मानव संसाधन मंत्री कपिल सिबल ने देश में टीचरों के स्तर पर राज्यसभा में जानकारी देते हुए कहा कि हाल ही में हुए केंद्रीय शिक्षक पात्रता परीक्षा के नतीजे बताते है कि इस परीक्षा को लेने वालों ने बहुत ही खराब प्रदर्शन किया है.
उनका कहना था कि इनमें बीएड किए हुए लोग भी शामिल थे और इनका पास होने का प्रतिशत 6.5 फीसदी से भी कम रहा.
कपिल सिबल का कहना था कि ये सुनिश्चित करना होगा कि निजी संस्थान सही गुणवत्ता की शिक्षा दे ताकि अच्छे शिक्षक वहां से निकल सके.
News : BBC (28.4.12)
to all blog visitors
ReplyDeletePLZ HELP ME OUT..........!
meri ek dost bahut problem mein hai actually uski tet maarksheet mein uske naam k jagah uske he father ka naam likh kar aa gaya hai...........! per ye yaha local level per sahi nahi ho sakta hai iske liye allahbad he jana padhega. vaise maine yaha j.d office aur u.p board k office mein maloom kiya per koi bhi hal nahi nikla. maine ek application with photo copy of application form, marksheet, i.d proof. photo, internet marksheet jisme sahi naam tha, aur original marksheet ki photocopy laga kar sachiv madhiyamik shiksha allahbad speed-post 31-march-2012 ko kiya tha. per uska koi bhi response nahi mila. actually samasya ye hai k wo allahbad nahi ja sakti kyonki uske parents ko uske career ki koi chinta nahi hai aur uska bhai chota hai. isliye main ye janna chah raha tha k kya main uske bhalf per allahabad ja kar marksheet sahi kara sakta hu ya koi aur rastaa hai jiske jariye marksheet sahi ho jaye. maine kai baar allahbad sachiv office mein phone bhi kiya parantoo koi bhi madad nahi mili. plz plz muskan g main uski madad karna chahta hu kaise karu mujhe samajh mein nahi aata plzz suggest me main kyaa karoo uske marks bhi 125+ hai......! uske parents mere saath bhi to allahabad nahi bhejenge..! plz bataiye main kis prakaar uski madad karooooooo plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz..................!
Tum bhi us candidate k sare papers lekar ja sakte ho
Deletebhai ji aapke pass prospectus hoga , usme punah markshhet prapt karne ka , vaa marksheet me sanshodhan ka process diya hai,
ReplyDeleteabe dakkan ke saale tet ke kam result kaa rona rote hai aur tet karaakar paisa batorte hai par jo tet clear kar chuke hai saale unhe job nahin dete kamino ne berozgaaron ko lutane kaa dhandha bana liya hai
ReplyDeleteJab tak acd. Ki merit banti rahegi, tab tak ctet ka yahi result rahega. Aur education quality isi tarah gart me jati rahegi.
ReplyDeleteKyoki gyan k liye koi nahi padna chahta sabko job pane ka short cut chahiye. b.ed colleges ko thok k bhav manyata dete hai, tb nahi sochte.
kapil sibbal ji 1.5 hour me paper padh nahi paige
ReplyDeletemanata unko milti hai jinke paas se moti gaddi aati hai to gudvatta kya khak aagi
ReplyDeleteIs ghatiya insan ko uptet walo ke sath ho rahe anyay nahi dikh raha hai ... Kamina hai no1 ka
ReplyDeletectet k paper me jo 4 unseen kahani aati hain unko na rakher saare objective question aane chahiye kapil sibbal ji
ReplyDelete