उत्तर प्रदेश में प्राथमिक शिक्षको की लटकी हुई भर्ती अभी लटकी रहेगी| इलाहाबाद हाई कोर्ट में आज भी मामले की सुनवाई नहीं हो पाई| अगली तारीख 6 अगस्त लग गयी है
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Thursday, August 1, 2013
UPTET 2011 शिक्षक भर्ती की सुनवाई टली, अगली तारीख 6 अगस्त
उत्तर प्रदेश में प्राथमिक शिक्षको की लटकी हुई भर्ती अभी लटकी रहेगी| इलाहाबाद हाई कोर्ट में आज भी मामले की सुनवाई नहीं हो पाई| अगली तारीख 6 अगस्त लग गयी है
26 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
ReplyDeletePRIYA SATHIYO ....
Jaisa ki kal Allahabad ki meeting me tay hua hai
ki ek pradesh stariy andolan 10/09/13 din
Mangalwar ko hona hai.
Atah ab aap sabhi ki ye
jimmedari banti hai ki aap sab swayam apne jile
me sakriya logo se is sambandh me baat krna
prarambh kr de. Sangthan se keval isliye na jude ki hume Court me apne case ki jankari milti rhegi.
baki ka kam to wo kar hi rhe hai isme hume kya
krna hai. Chahe aap Bharti samarthak ho ya TET
samarthak, yadi is baar bhi ghar se nhi nikle to
jaise itne din se tarikh ka khel dekh rhe hai waise
aage bhi dekhna padega.
Har nayi tarikh me jyadater log sarkar ko, court
ko ya writ dalne walo ko bharti ka dusman bata
dete hai or apna gussa yahi ek-dusre pr utar dete
hai.
Par kabhi swayam se prashna nhi kiya ki
"Humne pichhle saal, jab TET Sangharsh Morcha
court karwayi ke sath vigyapan bahal krane ke
liye sadak pr utar kr andolan kar rha tha, ka sath
kyo nhi diya.....?????"
Yadi us samay aap sabhi ne
(TET samarthako aur Bharti samarthko ne)
andolan me humara sath diya hota to aaj aap log
kam se kam ek varsh se jyada job kar chuke hote.
Kair koi baat nahi galtiya bhi inshano se hi hoti hai.
Lekin galtiya dauhrana Janvaro ka kam hai, isliye
is bar wo chuk na kare jissne aapke jeevan ke
swarnim 1.5saal vyarth kara diye.
Is baar
andolan me shamil hone ke liye abhi se kamar
kas le or sath hi apne soye huye sathiyo ko bhi
need se jaga le, Aur bata de Durbhawna se prerit iss pradesh sarkar ko ki.......
"LOKTARNTRA ME TANASHAHI
NAHI CHALEGI NAHI CHALEGI"
Jai Hind Jai TET Jai Bharat
hello, mr ali kya ap bhi akhlesh ki tarah akal less ho gaye ho .jab andolan 4 aug ko hone ki khabren aa rahi hain. To phir kyon itana lamba khinchane ja rahe ho. 4 aug ke bare men socho aur kuchh karo.
Deletejunior tet 2011 science & maths ke jo candidate 35years se uper ho gaye hai vo rit dalne ke liye sampark kare
ReplyDeletemob.9927232740
deoria me kaun hai
ReplyDeletejunior tet 2011 science & maths ke jo candidate 35years se uper ho gaye hai vo writ me shamil hone ke liye jaldi se jaldi sampark kare, thanks.
ReplyDeletemob.9927232740
agar kisi b****** wale ne rit daali na to vo kutte ki maut marega saalo................. kuch hone mat dena kisi ka bhala
ReplyDeleteaur vaise bhi kch hone nahi wala h bharti to hogi
sarkari notice dekh lo
Jai tumhari gand .tum log hi stay karwate ho salo fir kahte ho 9 Sep.ko andolan karo .ukhar lena dekhunga.
ReplyDeletejara socho jisne apne jivan k 35 sal kuch na kiya ho wo 5 sal me kya ukhad lega.... 35+ walo ko aj tak naukri nahi mili to .... aur na hi aage milege.... ye buddhe log ghar ki khatia todege bas...
ReplyDeleteab art wale blog se bhag jao... unka mattar dec me start hoga... sci wale blog pr aa jao... now we concentret on sci vacency...
ReplyDeleteKAPIL TUM 72825 ME 29 JULY KO THIRD PARTY BAN RAHE THE USKA KYA HUA. TUMNE KAHA KI S.K.PATHAK K SATH 45 LOGO KO NOTICE BHIJWA CHUKE HO.
ReplyDeletemadarchod kapilwa apan kartut sudhar le choot ke dakkan, ghant ke pissu, kathri ke chilar hc k sabhi jaudge tohre bap he ka jon tohse puuch ke fasla dete he ka
ReplyDeleteadat sudarle nanga kutta kamina gatar ki paidais kapil
ReplyDeleteare kapil bhag sale sab dalege to teri phat jayegi yar
ReplyDeleteare kapil bhag sale sab dalege to teri phat jayegi yar
ReplyDeleteare kapil bhag sale sab dalege to teri phat jayegi yar
ReplyDeleteSir anybody tell me about up tgt admit card kb aa rhe h plz
ReplyDeleteKisi k kahne par vishwas mat kro, apni akl lagawo, apne asli dusmno ko pahchano... Wo s.k pathk aur 45 log hai.. Na ki kapil.. Maine writ vaps le le hai.. Apni akl lago, inhe gali do.. Mera kya hai, sant hu, sci vacency zinda bad
ReplyDeleteAb kisi ne gali di to shrap de k bhasm kr duga..
ReplyDelete
ReplyDeleteपुरानी भर्ती-प्रक्रिया को लेकर कल इलाहाबाद में
हमारे साथियों द्वारा की गई बैठक में
परिस्थितियों को ध्यान में रखते हुए जिन
रणनीतियों और विकल्पों पर सहमति बनी है, वह
संगठन की स्थिति को लेकर एक सकारात्मक संकेत
है। इन रणनीतियों और विकल्पों पर अमल के लिए
संगठन के कल-पुर्जे कसना और तेल-
पानी करना अपरिहार्य है। इसके लिए जिला-स्तर
पर सभी सक्रिय सहयोगियों को अपना सर्वोत्तम
प्रयास करते हुए अपने अन्य साथियों को भी प्रेरित
और सक्रिय करना होगा। प्रभावी संवाद और बेहतर
सामंजस्य के लिए वास्तविक, विश्वसनीय और
सक्रिय जिलाध्यक्षों की भूमिका बहुत महत्वपूर्ण
हो गई है।
आशा है, सहयोग के इस प्रयास में आपका सहयोग
मिलेगा।
Tgt ka exam 1sep ko h bt how can we know about our form detail n admit card plz anyone tell
ReplyDelete
ReplyDeleteKuch sathiyo ko lag raha hai ki 10 Sep ki date
bahut door hai to wo is baat ko samjhe ki
andolan hadbadahat mein nahi kiye ja sakte hai,
Andolan mein sankhyabal ka hi mahatva hota hai,
yadi ham sahi roop se sangathit nahi ho sake to
andolan bhi sahi roop se aayojit nahi kiya ja
sakega.. saath hi, sarkari machinery aur HC ki
niyat samjhne ke liye tatha pure UP mein apne
sathiyo ko sakriya karne ke liye kuch samay to
lagega hi.
In sab baato ko dhyan mein rakh kar hi 10 Sep ki
date ko tay kiya gaya hai... itne beech mein ham
logo ko jile star par sangthan ko majboot karna
hai aur sabhi sathiyo ko ekjut hone ke liye
motivate karna hai.
Ham sabhi ko Mahapatra ji ki 3rd date mein
allahabad mein bhi ekatrit hona hai, taki, sarkar
ko chetavani swaroop ek gyapan Basic Director ko
de sake jisse unhe hamare "nek irado" ke bare
mein jankari mil sake ki 'HAM NA TO HAARE HAI
AUR NA HI KAMJOOR PADE HAI'
Hamne ab tak jo bhi sangharsh kiya hai, wo tabhi
falit ho sakta hai jab hame yeh naukari mil jaye,
warna jeevan bhar is baat ka hi afsos rahega ki
TET ka exam hi kyo diya tha?
Hamara koi bhi kaam, pressure, yojna, aadi
sarkar par chunav ke pehle tak hi asar karegi,
isliye ye samjhna bahut zaroori hai ki HC se case
ka niptara agar Mahapatra ji ki 3rd date tak hota
hua samjh mein nahi aata hai to hame instruction
ke liye SC ka darwaaza bhi katkana padega aur
sath hi Sarkar+HC ki hamare khilaf kisi yojna ke
saakar hone se pehle hi hame apni sanghathit
shakti dwara unhe sahi-galat ka bhi ahsaas karana hoga.
ReplyDeleteइलाहाबाद हाईकोर्ट ने उत्तर प्रदेश लोक सेवा आयोग
(UPPSC) की विवादास्पद रिजर्वेशन पॉलिसी पर
रोक लगा दी है. हाईकोर्ट ने रिजर्वेशन को लेकर
UPPSC की याचिका को खारिज कर दिया है.
गौरतलब है कि UPPSC की रिजर्वेशन
पॉलिसी को गलत मानते हुए उम्मीदवारों ने इसके
खिलाफ इलाहाबाद हाईकोर्ट में याचिका दायर
की थी. उम्मीदवारों का कहना है कि आयोग ने
आरक्षण की नीति को मनमाने ढंग से लागू किया,
जो कि कानून के खिलाफ है.
इसी मामले को लेकर कई उम्मीदवारों ने हाल के
दिनों में इलाहाबाद समेत यूपी के कई इलाकों में
उग्र प्रदर्शन भी किया था. बहरहाल, अदालत के
फैसले के बाद इस मसले का उचित हल निकल आने
की उम्मीद जताई जा रही है.
ReplyDeleteRajesh Pratap Singh >>
Namashkar mitron,
kal ki allahbad ki mtng me jo 10 Sep ki date tay huyi hai usse hum bhi puri tarah se sahmat hain.
10 sep se pahle court ki sari sthiti clear ho
jayegi.ho sakta hai nirnay aa jaye,ya nirnay reserve ho jay.ya koyi aur sthiti har hal me andolan karna hi hai.
Yadi nirnay aa jata hai to bhi sarkar itni asani se
bharti shuru krne vali nahi hai,hume usko aisa
krne ke liye majboor krna hoga.apne apne jilon ki
mtng kariye,apni teams ko punah jeevit kijiye.
news papers me nikalvaiye.posters chapva dijiye.sabko pata chal jay ki hum aa rahe hain aur puri taqat aur taiyari ke sath aa rahe hain.
Pahle hum log anubhavhin the,
aaj hume har bat ka anubhav hai.hum apni galtiyon se sikhenge,unhe sudharenge,sab milkar rananiti banayenge aur tab tak date rahenge jab tak apna huq chheen nahi lete.iske liye hum sabko lagna hoga puri takat puri yojna ke sath.
Jaisa hum brly me krte hain-ek 25 logon ki core
comity hai hamari aur 700-800 logon ki list.
Unme se 10-12 ko 60-70 ki list dekar msg aur 4-5
ko call krne par lagaya jata hai.jo Lknw delhi gaye
hain unki alag list hai unhe alag se call/msg kiya
jata hai.core cmty ki alag aur phir genral mtng hotihai.hum logpadosi jilon me bhi jate hain.
Kai logon ko jila adhyaksho aur sakriya sadasyon
ko cal karna hota hai.jilon ki mtng ko phone se
sambodhit krna,jila adhyakshon ki mtng ye sab krna hoga.
Aaj hamara suchna tantra adhik mazboot hai.hum
adhik samajhdar aur anubhavi hain.
Jab jang ka ailan kar hi diya to shankhnad bhi kar
dijiye,
sarkar ke ek ek gurge aur purje ko pata chal jai ki
hum aa rahe hain.
Hum aa rahe hain aur lekar jayenge.
Jeet kar jayenge.
Jai hind jai tet .
ReplyDeleteAvanish Yadav >><>><<
Dosto - Hardoi tet morche ki saptahik baithak
sunday 4 August ko 10am par company baag
Hardoi me aayojit hogi . Aap sabhi Hardoi ke sathi
sadar aamantrit hai.
Jai old add ,jai tet merit.
Kapil Dev ko agar Police Encounter me mar giraye to Uttar pradesh ke asali atakvadi ka khatma ho jayega. Ye aisa atankvadi hai jo desh ki yuva pidi ko barbad kar raha hai ye bahut khatarnak hai Uttar Pradesh ke liye.
ReplyDeleteSave Uttar Pradesh and kill to Kapil Dev in Police Encounter.
We will do request to police to kill kapil dev in the encounter because all the youth is feeling problem due to his stay.
ReplyDelete