CENTRAL INFORMATION COMMISSION
Club Building (Near Post Office)
Old JNU Campus, New Delhi - 110067
Tel: +91-11-26161796
Decision No. CIC/SG/C/2010/000613/13446
Complaint No. CIC/SG/C/2010/000613
Relevant Facts emerging from the Complaint:
Complainant : Mr. Hariom Sharma
H.No.49/6, Sanik Colony
Kaserukheda, Meerut Cantt.
Uttar Pradesh
Respondent : Mrs. Reetu Singh
Public Information Officer & Under Secretary
North Regional Committee National Council for Teacher Education
A-46 Shanti Path, Tilak Nagar,
Jaipur, Rajasthan RTI application filed on : 01/01/2010
PIO replied : 09/02/2010
Complaint received on : 06/05/2010
Information sought:-
The appellant wants the following information:-
1. Under which U.P. Rule/Bye law, direction was given by you for 88000 senior B.T.C. in regard to
appointment of senior teachers.
2. Why stay is ordered by you (U.P. government) for vacancy of 66000 Senior B.T.C. Primary Teachers?
provide information with details
3. At present there is vacancy of 1,50,000 primary teachers. how these vacancies can be filled?
4. Through regular B.T.C. 14,000 teachers, get ready by training within 2 year. Then how vacancy of
1,50,000 post can be filled immediately.
5. without selection by B.T.C. how the policy of “Sarv Siksha Abhiyan” can be made successful.
Ground of the Complaint: The complainant is not satisfied with the information received from PIO and hence the complaint.
Reply from PIO:-
You can seek information from concerned state government’s educational department.
Relevant Facts emerging during Hearing:
The following were present
Complainant: Mr. Hariom Sharma;
Respondent : Mrs. Reetu Singh, Public Information Officer & Under Secretary;
The PIO admits that information on query-1 & 2 would be available with the Department. There is no apparent reasons as to why this information was not provided by the then PIO Ms. Nalini Rajotya.
Decision:The complaint is allowed.
The present PIO Mrs. Reetu Singh is directed to provide the information to the Complainant on query-1 & 2 as per available record before 30 July 2011.
The issue before the Commission is of not supplying the complete, required information by the then
PIO Ms. Nalini Rajotya within 30 days as required by the law.
From the facts before the Commission it is apparent that the then PIO is guilty of not furnishing
information within the time specified under sub-section (1) of Section 7 by not replying within 30 days, as per the requirement of the RTI Act. It appears that the then PIO’s actions attract the penal provisions of Section 20 (1). A show cause notice is being issued to her, and she is directed give her reasons to the Commission to show cause why penalty should not be levied on her.
The then PIO Ms. Nalini Rajotya will present herself before the Commission at the above address on
11 July 2011 at 2.30am alongwith her written submissions showing cause why penalty should not be
imposed on her as mandated under Section 20 (1). She will also submit proof of having given the
information to the appellant.
If there are other persons responsible for the delay in providing the information to the Appellant the PIO is directed to inform such persons of the show cause hearing and direct them to appear before the Commission with her.
This decision is announced in open chamber.
Notice of this decision be given free of cost to the parties.
Any information in compliance with this Order will be provided free of cost as per Section 7(6) of RTI Act.
Shailesh Gandhi
Information Commissioner
14 July 2011
(In any correspondence on this decision, mention the complete decision number.)(SH)
Copy to the then PIO Ms. Nalini Rajotya through Mrs. Reetu Singh present PIO;
Source : http://rti.india.gov.in/cic_decisions/CIC_SG_C_2010_000613_13446_M_60638.pdf
********************
Show cause notice served to PIO for delay /not replying to applicant. And notice isued to present herself along with the employees who are responsible towards not provideing information within due timeframe.
~Breaking news of 2060
ReplyDelete~
aaj court me sudhir tandon k padpote judge mahoday ne tet bhartistay mamle ki sunwai samayabhav k karan next date16.8.2060(likely) kar di. udhar anna hazare ke padpote munna hazare sarkar se lokpal bill lagu karne ki mang ko lekar ramleela maidan me ansan par baith gaye hai.
~Breaking news of 2060
ReplyDelete~
aaj court me sudhir tandon k padpote judge mahoday ne tet bhartistay mamle ki sunwai samayabhav k karan next date16.8.2060(likely) kar di. udhar anna hazare ke padpote munna hazare sarkar se lokpal bill lagu karne ki mang ko lekar ramleela maidan me ansan par baith gaye hai.
...........और तब तक हम इस संसार को अलविदा कह चुके होँगे
Deletetet ki news zee tv up uk me 11 baje
ReplyDeleteDharm ji mere ek friend ne zee tv par tet se related news aaj 9 baje suni,usne mujhe bataya ki aaj jo meeting thi wah tal gayi hai aur cm ne ab again 3 mahine ka samay SACHIV JAVED USMANI ki kameti ko diya hai janch ke liye, mera friends yah bhi bata raha tha ki cm ne jor dekar kaha hai ki tet ki janch karai jayegi aur tet candidates ke sath nyay kiya jayega. dharm ji please confirm the news.
Deleteis bharti par rok lagi rahegi, new vacancy shiksha mitro se bhari jayegi, sabhi haramzade juge sarkar ke haato bik chuke hai tabhi to tarik badh rahi hai ,age bhi date hi badhti rahegi
ReplyDeleteFriends please koi ye bataye ki hamara case 123no. par hai ???agar aisa hai to kya chance hai 13april ko.
ReplyDelete@v.k. Yadav ji mujhe nahi lagta apne case ka number aa payega. Agar judge world record banane k mood me hue to aa sakta hai.
ReplyDeleteUper kisi ne comment me likha hai ki commette ko 3 mahine ka samay diya gaya hai, ye 3 week se 3 mahine kaise ho gaye. Kya majak ho raha hai.
ReplyDeleteअदालतों पर कौन नज़र रखेगा?
ReplyDeleteहाल ही में सुप्रीम कोर्ट ने इलाहाबाद हाईकोर्ट के जजों पर तीखी टिप्पणी करते हुए कहा था कि वहाँ बहुत कुछ सड़ चुका है. कई जजों के रिश्तेदार उसी कोर्ट में प्रेक्टिस करते हैं. इलाहाबाद हाईकोर्ट ने इस टिप्पणी के ख़िलाफ़ सुप्रीम कोर्ट में ही अपील की थी.
लेकिन सुप्रीम कोर्ट ने इस टिप्पणी को रद्द करने से इनकार कर दिया है. देश की सर्वोच्च अदालत की इतनी खुली टिप्पणी के बाद न्यायपालिका में फैले भ्रष्टाचार पर लगाम लगाने के लिए क्या किया जा सकता है?
http://newsforums.bbc.co.uk/ws/en/thread.jspa;jsessionid=293FF2DB976FF41910DCB82E52066DE2?messageID=2912185&edition=0&ttl=0&start=15�
Arpan ji yahi to politics hai court 10-10 din ka samay dekar 4 mahine ka samay laga diya tab agar cm direct hit lagakar 3mahine kar diye to esme jyada aashchary karne wali koi baat nahi honi chahiye.
ReplyDelete3 mahine ka matlab hai - bharti prikirya 3 mahine me poori karni hai. B +
ReplyDeleteHussain ji aisa hi ho.
Deleteabhi abhi pata chala hai ki chief secretary ki adyakshta mr commitee gathit ki gayi hai ho tet ki janch karegi........ see up news
ReplyDeletemayawati kash aap hoti to sabi kam bahut tezi se hote ab sabi haramkhor ho gaye hai
ReplyDeletemayawati kash aap hoti to sabi kam bahut tezi se hote ab sabi haramkhor ho gaye hai
ReplyDeleteBhai Logo yahan Kuchh log Unt-sunt bolkar hum TET walon ka majak banate hain aur us sab ki hum sahi maan lete hain. Kisi bhi media par bharosa nahi kar sakte. Ye batao Jab apna Anshan 4 din Chala tha tab kisi media wale ne nahi dikhaya aur jab TET ke Khilaf koi baat aa jaye to Poore din dikh-dikha kar kaan paka dete hain. Amar Ujala wala to sabse bada Dushman hai TET ka. use Sapne me bhi TET Cancel ki baat pata chal jaye to Front page par Print karta hai aur 4 din Anshan chala to use middle me ek kone me print kiya. CM dwara diye gaye aashwasan ko bhi theek se nahi Publish kiya. to Media ko kya samjhe Dost ya Dushman. Arun, Mathura-8445538281
ReplyDeleteFriend media ka role Fifty-fifty.
DeleteDear Friends vaise aap meri news ko jyada dil par n le kyoki abhi ye news confirm nahi hai.thanks
ReplyDeleteDear Friends vaise aap meri news ko jyada dil par n le kyoki abhi ye news confirm nahi hai.thanks
ReplyDeleteMayawati ji ne satta me aate hi bhartiya nikalni suru kar di thi aur in mahashey ji ne sabhi bhartiyo par rok laga rakhi hai Log adalat se niyay mang rahe hain
ReplyDeleteDear Friends vaise aap meri news ko jyada dil par n le kyoki abhi ye news confirm nahi hai.thanks
ReplyDelete@shiv mbd
ReplyDeleteMayawati ke paapo ko hi hum sab TET wale bhugat rahe hain, usne do baar file NCTE ke pass Bheji thi without TET Selection ke liye but Har baar wapas. tab jaakar usko Jaldwaazi main TET Karaya aur ye Ghotala bhi usi ki den hai. agar wo chahti to kabhi ki ye Bharti ho chuki hoti. usne 5 saal ke period me kisko Naukari di hai. Shiway Moorti Banwana, Park Banwana, Express highway, IAS/IPS ke Transfer karna. aap logon ko pata nahi hai ki ye Transfer bhi ek Ghotala tha Maya ke Raaj main. Paise Lekar Kamayi wali Jagah par Transfer, aur nahi diye to Ulti seedhi jagah. bahut si aiasi Jagah hain Jahan IAS/PCS officers Clerk jaisa kaam karte hain. main SC cast ko Belong karta hoon Fir bhi Maya ka Virodh kar raha hoon.
Arun ji maya ki den hai ki aap log is government se lad rahe ho otherwise up police ke si ki tarah santh baithna padta kuch nahi kar pate......kam se kam ..aaj hamara hak to hai prt ki naukari par......usne jo kiya ...kam se kam aap se paisa to nahi maga up police ki usne bharti ki ek paisa kisi se nahi laga.....jo aadmi laburi karke gujara chalata tha bo bharti hua....ese na jane kitne udaran hoge .jab ki is sarkar me aane wale samya me dekhana naukari 5-5 lakh me bike gi.....majdoor aur kamjoor varg kabhi naukari ki kalkpana nahi kar sakata hai...pichali baar kya hua aap sabhi se kuch chupa nahi hai...2.5 lakah me kule aap naukari biki thi.....
ReplyDeleteMera gareeb dost jo police me mulayam ke raj me paiso ki kami ke karan job nahi pa saka wahi maya ke raj me apni mehnat se police me job pa gaya tanks maya
ReplyDeletemaya wati ke karan hi hum sarkar se apna hak mang rahe hain warna baithe rahte hath par hath rakhkar chalo is par to stay lag gaya but Agar s.p. chahti to junear ki bharti kyu nahi nikal rahi
ReplyDeleteaap log sahi kahe rahe ho maya ka aim sirf ek tha ki election ke time par teacher bharti karna aur transfer karkar vote mil jaate,parantu akhilesh ne kapil yadav ke through paisa lagakar tet par stay lagwa diya ,unohane tet cancel ki baat pahale hi kah di thi ,aab sarkar unki hai ,paise ki koi kami nahi hai ,jujge unke issare par kaam kar rahe hai ,ye baat sahi ki maya bahut bhari nispaksh ki hai ,agar maya ki govt na jaati to bharti puri ho jaati ,lucknow main lathiya chalwana bhi sp ki chaal thi nahi to police bina order ke ye kaam nahi kar sakti
ReplyDeleteMAYA KI WAJAH SE EXAM OMR PAR KARAYA GAYA JISHSE USHE KABHI BHI MATCH KIYA JA SAKTA HAI .AGAR OMR SE EXAM NAHI HOTA TO KAISE CHECK KARTE SIWAY CANCEL HONE KE AUR KOI CHARA NAHI BACHTA UNKI OMR TRICK KE KARAN KOI ISHE CANCEL NAHI KAR SAKTA NAHI TO CANCEL KAR DETE SAMJHE BANDHU.ISHME KAM SAMAY MAIN RECHECK KA OPTION HAMESHA REHTA HAI.
ReplyDeleteGalti kisi ki nahi hai satta sabko pyari aur itni rajniti to sabhi karenge aap bhi yahi karte.
ReplyDeletearun ji sach ko deko ...doosaro ki bato me mat aao.....jameeni hakikat kya hai jano.....
ReplyDeleteab maya maya kya karte ho.berojgari bhatta pane ke liye sp ko vote de diye.ye akhilesh apne bap se v bada nakalchi hai.
ReplyDelete