसके चांसेस १% भी नहीं है , तो नया विज्ञापन आएगा |
क्योंकी नियमावली थोड़े ही परिवर्ती हुई है और अभ्यर्थीयों से आवेदन की फीस भी ले चुके |
४. शेक्षणिक मेरिट में भी कोई एक राय नहीं है - कोई हाई स्कूल , इंटर , ग्रेजुएशन , बी एड के अंको को जोड़ कर मेरिट की बात कहता है, कोई ग्रेजुएशन , बी एड और टी ई टी के अंको को जोड़ कर मेरिट की बात कहता है,
कोई बी एड और टी ई टी के अंको को जोड़ कर मेरिट की बात कहता है|
कुछ लोग अलग अलग बोर्ड की अलग अलग मेरिट की वकालत करते हैं |
५. अगर प्रक्रिया में बदलाव होता भी है , तो फिर लोग अपने अधिकारों को लेकर हाई कोर्ट , सुप्रीम कोर्ट में फिर प्रयास करेंगे | यहाँ तक की सब लोगो की नोकरी शेक्षणिक मेरिट से लग भी जाय तब भी हर कोई अच्छी जगह पोस्टिंग के लिये मेरिट में ऊँचा स्थान चाहता है| हम में से कई लोग संतुष्ट हो भी जाएँ , पर हर अभ्यर्थी के संतुष्ट होना लगभग असंभव है
और भी कई कारण हैं जो की विधि / कानूनी अडचने उत्पन्न कर देंगे |
हालाँकि सरकार के पास प्रक्रिया निर्धारित करने के अधिकार होते हैं परन्तु ये नयी भर्ती प्रक्रिया के लिये होंगे
अभी कुछ समय पहले कानपुर आई आई टी ने शेक्षणिक मेरिट से चयन का विरोध किया था , कारण - अलग अलग बोर्ड में अलग अलग मार्किंग पद्दति का होना |
जिसमें चयन को लेकर यु पी बोर्ड के अभ्यर्थीयों को बेहद नुकसान था | इसके बाद हर बोर्ड के टापर के प्रतिशत से २० प्रतिशत नीचे तक अभ्यर्थीयों को मोका देने की बात को मान लिया गया |
इस प्रकार यु पी बोर्ड का 65 % अंक पाने वाला अभ्यर्थी , सी बी एस ई के 78 प्रतिशत अंकों के बराबर मान लिया गया |
इसी प्रकार अगर यहाँ भी ऐसा हुआ -
अब यु पी में अगर कोई सही स्केलिंग पद्दति नहीं आती ( जो की मूल्यांकन /चयन में सामान अवसर नहीं प्रदान करती ) , तो फिर लोग कहेंगे की यु पी में ही यु पी बोर्ड वालों के साथ भेद भाव क्यूँ |
Gov. mamla ko khich rahi h.kal deci. Jarur ayega. Bharti latka sakti h change nahi sakti.kal ka din bahut accha h.
ReplyDeletePrimary teacher ki bharti prakriya me ab badlav sambhav nahi,agar sarkar aisa kar rahi hai to vah kewal bharti prakriya ko loksabha chunav tak ke liye latkana chahti hai. Bharti ko lekar sarkar ki mansa thik nahi.
ReplyDeletebhrti tet merit se hi hogi prkriya change karne me anek smsyao ka samna karna pad sakta hai up gov ko kal dicisn tet k paksh me hi hoga dhairya rkhe aur eshwar pr vishwas rakhe kal k liye best wishes
ReplyDeleteS.p. Ko pata chal gaya ki hc vigyapan ko nirast nahi karegi isliye usne ye khabar falayi.
ReplyDeletekuch log keh rahe bharti ho jane do, chahe jaise ho. Are bhai kyu ho jane de tab aap log kaha the jab kapil ne stay liya tha, itne bade well wisher hai to kyu nahi use samjhaya. Aj apne swatha k liye dusro ko shiksha de rahe ho. Aise log kaan kholkar sun le advt. Bacha(jo ki safe hai) to bharti sirf tet merit par hogi. Abhi nyay sc me jeevit hai. Chahe tet bhale radd ho jaye hume iski parwaah nahi. Bharti sirf tet merit par hogi kisi ki ichchha ho ya na ho.
ReplyDeleteAb yachna nahi rann hoga, jeevan jai ya maran hoga.
Arpan g aapne hamare man ki baat keh di.bharti hogi to sirf tet merit se...s husain,hakim ali shakeel ahmad,vp singh,sanjeeb kumar aur akhilesh.
Delete@ editor
ReplyDeletekal apna case kis no. par listed hai ?
sunawai kitane baje tak ho sakati hai ?
plz reply
mujhe e acmic manjur nahi . E koi majak nahi.
ReplyDeletee democracy he koi tanasahi nahi. Kanun bhi he. Hamara or sarakar ka contract jin baton k liye sign hua he unko pura karana padega. Ye nahi ki jav chahe tav chanj kar do. Mera av tak 50 kakh ka loss ho chuka he. Kon dega.
ReplyDelete12 july ko lucknow chalo.
ReplyDelete12 july
hc ki suo fir, chalo scourt chalo. Are hamare pas to bo sabut he ki nokari inke bap ko bhi lagani padegi. Par . . . . . . . . . ,
ReplyDeleteFriends,
ReplyDeleteAkhilesh Ko C.M. Jabardasti bnaya gaya hai. Itne mahattvapurd post par serious aor responsible person ko hona chahiye. C.M. Sahab k salahkar inhe beijjat kara dete hain aor majburan inhe apna faisla wapas lena padta hai, Ex. "M.L.A. Ki vikas nidhi se 20 lacs ki car kharidne ka faisla."
inke paas nirday lene ki capacity nahi hai.
UPTET- Uttar Pradesh me bharti prakriya latki hui hai,wahin Bihar sarkar ne U.P. ke bad me tet karaya aur 1.25 lakh shikshakon ki bharti karne ja rahi hai.jisase sabak lekar U.P. sarkar ko 6 mahine se latki bharti prakriya ko jald se jald pura karna chahiye.
ReplyDeletearpan ji aur saqeel plz gv me ur fon numbr
ReplyDeleteatm dah karne ki yojana banao. 1857 ki kranti to keval ek adami ki vajah se hui thi. Hum to lakho he. SP GOVT HUM MAREGE PAR TUJHE SATH LF MAREGE. AB OR MANAMANI NAI SAHEGE.
ReplyDeleteDost kabhi marne ki mat sochna. Veeron ki tarah lado. Hamara paksh bahut majboot hai. Der hai par andher nahin hogi. Ishwar aapko lambi umra de.
DeleteYe mafio ke khilap nyay nahi hai
ReplyDeleteFake news -iske baap ke 83 mark hain.
ReplyDeletecm aajam aur shivpal ke hatho ke kathputle hai.
ReplyDeleteAgar aap padhane me achchhe hai to merit ke liye darte kyon hai.yadi aap is yogya hai to gov. Ke niyamo ko swikar kare kyoki kewal ek exam ke ank par ankalan karna thik nahi aapka performance her exam me hona chahiye kyoki aapke hath me desh ka bhavisya hoga
ReplyDeleteDost yehi formula IAS, IIT, PCS mein kyon nahin lagwaate? Wahan bhi single exam hote hain.
DeleteVidhan sabha me cm sirf muskurata h aur faisla aur karte hain.
ReplyDeletegreat job muskan ji aapne apne legal comment ke jariye tet/acd ke liye jo hum logo mai bahas chal rahi thi us par poorn viram laga diya hai plz ab koi tet merit ke oppose mai baat na kare sirf ek tet dhandhli ka jhoota bahana banakar iski khilafat karna thik nahi aur is dhandhli mai kin logo ke no. bade hain aaj tak gov. unke naam tak nahi bata payi hai.hamare pados mai(samaspur,meerut)mai dhandhli ke naam par police ne ek eaise vyakti ko uthakar kanpur jail mai band kar rakha hai jo apne sage bhai ko bhi tet test mai pass nahi kara paya.bhala eaisa aadmi jo apne bhai ko bhi pass na kara paya ho va doosre logo se paise lekar kaise unke no. bada dega.doosri baat exam ke baad result aane mai itna waqt hi nahi mila ki kisi bade ghotale ko anjam diya ja sake matr ek month ke ander hi poori exam tatha result parkirya samapt ho gayi .kya itne kam samay mai kisi badi dhandhli ki ummeed ki jasakti hai.kya bade ster par no. bade hote aur hum mai se kisi ko bhi uski khabar nahi milti.thodi bahut gadbadi ki baat mani ja sakti hai lekin bekar hi is exam ko badnaam kiya ja raha hai.aur rahi baat acd merit walo ki yeh shiksha mafiyao ki sochi samjhi chaal hai taki unki dukane chalti rahen.acd merit sabhi ko saman avsar uplabdh nahi karati hai tet mai lagbhag 68000 cbse board ke candidate qulify hain isliye u p board wale khasker genral aur obc apna hisab kitab aasani se laga sakte hai .jay tet sangharsh morcha jay compitition ashish rajvanshi mzn 9927756345
ReplyDeleteGovt case uljhaana chaahati hai. Iske liye sabse aasaan hai acd merit jiske baad TETians phir court jayenge.
ReplyDeleteYeh bhi sahi he
ReplyDeleteभाइयों,
ReplyDeleteअपना मुख्यमंत्री अखिलेश नहीं बल्कि akal-less है पता नहीं कैसे-कैसे बेतुके फैसले ले रहा है
Kiya chah rahe hain manniya CM sahab, LOK hi LOKTANTRA ki jaan hote hai, Agar Janta se ek baar galat chunav ho bhi jata hai to 5 saal baad use apni galti sudharne ka bhi mauka milta hai, apko ye sachchai nahi bhoolni chahiye aur ye bhi samajh lijiye abhi nyaye ke mandir jinda hai, SP KE IS KARAN SE CHHICHHALEDAR NA HO ISLIYE SATTA KE MITHYABHIMAAN KO KINARE KAR TETIAN KO PRT TCHERS KE PAD PAR SHIGHRA NIYUKTI DIJIYE, ANYATHA COURT ME UP GOVT KI BADI BADTAR STHITI HOGI AGAR WO VIDYMAAN CHAYAN PRAKRIYA SE KHILWAAD KARTI HAI TO?
ReplyDeleteFriends,
ReplyDeleteApna case additional list me no.1 par hai jo last me suna jayega. Anya sabhi cases ki sankhya 180 hai,yani humare case ka no. 181 hai...dekhte hain,abhi kitna time lagta hai process shuru hone me. Just wait....
Jara sa josh kya dariya me aaya samandar ki burai kar raha hai,
Jara humne juba kya band karli jamana labkushai kar raha hai..
satendra verma biswan sitapur
ReplyDeleteAgar hc vigapan nirast bhi kar deta hai to supreme court ke darwaja khula hai
Hc aisa kar sakta hai kyuki hc sarkar ki rakhail hai
nokia 5233 lagta he apki id ki tarah apki acd bhi farzi he me apse ek bat puchhna chahta hun k apka kehna h k ek exam se sahi mulyankan nahi hota ye baat i.i t, c.p.m.t, b.ed i.a.s aur p.c.s k liye lagu karao to tumhe manege k tum minded ho humare marks high school inter
ReplyDeleteme kam he iska karan ye he k us waqt nakal karne wale jail jate the aaj ki tarah nahi jisme marks dene ki hod ho rahi he aaj mere yahan se sabhi pass hue he sab 400 se upar marks laye he jab mene high school kiya to me 5 gaon me akela pass hua tha
nokia 5233 lagta he apki id ki tarah apki acd bhi farzi he me apse ek bat puchhna chahta hun k apka kehna h k ek exam se sahi mulyankan nahi hota ye baat i.i t, c.p.m.t, b.ed i.a.s aur p.c.s k liye lagu karao to tumhe manege k tum minded ho humare marks high school inter
ReplyDeleteme kam he iska karan ye he k us waqt nakal karne wale jail jate the aaj ki tarah nahi jisme marks dene ki hod ho rahi he aaj mere yahan se sabhi pass hue he sab 400 se upar marks laye he jab mene high school kiya to me 5 gaon me akela pass hua tha
kuch ni kr payegi sarkar.. Itihas gawah h ki ulte nirnay le k jb jnta inki clas leti hai to inhe bdlna pdta h..
ReplyDeleteHello! Friends, I am Amit Kumar.
ReplyDeleteMain kaval ek baat kehna chahta hoon ki jis recruitment process me under 40 age tak ke candidates se applications mangi gayi hain aur inhone jaroor apna high school, inter aur graduation aaj se 10-15 saal pahle kiya hoga. Ye candidate last 5 se 7 saal pehle hi high school, inter, aur graduation karne wale candidates se kis tarha compitition kar payenge, Ye candidates (Around 20000-25000) ACD Merit par kaise select ho sakte hain. Kya SP govt. iss baat ka jawaab degi...
Ya phir iss recruitment process me keval under 25 years of age wale candidates ko hi samil karna chahiye, Lekin agar yahan sabko saman avsar dene ki baat hai toh selection ka aadhar koi standard exam based merit honi chahiye. Main TET Merit par selection karne ki vakalat nahi kar raha lekin ACD Merit par selection ka main kudh personal level par virodh karta hoon...
It is not the time of ACD Merit based selection in any recruitment process, And at many times there was lots of news against ACD Merit based selection in many organizations.
Doston! Aapki kya rai hai iss bare me. Plz...Share with us...
Thanks!
Amit g aapki baat jayaj h.aapki baat sahi h.
Deletearpan ji hume tet merit se service chahiye warna hum court me ye kahenge k jab tet exam galat he to ise radd na karke process change karna ka
ReplyDeletefaisla kaise sahi ho sakta he agar tet me marks badhe he to tet me paise dekar wo bhi pas ho gaya hoga jisne jo tet me fail ho jata aise vyakti ka chayan sahi hoga koi acd suporte mujhe bataye faltu bat na kare tarksangat bat karen
Is cm ko dekhkar badshah muhammad bin tuglaq ki yaad aati h.
ReplyDeletehamne hgh school 2001 me aur 12ve 2003 me kiya ham tak fight me na aa payenge accadmic ki to 10-15 phle wale kya aayenge
ReplyDeleteisme to 2004 ke baad wale honge jo mulayam ke self board ke nateja honge
bhai vaise accadmic na hona hai aur agar hui tb merit kahan jyegi ..plz tell
ReplyDeleteTet exaim pree ker de aur tet me pass hone walo ka ek aur exaim mains ker le,pree tet ke marks ko aadar na mane aur mains me pass hone wale candidate ke marks ke aadhar per joing de. Im right?
ReplyDeleteTet exaim pree ker de aur tet me pass hone walo ka ek aur exaim mains ker le,pree tet ke marks ko aadar na mane aur mains me pass hone wale candidate ke marks ke aadhar per joing de. Im right?
ReplyDeleteNo u r wrong.
Delete@pankaj ji
Deletemai apki baat se sahmat hun. Par up gov ki naukri 3rd, 4th class ki n some other agar padne walo ko mil jati to yaha teacher ki naukari ke liye line me nahi khada hona padta.
Ya to apko jankari ja abhav hai ya.....
Is blog pe ane bale sabhi log jante hai up gov ki naukari Rs. Aur jugad + jativad se milti hai. Tet mens kara ke kya naykari pa loge
mere AcD aur tet merit dono me he hone ke saman avsar hai chahe koi merit banalo par imandari se kahunga tet mrit sabhi ko saman avsar deti hai
TeT merit jindabad
Ek aur manmohan tayyar akhilesh manmohan ka clone he ise azam khan aur shiv pal chala rahe hain
ReplyDeletemitti kharab kar denge iski
अगर प्रकाश की गति से तेज चलने वाला कण मिल जाये , तो टाइम मशीन १०१ % संबव है |
ReplyDeleteऔर ये खोज (प्रकाश की गति से तेज चलने वाला कण) अब तक की सबसे बड़ी खोज होगी |
और आप ब्रह्मांड को बनते हुए देख सकेंगे
only tet merit se bharti hogi acd walo ki sapne kbhi pure nhi honge kyuki hc b janta hai test is the best.
ReplyDeleteACD merit ke virodh ka sabse bada karan yahi hai ki apne hi state me UP ke candidates merit me pichad jate hain, Aur iski wajah anya boards ke candidates ki high persentage hoti hai, Jaise CBSE, ICSE etc ke students aur 50% students UP me CBSE aur ICSE ke select ho jate hain... Kya iss tarha ka anyaye UP ke candidates ke sath hona chahiye unhi ke state me??? Kya koi jawaab hai iss baat ka SP govt ke pass... Thanks!!!
ReplyDeleteplz share ur fon numbrs. dears its nesosry
ReplyDeleteKya ape logo ko pate hai 40% up board me candidate bihar , m.p , uttrakhand , delhi aur other state ke candidate exam date hai ,un logo ne. V up ke resident bana ke TET exam diya hai
ReplyDeleteAnil tum bekar ki bat kr rhe ho jiska koi mtlb nhi hai
ReplyDeleteKuch "Anil TET" jaise sick minded persons apna hee sochte hain.
ReplyDeleteJab news paper chapta hai - UP mein hee lut gaya UP Board (Tab ye log news paper valon se kyon nahin ladte).
Jab IIT vale kehte hain kee- Acad. merit se samman vasar nahin milta, tab jaake IIT valon kee complaint karen.
Jab IISER fellowship mein CBSE/ICSE
marks ko less weighatge deta hai UP Board ka sapeksh, tab inko kya hota hai.
Sach ko sweekar karne mein pareshanee hotee hai.
-----
Are bhai selection to TET merit base par hee hai, lekin aagamee rectt. process mein koee change sambhav ho sakta hai.
---------
Mere apne vichaar hain kee UP Board pichad jata hai aur ye ek bhedbhav hai UP Board valon ke saath
Matlab ape ya chate hai ke future me up ke growth and development Aur niche jai , ape up board ko strong karna ke wajae ya bol rahe hai ke up board ke standard low rahe , IIT me to up board ke student select ho kar name roshan kare ge because wo Ek training hai, par up board ke candidate teaches ban jate hai to up ke future kharab kare ge , ape khud bataye ape Apne child ko up board wale se tuition lo ge ke Ek CBSE Wale se ,
Deleteso madam mind ape ke sick hai ne ke mare ,
Aur madam ji , TET merit se ho ya academic se Mujha Koi fark nahi padte ,
Deletefark to ape ko pade ga kyo ke process start ho gai to ape ke blog ke Kya hoga , u r the huddle to start process , .
Sorry !
U r jst a fool
DeleteHi... Case ki hearing kitne baje hogi
ReplyDeleteU P board ke new student jindgi bhar acd ya jugad par hi naukari pa sakege edu. Ki to nakal samarthko ne red mardi . Koi bhi samjdar aur sampann vyakti up board me to apne child ko nahi padayega. Agar admit karaega to acd sudarne ki liye.
ReplyDeleteYes u r absolutely right vikas
ReplyDeleteMitro up gov ke primary n upper pri. Me 100% gariv ka child padta hai aur inhi mese kuchh student up board se padte hai .
ReplyDeleteBahut se logo ka vbtc me acd base pe slec. Nahi hua kya vo kavil nahi hai jiski acd high hai tetme pass tak nahi aur jiska slec. Nahi hua uske tet me high marks.
mai manta hun sabhi acd samarthak nakalchi nahi hai par vartman me yadi uske pass gyan nahi to vo bekar hai.
BLOCK EDITOR SIR HAS A GREAT THINKING.
ReplyDeleteG.N.
BLOCK EDITOR SIR HAS A GREAT THINKING.
ReplyDeleteG.N.
Blog editor sir nhi mam hain muskan mam
ReplyDeleteAccd se tum kis u.p. K growth ki bat kr rhe ho agr accd merit se growth hota to i.i.t,i.a.s p.c.s. Etc accd merit se hi bharti krte exam se nhi
ReplyDeleteBhai mare comment tu ache Taraha pad le , Mai CBSE Aur up board ke no. Se padne wale impact ke bate kr rahe hu , dakh le Tare madam ji ko samajh aa gaye hai isliy wo Sant ho gai hai , TET merit Aur academic ke Kon bate karte hai mare to done me ache marks hai ,
DeleteFir tu kyu pareshan hai aur ye kam to mt kr ki jis Thali Me kha usi me ched kr, is blog ki wajah se apne comments de pa rha hai tu aur usi blog aur blog editor ko ulta sidha bold rha hai tu..
DeleteI request to respectable muskaan mam THE BLOG EDITOR please ANIL TET jaise low minded misguided logon ki bekar ki baaton se is mahatwapurn blog ki maryada aur sarthak bahas ko bahut bharti chhati pahunchti hai . Isliye aise logon ko yadi koi technique toh please inhen bina ek pal wait ke ban kar diya jaye toh yeh action is viswasniya aur UPTET candidates ke liye behad sarthak munch bana rahega. Main aap sabhi sathiyon(blog visitors) se puchta hun kya aap log aise low minded persons ko yahan bekar ki baaten karne dena chahenge ? Thanks....
ReplyDeleteI REQUEST TO MUSKAAN MAM PLEASE BAN ANIL TET
ReplyDeleteNo sunil sir, i am completely agree with ur opinion
ReplyDeleteANIL TET you have gone mad .muskan mam please don't mind what this mad person says .
ReplyDeletennnnnnnnnnnnnnnnnnnn
ReplyDelete