फतेहपुर। उच्च प्राथमिक स्कूल में गणित टीचर भर्ती के लिए शुक्रवार को कुल 6 अभ्यर्थियों ने काउंसलिंग कराई। इस तरह से अब तक गणित टीचर के लिए काउंसलिंग कराने वाले अभ्यर्थियों की संख्या 208 हो गई है। तीसरी काउंसलिंग पूरी होने के बावजूद अभी 50 रिक्तियां शेष रह गई हैं।
बेसिक शिक्षा विभाग जिले के उच्च प्राथमिक स्कूलों में गणित पढ़ाने के लिए 258 टीचरों की भर्ती प्रक्रिया चला रहा है। पूर्व में हुई दो काउंसलिंगों में 202 अभ्यर्थी काउंसलिंग करा चुके हैं। तीसरी काउंसलिंग में शुक्रवार को ओबीसी 26, एससी 25 तथा एसटी के 5 पदों के लिए काउंसलिंग होनी थी, लेकिन तीन ओबीसी, एक एससी तथा दो विकलांग अभ्यर्थियों ने काउंसलिंग कराई है। इस तरह से अब तक काउंसलिंग कराने वाले कुल अभ्यर्थियों की संख्या 208 पहुंच गई है और 50 रिक्तियां अभी भी शेष हैं।
News Sabhar : Amar Ujala (20.09.14)
http://joinuptet.blogspot.com/
Jrt safe h....... high court ka nirnya aana bachcha h.....
ReplyDeleteKewal shiv kr pathak ke case ko hatakr aur koi case me koi dm nhi h..
jo anil singh aur yogesh kumar ke case h wo dono bekar h aur court ka time barbad kr rhe h..
shikshko ki bharti es liye ki ja rhi h kyoki bachcho ko behtar shiksha mil sake na ki teachero ko rojgaar dene ke liye.....
es liye ye rona rona bekar h ki seate pramotion se hi bhari sayengi....
aaj ki vastavik condition ye h ki jrt ke bachche ke etihas hindi padh kr hi 6 7 8 pas kr rhe h kyoki vidhyalyo me teacher hi nhi h... 1 se 2 teacher se hi school chal rha h jisame jyadatr art side ke teacher h jo science math nhi padha pate h jisake karan sarkar dwara shiksha vibhag me etna paisa kharch karne ke bad bhi koi sudhar nhi ho rha h... kisi ko ye baat samajhni ho to apne aas pas ke school me jake dekh le..
Shiksha ke behtar estr ke liye hi tet ya ctet exam kraya ja rha h aur prt jrt alg alg banaye gye h...
esliye jo purane prt ke naukri pa chuke teacher h jo kewal netagiri me hi aage h unke fayde ke liye shiksha ke estar ko kharab krna sahi nhi h...
anil singh ka case chuki promotion se juda h agr wha kuch aniyamittaye h to wo promotion se dur ho jayegi kyoki mau me promotion aur jilo ke hisab se pichda h... tatha promotion milte hi anil singh ka case wapas le lenge es sambandh me promotion list vibhagiya roop se taiyar h..
.
.
.
ab baat jrt aur prt dono me counseling karane ki to sabhi jrt wale mayank bhai ke court order ki net copy lekar apneapne bsa office jaye aur marksheet ki copy pyamadit karwaye anytha high court ki sharan le....
chuki purane court order ka hawala diya jata h jske karan sachiv shiksha ko khud hi ye nirdesh sabhi bsa me bejh dena chahiye....
filhal jrt wale dono me counseling karane ke liye taiyar ho jaye ab sone se kaam nhi chalega apne haq ke liye ladna padega....
Hardoi diet par to kafi log aaye consl ke liye, shayed seats se bhi jyada, anumaan lagaya ja rha ki kafi logo ki file waapas karni hogi.
ReplyDeleteHardoi distt se jrt ke document deye ja rhe h.
ReplyDeleteJrt se document vapas lene ka aades aagva h.
ReplyDeleteProfessional NCTE n basic sikcha dono k according eligible hai....mere pas all important GO hai....ghabrane ki jarurat ni.....professionals just unite Ur hands with me to fight back
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteMayank yadav ke case me highcourt ke nirnay ke maddenajar govt. Ko sabhi jrt abhyarthio ke orignal wapas kar dene chahiye tatha dono me chayan ki sthi me kisi ek ko join karne ka affaidevit lena chahiye
ReplyDelete