UPTET : युपी टीईटी शिक्षक भर्ती स्टे पर सुनवाई की अगली तारीख - 6 अगस्त 2012
जैसा की आज के घटना क्रम व ब्लॉग पर कमेंट्स देख कर पता लग रहा है कि उत्तर प्रदेश में प्राथमिक शिक्षक भर्ती स्टे मामले में इलाहबाद हाई कोर्ट ने सुनवाई की अगली तारीख ६ अगस्त निर्धारित की है|
टीईटी अभ्यर्थी इस घटना क्रम से हेरान व परशान हैं |
ब्लॉग पर जिस प्रकार कमेंट्स आये , उससे लगता है कि घटना क्रम इस प्रकार रहा है -
सरकारी पक्ष ने ४ हफ्ते का समय माँगा है क्यूँकी उनकी जांच प्रक्रिया अभी पूर्ण नहीं हुई है
*******************************
व्यक्ति गत रूप से मेरा सोचना है कि - 6 महीने का टी ई टी अभ्यर्थीयों का प्रशिक्षण होना है और उत्तर प्रदेश में सर्व शिक्षा अभियान / व एन सी टी ई गाइड लाइन के अनुरूप शिक्षकों की भारी कमी है |
इसको (प्रशिक्षण कार्यक्रम ) देखते हुए , प्रक्रिया कुछ हद तक तो प्रारंभ की जा सकती है , और जांच में दोषी पाए जाने वालों पर कठोर कार्यवाही की प्रक्रिया अपनाई जा सकती है |
कुछ लोगो का कहना है कि धांधली की बात सामने आने पर - चयन का आधार बदलना संभव हो जायेगा |
ऐसा कैसे संभव है , और अगर ये संभव है टी ई टी फेल छात्र भी कहेंगे की हमें भी पास किया जाये | कुछ लोग कहेंगे कि परीक्षा में धांधली होने के बाद भी लोगो को चयनित किया जा रहा है तो जिन लोगो ने परीक्षा नहीं दी , उनको भी चयनित करो , अत : ये सब आधार हीन बात है |
हाँ अगर कोर्ट खुद अपनी देख रेख में - उचित प्रक्रिया अपनाता है जिससे आगे कोई अड़चन परेशानी न हो तब तो हल अच्छा रहेगा |
परन्तु अगर टी ई टी मेरिट होल्डर सुप्रीम कोर्ट चले जाते हैं तो फिर मामला खटाई में जा सकता है
------
ये भी हो सकता है कि चयन का आधार बदलने की बात नयी प्रक्रिया को लेकर हो , वैसे भी यू पी में २ लाख से ज्यादा शिक्षकों के पद खाली हैं और शायद सरकार बाकि बचे सवा लाख पदों पर भर्ती के लिए नए नियमों पर विचार कर रहे हो |
नयी भर्ती प्रक्रिया में यू पी बोर्ड वालों के लीये भी , (आई आई टी प्रवेश - यू पी बोर्ड के ६५ प्रतिशत वाला अभ्यर्थी , सी बी एस ई बोर्ड के ७८ प्रतिशत वाले अभ्यर्थी के बराबर माना गया है ) भी कोई तोहफा आ सकता है
समाज वादी = समता में विश्वास
हाल ही में बिहार में १.७० लाख शिक्षकों की नियुक्ति का निर्णय सुना गया है और यू पी की आबादी तो बिहार से भी ज्यादा है और २ लाख से ज्यादा पद रिक्त है तो हो सकता है कि नयी शिक्षको की कोई बड़ी भर्ती भी जल्द ही सुनने को मिले
अभ्यर्थी सबसे बड़ी परेशानी भर्ती में होने वाली देरी को देख रहे हैं , कोई ओवरएज होने जा रहा है , तो किसी को परिवार की चिंता होगी |
Dear friends,
ReplyDeleteI want to share something. Everything is at stake.
sarakari kam kab tak pura hoga isaka pata nahi. lekin hume apana kam start kar dena chahia. stage a big demonstration in lucknow. sabhi bsa ka yaha b ise chalu kar dena chahia. jijase is sarakar ki akhen khul jaye.
ReplyDeleteKuch ni ho skta
ReplyDeletemai sabhi se anurodh karta hon gov. jo chahati hai use karane den nahi to sabkuch khatam ho jayega
ReplyDeletephhattoo.
DeleteDosto Ab to court bhi bik chuki hai aur up gov k esharo par nachh rahi hai. Sab jagah gandi rajneeti, bhrastachar fail gaya hai.
ReplyDeleteath LOKPAL bill jaroor aana chahiye nahi to 2025 tak jan samanya k acrosh ka aisa SAILAB aayega ki sab kuchh bah jayega.
KYA AAPKO PATA HAI ARUN TANDAN 3 CAROR ME BIK CHUKA HAI??
ReplyDeleteKahi kamjor dil k student atmhatya na karne lage iski jimevari akhilesh sarkar ki hogi.
ReplyDeletesarkar kya chahti hai
ReplyDeletesarkar kya chahti hai
ReplyDelete3 JULY KO YAH SAUDE-BAJI USMANI K DWARA KI GAYI THI.
ReplyDeleteapp logo ko yad ho nikay chunav se pahle maine kaha tha
ReplyDeleteKKKKKKKKKK
ReplyDeleteAB LAMBA ANDOLAN KRNA PREGA
ReplyDeleteUthalo hathiyar machado tahalka.maro aise gande rajnetaon ko aur aise bikaoo jajon ko.kaash ye pareshani inke bacchon k samne b a jaye jis se inko is bheez ka ahsas ho jaye.
ReplyDeleteTandon 3 lato ka bhookha hi
ReplyDeleteIska bh##da maro kutta sala
Pahle to yah samajh le ki court sarkar k sath nahi hai nahi to uske vishesh anurodh ko mante huwe stay hata leti. Wo sarkar ko murkhta purd dhang se process change k liye niyamawali me sanshodhan ka mauka nahi dena chahti. Isiliye court ne process change ka reason pucha hai. Taki hamare dwara fir se writ karke matter ko jyada din tak na khicha jaye.
ReplyDeleteJaved usmani ko dunia ki sabhi badduayen lagengi.
ReplyDeleteJaved usmani ko dunia ki sabhi badduayen lagengi.
ReplyDeleteYou are right ALOK ji...
ReplyDeleteumashankar
ReplyDeletesab chunawi stunt tha KANNOUJ me yaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaron.
ReplyDelete1-akhilesh 2-judge 3-KISMAT 4- hamare NAPUNSAK bhai me se koi sath nahin de raha hai. 9058749811 MORADABAD
ReplyDeletehc wohi karega jo cm chahega koi gaflat na palen
ReplyDelete1-ek n.g.o ke madhyam se sc me janhit yachika dali ja sakti he k up me kaise r.t.e. ka majak udaya ja raha he isme kharch bhi bahut kam aaya he koi aisa n.g.o pakad lo j haan n.g.o tetian ka na ho
2- n.g.o ke madhyam se hi ye bhi yachika dali ja sakti he k kaise tention me 8 mahine se tet pass jine ko majbur hain
3-ek writ ye bhi dali ja sakti hai govt ne berozgar tetian ke 10000-10000 rs. kharch karakar govt hila hawali kar rahi he
4-sp govt badle ki bhawna se kam kar rahi he jisme berozgar garib atmhatya karne par majbur ho rahe hain
aur ek bat jo hume sc me jane se rok rahe hai wo pakka acd supporter hain
A
ReplyDeleteSamay apne hak ko pane ka hai....is liye 20july ko lucknow me jamawada kr kar vishesh andolan me sahyog de....ye sabhi news pane k liye activt kre (on uptet2012news) send to (9870807070) bilkul free suvidha mobile par ...apne frnds ko jode aur andolan ko safal banaye
ReplyDeleteAre isko november tak tum log kich lo hm log ke maze ho jayege........hahahahahahahaha himanshu B.Ed 2011-12
DeleteSP sarkar ki jay jay ho
Delete@ Alok , aap sahi keh rahe hain , court ka ye nirnay sahi hai ki wo sarkar se uski bharti karne ki mansa kis process se hai. Lekin time jyada de diya hai
ReplyDelete7 mahine ho gaye hai magar natija zero.govt. Hamara dard nahi samajh rahi .C.M. Tum samajh kyo nahi rahe tumhare chaplus tumhe barbad kar denge Mayawati ki tarah .satta ke nashe me in tet valo ka dard mahsus karo .lucknow ham fir aa rahe hai.
ReplyDeleteV.k.yadav ji plz explain your view
ReplyDeleteYe highcourt vale bhi chor ho gaye hai. Is tet ka kuch nahi ho sakata. Ye court vale aur sarkar vale dono hun sabhi ko murkh bana rahe hai. Rohit
ReplyDeleteTet me bahoot dhandhali hui ha to tet patrata v kase rahega tet ko v nirust kiya jay
ReplyDeletehc wohi karega jo cm chahega koi gaflat na palen
ReplyDelete1-ek n.g.o ke madhyam se sc me janhit yachika dali ja sakti he k up me kaise r.t.e. ka majak udaya ja raha he isme kharch bhi bahut kam aaya he koi aisa n.g.o pakad lo j haan n.g.o tetian ka na ho
2- n.g.o ke madhyam se hi ye bhi yachika dali ja sakti he k kaise tention me 8 mahine se tet pass jine ko majbur hain
3-ek writ ye bhi dali ja sakti hai govt ne berozgar tetian ke 10000-10000 rs. kharch karakar govt hila hawali kar rahi he
4-sp govt badle ki bhawna se kam kar rahi he jisme berozgar garib atmhatya karne par majbur ho rahe hain
aur ek bat jo hume sc me jane se rok rahe hai wo pakka acd supporter hain
Kahte hain yadav ka dimag rat 12 ke bad khulta hai. Akhilesh maha ma.ar.hod
ReplyDeleteArun tondan akhilesh ka pilla bhagwan dono ko jaldi upar bulaye
ReplyDeletedosto koi batay kya juze ke loundia hai
DeleteBhaiyon ek vote mera bekar ho gaya jo is yadav ko diya tha
ReplyDeleteAkhilesh yadav murdabad
ReplyDeleteaaj kya hua
ReplyDeleteJab tak sarkar sabhi binduon par apna rukh spasht nahi kar deti tab tak court stay nahi hatayega.
ReplyDeletedost laga do aag diet me tab chor cm ko akal aagi
ReplyDeleteJab tet me dhadli hui ha to yah patra v nahi rah payega tet ko nirust karake ctet or btc walo se seat bhara jay isme siksha mitra sahyog kare taki tet nirust hone par apko v lav mil sake ab aage se tet v nahi dena padega chunav me akhilesh ne vada kiya tha
ReplyDeleteSamay apne hak ko pane ka hai....is liye 9july ko lucknow me jamawada kr kar vishesh andolan me sahyog de....ye sabhi news pane k liye activt kre (on uptet2012news) send to (9870807070) bilkul free suvidha mobile par ...apne frnds ko jode aur andolan ko safal banaye
ReplyDeletejudge ki security to mulayam ka ladka karata hai kya ushe marna hai jo govt. ki iksha ke virodh main judgement de.bhai jaan hai to jahaan hai.jab shiksha mitr saste main pada rahe hai aanganvaadi chal rahi hai .to ek bachcha kitni baar padega ek din main.sab milkar 4-4 ghante padayenge to kya bachca 12 ghante baitha rahega unke paas.pata nahi kya hoga is desh ka.
ReplyDeletehi
ReplyDeleteApne mobile se sms kare (on uptet2012news) send to (9870807070) bilkul free...ad frnds
ReplyDeletehi teteans bus itne se himmat haar gaye. Yaro hume abhi pahado se bhi takrana hai.
ReplyDelete6 aug.. Tet par kale badal ki tarah hai ...isliye frnds andolan suru kro....9july k andolan ko safal banaye
ReplyDeleteuski najar ko fursat na mili hogi, warna mera marj itna lailaaj na tha. hune to wanha bhi hak ke liye lada janha , janha hak ke liye ladne ka rivaj na tha." kya kahte ho dosto ?
ReplyDelete9 july aandolan
ReplyDeletemaa meri puchti hai humse, kya ab bhi intjaar hai uske lot aane ka? Ye dil muskra ke kahta hai , mujhe ab tak yakin nahi uske chale jaane ka... Sanjeev ji , anand g kya kahte ho ?
ReplyDeletesarkkar ko kewal shikshmitro ki chhinta hai hum tet walao ki bilkul nahin ye pradesh ki shiksha ko gart main le jane ka kam kar rahe hai,kewal andolan se hi bat ban sakati hai to taiyar raho vidhan sabha gherane ko har sishi ko pradarshan ko ana hi hoga tabhi kuch hog nahin to ye sarkar hamare hath se naukari chin legi
ReplyDeleteMuskan ji plz gali dene walo ko ignore kar dijiye.
ReplyDeleteAise padhe likhe highly educated logo ko samjhane k liye hi to 10th/12th pass (police) ko danda pakdaya jata hai.
naa jane h.c. Ki bewafai par fida hota hai ye dil. Khuda jaane usme wafa hoti to kya hota ?
ReplyDeletetet ko rab se itni baar manga hai ki ab sirf haath uthate to fariste sawaal khud hi likh lete hain.
ReplyDeleteमेरा विश्वास कम से कम कोर्ट पर था, लेकिन आज जो कुछ जस्टिस टंडन ने किया उससे कोर्ट पर से मेरा विश्वास हिल गया है। मेरा सुझाव है कि हम अपनी लड़ाई अब सुप्रीम कोर्ट में लड़े। एक अकाउंट खोला जाए। अगर 10 हजार टीईटी पास स्टूडेंट 100 रुपये भी इसमें सहयोग करेंगे तो 10 लाख की बड़ी रकम जमा हो जाएगी, जिससे केस लड़ा जा सकता है। आंदोलन की अपनी आवाज है, लेकिन सरकार अगर कानून की आड़ ले रही है तो उसके जवाब भी कानून की भाषा में मिलना चाहिए। वहां सारी बात टीईटी मेरिट पर चयन हो या अकैडिमक्स रेकॉर्ड पर, जैसा कुछ लोग चाहते है, पर फाइनल फैसला हो जाएगा। हम अपनी याचिका में कोर्ट से सारे सवाल साफ-साफ करें और उनसे यूपी की भ्रष्ट सरकार को कड़ा निर्देश देने की मांग करें। इसके अलावा संभव हो तो इन जस्टिस महोदय की भी जांच हो।
ReplyDelete2.20000 tet pass hai dosto vo kaha jayege jara ye bhi to soho........vo agar 10rs milay to kitna ho jayga aur usse kay kar skte hai soho jara
Deletehai aaj hume fir se duaon ke sahare ki jarurt. E- kash hume aaj koi dil se dua de de.
ReplyDeleteungliyan toot gai pathar (tet) ko taraste- 2. Jab surte -e- yaar bani to kharidar (accd.) aa gaye.
ReplyDeletenasib me likha to mil hi jayega-e- khuda. Dena hai to wo de jo takdeer me na ho.
ReplyDelete@karan singh - क्या आपके पास इससे सम्बंधित कोई प्रमाण है? यदि हाँ तो पुलिस में रिपोर्ट दर्ज करवाइए! अगर नहीं है तो कृपया फ़ालतू कि बातें मत कीजिये. कुछ भी निर्णय आये तो उसमे हम और आप कर ही क्या सकते हैं सिवाए दिलासे के और इस ब्लॉग में कमेन्ट करने के. जो कि हम कर भी रहे हैं. कहने को तो ये भी कहा जा सकता ही कि मैंने और आपने पैसे देकर अपने अंक बढवायें हैं. लेकिन क्या ये सत्य है? फिर इस तरह कि व्यर्थ कि चर्चाओं का क्या लाभ कि जज ने पैसे खाये हैं? वैसे मैं अकादमिक समर्थक नहीं हू और अगर अकादमिक मेरिट बनी तो शायद मेरा चयन न हो जबकि टी० ई० टी० मेरिट की स्थिति में मेरा चयन पहली लिस्ट में ही निश्चित है.
ReplyDeleteTET Roll no.-
primary-18006947
upper pri- 18022347
high court bikaau hai,
ReplyDeletekisi ko kharidna ho to akhilesh yadav se contect kare, qki high court usi ki zagir hai....
kab tak tarikh milti rahengi kya overage hone tak?
ReplyDelete@ dushyant sir,,
ReplyDeleteKahna kya hai bus ab karke dikhana hai is govt. Ko ki ab hum aa rahe hai maidan me ,,,
Isko sale ko according to law maro...
Dushyant sir ab delhi door nahi...
Bcz mai ja raha hu aur wahi se ab kuchh karte hai....
Plz ab aap dikha do inko ki hum me hai DUM...
@karan singh - क्या आपके पास इससे सम्बंधित कोई प्रमाण है? यदि हाँ तो पुलिस में रिपोर्ट दर्ज करवाइए! अगर नहीं है तो कृपया फ़ालतू कि बातें मत कीजिये. कुछ भी निर्णय आये तो उसमे हम और आप कर ही क्या सकते हैं सिवाए दिलासे के और इस ब्लॉग में कमेन्ट करने के. जो कि हम कर भी रहे हैं. कहने को तो ये भी कहा जा सकता ही कि मैंने और आपने पैसे देकर अपने अंक बढवायें हैं. लेकिन क्या ये सत्य है? फिर इस तरह कि व्यर्थ कि चर्चाओं का क्या लाभ कि जज ने पैसे खाये हैं? वैसे मैं अकादमिक समर्थक नहीं हू और अगर अकादमिक मेरिट बनी तो शायद मेरा चयन न हो जबकि टी० ई० टी० मेरिट की स्थिति में मेरा चयन पहली लिस्ट में ही निश्चित है.
ReplyDeleteTET Roll no.-
primary-18006947 (129 marks)
upper pri- 18022347 (114 marks)
academic- 241.28
Dosto phone discharge hone k karan attnd nhi kr pa raha hu maf kare.Aaj h.c.me JAVED USMANI ki report pesh ki gayi aur TET ki aniyamitita ka havala dekar acd.merit se bharti ki mang ki gayi & TET k result ko punah sansodhit krne k liye 6week ka time manga gaya javab me h.c. ne 4week diya & niukti ka base tay krne ko kha. JUDGE gov. K agent ki tarah kam kr rha hai & gov. Bharti latkana chahti hai. Hmare bhaio ne ugra pradarsan kiya aur arrest hue.Dosto mai s.c. me rit krna chahta hu aur aap sb k vichaar jaanna chahta hu. Dosto is douraan S.C. me spcl rit ki ja sakti hai. Yadi s. court hamaare rit k aadhar se santust hua to ye file h.c. Se apne paas manga krke sunvai kr sakta hai ya to high court ko case ek niyat awadhi me niptane ka direction b de skta hai jo vo uchit samze. Dosto humare paas 5 Aug tk k time hai aur ye mai intzaar me nhi bitana chahta hu. Yadi aap muzse sehmat hai to reply kre isi blog pr. Dosto muze ab b visvas hai ki bharti TET merit se hi hogi tbhi result sansodhan ki baat Judge ne kha hai.
ReplyDeleteAapka
ALOK JAUNPURI
bcz ab court ka decission bhi aa gaya hai...
ReplyDeleteAur hum tondon ke khilaf bhi jana chahenge akhir ye koi bat hai ki... Goovt. Jo decission degi usi ke acc. Hum bhi faisla denge...
Akhir jab matter advt. Ko le ke tha to ye .... Judge ne selection process jan ne ko kyo kah diya....
Aur doosri baat kya inko itna bhi nahi maloom ki ab govt. Change ho chuki hai... Aur wo bsp ke sabhi faisle change kar rahi hai to is par kya faisla degi? Sala tondon ne ton ton baja ke school ki chhutti kar di..
sab bhasty hai sabkpo to salary to mil rahi hai janta ko beokup bana ker janta ka bhate kha rahe hai
ReplyDeletelogo ke gar me chula jale ya na jale sarkar ya cort ko kya vasta merne do logo ko
100% agree hoon apse alok bhai aap age bado paise ki koi kami nahi hone denge tetians
ReplyDeleteThek kaha alok bhai.
ReplyDeletesarkar ne cebinet me ace ke liye sanshodhan kar liya hai aur court me bataya jayega
ReplyDeleteनियमावली मेँ संशोधन किया जा चुका है ।विज्ञापन रद्द कर पुन 120000 पदोँ के लिए नया विज्ञापन जल्द आएगा ।
ReplyDeletetet meritt
ReplyDeleteDear tet friends,
ReplyDeletePlease do not get panic and worried.The govt.will not cancel this recruitment process at any cost.If the govt. want to change and do the amendments they will only do this in the next recruitment process as present recruitment of teachers is going on and is now in the last stage.If the govt. want to change anything so prior to that they will first give the appropriate logic in front of court.Secondly ok for instance if i say that the high court will give the decision in favor of the govt which is impossible at the current stage but friends we will challenge this decision in the SUPREME COURT.But at present i don't know whether this is the right time to go tho SUPREME COURT as the matter is going on in the high court.
Bhaiyo tet meritt per hogi bharti court abb bhart me savtater nekaia nahe raha c.m. kai ahdeen ho gaya hai
ReplyDeleteभाइयो हमे ये समझ मे नहि आ रहा है कि आप लोग इस निर्णय इत्ने परेशान क्यो हो रहे है…यदि सरकार निर्णय लेति है कि नियुक्ति एकेडमिक आधार पर हो तो इस्मे गलत कया है…जिनका चयन होगा कया वे टीइटी पास नही होन्गे…॥ अत: आप सभी से अनुरोध है कि किसी तरह से प्रक्रिया प्रारम्भ होने मे सह्योग करे नही तो आप्सी विवाद मे किसि को कुछ हासिल नही होगा…
ReplyDeleteTum Sahi bol rahe ho. , govt ko Jo karne hai wo kare ge , Jaise maya govt ne Jo karne tha wo kiyaKya kar liya maya govt ke HC Aur SC ne
DeleteAap ekdam sahi hone do jaise sarkar chati hai
DeleteKamlesh ji apni news ka source bataiye
ReplyDeletea
ReplyDeletekamlesh ji kahha se pata chala
ReplyDeleteApe logo ko Kya lagte hai SC me jane se matter solve ho jai ga , sc me Ek Acha advocate hone chaia , up govt ke pass to aise powerfully lawyer ke panel hai Jiske samne SC ke judges v har mane jate hai , Aur Waise v up govt ke case to bahut he strong hai .Jab ke TET merit ke pass aise Kuch Nahi,
ReplyDeleteup govt ko TET merit ke 40000 candidate ke chinta Nahi hai usko to un 40 thousand ke alawaon Jo pass candidate hai unke chinta , akhir
2014 me mulayem yadav ko PM Jo banane hai ,
AurJiske numbers of candidate Jyade hoge govt uske side he to rahe ge ,
Request to all TET candidate Ek bar bharti to start hone do Yar Kya pate hum Uptet passed candidate teaches ban jai , govt ko v to at least. 2 lack vacancy karne hoge , ya academic wale to Kahi Koi andolan , anshan , pradershan , ya koi gharawae nahi kar rahe hai to TET merit par Itne bawal kyo , jab vacny aye the to academic merit ke mang Jaise Koi andolan anshan pradershan candidate ne Nahi liya tha to Ab jab samaye ne karwat le hai to ya bawal kyo
ReplyDeleteAb Kuch karne hai to wo ya ke govt . TET ko radd kare ,
Ye up. Ka bhristtam court hai yaha tondon jaison ko judge banakar baitha diya jata hai. Jabki real judge vo hoten hain jo janbhavnao tatha samajik sarokar ka havala dekar govt. Ko nirdesh deta hai. Ye to in mamlo se koso door rahne vale tatha kabhi na news sunne vale j mahoday lagte hain. Jo u.p. Govt. Ne bata diya court me bol diya. Jaisa raja vaisa nyaya sabhi logon dharmdas aur ramdas ki kahani jaroor padhi hogi jab raja khud fasi par latak jata hai. Vaisi hee sthit ho gayi hai u.p. Kee. Up s.p. Ka ram nam satya hone ja raha hai. Ab ham logo ko ek maheene tak is nikammi govt. Ke nakon se chane chabvana hai katai paresan kar dena hai. Need haram kar dena hai.
ReplyDeleteGhabro mat nay wale bhi aayege aur novmber me tet fir se hoga tab tum logo ko pata chelega ki bharti kaise ho........hahahahahahah himanshu b.ed 2011-12
ReplyDeleteHar bar nai date bata rahi hai..ki..akhilesh ki nazar agle election tak khichne ka irada hai....
ReplyDeletePichle election me loptop ka lalipop aur berozgari bhatta ka lalch dekar vote le liye....
Aur kuch maya ke parko ke gusse ka phayda mila.
Magar ab enme se koi mudda nai hai...
aur jo kar rahe hai usse janta khush nai...
To har ki taraf kadam bada diye hai....
Aur han.......
ReplyDeletePud bahumat ka ghamand na kare ......
Kyuki......pud bahumat ka ghamand maya ko bhi
tha............uska kya hua sabne dekh liya hai..
Name Hon’ble Mr. Justice Arun Tandon
ReplyDeleteAdministrative Judge for the District: Faizabad, Shravasti at Bhinga
Source Bar
Date of Birth 30/12/1955
Initial Joining 07/01/2004
Joining at Allahabad 07/01/2004
Date of Retirement 29/12/2017
Graduated in Science in the year 1977 and Law in the year1980 from Allahabad University.
Enrolled as an Advocate 06/08/1980.
Practised in Service, Excise, Tax and Educational matters at Allahabad High Court.
Elevated as Additional Judge on 07/01/2004. Took oath as Permanent Judge on 18/08/2005.
Posting Allahabad
Address 3, PATRIKA MARG, ALLAHABAD
E-mail Id atandon@allahabadhighcourt.in
lko chalo 9 july
ReplyDeleteBHAI TUM LOG SAB SANT RAHO KOI BHI LUCKNOW NAHI JAYEGA WAHAN JAKAR SIRF MAAR KHAOGE SARKAR JO KAR RAHI HAI USE KARNE DO
ReplyDeleteUSE DISTURB MAT KARO
BHAI AAP LOG MERE BAT MAN LOG ARREST HO JAOGE TO JINDAGI BARBAD HO JAYGE
RAJESH PANDEY
PRESIDENT.........
ACADEMIC SAGHARSH MORCHA (REG 9000001..
)
CALL ME ANY QURRY..
8563032724(AIRCEC/UNINOR ONLY FREEE)
Mai Academic supporters se yeh kahena chahta hun ki ye bharti TET merit hi Best hai isliye is bharti ko ho jane de. Is bharti k ho jaane k baad to Academic walo ko hi agli bhartiyo me mauka milega. TET merit walo ko nahi. to fir kyo ise itna zyada uljha rakha hai. Itni mehnat krne k baad kuchh logo ko ye mauka mila hai ki woh apne aap ko sabit kr sake to TET merit walo ko ye mauka milna chahiye...
ReplyDeletehttp://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120706a_003174007&ileft=-5&itop=172&zoomRatio=130&AN=20120706a_003174007
ReplyDelete