UPTET: अब टीईटी होगी अर्हताकारी परीक्षा
(UPTET : Now TET Exam become only eligibility test, Selection through Academic Marks OR TET May be cancelled)
लखनऊ, 18 अप्रैल (जाब्यू) : टीईटी को राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद की मंशा के अनुरूप शिक्षकों की नियुक्ति के लिए अर्हताकारी परीक्षा का दर्जा दिलाने पर सहमति बनी है। शिक्षकों की नियुक्ति टीईटी की मेरिट के आधार पर न करके पूर्व में निर्धारित प्रक्रिया के अनुसार अभ्यर्थियों के हाईस्कूल, इंटरमीडिएट व स्नातक स्तर पर प्राप्त किये गए अंकों के प्रतिशत के आधार पर की जाएगी। इसके लिए उप्र बेसिक शिक्षा (अध्यापक) सेवा नियमावली, 1981 में संशोधन किया जाएगा। विवादों में घिरे टीईटी के पहलुओं पर विचार करने के बाद मुख्य सचिव जावेद उस्मानी की अध्यक्षता में गठित उच्च स्तरीय समिति की बुधवार को हुई बैठक में इस पर सहमति बनी है। समिति रिपोर्ट मुख्यमंत्री को भेजेगी। इन परिस्थितियों में टीईटी को निरस्त करने की संभावना भी है। उच्च स्तरीय समिति की बैठक में शिक्षा के अधिकार कानून के तहत अनिवार्य किये गए टीईटी को लेकर एनसीटीई के 11 फरवरी 2011 को जारी निर्देशों पर चर्चा हुई जिसमें टीईटी को सिर्फ अर्हताकारी परीक्षा घोषित किया गया है। समिति ने इस तथ्य का भी संज्ञान लिया कि एनसीटीई के दिशानिर्देशों पर अमल करते हुए अन्य राज्यों ने भी टीईटी को शिक्षकों की नियुक्ति के लिए सिर्फ अर्हताकारी परीक्षा का ही दर्जा दिया है। समिति ने इस तथ्य पर भी गौर किया कि बीती 13 नवंबर को हुए टीईटी के परिणाम में जिस तरह से धांधली उजागर हुई है उससे अदालत या किसी अन्य के लिए यह निष्कर्ष निकालना स्वाभाविक है कि इस अनियमितता को अंजाम देने के लिए ही टीईटी की मेरिट को शिक्षकों की नियुक्ति का आधार बनाने का फैसला किया गया यानी यह गोरखधंधा पूर्व नियोजित था।
News : Jagran (19.4.12)
Court chalane ko taiyar rahe sarkar ki har tay hai ye bharti to tet merit se hi hogi
ReplyDeletetet morcha k leader apni yojnao
ReplyDeletese avagat karaye..hame aage
kya karna hai..jo ho raha hai
usase ispast hai tet ka vigyapan
bhi radd hoga aur tet ki merit
bhi nahi banegi.ham court jayenge aur sarkar bhi yahi
chahti hai.ye mamla loksabha
chunav tak khichna tay hai..agar
court me jana ho to supreme
court ka hi chayan kariyega
aaplog anyatha pata nahi kabtak faisala aye..30 tak wait
kare lekin yojna taiyar rakhe aur
hamlogo ko bataye,kyoki favor
me jata hai to kuch nahi karna
hai agar favor me nahi ata hai
tabhi kuch karna hai to yojnaye taiyar kar bataye...
sarkar to gai kam se bechari sarkar thodi bhi buddhi nhi hai isko ki 270000 teacher se panga le rahi hai
ReplyDeleteTet leaders ham sahyog ke liye taiyar hai court chalane ki yojana banana shuru kare hAmara legal point maJboot hai sarkar to vaise bhi 80% case court me har jati hai
ReplyDeletedosto nirash hone ki jarurat nhi ye acd to lga k dekhe is bar
ReplyDeletearticl 16 (lok niyojan me awsar ki samanta) ke hanan ki bat pr court me jawab de khud samjh me aa jayega acd
merit ki ekrupta hi nhi hoti to kya ye hmare maulik adhikaro ka hanan nhi hai
Dono news paper ne alag alag news di hai,kise sahi mana jaye. Dainik ne to had kar di headline me ahartakari exam bata raha hai, aur andar ki bhasa k anusar ye patratakari hai. Isse espast hai ki govt. Ki neeyat theek nahi, hume musibat se ladne k liye kamar kas leni chahiye. Dono paper ne news anuman k aadhar par publish ki hai.
ReplyDeletebharti ho chahe tet merit se ya acdm merit se...,..,,.,.
ReplyDeletebharti honi chhaiya, chche tet marit se ho ya acd se ,ek barr bharti to kholo
ReplyDeletepeon k liye written interview aur teachar k liye acd
ReplyDeleteacd se hi best ka chayan hota hai to kuch spl btc walo se tet kyu nhi nikla
yahi to samagh me nahi aa raha hai ki headline me aharyta bata rahe hai aur andar patrata ki baat kar rahe etv par kuch aur kaha ja raha hai, ki sarkar court ke aadesh ka palan karegi. Kya gadbadjhala hai. Vastava me ye tention eligibility test tha.
ReplyDeleteDosto bharti hogi to only tet se warna bharti cancil.
ReplyDeleteDainik jagran walo ko ye hi nhi pata ki PATRATA aur AHRTA me fark kya hai, sab nakalchi hai aur patrakar ban gye hain........................
ReplyDeletedosto meeting band kamre me hui h or isme hui charcha k bare m bahar kisi ko koi jankari nhi d gyi dono news anuman lagaker chhap d gayi h . sach yhi h ki dhandhli k sabut nhi mile h
ReplyDeleteofficer cm ki iksha ka samman karte hue tet ko cancil karne aur is nirnay ki sahi batane ka koi na koi farmula taiyaar karne mein lage hain chunki cm ne pahle hi kaha tha ki tet cancil kar denge aur adhikari usi ke liye jameen taiyaar kar rahe hain. lekin 1996 mein upboard ka avarage marks in hgschool mein 48.8 percent tha aur 2011 mein 64.9 percent phir kis tarah bina purane candidate ke sath annaya kiye bageir acd ki merit banegi yeh in akl ke dusmano se puchane wala koi nahi hai
ReplyDeleteDainik jagran ke patrakar k acd. me 88% number hai. Isliye vo aharta aur patrata me antar samajh nahi paya.
ReplyDeletekya ho raha hai newpaper walo mujhe to lagata hai ...... kisi ko kuch pata nahi hai..
ReplyDeletedoston basik siksha nidesalaya ke ek adhikari ke anusar tet ki suchita par sawal khade kar diye gaye hain aur iski aad mein ise qualifying test karne par vichal chal raha hai jisse saanp bhi mar jaye aur lathi bhi na tute
ReplyDeletetet ko lekar had darji ki garjimmdari ka parichay diya hai print media ne. in patrkaro ke liye yeh ek samajh mein na aane wale matter tha isiliye anap sanap reporting ki hai salon ne
ReplyDeleteOfficer Jab tet ki suchita par sawal utha rahe hai. To ise radd karke dekho, court me tumhari band baja denge.
ReplyDeletejor se bolo,media kutta baad
ReplyDeleteto iska matlab ye hai ki game suru hone ke bad game ka rule badal jayega. yani bharti prakriya suru hone ke bad bharti ka basis badal jayega. is tarah ki koshis kai sarkaren pahle bhi kar chuki hain aur cort mai muh ki kha chuki hain
ReplyDeleteAKHILESH KI MA CHOD DO
ReplyDeleteAkl ke dusman .teri .......
DeleteMere uptet mai 92 no.hai.mai obc art male hu. Mera koi chance hai. Form in 43 district.
ReplyDeletePriya ashheesh Anna address like Kerry do.
ReplyDeleteKaise bhi ho bas agle satra tak job mil jaye schools me
ReplyDeleteAise patrkar vo hai jo koi kaam na milne par patrakar ban gaye.inhe sirf vigyapan chahiye. ye akhbar ka page bharne ke liye news ko bina soch samajh ke chhap rahe hai.aise reporter ko to sampadak ko nikaal dena chahiye.ullu kahi ke.
ReplyDeleteThanks for your advise my friend mujhe blog par likhana aa gaya
Deletejaise bhi ho bharti suru ho yar...
ReplyDeletecourt me sarkar muh ki khayegi. humara paksh bahut majboot h. SC chalne k liye tayar raho.
ReplyDeleteGhanta hogee bhrtee,
ReplyDeleteJab case court mein chale jaega, To bhrtee ho jaygee kya.
Agar chaltee bharte prkriya mein fer badal hota hai, to stay lagne tay hai.
---------
Akhilesh ji se aasha hai ki ve niyam nayee bhrte prkriya mein badlen to to bhrtt shuru ho saktee hai.
Anytha betho kai aur saal Rajnitik Pratishodh chalte rahenge
Bharti pirkirya suru ho jaise bhi ho
ReplyDeleteBharti TET merit par hi honi chhahiye iske liye chhahe jo bhi klarna pade. hum taiyar hain.
ReplyDeleteBharti TET merit se hi hogi chhahe iske liye kuchh bhi karna pade. hum azadi ki dusari ladai ke liye taiyra hai.iske liye gandhi banana pade ya bhagat singh.
ReplyDeletebharti tet merit se honi chahie chahe sarkar ki eet se eet bjani pade.dosto taiyar rho cm dogla hai.
ReplyDeleteHame amran ansun krna chahiya
ReplyDeletetet aur acd ko jod kar samadhan nikala ja sakta ha.yadi sarkar chhae to.other wise tet ke liye hum log hc nahi ja sakte kyki advertisement me sab adhikar state govt ke pass hote ha.nyutiya ki sankhya badane ghatane niyam ko change karne akhir sab adhikar state govi ke pass ha.
ReplyDeletetet aur acd ko jod kar samadhan nikala ja sakta ha.yadi sarkar chhae to.other wise tet ke liye hum log hc nahi ja sakte kyki advertisement me sab adhikar state govt ke pass hote ha.nyutiya ki sankhya badane ghatane niyam ko change karne akhir sab adhikar state govi ke pass ha.
ReplyDeletejaved usmani ke under high power cometee banana kewal dikhawa hai.sp suru se hi tet ko cancel karne ki baat kah rahi thi lekin tet ko cancel karne ka unko koi aadhar nahi mila.sp badale ki mansikta se kam kar rahi hai use bsp ke vipreet kam karna hai isliye acedemic merit banane ki baat kah rahi hai.sp ki mansa parkriya ko delay karna hai isliye jaanbojhkar kar ac.merit ki baat kah rahi hai. wo janate hai ki yesa karne par student sc jayege aur prakriya latakjayegi.
ReplyDeleteKabinet ki meeting me kya hua please reply
Deletebhai sab kuch khatam ho raha hjai call karo 8545053537
ReplyDeletebhai log academic se bharti hone do koi court nahi jayega .ye goverment ki chal hai ki hum logo ko apas men ladwa rahi hai ..mujhe naukari chaiye meri academic merit bhaut achhi hai ..isliye koi nahi bolega ...
ReplyDeletepresident
UP TET SANGARSH MORCHA
MERE TET ME BHI GOOD MARKS HAI 125
MUJE ZEEENO DO ..................PLZ
Ashesh ji ye bhasha theek nahee hai
ReplyDeleteLado aur lado. Mil chuka nyay aur mil chuki naukari.Every thing is going to finish. Ye ladne wale teacher kyu banna cahte hai, yaro ek bar kise k no. Ache ya bure aa jane se kise k tailent ko kosna galat hai.Paper esy tha ya hard ye mudde ki baat nhe hai.Nex tet aap sub doge aur tab talented gir bhe sakte hai aur kamjor uth bhe sakte hai.Ghamnd insaan ko murkh bana deta hai.Virodh karna tha to us din karte jis din vigyapan jari hua tha tet exm se pahle karte. Aur tab ladte. Ladte raho aur paresan raho.Yahe hona chahiye ladne walo k sath sala majak bana rakha hai bade bade bate karte hai.Ap sab k hisab se gov nhe chalti use sab ko dekhna hai.Badi sarm ki bat hai kisi aise byakti ko gali dena jo hamare des ka gaurav hai.Aap k man ki ho to acha nahe to gali do aur teacher bankar bacho ko gali sikhao.
ReplyDeleteunity is the best . so all tet pass canditate sangrash karo
ReplyDeletebharti to kevel tet ki merit pr hi banai chaye but mujhe lagta hai ki up me comptitation ki koyi value nehi
ReplyDeletemere anusar hame cm se milana chaye taki ve is baharti ko cancel na kr de kuch beiman logo ki saza 2 lakh 60 thousand logo koyu di jaye
ReplyDeleteJI
ReplyDeletehey
ReplyDeletehey come on blog comments
ReplyDeleteसूत्रों के मुताबिक सरकार ने टैट रदद करने का फैसला ले लिया है भर्ती नए सिरे से होगी इस बार 15 लाख बीएड डिग्री धारी आवेदन करेंगे चयन विशिष्ट बीटीसी मैरिट के आधार पर होगा 15 लाख अभ्यर्थियो में से 2.5 लाख छात्र ऐसे होगे जिनकी मैरिट 280 या उससे उपर होगी । एनसीटीई के अनुसार टैट प्राइमरी के लिए नहीं होगा । तो क्या अब भी हाथ पर हाथ धरे बैठे रहोगे हल्ला बोल दो नहीं तो सब कुछ लुट जाएगा ।
ReplyDeleteSarkar ki neeyat saaf nahi hi sarkar tet ko cancel karke naya sirya se tet exam ka vijypati nikalana chahti hi hum kabhi ye nahi hone denge hum vijypyti par stay kra denge
ReplyDelete