Basic Shiksha Sachiv Heera Lal Gupta Filhaal Pradesh Se Bahar Hain, Isleeye 72825 kee Aglee Counseling Ka Nirnay Nahin Ho Pa Rahaa Hai
Ab Tak 7000 Padon par Counseling Ho Chukee Hai
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/#ixzz36cV9AUCl
News Sabhaar : Hindustan Paper (06.09.2014)
Heeralal ji please return soon. apki yatra mangalmay ho.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteUN TOUCH POINT TET(2011)
ReplyDelete-------------------------------
Saathiyo , NCTE ke working se pahale jinhone 40% ya us se kam gradu.marks ke sath 1998 se pahle b.ed kiya hai aur gen cat. Me hai TET merit ke aadhaar par ve bharti me in honge ya out ?
Good News : 16000 Jobs will be Provided b SSC (Staff Selection Commission)
ReplyDeletetmntbbn good mornng iwant to talk to you many a times i have tried to talk to you so plz call me at this number 8960816929
ReplyDeleteye kya bakwas hai pahle khabre aa rahi thi ki 4500 seats bhari hai phir news ane lagi ki 6000 seats bhari hai ab ye news hai ki 7000 seats bhar chuki hai kuch to ghapla hai.....
ReplyDeleteAb Tak 7000 Padon par Counseling Ho Chukee Hai . bina councling Kuch log isme aa gaye tabhi data bejne me time lag raha hai Bahut jald hi sari seat full kar liya jayega tet wale kewal dafali bajaye
DeleteSabhi diet per goti set karke tabhi data beja jayega
Source... Hindustan paper
Aap dono punh padhe is paper cuting ko.
DeleteQ ki cuting aur coment me virodha bhash h.
Aur isase bhramkta utpann hiti h
Kaha ho netaji log prakat ho jao
ReplyDeleteBadhai ho Basic Shiksha Sachiv Heera Lal Gupta Filhaal Pradesh Se Bahar Hain, Isleeye 72825 kee Aglee Counseling Ka Nirnay Nahin Ho Pa Rahaa Hai.
ReplyDeleteLagta hai h.l. Gupta akhilesh yadav ke sath Nederland tarafic jayja lene gaye hai. Kyoki up ka vikas traffic jayeja se suder jayega.
Modi japan gaye to technology Aur nivesh ke liye.
mere 108 obc science hair, 32 district me apply kiya he. kya chance he, koi batae plz.
ReplyDeleteKoi chans nahi h.ghr me ho to dlli mumbai kmane javo.aur gr mumbai dlli ho to ghr laut aavo.
Delete