Firozabad 4th CounselingCut-off Junior Science Math Teacher : -
फीरोजाबाद: उच्च प्राथमिक विद्यालयाें में विज्ञान और गणित के सहायक अध्यापकों की भर्ती के लिए जनपद में चौथी कट ऑफ मेरिट लिस्ट जारी कर दी गई है।
पिछली तीन कट ऑफ लिस्ट से रिक्त पद नहीं भरने के कारण अब 15 गुना अभ्यर्थियों को काउंसलिंग के लिए बुलाया गया है। 18 व 19 सितंबर को काउंसलिंग की जाएगी। विज्ञान विषय में शिक्षक भर्ती के लिए 59 और गणित विषय के 47 सहायक अध्यापकों का चयन किया जाना है। सामान्य जाति के लिए विज्ञान विषय में लिस्ट 68.78 पर कटऑफ हुई है। वहीं गणित विषय में 68.23 पर हुई है। अनुसूचित जाति में विज्ञान वर्ग की कटऑफ 62.89 और गणित में 59.33 पर है। अन्य पिछड़ी जाति में विज्ञान की 67.10 व गणित विषय में 65.38 पर कटऑफ है। काउंसलिंग प्रक्रिया ब्लाक संसाधन केंद्रों पर दो दिनों तक चलेगी।
http://joinuptet.blogspot.com/
Bheraich 4th Counseling Cut-off Merit ( Copy/ Paste Taken From Social Media. You must verify all cut-off details from Local News Papers) :-
Mubarak sapa ki jeet ho sabko
ReplyDeleteMaine humesha is blog pe dekha h ki aaplog election me sp ke khilaf ye kar denge wo kar denge
In sab bato se hume abhi koi fayda ni hone wala h
Is liye mai kahta hu kbhi inki praise karke bhi dekh le kya benifit hume milta h
Taki sarkar ko lge ki tet morcha bhi humara sath de sakta h
To bolo sapa zindabad
Kya jrt ke professionals ke case ki koi update hai?kya stay hatne ke koi chances hain?pls reply
ReplyDeleteNidhi g jrt is safe
ReplyDeleteYe sp ki bharti h
Bht jaldi hi niyukti letter milega
Bt proff ka matter solve hone ke bad
NOTOUTFORYOU - Kabhi kabhi badal bhi suraj ko dhek lata hai par us se badal jeet nahi jata. Ye baat sari up janti hai ki sp ka raj me kya ho raha hai lakin phir bhe kuch bawcoof(may be like notout ) unhe jeeta kar apne ko bada samajdar mante hai. 2. RAHI BAAT HIMAT KI TO "ANSARI BETA" 100 SIKARI KUTTA, (YOU KNOW WELL THEM) MILKAR BHI EK KHULE SAIR (LION-NM) KA SIKAR NAHI KAR SAKTE.NOTOUTFORYOU - Kabhi kabhi badal bhi suraj ko dhek lata hai par us se badal jeet nahi jata. Ye baat sari up janti hai ki sp ka raj me kya ho raha hai lakin phir bhe kuch bawcoof(may be like notout ) unhe jeeta kar apne ko bada samajdar mante hai. 2. RAHI BAAT HIMAT KI TO "ANSARI BETA" 100 SIKARI KUTTA, (YOU KNOW WELL THEM) MILKAR BHI EK KHULE SAIR (LION-NM) KA SIKAR NAHI KAR SAKTE.
ReplyDeleteBhai ye 9 jan se phle ka kya chakkar h
ReplyDeleteBhai mujhe anyay bardasht nhi hota or ye sp govt apne powers ka misuse kr rhi h lekin shi bat to yeh h ki jab koi mombatti bujhne ko hoti h to sbse jyada jalne ki koshish krti h .isliye ab is govt ke bhi bujhne ka time aa gya
ReplyDeleteKisi ne shi kaha tha julm krne wale se julm ko shne wala jyada gunahgar hota h to phir kya khte h aap .dosto himmat ko bahar lao .hmme un krantikario ka khoon h jinhone kroor angrejo tak ko dhool chata di thi tab to ve ungliyo par ginane layak the tb aisa ho ska to kya aaj hm itne hokr bhi daya pr aashrit h.kya hmare khoon me ubal aana band ho chuka h.kya hmne un veero ki qurbani ko yu hi mitti me mila diya .kewal bolne se kuch nhi hoga kr ke dikhana hoga.ek aisa strong sangathan banao jisme fighter 'shooter' scientists ' motivater sbhi quality wale log ho.chae suruat thodi se kyo na ho .mitro jaago hosh me aao.khud hi apni mada krni hogi.mere pas kuch upyogi sujhav h lekin .....
ReplyDeleteHahaha lion
ReplyDeleteVikas bro for u..
ReplyDeleteKoi insan lion kaise ho sakta h lion ke pas to char pair hote h
Bt n.m ke pas to.......
Hahahaha
Aapne itni bhrti dekhi h kbhi
ReplyDeleteYe alag bat h ki bhrti fans rhi h bt ye hogi zrur
Aaplogo ke liye bi aur humlogo ke liye urdu bhrti bi
Vikas ki no1shart sabko chance
Sabka vikas
MERE PYARE DOST(MIYA ANSARI) YEH TO TUM JANTE HI HO KI kOI BHI INSAAN DIL SE SARE(LION) HOTA HE PARO SE NAHI.
ReplyDeleteU r right vikas bro
ReplyDeleteBt jab vo dilse lion h to aap ko kaise pata lga
Koi ek example dijiye
Pata nhi kab teacher bane ka sapna pora hoga
ReplyDeleteMr. Rajesh,
ReplyDeleteKrapya jawab de -
1 - PG base b.ed walo ki eligibility NCTE aur court tay karega ya aap tay karenge?
2 - Jab NCTE ne HC double bench me sweekar kiya tha ki pg base b.ed tet / prt ke liye eligible hai, jab NCTE ne RTI ke tahat mangi gaye jaankari ke jawab me spast kiya hai ki pg base b.ed tet / prt ke liye eligible hai, toh humari eligibility per kaun sawal utha sakta hai?
3 - Aap ke paas jawab me old advt ke alawa kahne ko aur kuch nahi hai, lakin kya old advt ke anusar IGNOU / patrachar wale tet / prt ke liye eligible hai?
Kya unka tet waidh hai?
Aisa lagta hai ki aap ke tet marks bahut kam hai aur iss liye aap pg base b.ed walo ke khilaf dusprachar ker rahe hai.
Agar aisa na hota toh aap pg base b.ed walo ke khilaf jahar kyo ugalate?
please raebareli ki cut of bataye..........
ReplyDeleteunhone apne website pe kyun nhi upload ki hai