http://joinuptet.blogspot.com/
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Saturday, September 20, 2014
UPTET 2013 Result News and 29334 Teacher Bhrtee Vivaad
http://joinuptet.blogspot.com/
2 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
Jrt safe h....... high court ka nirnya aana bachcha h.....
ReplyDeleteKewal shiv kr pathak ke case ko hatakr aur koi case me koi dm nhi h..
jo anil singh aur yogesh kumar ke case h wo dono bekar h aur court ka time barbad kr rhe h..
shikshko ki bharti es liye ki ja rhi h kyoki bachcho ko behtar shiksha mil sake na ki teachero ko rojgaar dene ke liye.....
es liye ye rona rona bekar h ki seate pramotion se hi bhari sayengi....
aaj ki vastavik condition ye h ki jrt ke bachche ke etihas hindi padh kr hi 6 7 8 pas kr rhe h kyoki vidhyalyo me teacher hi nhi h... 1 se 2 teacher se hi school chal rha h jisame jyadatr art side ke teacher h jo science math nhi padha pate h jisake karan sarkar dwara shiksha vibhag me etna paisa kharch karne ke bad bhi koi sudhar nhi ho rha h... kisi ko ye baat samajhni ho to apne aas pas ke school me jake dekh le..
Shiksha ke behtar estr ke liye hi tet ya ctet exam kraya ja rha h aur prt jrt alg alg banaye gye h...
esliye jo purane prt ke naukri pa chuke teacher h jo kewal netagiri me hi aage h unke fayde ke liye shiksha ke estar ko kharab krna sahi nhi h...
anil singh ka case chuki promotion se juda h agr wha kuch aniyamittaye h to wo promotion se dur ho jayegi kyoki mau me promotion aur jilo ke hisab se pichda h... tatha promotion milte hi anil singh ka case wapas le lenge es sambandh me promotion list vibhagiya roop se taiyar h..
.
.
.
ab baat jrt aur prt dono me counseling karane ki to sabhi jrt wale mayank bhai ke court order ki net copy lekar apneapne bsa office jaye aur marksheet ki copy pyamadit karwaye anytha high court ki sharan le....
chuki purane court order ka hawala diya jata h jske karan sachiv shiksha ko khud hi ye nirdesh sabhi bsa me bejh dena chahiye....
filhal jrt wale dono me counseling karane ke liye taiyar ho jaye ab sone se kaam nhi chalega apne haq ke liye ladna padega....
Professional NCTE n basic sikcha dono k according eligible hai....mere pas all important GO hai....ghabrane ki jarurat ni.....professionals just unite Ur hands with me to fight back
ReplyDelete