/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, April 6, 2014

72825 Teacher Recruitment : सुप्रीम कोर्ट के अंतरिम आदेश के विरुद्द किसी की याचिका

72825 Teacher Recruitment : सुप्रीम कोर्ट के अंतरिम आदेश के विरुद्द किसी की याचिका

UPTET  / टीईटी / TET Teacher Eligibility Test Updates / Teacher Recruitment News


UPTET, 72825 Teacher Recruitment, Counseling of 72825 Teacher as per Supreme Court Order
UPTET PASS GIRL CANDIDATE can JOIN THIS GROUP : https://www.facebook.com/groups/uptetgirlsgroup/

UPTET PASS CANDIDATE can JOIN this GROUP :https://www.facebook.com/groups/uptetteachersgroup


72825 Teacher Recruitment, Counseling of 72825 Teacher as per Supreme Court Order

कोई नयी याचिका इतनी जल्दी कैसे स्वीकार होगी और सुप्रीम कोर्ट का  इस पर क्या रुख है , यह सब इतनी जल्दी कैसे सम्भव है
Supreme Court Ke Intrim Order Ko Challenge Itnaa Assan nahin Hai, Aur Lagta Hai Iske Paalan Ke Saath Sunvai Chaltee Rahegee.
Ant Mein Jo Bhee Paksha Jit Ta Hai , Uske Anusaa Bhrtee ka Antim Swaroop Rahegaa.

Lekin Suprem Court Ke Antrim Aadesh Ka Paalan Iske Saath Hee Ek jaruree Prakriyaa Hai

*********
टीचरों की नियुक्ति पर संघर्ष जारी

औैरैया। प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों में 72825 सहायक अध्यापकों की नियुक्ति के मामले में जारी सुप्रीम कोर्ट के अंतरिम आदेश से असंतुष्ट टीईटी अभ्यर्थियों ने सुप्रीम कोर्ट में टीईटी अभ्यर्थियों ने नए विज्ञापन पर भर्ती प्रक्रिया करने के साथ ही प्राथमिक विद्यालयों में टीचरों के रिक्त 2.70 लाख पदों पर टीईटी मेरिट व शैक्षिक मेरिट के आधार पर एक साथ नियुक्ति प्रक्रिया शुरू करने की याचिका दायर की है। इन याचिकाओं को सुप्रीम कोर्ट ने स्वीकारते हुए नोटिस जारी करने के आदेश भी दे दिया है।
गत 25 मार्च को सुप्रीम कोर्ट ने 72825 टीचरों की 2011 के विज्ञापन को मान्य करते हुए टीईटी मेरिट के आधार पर नियुक्ति प्रक्रिया शुरू करने का अंतरिम आदेश जारी किया था। सुप्रीम कोर्ट के अंतरिम आदेश से आहत उत्तर प्रदेश शैक्षणिक मेरिट उत्थान समिति के अध्यक्ष अंशुल मिश्रा, ने सुप्रीम कोर्ट में नए विज्ञापन के आधार पर नए सिरे से भर्ती किए जाने की याचिका दायर की है। वहीं फैसले के विरुद्ध विवेक तिवारी व अंशुल मिश्रा ने 63 लोगों को पार्टी बनाते हुए भी नए सिरे से भर्ती प्रक्रिया जारी करने की एसएलपी दाखिल की है। दो याचिकाएं दायर करने में याचियों का मुख्य उद्देश्य सुनवाई के दौरान दो सीनियर अधिवक्ता कोर्ट में खड़ा करना है। वहीं टैट मेरिट आधार पर नियुक्ति करने के अंतरिम आदेश के विरुद्ध तीसरी याचिका हरिजन महिला विकलांग समिति ने आरटी एक्ट के तहत दायर कर दी है। वहीं सुप्रीम कोर्ट के अंतरिम आदेश से टीचर भर्ती प्रक्रिया से बाहर हुए बीएड 2012 के अभ्यर्थियों ने अंतरिम आदेश के विरुद्ध स्थगन याचिका दायर करने का मन बना लिया है। इन अभ्यर्थियों ने बीएड 2012 उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चे का गठन करते हुए अगले सप्ताह में रिट दाखिल करने का निर्णय लिया है। इसमें बृजेंद्र कश्यप, अमित कुमार, भानू सिंह, आशीष कुमार ने बताया कि रिट पीटिशन में वह 2011 के विज्ञापन के आधार पर जारी अंतरिम आदेश से बाहर हुए आवेदकों का मुद्दा उठाएंगे।
टीईटी मेरिट व शैक्षिक मेरिट के आधार पर एक साथ नियुक्ति प्रक्रिया शुरू करने की याचिका





News Source / Sabhaar : Amar Ujala (06.04.2014)

14 comments:

  1. लो भइया गई भैंस पानी में। अब हो गई भर्ती। हे भगवान ऐसा क्या गुनाह कर दिया था, जो कि उत्तर प्रदेश में जन्म दिया। अब आगे क्या होने वाला है, राम जाने। अब तो सिर पर कर्ज भी बढ़ता जा रहा है। अरे भाई लोगों भर्ती पूरी हो जाने दो यार।

    ReplyDelete
  2. mitron meri aap se ek hi request hai modi ji ke netritwa me bjp sarkar lao phir turant yaha ka rajyapal badlega aur ye sapa sarkar apni aukat me aa jayegi.

    ReplyDelete
  3. duniya apne dukh se dukhi nahi hai dusro ke sukh se dukhi hai.ab fir se court chale gaye .inko koi samjhao.....

    ReplyDelete
  4. Bed 2012 tet pass walo ke liye sp gov bahut jaldi 80000 pad nikal ne ki yojna bana rahi h jo ki tet&acad. Marks par hogi so dont do anything wrong . Ye sale gadhe ki olad hai jo kisi bhi prakar ki bharti ko nahi hone dete hai ye sabhi ye sale priv schoolo mai hi 2000-3000 ki hi naukri kar ke khus hai ye hi okat hai

    ReplyDelete
  5. kya high court me yacika-yachika khelne ke bad ab acd wale supreem court me bhi yahi khel khelenge?

    kya sarkar yahi chahti hai ki b.ed. wale isi me vyast rahen aur ham apni vote neeti me mast rahen.

    sahi bat to ye hai ki sarkar to yahi chahti hai bharti jitni latke utna hi hamen fayda hoga but aisa hoga nahin hoga iska ulta hi is sarkar ko koee vote nahin dena chahta.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Yachika-2-2 karte -2 time nikal jayega aur 2012 wale ghanta bajate reh jayenge Kyonki unko shamil karne ka Koi auchitya nahin banta. aur ye samajhlo ke tet 2011 hogi to hi aage Koi bharti ho payegi, to bhaiya hamari raah se hat jao warna kahin ke nahin rahoge.

      Delete
  6. koi kahi bhi kyo na jaye tet k alawa koi vikalp nahi hai kyoki yadi acdemic par bharti hoti hai to fr wahi mudda uthega ki koi university kam to koi jyada marks deti hai, islye dont worry be happy.tet se hi bharti hogi.

    ReplyDelete
  7. Is Pradesh me sabhi partiyon ke sitting MLAs, MLCs, MPs, Ex- MLAs, Ex- MLCs, Ex- MPs, All sitting and retired Judges of High Court and Supreme Court, desh ke sabhi bauddhik logon se meri appeal hai ki sabhi B Ed and TET pass walon ko qualified shikshak mankar inki sheeghra bahali me apna yogdan den. Inaki ruchi avam yogyata ka Mazak na karen. Yadi rotiyan kam hain, to adhik dinon se bhunke ko pahale den aur shesh ke liye jaldi aur rotiyan banvayee janyan aur use turant den. Kishi samaya sirf aathavin pass hi primary teacher ke liye qualified mana jata tha aur aaj usi kam ke liye Graduate aur B Ed plus TET pass ko bar- bar peechhe dhakela ja raha hai. Aisa karke na sirf is varg ke saath anyaaya balki shiksha se vanchit avam prabhavit bachchon ke saath bhi anyaaya hai. Sirf vartman sarkar hi nahin balki sabhi ko aage ana chahiye. inko aapas me ladate dena samajhdari nahi hai. Apana kartabya nibhayen aur samasya ka sheegra samadhaan Karen. Dhanyabad.

    ReplyDelete
  8. B.Ed. 2012 ke Bahar Hone ka Main Bhi Unspporter Hon Yani 2012 BED + TET 2011 Hoon


    Jai TET Merit

    ReplyDelete
  9. mere yaaro ye bharti agle 10 saal mein bhi nahi honi maje lo.

    ReplyDelete
  10. lo,
    mai fir vishesh samay per aa gaya. suna hai ki laaton ke bhoot baaton se nahee mante.s c ke order se ye nirvivad rup se clear hai ki akal less sarkar ne bina vajah bharti ko latka kar tet berojgaron ka kitna jaan va maal ka nuksaan kiya hai. inhon ne pratyek berojgaron ka vetan ke roop me 3.5 laakh rs. saalaana yaani ab tak dhayee (2.5) saal se byaaj sahit 1000000 (das lakh) ka nuksaan kiya hai yaani 72825 sikshakon ka
    72825 into 1000000 =72825000000 (bahattar arab) rupee ka nuksaan, plus 350 karor yanee 3.5 arab rupees form bharne ke kul lagbhag 75 arab rupees ka nuksaan gareeb berojgaron ka kya hai.uprokt lagbhag 72 arab ka 65 percent kendra sarkaar deti jo ki sabhi teachers uttar pradesh me
    hee kharch karte .jisase apne pradesh ka vikaas hota aur bank maala maal rahte kintu ye akal less aur mulla yamraaj milkar uttar pradesh ke vikaas ko gart me kar diye jiska hame inka dugna nuksaan karke aur vote ka nuksaan karke pura karna hai vo kaise. 1. inke ghar ke bhai bhateeje larke patni bahu kul mila kar beeson log arabon rupaye sansad va vidhayak nidhi ke rup me dakar jate hain jo ki gareebon ki mehanat ke tax hain inko chunav me hara kar sabak sikhaana hai . 2.inke maai baap
    vote bank hain inhe inke vote bank per chot kar ke inka arbo rupye ka
    garit bigaar kar anya jeetane vale candidete ko vote de va apne gher ke kareeb 10 logon ke vote va sthiyon ke vote inke pratidvandiyon ko dilva ker inhen haryen. 3.har din ek vigyapti pratyek jile se ya samoohik rup me lucknow se pradershan kerke meadia ke samne poocchen ki sc.dvara diye gaye adesh ke anusaar aaz 70, 69, 68, 67, 65, aadi din shesh bache hain sarkar kab bharti shuru karegee. is prakar ki vigyapti sabhi akhbaar va shashan ko vitarit kare jisase sarkaar dabav me aaye tatha bharti ka shasnadesh jari kare aur samaaj va gadhank dhaariyon ko sachayee ka ahsaas ho aur inka gussa ubaal khaye tatha chunav me inko arthee ke liye 4 sansad se jyaada na naseeb hone paye . isliye aakhree dam tak sangharsh jaree rakhen soyen kadapi na. Mukhtar ambedkarnagar.

    ReplyDelete
  11. up mai light hai nahi, bharti ho nahi rahi, rajyapal sahib chup baithe hai, kanoon ko dikhai nahi de raha, media par asar nahi pad raha so new pm ko jankari nahi hai,
    ase mai bhaiya khub padhai karke majduri karo aur apne bachho ho palo aur bhartiya samvidhan ki puja karo.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।