सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Wednesday, June 12, 2013
सिर्फ एक एसएमएस और घर बैठे मिलेगा रेल टिकट
18 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
Jo log acad se selection ki maang kar rahe hain ve log nakal ya jugad se achhe number laaye hain. jab pehle se pata tha ki TET se merit banegee to fir TET exam mein inki patloon kyun geelee ho gayee. Jo log common exam mein achha nahin kar sakte unki halat ka andaja aap laga sakte hain
ReplyDeleteTB ne apna aisa aadesh diua hai ki acad merit vaalon ke hosle past ho chuke hain. Ab TB ke aadesh ko Supreme court hee rok sakta hai par vo bhee TET ka hee fsvour karegaa . Shiksha mittron ko vo pehle se
Ab UPTET exam pattta hai ya ahrta, sabko pata lag gaya hai. Jo log TET exam mein achhe nahin hai ve log bachhon ko padane layak nahin hain. TB KA AADESH DEKHEN in low TET vaalon ki patloon dobars se geeli ho jayegee. Jo TET ko nshin samajh sakta vo kya padayegaa
ReplyDeleteTMNTBN KAHAN HO. AAPKI NEWS KA INTJAAR REHTA HAI
ReplyDeleteMene uptet se judee kafee saaree sites dekhee , sab ki sab kachda info liye hue. Is site par shuru se achee aur umda info milee. Is ke blog owner ko tahe dil se dhanyawaad. up se itnee door job karte hue bhee saaree info mil jaayee hai.sabse achha highcourt ke saate aadesh ek jaghe dekhne ko mil jaate hain. Blog ne ham logo ko joda
ReplyDeleteAMIT JI. 72736 KAISI VACANCY HAI BHAI? 72825 ME TO HAM LOG FASE HI HAI YE KAUN SA HAI CLEAR KARO PLEASE...
ReplyDeleteVaise bhee different boards, unversities ka samaan mulynkan sambhav nahin. Aur isee prkaar alag alag TET Exam ka comparison theek nahin hai. TB NE APNE AADESH MEIN SAAF KAHA HAI KI - SAMAAN MULYNKAN ACHEE SHIKSHA VYAVSTHA KE LIYE JAROOREE HAI. 72825 MEIN SAMAAAN MULYANKAN UPTET 2011 KE JARIYE HUA. MOORKH ACAD SUPPORTER KO TB KA ORDER PADA
ReplyDeleteYA JAANA CHAHIYE. PAR KYS KAREN INKO ENGLISH BHE E to nahin aatee. TO
In moorkh acad supporter se kehna chahiye ki - sabhee bhrteeyon mein exam band kara do aur acad merit se bhrtee karao. Kyonki jinke dimag mein bhoosa bhara hai unko samjhana vyatth hai. Jab TET merit se bhrtee hogee tab becharon ko pata lagegaa ki inke dimag mein vastav mein bhoosa bhara hua thaa.
ReplyDeleteAcad vaalon ko junior bhrtee ka lolypop dikhya jaana chalta rehna chahiye jo pichle 2 saal se chal raha hai. Bechare usee ko dekh kar khush hote rahenge. Aur TET merit ke sadme ko bardast kar Kyonki 72825 ki bhrter mein sirf TB KA order dikhaya jaana baki hai uske baad aap sabhee jaante ho kya hogaa.
ReplyDeleteJunior bhrtee mein bher acad vaalon ka band bajegaa kyuki UPTET 2013 KE BAAD B.ED 2012 VAALE INKI VAAT LAGAYENGE AUR FIR COURT CASE SHURU HUA TO PATA NAHIN 2017 BHER AA JAYE AUR YE BHRTEE KE SAPNE HEE DEKHTE RAHEN
ReplyDeleteQuality shiksha gayi gand me hame to bas nokri chahiye
ReplyDeleteye tet mrt wale 2 saal se kya apani quality ki gand marawa rahe
अकैडमिक का जो विज्ञापन निकला था वो 72825 न होकर के 198 पद कम थे यानि 72627 चाहे तो जोड़कर....___
ReplyDeleteamit kumar jee thank you for your impartent sggestion.
ReplyDeleteप्रिय मित्रो, मैं भी चाहता हू कि आप सभी को नौकरी मिले.लेकिन एक मौलिक बात यह है कि स्कूलों में शिक्षक विद्यार्थियों के लिए रखे जाते हैं, न कि विद्यार्थी शिक्षकों के लिए .इसलिए नौकरी उन्हें ही मिलनी चाहिए जो इसके योग्य होने के साथ साथ अपने कार्य के प्रति समर्पित भी हों .मेरा मानना यह भी है कि चयन प्रक्रिया का पूरा उत्तरदायित्व लोकसेवा आयोग को सौप देना चाहिए ताकि वह परीक्षा द्वारा निष्पक्ष तरीके से योग्य शिक्षको का चयन कर सके नहीं तो घोटाले होते रहेंगे .
ReplyDeleteJai shree Ram.ye court leave to kaate nhi kat rahi hai.bhagwan kare matter july me nyay ke sath samapt ho jaye.jai Hanuman.
ReplyDeleteONE NATION, ONE VOICE, ONE NATION ONE CHOICE NAMO , NAMO , NAMO
ReplyDeleteKya koi bata skata h k uptet k admit card upload ho rhe h k ni
ReplyDeleteadmit card aaj se upload honge but site pe upload ki subscription show nhi ho rha hai. Der raat tak upload ho jayegi.
ReplyDeletetet k admitcard 13/06/13 se download kiye ja sakte hain.
ReplyDelete