Nursery Teachers Training (NTT), Nursery Teacher,
इलाहाबाद : नर्सरी टीचर ट्रेनिंग (एनटीटी) में दाखिले के लिए सोमवार को महिलाओं व युवतियों की भीड़ उमड़ पड़ी। राज्य विज्ञान शिक्षा संस्थान में सुबह से ही लोगों के पहुंचने का सिलसिला शुरू हो गया था, जो शाम तक जारी रहा। पहले दिन 119 अभ्यर्थियों ने अपने प्रमाणपत्रों की जांच कराई।
लंबे समय बाद एनटीटी शिक्षक बनने के लिए काउंसिलिंग की प्रक्रिया शुरू हुई है। वर्ष 2013-14 के प्रशिक्षण के लिए बीते 17 नवंबर को कट ऑफ मेरिट जारी हुई थी। उसी के सापेक्ष काउंसिलिंग के लिए सोमवार को सामान्य वर्ग के अभ्यर्थियों को बुलाया गया था। पहले दिन राज्य विज्ञान शिक्षा संस्थान के सभागार में 500 अभ्यर्थियों के सापेक्ष 119 अभ्यर्थियों ने काउंसिलिंग कराई। भीड़ के कारण सुबह से शुरू हुई काउंसिलिंग शाम पांच बजे तक चली। राज्य विज्ञान शिक्षा संस्थान की रीता सक्सेना, प्रवक्ता राकेश पांडेय, प्रभाकरण शुक्ला, रत्नेश मिश्रा, पंकज सिंह आदि ने पूरी प्रक्रिया संपन्न कराई।
..................................................
आज भी आएंगे सामान्य अभ्यर्थी
इलाहाबाद : एनटीटी की काउंसिलिंग में मंगलवार को भी सामान्य वर्ग के अभ्यर्थियों को ही बुलाया गया है। परीक्षा नियामक प्राधिकारी के रजिस्ट्रार नवल किशोर ने यह जानकारी दी।
News Sabhaar : Jagran (Publish Date:Mon, 24 Nov 2014 08:50 PM (IST) | Updated Date:Mon, 24 Nov 2014 08:50 PM (IST))
ReplyDeleteBlogger MUKHTAR A said...
abhi koi dhandhali sabit nahee ker payega kyonki abhi kisi ko niyuktipatra nahee mila hai niyuktipatra milne ke baad hee ye sabit kiya ja sakta hai ki kitne log ko farzee niyukt kiya gaya hai iska saral sa pata rti act dvara diye gaye adhikar ka upyog karke lagaya ja sakta hai jaise ki chaynit abhyarthiyon ka roll no. tet marks controll id computer id b.ed. pssing year ,graduation marks and university etc ki jan suchana mang ker .
Monday, November 24, 2014 9:18:00 PM
Delete
Blogger MUKHTAR A said...
saekaar ki gardan baree asani se is bhartee me fasai ja sakti hai aur is bharty me ram gajery aur akal less aasani se fans sakte hain jiska mujhe intejar hai kintu hamare kuchh utsahee bhai pahle se hee sarkaar ko sajag karke saare kiye dhare ka bantadhaar karne per tule huye hain hamto chahte hee hain sarkaar pahle dadhlee karke fanse to tab hum uski kartooton ka hisaab len aur uski sajaa inhe mile aur saat puston tak yaad rakhen kyonki farzee logon ko retaire hone tak aasani se pakra ja sakta hai.
Monday, November 24, 2014 9:29:00 PM
Delete
Blogger MUKHTAR A said...
chunki bharty s.c. ke aadesh se ho rahee hai aur ek bhee farjee shasan prashasan ko jail bhejne ke liye kaafee hai kintu yahan to abhee tak hazaaron farjee ghusere gaye hain yahan tak ki coputer se scan ker ke farzee no. barha ker conseling karva li gayee hai jisme diet condidete sub shamil hain iska proof tet sanghars morcha ambedkarnagar ke paas hai.
Monday, November 24, 2014 9:38:00 PM
Delete
Blogger MUKHTAR A said...
satyaapan ka khel 6 maheene tak chal sakta hai uske baad shasan se niyukti ka aadesh hone per niyukti patra milega ye sb kary sarkaar vote ke liye vidhaan sabha chunav tak kheechna chahti hai kintu inhe ye nahee pata ki isase na bhartee valon ke vote milenge na aglee bharti ka intejaar ker rahe 1500000 b.ed. valon aur unke gharon ke aur na hi primary me parhne vale bachchon ke gareeb maa baap ke he caroron vote .
Monday, November 24, 2014 10:11:00 PM
Delete
Blogger MUKHTAR A said...
sarkaar ke logon ke paas jaraa bhee doordarshita hoti to december january february teen maheene ka diet training aur march april may teen maheene ka primary school training poory hoker june me garmee kee chhutti ho jaati kyonki june me school me bachche hee nahee rahenge aur training break na hotee.naya satra ab april se shuru ho raha hai aur is samay naye aur jyada teacher hone per primary schoolon me khoob naye bachche bhee aate .kintu teachers na hone per jab naye satra april me bachche scool nahee ayenge aur doosree jagah private me naam likha lenge to poore saal primary me bachche nahee rahenge to naye teachers kise parhayenge .tab sarkar ke luchche lafange aayenge school check karne aur kahenge ki master to parhate hee nahee isee liye primary me koyee naam hee nahee likhaata ,aur teachers per bachche paida karne ka anuchit dabav banayenge.
Monday, November 24, 2014 10:45:00 PM
Delete