http://allahabadhighcourt.in/causelist/courtA.jsp
123. 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV RAJESH YADAV Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C. K.S. KUSHWAHA
/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
123. 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV RAJESH YADAV Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C. K.S. KUSHWAHA
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
JO LOG IS VACANCY K LIYE MAYAWATI KO KSTE HAI UBKO MAI BTAT DENA CHAHTA HUN KI MAYAWATI NI APNE 5 SAL K SASAN ME 3 BAR TEACHE KI VACANCY NIKALI 66000+28000+72825
ReplyDeleteAUR YADI KEWAL VIGYAPAN KO LEKAR KAPIL BAHADUR YADAV COURT NA JATA AUR CHUNAW AYOG ELECTION KI GHOSHNA NA KARTA TO AAJ HUM TEACHER HOTE.
LEKIN IS VACANCY PAR S.P. SARKAR NE RAJNITI KHELNI SURU KAR DI AB JABKI S.P. KI FULL MANDET KI SARKAR HAI 270000 LOGON KA BHAVISHY USKE HATH ME HAI.
TET MERIT VALID HAI KYONKI COURT NE IS PAR PAHLE HI MUHAR LAGA DI HAI.
ACC MERIT ME EKRUPTA NAHIN HAI.
TEACHER KI AGE BHI 21-40 HAI.
AISE ME SARKAR YADI TET MERIT BASE SELECTION KARWATI HAI TO MERA DAWA HAI KI AGLI JULY TAK U.P. KO 72825 NAYE TEACHER MIL JAYENGE.
BUT SARKAR YADI MANMANI KAREGI BEECH ME NIYAM BADLEGI TO MAMALA S.C. TAK JAYEGA AUR BHARTI KA BHURTA BANJAYEGA.
SO
"TEST IS BEST TET IS BEST"
ALL THE BEST
hc ke website par to date abhe show nahi ho rahi ha.
ReplyDeletehc ke website par to date abhe show nahi ho rahi ha.
ReplyDeleteYes,
ReplyDeleteBut cause list shows case is listed on 13-April-2012.
Ye jo 123 no. par case laga hai,
ReplyDeletepeshkaar ke hathon mein date va sunvayee bhee depend kartee hain.
Peshkaar pary kee mojudgee ko dekh kar aage / peeche logo kee sunvayee ke leeye bol sakta hai.
Kaee party present nahee rehtee hai to unke case ko peeche kar deta hai.
yes case no 123 76039/2011 is listed in 13/04/2012
ReplyDeletebut kya 123 no par sunwie ka liya case ka number aa paiyga.
ReplyDeletemujhe to 13-04-2012 ko bhi sunvayee bahut muskil lag rahi hai.
ReplyDelete@ MUSKI DIDI
ReplyDeleteMY BEST WELL WISHES WILL BE ALWAYS WITH U and YOUR RELATIVE
hum sabhi blog visitors ki taraf se aapke liye ek dua:
KHUDA aapke relative ko achchi sehat atah farmaye aur aapko is pareshani ka himmat se samana karne ka hausla de....AAMEEN..SUM-AAMEEN
MAY THE GOD SENDS MERCY TO HIS CHILD TO RECOVER FROM INJURY..god blesses to all
BHAGWAN apne sachche bhakto ki pariksha lete h, aur pariksha mein BHAGWAN k sachche bhakt hamesha vijayi hokar lautte h
VAHEGURU di mehar apne bachchanu sada bani rahe
Phir janbhujhkar peshkar aur kapil ne 123 no. Pr case lagwaya hai, iska number hi nahi aa payega. Double bench priorty k aadhar par sunwai ki bat kehti hai, single bench ne itni priorty di ki case ko 123 number mila.
ReplyDeletesala court me kisi ka decission aana bahut muskil kam hai.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,ARPAN ji iss case ko isse liye kiya he gaya hai ke matter ko jyda dino tak latkaye rakha jaye.
ReplyDelete@aditya ji u r right, ye isi tarah isko latka kar rakhenge.
ReplyDeleteSc ni allhabad hc k bare me theek tippani ki thi, ki hc sab kuch theek nahi hai, sc ka ishara corruption ki orr tha.
ADITYA FAIZABAD,ISSE liye aaj kal ke neta khoob ghotala kartey hai ve jantey hai ke court me 25-30 sal mukadma chalega aur tab tak vo NARK pahuch jayenge.
ReplyDeletesau me se nabbey baiman phir bhi mera desh mahan.
@MUSKAN JI pehle to god se aapke relative ke liye dua ab ye bataye ki is court ki manmani ki koi dawa nahi hai mere acd 275,tet 124,112 hai mai ghor avsad se gujar raha hoon koi to tarika bataye my id is aru.aonla@gmail.com pls...
ReplyDeleteHi Rajesh ji please confirm the date about hc hearing.
ReplyDeletehello
ReplyDeletehello
ReplyDeleteNitesh ji kuchh bolenge bhai ki kewal hello- hello hi karenge jaise lag raha hai ki abhi check kar rahe hai ki comment publish ho raha hai ya nahi.
Deletehaan sahi kah rahe h, abhi chek hi kr raha tha
Deletekya koi mujhe bata sakta hai ki aaj sabhi jilo k bsa ki meeting lko me hui thi ya nahi???
ReplyDeletecort me decion tab hoga jab court ke bahar 10 hajar tet students ansan par baithge
ReplyDeleteMuskaan ji,
ReplyDeleteKripya bataiye, kya sab dist k bsa ki meeting hui thi ??or not
.
ReplyDeleteCase Status - Allahabad
ReplyDeletePending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
Last Listed on: 22/03/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely): 13/04/2012
Case Status - Allahabad
ReplyDeletePending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
Last Listed on: 22/03/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely): 13/04/2012
Very less possibility of any decision to come on 13^th Apr.
ReplyDeletemalum nahi ye honourable HC hume tarikh pe tarikh dena kb band karegi.....EDITOR SIr/MADAm aapko kya lagta hai kya ye HC koi faisala degi....jo case bahut mahatavpurn hai us case ko ye Halke me q le rahe hai iska to faisla jald aana chahiye
ReplyDeletesah
ReplyDeletemujhe lagta h, jis tarah mayawati ji ne chunawi laabh k liye isko vidhan sabha election tak le gayi, usi tarah akhilesh ji ise lok sabha chunav tak le jana chahte hai..
ReplyDeletemujhe lagta h, jis tarah mayawati ji ne chunawi laabh k liye isko vidhan sabha election tak le gayi, usi tarah akhilesh ji ise lok sabha chunav tak le jana chahte hai..
ReplyDeleteTet ka faisla hua ki nahi
ReplyDelete