बुलंदशहर : बेसिक शिक्षा विभाग के उच्च प्राथमिक विद्यालयों में सहायक अध्यापक के पद पर आवेदन करने वाले आधा दर्जन अभ्यर्थी शिक्षक बनने से वंचित रह जाएंगे। शासनादेश के अनुसार आवेदन करने वाले तिथि से एक दिन पहले के सभी प्रमाण पत्र बने होने चाहिए। जिन अभ्यर्थियों ने आवेदन करने के एक दिन बाद बने मूल निवास एवं जाति प्रमाण पत्र लगाए हैं, उन्हें विभाग ने निरस्त कर दिया है।
सूबे के उच्च प्राथमिक विद्यालयों में 29, 333 शिक्षकों की भर्ती होनी है। भर्ती से पहले विभाग ने शासनादेश जारी किया था कि अभ्यर्थियों को आवेदन करने वाली तिथि से एक दिन पहले के प्रमाण पत्र लगाने होंगे, लेकिन जनपद में आधा दर्जन अभ्यर्थी ऐसे हैं, जिन्होंने आवेदन करने के एक दिन बाद का जाति एवं मूलनिवास प्रमाण पत्र लगाया है। बेसिक शिक्षा विभाग के अधिकारियों ने काउंसलिंग के दौरान ऐसे अभ्यर्थियों के प्रमाण पत्र को निरस्त कर दिया है। अब यह आधा दर्जन शिक्षक 29,333 वाली भर्ती में शिक्षक नहीं बन पाएंगे। अभ्यर्थियों का कहना है कि यह शासनादेश पहली बार आया है जो मूल निवास एवं जाति प्रमाण पत्र आवेदन करने वाली तिथि से पहले बना होना चाहिए। अभ्यर्थियों ने कहा इस मामले को लेकर कोर्ट में जाना पड़ेगा। उन्होंने बताया इस आदेश के बाद बुलंदशहर के अलावा, अलीगढ़, गाजियाबाद, मेरठ, बागपत, बिजनौर आदि के भी कई अभ्यर्थी वंचित रह गए हैं। 1बीएसए महेश चंद ने बताया कि शासनादेश के अनुसार ही भर्ती की जाएगी। नियम से अलग कुछ भी नहीं किया जाएगा। यदि आवेदन के बाद जाति प्रमाण पत्र या मूलनिवास प्रमाण पत्र बने हैं तो उन्हें भर्ती प्रक्रिया से बाहर कर दिया जाएगा। क्योंकि शासनादेश में साफ लिखा हुआ है कि सभी प्रमाण पत्र आवेदन की तिथि से पहले बने होने चाहिए तभी उन्हें माना जाए
News Sabhaar : Jagran (16.09.2014)
http://joinuptet.blogspot.com/
Ab aankha kuli besik shiksa bibhag ka
ReplyDeleteJab adhi Councling ho gayi
Galti inki nahi hai inke shiksa ka hai Jo is nikkami gov ke dwara Inko time to time milta hai
Aur is gov ko vote karo
bhai rajesh and tnbttn
ReplyDeleteplz bataye kya ye afat prt mai bhi aayegi kyoki mera domocile bhi add ke baad ka hai
Rajesh ji ab ye kya nyi problem aa gayi bharti ka mazak bana diya
ReplyDeleteUP me dobara sapa ka aana bahut chintajanak ha pata nahi kon akal ka dusman ha Jo is akal less ko jita kar suicide karna chahta ha
ReplyDeleteYAAR 29334 k bigyaapan me saaf likha tha k moolniwas Jo h wo online apply karne ki date k pehle ka hoga.Maine pada tha...
ReplyDeleteYe problem kya 72 hazaar bharti mei bhi aayegi kyuki mera niwas aur caste dono 2009 aur 2010 ka bana hua h aur ye net par show nahi ho rha h
ReplyDeletePls btsiye
Kya niwas aur caste dono certificate ka sirf online verification hoga offline Nahi hota tehsil se pls btaiye
ReplyDeletedil aisa kisi ne mera toda
ReplyDeletebarbadi ki taraf munh moda
ek dhani ladki ne apne chahne
wale ka dil aisa toda
barbadi ki taraf lake chhoda
dil mera tod usne bura manu
ReplyDeleteusko hak hai ki vo mujhe
pyar kare ya na kare
dil cheer ke dekh tera hi naam hoga
Sapa ki secularism ki jit h
ReplyDeleteYogi aaditya nath aur laxmi vajpeyi ko parchar ki kaman di gyi
Inhone samaj me fitne gholne chahe
Lekin aajka har literate human peace chahta h
Isi liye bjp ko up ke sath rajasthan. .aasam..aur gujrat me bi siten gawani pdi.
Up me bjp ko Rohaniya aur charkhari jaisi siton par bi haar huyi
Is blog pe rajput g the onday pahle inhone cmmnt kiya tha ki muslimo ke liye alag se kanun bne jisse wo zyada baccwe paida na kar paye
ReplyDeleteAise rajputo ke liye sapa ki ye jit ek lesson h
please koi mujhe batae ki mera domicile 2012 ka bana hua hai primary teachers main kya koi problem to nahi hogi please reply
ReplyDeleteNOTOUTFORYOU - Kabhi kabhi badal bhi suraj ko dhek lata hai par us se badal jeet nahi jata. Ye baat sari up janti hai ki sp ka raj me kya ho raha hai lakin phir bhe kuch bawcoof(may be like notout ) unhe jeeta kar apne ko bada samajdar mante hai. 2. RAHI BAAT HIMAT KI TO "ANSARI BETA" 100 SIKARI KUTTA, (YOU KNOW WELL THEM) MILKAR BHI EK KHULE SAIR (LION-NM) KA SIKAR NAHI KAR SAKTE.NOTOUTFORYOU - Kabhi kabhi badal bhi suraj ko dhek lata hai par us se badal jeet nahi jata. Ye baat sari up janti hai ki sp ka raj me kya ho raha hai lakin phir bhe kuch bawcoof(may be like notout ) unhe jeeta kar apne ko bada samajdar mante hai. 2. RAHI BAAT HIMAT KI TO "ANSARI BETA" 100 SIKARI KUTTA, (YOU KNOW WELL THEM) MILKAR BHI EK KHULE SAIR (LION-NM) KA SIKAR NAHI KAR SAKTE.
ReplyDeletemool nivas vigyapan ke pahele ka hona chaiye.
ReplyDeleteAjay Bhai And Shailendra Bhai ye niyam jrt k liye hai. kyon ki usme online form dala tha to praman patro k kramank daale the. isliye jrt me usi samay ka maanga hai. jabki prt me ye likha tha ki apki niwas avadhi kam se kam 5 year ki honi chahiye. na ki nivas praman patr. ok. meri samajh me to yahi hai baaki aap jaane.
ReplyDeleteमायावती ने निवास प्रमाण पत्र आवेदन के साथ लगाने से छुट प्रदान क्र दी थी।।। इससे मतलब यही था कि काउंसिलिंग के समय निवास प्रमाण पत्र जमा करना वैध होगा।।। ये बात अलग है कि काउंसिलिंग जनवरी 2012 के बदले 2014 में हो रही है ।इसलिए अगर 2011 विज्ञापन की शर्तो को पूरा कर रहा हो तो 2014 का निवास भी मान्य होगा ।
ReplyDeletePls Rajesh sir ye btaiye ki niwas aur caste dono ka verification online hi hoga ya offline bhi hoga kyuki mera niwas aur caste dono 2009 aur 2010 ka bana h aur ye net par ab show nahi hota h kya iska verification tehsil se bhi hoga
ReplyDeleteMaine jrt m 3rd counseling karai h .mera domicile abhi yani2014ka hi h jabki mai up ki moolniwasi janam sehi hoo.mere saare praman patra up k hi h.kya iss adhar par rejection hi sakta h .iss baat par court jaaya ja sakta h?
ReplyDeleteMr. Rajesh,
ReplyDeleteKrapya jawab de,
1 - PG base b.ed walo ki eligibility NCTE aur court tay karega ya aap tay karenge?
2 - Jab NCTE ne HC double bench me sweekar kiya tha ki pg base b.ed tet ke liye eligible hai, jab NCTE ne RTI me mangi gaye jaankari ke jawab me sweekar kiya hai ki pg base b.ed tet / prt ke liye eligible hai, toh humari eligibility per sawal kaun utha sakta hai?
3 - Aap ke paas jawab me old advt ke alawa kahne ko aur kuch nahi hai, lakin kya old advt ke anusar IGNOU / patrachar wale tet / prt ke liye eligible hai?
Kya unka tet waidh hai?
Aisa lagta hai ki aap ke tet marks bahut kam hai iss liye aap pg base b.ed walo ko bahar karana chahte hai, jis se ki kisi tarah aap ka ho jaye.
Agar aisa na hota toh aap pg base b.ed walo ke khilaf jahar kyo ugalate?
Yaha sb kewal apni job ke liye pareshan h... dusare ki problem se kisi ko koi mtlb nhi h....... sbhi ko mauka milna chahiye..... kewal kuch logo ke liye hi ye bharti nhi h..
ReplyDeletemaine sitapur se 1st conselling karwai thi nd main 2011 ka niwas jma kar rhi thi baaki documents ke saath t unhone ek aplication likhwa li thi ki naya banwa ke de denge 1 week me to maine new bnwa ke diya tha........... ab mere dono niwas jma hain unke paas,... . ye doubt hai ki vo kaun sa accept karenge....... mujhse to khud kha tha department valo ne ki nya bnwa laao................
ReplyDeletesab kuchh vigyapan GO ki di gayi bhasha per depend karta hai aur vigyapan me diya ek-ek word court me challenging hota hai isliye vigyapan punah padhen aur mool binduon pe tark karen
ReplyDeletesab kuchh vigyapan GO ki di gayi bhasha per depend karta hai aur vigyapan me diya ek-ek word court me challenging hota hai isliye vigyapan punah padhen aur mool binduon pe tark karen
ReplyDeleteRAJESH SINGH JI...
ReplyDeleteVERY IMPARTANT NEWS-
Dosto jrt me ab tak 3rd counceling k baad 14849 seats bachi hue thi but 4th counceling k liye jo 75 jilo ki cut off jari hue hai usame kul jodne par lagbhag 8000 seats k liye hi cut off jari kiye hain. Baki ki 7000 seats kaha chali gayi.
Back door se setting ho rhi dosto es par dhyan dijiye, aur date decide kro sanjay sinha se puchhte hain.
agar aap chahe to 75 jilo ki jo cut off jari hue hai,un seats ko jod sakte hain, kul milakar lagbhag 8000 seats hi ho rhi hain.
MERE PASS PROOF BHI HAI.