सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Monday, April 2, 2012
UPTET : Andhan / Hunger Strike Postponed as District Magistrate assured TET Candidates to fix a meeting with Chief Minister by 5th April 2012
66 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
ADITYA FAIZABAD,THEEK hai hum tet pass candidate 5-6 din tak intejaar kar lenge.lekin bhaiyo bahut savdhane ke jarurat hai kyo ke ye apne bat sa kub palat jaye koi bharosa nahi hai.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,THEEK hai hum tet pass candidate 5-6 din tak intejaar kar lenge.lekin bhaiyo bahut savdhane ke jarurat hai kyo ke ye apne bat sa kub palat jaye koi bharosa nahi hai.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,HUM tet pass candidate ka legal point bahut majbbot hai,lekin tabhi tak jab tak sarkar koi gaharee rajneetik chaal na chale.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,HUM tet pass candidate ka legal point bahut majbbot hai,lekin tabhi tak jab tak sarkar koi gaharee rajneetik chaal na chale.
ReplyDeleteits first floor to go towards ur goal. but bro whatever is decision ! doesn't matter, take statement in written with cm.
ReplyDeletegyanendra shukla iit delhi
9310209056
kewal tet par selection kisi kimat par swikar nahi varna iske baad ka dharana hamlogo ki taraph se hoga ha tet+acd par compromise ho sakata hai
ReplyDeleteThis is the lollypop given by the DM to tet student Directed by Up Cm. Matter is so serious and our friend is on fast. Other side Dm said that he needs five days to talk with the Cm. Up govt came in power on 15 th march and till date Up Cm has no time for us who passed the tet exam honestly. Friends i don't think that Cm will take any positive decision because he already announced before the election that he will cancel the tet exam. So don't believe on the cm and don't wait the reply from him. Make the pressure on the cm by the media, by the fast, by non violence that cm has to appoint the tet candidates
ReplyDeleteCORT KA OPTION BHE KHULA RAKHE
ReplyDeletehi
ReplyDeleteAre unknown ji abhi chulhe pr tebha rkha nh or aap apne rotia sekhne ki talash m hai.are mere bhai pehle tet to becche selection ki baat to baad m bhe kr skte so plz think k tet radd n ho
ReplyDeleteaditya tumhari soch bahot ghatiya hai,
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,
ReplyDelete@Mr. UNKNOWN,aap jaise logo ke karan he UP me koi bharti prakriya bina court gaye poore nahi hoti hai.AGAR aap ko thodi bhi rule regulation ke jankari hoge to aapko ye malum hoga ke bhrti vigyapan ke pheley banaye gaye rule ke anusar he hoge.chahe vo rule vigyapan ke kutch ghante paheley he kyo na bane ho.
Lucknow se sukhad ummedo ki gathari leker hum sab apne gharo ko ja rahe hai. Hame asha he nahi purn vishwas hai ke hamare uva c.m. Hamara dard jaroor mahsoos karenge.
ReplyDelete4 din me hi anshan khatam ..............
ReplyDeleteshayad aisa amaran anshan pahali baar
dekha....
kam se kam jann to bachi.....
jan rahegi to koi bhi naukari mil jayegi....
ADITYA FAIZABAD,HAMID REHAN ji soch hamari ghatiya nahi hai aaj ke netao ke image he aise hai.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteaditya kisi pad ke garima hoti hai, sp se nahi maya se dhoka pada hai,
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,
ReplyDelete@HAMID REHAN JI lekin iss samay kisi ek leader ka naam bataeye jo apne pad ke garima ke anusar kam kar raha ho.
विकलाँग कितने अभ्यर्थी टेट पास होगे प्लीज कोई भाई बताये
ReplyDeleteDOSTO BHARTI PRAKIRYA SURU KARWANE KE LIYE THORA BAHUT COMP.TO KARNA HI PAREGA
ReplyDeleteDOSTO CM SE MILNEWALON KO BHARTI KA TIMELIMIT JARUR DHAYAN DENA CHHIE KI BHARTI KITNE TIME MAI PURI HOGI
ReplyDeleteNETAO AUR ADHIKARIO KI BAT KA KOI TIKANA NAHI HAI CM ITANE BHI BUSY NAHI HAI VIP LOGO SE TO DAILY MILATE HAI HCL KE SHIV NADAN KE LIYE TIME HAI HUM GARIBO BEROJGARO KE LIYE NAHI
ReplyDeleteBhai log agar 5 april ko gov ne hmare favour me decision nhi kiya to Hm logo ko Lucknow jaane k liye taiyyar rehna hai, Hme jang jaari rakhni hai jab tak qamyaabi nhi mil jaati
ReplyDelete5 tak dekho cm kia karte h. tet bachane k liye court me bhi ek janhit yachika dal dena zaruri h.
ReplyDeletejab bhi up me selection exm. se hua tab dalalo/ mantriyo/adhikariyo ne khub paise walo ne khub luta isaka exmple 1st class se 4th class tak ki naukariyo me dekha ja sakata hai.tet k pale ayojan me iska proof mil chuka hai.isliye ham kewal tet k base par selection ka virodh ham apani jaan dekar bhi karege.par jaha tak compromise karane ki baat hai tet+acd par compromise ho sakata hai.
ReplyDelete@Kumar dusro ke ansan ka majak uda raha hai, kabhi tune kisi k liye kuch kiya swarthi insan. Tu dharne me bhi nahi gaya chala hai dusro ka majak udane, ek din bina pani k rahega to ubla anda nazar ayega.isliye apni limit me rah.
ReplyDeleteOye@ ajab singh kya utt patang salah de raha hai. Agar desh ki azadi me sirf krantikario ka yogdan tha. To kasmir me bhi ladai chal rahi hai, to kya hum unko kasmir de de.
ReplyDeleteHinsa se andolan badnam ho jayega aur hasil bhi kuch nahi hoga. Aur sarkar hamare andolan ko krurtapork daba degi, jaoge jail phir digree lekar jail me hi teacher banna.
ReplyDeleteIsliye hinsa ki bat mat karo age to court hai hi.
abe unknown, bhaag yahan se, pahle itana samarthan to juta lo
ReplyDelete@kumar & unknown tum dono no 1 ke bebkoof ho tumhe rules ka gyan nahi hai chale comment dene .. abe tumhe ye pata hona chahiye ki jeet hamesha sach ki hi hoti na ki jooth ki..
ReplyDelete@Arpan , You are Right ,
ReplyDeleteViolence / Hinsa se kuch bhee nahin hasil hoga.
Aur ye bahut hee galat hoga.
--------
Aap Log Media ko apnee ATTENTION mein lo, iske leeye -
Gulab ke fool with letter Adhikarion ko de sakte hain, Logon kee sewa with Kalee patti jaise
-------
Abhee Haryan mein Boot Polish karne ka kaam Media mein khoob chapa, Aur logon kee baat media mein pahoonchee. Ye bahut jyada logo ne nahin keeya.
Aaap apne achhe Kaam se Media ko Attention mein layen. naye aur achhe raste apnayen.
Ye gadha unknown kon ye dohri chal chal raha he saale ya to selection tet par hoga ya fir tet cancil sale parchun ki dukan khol le jakar khahin
ReplyDeleteAaap Log Koee Bhee Achha kaam ko chunkar Media mein bane rahenge,
ReplyDeleteEk kaam kar sakte -
Apnee Mukhya Baton ko va Niymon ko Jo Aaapke Paksh mein hain , ek Paper par chapvaayen.
Aur Logon ko apnee sewa dete hue us patr ko bhee logon ko den.
Ye kaam Prime Places par keeya jayega to logo kee nazar main aaeyga aur media bhee aapko mehtv dega.
Concept wahee Mahatma Gandhi jee ka hai,
bas Naye jamane ke saath tarika badal gaya.
Kuch naya hone par Media, mein jaroor aayega.
S.ali faridy mere khyal se aap sarfaz faridy he yar aaj tak apne rampur me koi meeting attend nahi ki aise hum tet ko kainse bacha payenge madad karo yar
ReplyDeleteLoktantra me hame apna andolan ahinsatmk tareeke se hi karna chahiye bkaj go8. Ki asli takat to hami log hain.
ReplyDeleteBlog editer ji lko me saikdo media wale aye humari news lekar chale gaye par nikala kuch nahi akhir media ki kya mansha he iski nazar me 3 din bhukhe rehne ka koi matlab nahi
ReplyDeleteChahe das saal me mile par naukri hume hi milegi humari qabiliyat par koi shak nahi kar sakta
ReplyDeleteYadi 5 april tak positiv result nahi to 7 april ko lkw chalo aur vidhansabha ke samne boot palis karenge aur apne paper me jayaj mage chhapwakar batenge
ReplyDeleteSathiyo is sarkar ki karyasaili k karan mere vichar loktantra virodhi hote ja rahe he jabki me janta hun k ye bahut galat bat he hume loktantra hume bahut kurbaniyo k bad mila he
ReplyDeleteYadi 5 april tak positiv result nahi to 7 april ko lkw chalo aur vidhansabha ke samne boot palis karenge aur apne paper me jayaj mage chhapwakar batenge
ReplyDeleteYadi 5 april tak positiv result nahi to 7 april ko lkw chalo aur vidhansabha ke samne boot palis karenge aur apne paper me jayaj mage chhapwakar batenge
ReplyDelete@BLOG EDITOR ji
ReplyDelete@ARPAN ji,
and all friends...
~ Yadi hum sabhi TET PASS 1 din apne VILLAGE or CITY k PRIMARY SCHOOLs mein Bachhon ko padhayein to kesa rahega....
~ Aur ye ek saath poore U.P mein ho....
~ MEDIA isko first page par chaapega.....
PLEASE REPLY...????
TET PASS KARENGE SIKCHA DAAN.....
Tab to sarkar ko sharm aaygi ki u.p. me tet pass b.ed boot polis kar rahe hai
ReplyDeleteShiv bhai me aapki bat se sehmat hun media ko itna bhed bhav nahi karna chahiye
ReplyDeleteAur ek banar par apni qualification likh kar boot polish karne ka fad lagayenge
ReplyDeleteUptet morcha ji ye kam pure up me ek hi din hona chahiye aur hume bsa k yahan se anumati lena hogi
ReplyDeleteTab humare andolan ki awaj delhi tek jaygi
ReplyDeleteHo sakta hai aapka concept achha ho,
ReplyDeleteMein soch rahee thee kee agar,
Mehtvpoorn places par kalee patii bandhkar, va slogan kamar par baandhkar - Vidhansabha , Highcourt, City ke prime places par agar log thoda safai karen To ye safai ke leeya jagrookta abhiyan bhee hoga, Aur sabhee jaghe sandesh bhee jayega.
Saath hee ek paper apne vicharon , maango va niymon ko chpvaaye va sabhee logon ko is safaee abheeyan ke doran baaten.
Va is prkriya ko dohraee jaye, to ho sakta hai kee Logon / Media ka attention aapkee peedaa kee aur jaye.
Ye mera sirf apna Vichar hai, Aap Log apne leaders ke maargdarshan / va apne intelligence se achhe kadam uthakar apnee baat prbhavee roop se rakh sakte hain.
Thanks muskan ji jo aap humara margdarshan kar rahi hain
ReplyDeletein netaon ne jindagi ka tamasha bana diya kabhi-2 lagta hai election ka bahiskar kar do anshankariyo ki tabiyat kaisi hai koi bataye pls
ReplyDeleteदोस्तो मै इस ब्लाग पर काफी दिनो से जुड़ा हूँ, और मै भी टीईटी प्रतिभागी हूँ ।
ReplyDeleteमै अप्रत्यक्ष रुप से आप लोगो के आन्दोलन से जुड़ा हूँ ।
मुझे आज जो खबर मिली है इसमे कितनी सच्चाई है, ये तो सामने आने पर ही पता चलेगा किन्तु सरकार ने न सिर्फ विज्ञप्ति बल्कि टीईटी परीक्षा को ही निरस्त कर दिया है ।
बस कुछ औपचारिकताएँ है जिससे अभी तक ये बात मीडिया तक नही आई है ।
जहाँ तक प्राथमिक शिक्षको की भर्ती का सवाल है तो सरकार इसके लिये वैकल्पिक व्यवस्था करने जा रही है ।
मतलब शिक्षा मित्रो एंव सँविदा शिक्षको की पुन: भर्ती ।
शायद हमलोगो के लिये अन्तिम विकल्प न्यायालय ही बचा है ।
Kaash akilesh ji ye sab karne se pahle hi maan jaye
ReplyDelete@saleem
ReplyDeletesale teacher banae ka khwab chhod de jakar kahi kapade sil.guskhor sala
SINGHANIYA JI pahli bat to aisa hoga nahi aur jis din aisa ho gaya wo s.p. sarkar ke liye bahut durbhagey purn din hoga
ReplyDeletemuskan ji aap meri gali kab a rahi hai ...safai karne
ReplyDeleteBarute sharm nahin aati, chal didi se maafi maang.
DeleteKaam Chota Ya Bada nahin Hota,
ReplyDeleteYe (SAFAI) ek samajik kaam hai,
Achhe kary mein sharm kaisee.
Kya ham apne gharon mein safai nahin karte , Sharm un logo ko aanee chahiye jo khud gandgee karte hain, samaj ko ganda karte hain.
(Ye ek Jagrookta abeeyan kee tahre hai, Ralway Platform ko chunkar safai keejeeye, Kuch hee kshano mein dunia mein chhaa jayenge )
Vaise ye aapke oopar hai, Aap koee Bhee Achha Kary Chune Va Dunia mein chha jayen , Log Aapke Achhe Kam Ko Yad Rakhe,
Peedeeyan Yaad Rakhen, Kee Aapne Koee Hinsa Ka Rasta Ne Chunkar , Samaj Mein Achha Kary karte Hue Jeet Hasil karee.
मुस्कान जी बरूटे जैसे तुच्छ प्राणि को माफ कर दीजिए....
Deleteउसकी तरफ से मैँ आपसे माफी माँगता हूँ..,
Hello! Muskan Ji and all my Friends.
ReplyDeleteLucknow ke DM ne UPTETains ki CM Akhilesh Yadav se mulakaat 5 April ko karane ka vaada kiya hai. I hope, CM sahab kuch positive action jaroor lenge.
Doston! Hum sabhi UPTETains ko ye bilkul bhi nahi bhulna chahiye ki keval "GHANDHIGIRI" se hi hum apni mange sarkar se manva sakte hain. CM sahab ke samne apni mange effectively aur main figures ke sath rakhni chahiye. UPTET ki Merit ke favour me yeh 3 main points diye ja sakte hain...
1- UPTET Exam par har candidate ne ab tak 10000-15000 Rs. spend kiya hai.
2- UPTET sabhi candidates ko saman mauka degi.
3- Kuch currupt officers dwara ki gayi dhandhli ki saza har ek UPTET candidate ko dena kisi bhi tarha se thik nahi hoga.
Friends! Always Do "GHANDHIGIRI" to Get GAIN. Thanks!
मुस्कान जी बरूटे जैसे तुच्छ प्राणि को माफ कर दीजिए....
ReplyDeleteउसकी तरफ से मैँ आपसे माफी माँगता हूँ..,
Koee Baat nahin hai Kashyap jee.
ReplyDeleteI am NOT feeling Bad.
Thanks a lot muskan ji .
ReplyDeleteHello! Dear Muskan Ji.
ReplyDeletePlz...Comment on my last blog. Thanks!
muskan mam....
ReplyDeletethis baruta is a human looking pig..
please dont mind his garbage comments..
rahul saxena--neosimpson@rediffmail.com
सच है, विपत्ति जब आती है,
ReplyDeleteकायर को ही दहलाती है,
शूरमा नहीं विचलित होते,
क्षण एक नहीं धीरज खोते,
विघ्नों को गले लगाते हैं,
काँटों में राह बनाते हैं।
मुख से न कभी उफ कहते हैं,
संकट का चरण न गहते हैं,
जो आ पड़ता सब सहते हैं,
उद्योग-निरत नित रहते हैं,
शूलों का मूल नसाने को,
बढ़ खुद विपत्ति पर छाने को।
है कौन विघ्न ऐसा जग में,
टिक सके वीर नर के मग में
खम ठोंक ठेलता है जब नर,
पर्वत के जाते पाँव उखड़।
मानव जब जोर लगाता है,
पत्थर पानी बन जाता है।
गुण बड़े एक से एक प्रखर,
हैं छिपे मानवों के भीतर,
मेंहदी में जैसे लाली हो,
वर्तिका-बीच उजियाली हो।
बत्ती जो नहीं जलाता है
रोशनी नहीं वह पाता है।
पीसा जाता जब इक्षु-दण्ड,
झरती रस की धारा अखण्ड,
मेंहदी जब सहती है प्रहार,
बनती ललनाओं का सिंगार।
जब फूल पिरोये जाते हैं,
हम उनको गले लगाते हैं।
वसुधा का नेता कौन हुआ?
भूखण्ड-विजेता कौन हुआ?
अतुलित यश क्रेता कौन हुआ?
नव-धर्म प्रणेता कौन हुआ?
जिसने न कभी आराम किया,
विघ्नों में रहकर नाम किया।
जब विघ्न सामने आते हैं,
सोते से हमें जगाते हैं,
मन को मरोड़ते हैं पल-पल,
तन को झँझोरते हैं पल-पल।
सत्पथ की ओर लगाकर ही,
जाते हैं हमें जगाकर ही।
वाटिका और वन एक नहीं,
आराम और रण एक नहीं।
वर्षा, अंधड़, आतप अखंड,
पौरुष के हैं साधन प्रचण्ड।
वन में प्रसून तो खिलते हैं,
बागों में शाल न मिलते हैं।
कङ्करियाँ जिनकी सेज सुघर,
छाया देता केवल अम्बर,
विपदाएँ दूध पिलाती हैं,
लोरी आँधियाँ सुनाती हैं।
जो लाक्षा-गृह में जलते हैं,
वे ही शूरमा निकलते हैं।
बढ़कर विपत्तियों पर छा जा,
मेरे किशोर! मेरे ताजा!
जीवन का रस छन जाने दे,
तन को पत्थर बन जाने दे।
तू स्वयं तेज भयकारी है,
क्या कर सकती चिनगारी है?
@ Singhaniaa
ReplyDeleteTET nirasr nahi hui hai
shayad aapka dimag kabu me nahi hai jo aap bhramak ghabre pracharit kar rahe hain