इलाहाबाद: 72825 प्राथमिक शिक्षको की भर्ती में रोक जारी रहेगी, अगली सुनवाई 31 जुलाई होगी |
आज अदालत में सुनवाई नहीं हो पायी, अदालत में फ्रेश केस की संख्या ज्यादा थी|
As per info by members on FB, In court room no. 3 A.C is also not working.
/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
Koi aascharya ki baat nahi... ye to pahle se hi aabhas ho raha tha ki court me bina sunwai agli date hi milegi.....
ReplyDeletedekhtey hai agli date pe kya hota hai....
ReplyDeleteSabse badi dikkat hai ki jab koi bhi sarthak baat
karta hai to dusre apne aham ki sidhi ke liye usko
kaat dete hai bina koi vichar kiye...Mahetvpoorna
hai naukari na ki netagiri..
Kuch keh rahe hai ki andolan karo, kuch ko SC se
direction lana sahi lagta hai..
lekin koi ispar vichar nahi karta ki sangthan me
kitni shakti bachi hai...
agar andolan hota hai to mehaj FB par ghoshna
karne se log ikathe nahi ho jayenge waran jamin
par kaam karna hoga yehi kaam SC jane ke liye
bhi hoga ....poore sangthan ko UP level par SC
jane ka prayas karna hoga..
Zaroori dono hi hai, hame apni poori shakti ko
bator kar apne sathio ko ekatra karna hoga, sath
hi unlogo ko bhi samjhana hoga jo aankh band
kar ke HC par bharosa kare baithe hai..
Yeh samajhna jaroori hai ki aisi 4-5 sunwayio
mein October aa jayega, phir Achar-Sahinta, tab
tak January aa jeyega, uske baad agar DB ne case
dismiss kar diya, tab kya hoga? Aur agar ham jeet
bhi gaye lekin Sarkar ne naukari dene mein
anakani ki aur SC bhag gayi tab? April 14 ...
Aaj mai ek baat clear kar doo... Chahe old add ho
ya new add, abhi ham prakriya se bahar hai,
Sarkar ke pass full authority hai ki wo vaccancies
ko lapse kar hame form ke paise wapas kar sakti
hai..
Agar Voting tak HC ka mamla declare na hua to
kya gaurantee hai ki SP govt. chunav ke baad
naukari de hi degi... jo kuch bhi ho sakta hai ya
kiya ja sakta hai wo voting se pehle hi sambhav
hai, atleast hamari counselling start hona to must
hai..
In sab par vichar kar hue, aur Mahaparta ji ki ek-
do sunwayi aur dekhne ke baad hame Aug.
mahine mein poore jor-shor se andolan aur SC
jane ki tyyari shuru kar deni chahiye...
ReplyDeleteEk bat to spasht hai ki court busy hote hue bhi db
se uppsc ko lekar do dates me hi judgement
reserve ho gaya jabki reservation jaise
constitutional matter ko lekar tha aur kafi typical
issue bhi tha kintu teacher recruitment jiska case
bilkul open hai kuch bhi baki nahi fir bhi discuss
karne ko time nahi hai court ke paas .
aakhir aisa
kya khas tha uppsc mamle me jo sirf 2 date me
clear ho gaya vo bhi single nahi double bench se
aur aisa kitna bada mudda hai teacher bharti ka
jo 2 saal me nahi suljha ,,,,,kitna uljha hua
hai ,,
Shayad uljhan mamle se jyada vyavstha me
hai aur ise samajhe bina ham aage nahi badh
sakte .
shyam dev bhai aap aage aaiye aur keshri nath ji ko apne case me jodiye. warna hum barbaad ho jayenge.
ReplyDeleteKHARE KO HATAIYE~KESARI NATH JI KO LAIYE.
S.C. SE
DIRECTION laiye WARNA date hi milegi .
mitro kuch to
karo sare case nipat rahe h sirf hamara latka hai .
This comment has been removed by the author.
ReplyDelete
ReplyDeleteSathiyo agar ham vastav me is 72825 ki bharti
chahte hai to hme ekjutata lani hogi agar hamare
sathi lko.ya allbd jaha aur jis date me nirny lete
hai hme bina kisi bahane ke wha upasthit hona
padega aur agar aisa nhi kar pate hai to siway
pachhtave ke hamare hath kuchh v aane wala
nhi.sirf blog aur commnet se ye jang jitana sambhav nahi.
sabhi sathi apne haq k lie aage aaye.
ReplyDeleteyadi koi
nirnay jo hamare bhai bandhu allahabad me
lenge vo hame sveekarya hoga kintu adhikansh
logo ki ek aam ray banaya jana ab bahut jaroori
ho gaya hai rahi bat blog par pravachan ki to
mai yaha spast karna chahunga ki mai lucknow
me hue har aandolan me hamesha sammilit raha
hu aur aage hamesha har aandolan me sammilit
rhunga.
ReplyDeleteSathiyo abhi bhi nahi chete aur swarth
me lipt rahe to hum sab ko barbad hone se koi bacha nahi payega.
aap sab apni jimmedari samajhiye. apne sathiyo ki list banaiye unhe massege aur call kr k apne sath jodiye. swarth chhodiye apne hak ke liye ladiye.
roj ghut ghut ke ji rahe ho. 2-4 din aandolan me shamil hone se mar nahi jaoge. uppsc ka udahran aapke samne hai.
warna Dr. Iqbal ka ek sher hum aur aap k liye misaal hai....
KHUDA ne us kaum ki haalat nahi badli
na ho khayaal jise khud aap apni haalat badne ka.
ReplyDeletevyavastha itni badtar hai,ki parixa dene ke bad
haq ke liye andolan aur writ karna padta hai,
kuch samajh nhi aa rha,paripakva aur anubhavi log kya kahte hain wo btaye,
waise 31 july ko ek aam ray bnana sahi rhega,
par meeting allahabad me hi
rahe.
ReplyDeleteकेसरी नाथ त्रिपाठी जी को अपने केस मे लाने
की आवश्यकता है,वर्ना खरे जी सब कुछ डुबो देंगे।
ReplyDeleteबाँध सर पे कफ़न,
चल दिये हो अगर,
तो मिटने मिटाने का वादा करो...!
लाख तूफाँ जो आए
तो ग़म न करो,
खुद को तूफाँ बनाने का वादा करो....!!
.
ReplyDeleteआरक्षण के मसले पर अभी और घिरेगी सरकार
• अमर उजाला ब्यूरो
•इलाहाबाद। आरक्षण के मसले पर प्रदेश सरकार
की मुश्किलें फिलहाल कम होती नहीं दिख
रही है। लोक सेवा आयोग की नई आरक्षण नीति पर
हाईकोर्ट का फैसला अभी सुरक्षित है।
इस मसले पर सरकार घिरी ही है, इससे पहले एक
अन्य मामले में कोर्ट ने सरकार ृसे आरक्षण अब तक
जारी रखने की वजह पूछी है। आरक्षण में
सभी जातियों के समुचित प्रतिनिधित्व का यह
मसला गंभीर है जिस पर जवाब देना सरकार के लिए
भारी मुश्किल से कम नहीं। सरकार को यह
भी बताना है कि किस जाति या वर्ग
का सरकारी नौकरियों में ‘समुचित
प्रतिनिधित्व’ तय करने का फार्मूला क्या है।
समुचित प्रतिनिधित्व का सरकार के लिए
क्या अर्थ है यह भी समझाना है।
‘पीसीएस जे’ परीक्षा के अभ्यर्थी सुपर्ण
समदरिया ने इस मामले को लेकर याचिका दायर
की थी। मामले में 19 जून को सुनवाई हुई थी।
•हाईकोर्ट ने मांगा है सरकारी नौकरियों में
जातियों के प्रतिनिधित्व का आंकड़ा
ReplyDeleteMohammad Shakeel
96 48 20 73 47
साथियो अपने केस का नं नही आ सका । कोर्ट रूम की A C खराब होने के कारण जज साहब समय पूर्व ही चले गए ।अगली तारीख 31 जुलाई 2013 है ।
ReplyDeleteSARKAR TO SUNVAEE HONE HI NAHI DENA CHATI TO NUMBER KAISE AAYE GA. AGAR PCS WALO KI TARAH 72825 KI VACANCY ME APPLY KANE WALE BHI PCS WALO KI TARAH BEHAVE KARE TO SARKAR KI AANKHE JALDI KHUL JAYEN GI AUR COURT KA A.C BHI KARAB NAHI HOGA
ReplyDelete