/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, July 29, 2013

Download CTET 2013 Solved Paper / Answer Key



CTET Answer Key July 2013 Paper-1 (Set-A)   

CTET Answer Key July 2013 Paper-1 (Set-A) held on July 28, 2013.






CTET Answer Key July 2013 Paper-2 (Set-R) Claa 6-8 , VI-to-VII held on July 28, 2013.








4 comments:



  1. Tet sathiyo
    Namaskar


    ek bahut hi achchhi khabar jo apse share karana
    chahata hu...


    aaj shaam ko senior advocate shri KESHARI NATH
    TRIPATHI g ne apna case ladana swavikar kar liya
    hai Ashok Khare g se unki baat bhi huyi hai

    drafting ho gayi hai sare matter ko unahone vistar
    se samajh liya hai.aur apne case ki merit ko
    dekhate huye aaj pura 2 hour time bhi diya hai
    tatha ye aswasan bhi ki is case me dam hai unki
    do dikkate hai jo humari team ko yatharoop
    swavikar hai....

    1- 31 ko sunwayi k dauran khade hone k liye puri
    tarah commit nahi kiye hai ha usaki agali date pr
    awasay rahege.vaise unki puri kosis rahegi ki vo
    khade rahe.

    2- fee k bare me baat taal gaye hai (abhi niskars
    yahi nikal raha hai ki free of cost khade ho jaye
    kewal stationary kharch aur nominal fee hume
    dena pade)

    3- ab ek prashn uthana lazimi hai ki ek aur
    advocate apne case k is padav pr kyo ?
    jabab nimnvat hai...

    (a)- vo ek Senior advocate hai.
    (b)- abhi -2 government k khilaf uppsc k matters
    pr unhone bahut prabhavi pairavi ki hai.
    (c)- unke rakhane se apni baat BJP k party k think
    tank tk prabhavi tarike se panhuch jayegi.jisase
    yadi hume bhavisay me sadak pr pradarsan krna
    pada to BJP ka samarthan aasani se mil jayega.

    (d)- sambhavana isaki bahut jyada hai apne vote
    bank ko dekhate huye apna case free of cost ya
    nominal fee pr ladane ko taiyar ho jay.
    ant-tah sabhi ko subh ratri

    Jay Tet

    ReplyDelete
  2. Sir
    2nd paper ka S set ki answer key bhi bhej do.
    Please Sir

    ReplyDelete
  3. second papaer k q set ki answer k hme b dekgni h plz jaldi bhejo

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।