*************************************************
Sat, 20 Sep 2014 01:01 AM (IST)
जागरण संवाददाता, इलाहाबाद : प्रदेश के परिषदीय जूनियर स्कूलों में विज्ञान-गणित के शिक्षक अपेक्षित संख्या में नहीं मिल रहे हैं। हालत यह है कि चार चरण की काउंसिलिंग हो चुकी है लेकिन इलाहाबाद में अब भी आधे पद खाली हैं। काउंसिलिंग के दूसरे दिन शुक्रवार को महज 110 अभ्यर्थी पहुंचे। ऐसे में तय है कि काउंसिलिंग के अभी और चरण होंगे।
प्रदेश सरकार जूनियर स्कूलों में 29334 विज्ञान-गणित के शिक्षकों की भर्ती कर रही है। इलाहाबाद में दोनों पदों के लिए 338-338 सीटें हैं। नियमित अंतराल पर काउंसिलिंग कराई जा रही है, फिर भी सीटें नहीं भर रही है। वजह यह बताई जा रही है कि विभाग ने आनलाइन आवेदन मंगाए थे पर काउंसिलिंग आफ लाइन करा रहा है। ऐसे में जिन अभ्यर्थियों ने दूसरे जिलों में काउंसिलिंग करा ली है, उनका नाम अन्य जिलों से हटा नहीं है। ऐसे में बार-बार उन्हें ही बुलाया जा रहा है। इससे काउंसिलिंग के चरण बढ़ते जा रहे हैं, लेकिन अभ्यर्थी नहीं मिल रहे हैं। बेसिक शिक्षाधिकारी राजकुमार ने बताया कि चार चरणों के बाद भी गणित में 160 एवं विज्ञान शिक्षक के 165 पद खाली हैं। इसके लिए अब अगले चरण में फिर काउंसिलिंग करानी होगी।
News Sabhaar : Jagran (20.09.14)
http://joinuptet.blogspot.com/
Good morning all
ReplyDeleteCouncling nahi majak ho raha hai jrt bharthi me
ReplyDeleteGov sab jankar galti kar rahi hai taki bharti complete naa ho paye
Isliye jinka Councling ho gaya hai unka naam anya janpad se kyo nahi hata raha hai baar baar uni ko bulaya ja raha hai.
Anpadho jaisa kaam kar raha hai online application le ne ki Kya avasyakta thi bewkuf ko
Yahi haal prt ka bhi kar sakta hai
Inka bharosa nahi hai
Cut off merit nahi birbal ka khichadi Ho gaya hai Jo ban nahi paa raha hai
ReplyDeleteN.i.c ke jadui software ka kamal Jo minto ka kaam hapto me bhi nahi kar paa raha hai.
ReplyDeleteJaise gov vaisa kaam.tarakki hogi u.p.ka ab to laptop bhi logo ko mil gaya hai. Ab Kya jarurat hai teacharo ki jab laptop se hi siksha puri ho jayegi up ke junta ka..
PG base b.ed TET pass mitro,
ReplyDeletePG base b.ed issue per navin shrivastav ke dwara HC allahabad me 18 sep ko writ ( Neeraj Rai vs state gov ) file ker de gaye hai, court ne state gov se counter manga hai, next date 17 oct hai.
NCTE ke rules aur regulations aur anya facts humare favour me hai, iss liye hum iss baat per aaswast hai ki court me vijay humari hi hogi. Samasya kewal samay ki hai lakin mamla court gaya hai toh samay toh lagega hi.
Mitro agar aise sthiti aati hai ki court ko seeten reserve karne pad jayen, agar aise hota hai toh writ me shamil logon ke alawa anya log bahar hi rah jayenge.
e.mail - manoj.kshukla001@gmail.com
mobile no - 7275434755
For more information contact -
Navin shrivastav - 8543046035
Abhishek gupta - 9807726803
Ajay dwevedi - 8953054088
Hame to lagta hai sab road chhap ikta ho kar scert me software ka link jod rahe ki ab ho jayega ab ho jayega
ReplyDeleteAbhi 22 ko Councling hai tab tak ho sakta hai Thik ho jaay nahi to Koi software engineer bula kar Thik kara lenge.
Koi n.i.c nahi hai sab saale kewal chutia banane ka kam hai inka
Prt me merit kab aygi bina kisi hungame k is gov. K kaan pr ju nai rengti
ReplyDeleteJrt safe h....... high court ka nirnya aana bachcha h.....
ReplyDeleteKewal shiv kr pathak ke case ko hatakr aur koi case me koi dm nhi h..
jo anil singh aur yogesh kumar ke case h wo dono bekar h aur court ka time barbad kr rhe h..
shikshko ki bharti es liye ki ja rhi h kyoki bachcho ko behtar shiksha mil sake na ki teachero ko rojgaar dene ke liye.....
es liye ye rona rona bekar h ki seate pramotion se hi bhari sayengi....
aaj ki vastavik condition ye h ki jrt ke bachche ke etihas hindi padh kr hi 6 7 8 pas kr rhe h kyoki vidhyalyo me teacher hi nhi h... 1 se 2 teacher se hi school chal rha h jisame jyadatr art side ke teacher h jo science math nhi padha pate h jisake karan sarkar dwara shiksha vibhag me etna paisa kharch karne ke bad bhi koi sudhar nhi ho rha h... kisi ko ye baat samajhni ho to apne aas pas ke school me jake dekh le..
Shiksha ke behtar estr ke liye hi tet ya ctet exam kraya ja rha h aur prt jrt alg alg banaye gye h...
esliye jo purane prt ke naukri pa chuke teacher h jo kewal netagiri me hi aage h unke fayde ke liye shiksha ke estar ko kharab krna sahi nhi h...
anil singh ka case chuki promotion se juda h agr wha kuch aniyamittaye h to wo promotion se dur ho jayegi kyoki mau me promotion aur jilo ke hisab se pichda h... tatha promotion milte hi anil singh ka case wapas le lenge es sambandh me promotion list vibhagiya roop se taiyar h..
.
.
.
ab baat jrt aur prt dono me counseling karane ki to sabhi jrt wale mayank bhai ke court order ki net copy lekar apneapne bsa office jaye aur marksheet ki copy pyamadit karwaye anytha high court ki sharan le....
chuki purane court order ka hawala diya jata h jske karan sachiv shiksha ko khud hi ye nirdesh sabhi bsa me bejh dena chahiye....
filhal jrt wale dono me counseling karane ke liye taiyar ho jaye ab sone se kaam nhi chalega apne haq ke liye ladna padega....
Plz tell the Case No. Of mayank
DeleteFarji walo agar life me gov job chahiye to mehnat karo Aur dusri taiyari karo
ReplyDeleteAgar prt bharti me kosis karoge to barbad ho jayoge sare deegri pe lal syahi(muhar) lag jayegi Aur 420 ke case me andar ho jayoge.
Isliye jitane bhi aap ke bhai bandu (farji) hai unko awagat kara do abhi bhi Kuch nahi bigada hai.
Is baar diet per puri chaukani nigahe hogi tet morcha ke sadsyo ki
Baki aap khud samghdar ho
Bharat ji i agree with you......
ReplyDeleteBREAKING NEWS : UP 72825 TEACHER NEWS
ReplyDelete1 : Approx 5800 posts were filled in the first counselling.
2 : UPTET cutoff is expected to be approx 10-15 marks lower in 2nd counselling. In 1st counselling, it was around 127 for male & 118 for females.In second counselling, the expected cutoff is
MALE : 112-117
FEMALE : 104-107
3 : Candidates below 100 should have to wait for 3rd counselling....
thnx,
Krishn
latest news ..... continue
Bhai agar kisi per mayank yadav ka court case ka No. ho to de plz.
ReplyDeleteHi rajesh ji how r u mere prt mein 109 number hai general mein to mera konsi counsling mein number aayega or jrt ki kya khabar hai ye stay poori bharti pe laga hai ya sirf proffesional walo per laga hai plz reply rajesh ji plz help me
ReplyDeleteBreaking News...
ReplyDeleteMerit has been come.
प्रशिक्षु शिक्षक चयन - 2011 काउंसलिंग ( द्वितीय )
Sir plz tell me about the 4th cuttoff merit of raebareli for gen science. Bcoz it didnt published in news paper. Plz sir.. n how many post were vacant for gen category.
ReplyDeleterajesh bhai 116 gen sci mera 2nd coun. me khi nhi hai bhut tension ho rhi hai dil ki darkan tej ho gyi pls suggest me
ReplyDeletekya HC ka order sabke liye hai ya sirf un 7 logo ke liye dono cons.me samil hone ka. please reply
ReplyDeleterajesh ji mai first councling me apne sabhi document jama kar chuki hu. lekin website par second councling me aupbandhik me mera name show ho raha ha jha mai first councling karwa chuki hu. iska kya matlab ha.kya mujhe second councling me shamil hona ha. wo kaise?
ReplyDelete