UPTET : New Date for hearing : 13 April 2012 (Likely ) regarding Stay on PRT Teachers Selection in UP
Case Status - Allahabad
Pending |
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi] |
Petitioner: | YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR |
Respondent: | STATE OF U.P. & OTHERS |
Counsel (Pet.): | ALOK KUMAR YADAV |
Counsel (Res.): | C.S.C. |
Category: | Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment |
Date of Filing: | 21/12/2011 |
Last Listed on: | 22/03/2012 in Court No. 33 |
Next Listing Date (Likely): | 13/04/2012 |
|
This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).
123. 76039/2011 YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR ALOK KUMAR YADAV
RAJESH YADAV
Vs. STATE OF U.P. & OTHERS C.S.C.
K.S. KUSHWAHA
http://allahabadhighcourt.in/causelist/courtA.jsp
http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=76039&year=2011
************
टीईटी पर हाई पावर कमेटी की बैठक आज
लखनऊ । शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) पर निर्णय लेने के लिए मुख्य सचिव जावेद उस्मानी की अध्यक्षता में बुधवार को हाई पावर कमेटी की बैठक होगी। इसमें नवंबर 2011 में आयोजित कराई गई टीईटी में हुई गड़बड़ियों पर चर्चा की जाएगी।
**********
If advertisemen not cancelled amd any order like amenmend in old avertisement etc. suggested by court then it will be good decision in favour of selection through TET merit.
Earlier highcourt gave meny decision in favour of selection through TET merit, and praise the concept through selection through such type of competitive / teaching aptitude examination.
Now wait, What will happen for this case in court. As so many candidate wait for its decision from a long time.
aaj 11 april ko rajya samiti ka faisala aana hai
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete~Breaking news of 2060
ReplyDelete~
aaj court me sudhir tandon k padpote judge mahoday ne tet bhartistay mamle ki sunwai samayabhav k karan next date16.8.2060(likely) kar di. udhar anna hazare ke padpote munna hazare sarkar se lokpal bill lagu karne ki mang ko lekar ramleelamaidan me ansan par baith gaye hai.
~Breaking news of 2060
ReplyDelete~
aaj court me sudhir tandon k padpote judge mahoday ne tet bhartistay mamle ki sunwai samayabhav k karan next date16.8.2060(likely) kar di. udhar anna hazare ke padpote munna hazare sarkar se lokpal bill lagu karne ki mang ko lekar ramleela maidan me ansan par baith gaye hai.
"DELAY IS A CRUEL JOKE AND THE DEADLIEST FORM OF DENIAL."
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,ARPAN JI phir decission bhi sun lejeye.
ReplyDeletearpan ji ke parpotey ko naukari jald se jald de jaye.
ADITYA FAIZABAD,YE OPPOSITE vakeelo ke chaal hai ke case ko khoob lamba kheecho..............beta chahe jitna lamba khecho hum tet pass log frusted hone wale nahi hai.
ReplyDeleteFursat hai hamare pass.
ReplyDeleteFrustate nahi honge.
Mnhoos, neech, dlal, corrupt, sarkar ki kathputli jo ye judge hai vo agli date 19 apr kr dega.
ReplyDeleteaaj bhut jroori meeting hai jisme standing commeti ko faisala karna hai ki tet merit se bharti ho ya accd base pr ya puri tet exam hi cancil kr diya jaye.hum logo ko prarthna karni chahiye ki niukti tet merit se hi ho.yadi kisi ko koyi jankari mile to turant post krna.
ReplyDeleteBharti tet merit par hogi.
ReplyDeletekapildev yadav ji dhyan rakhna bhagvan ke laathee me awaz nahi hote.etne logo ko paresan karne ka ful tujhe jaroor melega.
ReplyDelete@aditya G joke bhi nhi samjhte ho kya?
ReplyDeletebhai dekho tet me huye dhandhali ko dekhte huye hame v govment ka sath dene chahiye aur hame accedmik merit se hi bharti ki mang karni chahiye
ReplyDeleteaccedmik
accedmik
accedmik
;
;
;
;
;
;
;
accedmik merit
mukhya sachiv ki aaj ki baithak mai aaj ky ahua.
ReplyDeletebaithak 4 baje hai
ReplyDelete@pareekshit singh
ReplyDeleteaccedmik - accedmik isi liye chilaate ho nakalchi bandar.
Pahale academic likhana sikh lo fir PRT ka khwab dekhana.
Aj chahe jo faisala ho bt court hamare favour me hi faisla dega "SATYAMEV JAYATE"...
ReplyDeleteAcademic merit se bharti lagbhag sabhi states me khatm ho chuki h, fir U.P. me hi kyu..
ReplyDeletejai prakash ji ap ko pata nahi hai mai v kuchh english janta hu .agar mai english nhi janta to MBA pass nhi hota ok,,,,,,
ReplyDeletePareekshit kumar singh maurya ,
MBA(Marketing & finance)
Dist-chandauli
uttar pradesh
mughe pata hai ki ap videsh se padhe huye honge tavi apne mere kamiyo ko pakde hai
lekin mughe pata nahi hai ki mai kavi v nakal kiya hu ,lekin mughe pata hai ki ap nakal se hi pass hote rahe hai ,kyoki nakal se aadmi keval pass hota hai.na ki achchha merit lata hai
haan nakal se hi hum logo ka number 125 above h,
DeleteMAYA KI WAJAH SE EXAM OMR PAR KARAYA GAYA JISHSE USHE KABHI BHI MATCH KIYA JA SAKTA HAI .AGAR OMR SE EXAM NAHI HOTA TO KAISE CHECK KARTE SIWAY CANCEL HONE KE AUR KOI CHARA NAHI BACHTA UNKI OMR TRICK KE KARAN KOI ISHE CANCEL NAHI KAR SAKTA NAHI TO CANCEL KAR DETE SAMJHE BANDHU.ISHME KAM SAMAY MAIN RECHECK KA OPTION HAMESHA REHTA HAI
ReplyDeleteTet cancel nahi hogi.
ReplyDelete@pareeksheet
ReplyDeleteM.B.A. from a Mushroom type institute thats why wondering to be a "accedmik" PRT.
JP Maurya
CTET Qualified both times.
UPTET 130
@pareekshit
ReplyDeleteYaar teri MBA ki degree tujhe door to door salesman to pakka hi bana degi. Kahen tet ,prt, "accedmik" ke pachade me pade ho. Jao toilet cleaner becho. Khush rahoge. Is tension se dur ho jao, jao.
jai prakash ji, u r right, pata nahi kaha se chale aate hai is blog par, jhooth bol k m.b.a. ki bezzati karate hai..
Deleteaaj meeting hui kya
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteBLOG EDITOR JI PLEASE BATAYIYE KI AAJ STATE OFFICIALS KI MEETING SE KYA KOI OUTCOME AAYA HAI, PLEASE TELL ME AS SOON AS POSSIBLE IF YOU CAN...
ReplyDeleteaaj ki meeting bahutt hi sauhard purn vatavaran me hui jisme liye gaye dicision nimn hain-
ReplyDelete1. TET KO RADD NAHI KIYA JAYEGA.
2. TET KI MERIT KI JAGAH ACADEMIC
MERIT BANAYI JAYE.
3. PURANE ADVERTISEMENT KO RADD KAR
DIYA JAYE JISSE COURT ME CHAL
RAHA ADVERTISEMENT KA VIVAD
SWATAH HI SAMAPT HO JAYE.
4. VACANCY KI SANKHYA 72825 KE
JAGAH 152825 KAR DI JAYE.
5. IN SABHI KI SANSUTI CM SE JALD
SE JALD LE LI JAYE.
6. NIYUKTIYAN JULY TAK KARA DI
JAAYE
aaj ki meeting bahutt hi sauhard purn vatavaran me hui jisme liye gaye dicision nimn hain-
ReplyDelete1. TET KO RADD NAHI KIYA JAYEGA.
2. TET KI MERIT KI JAGAH ACADEMIC
MERIT BANAYI JAYE.
3. PURANE ADVERTISEMENT KO RADD KAR
DIYA JAYE JISSE COURT ME CHAL
RAHA ADVERTISEMENT KA VIVAD
SWATAH HI SAMAPT HO JAYE.
4. VACANCY KI SANKHYA 72825 KE
JAGAH 152825 KAR DI JAYE.
5. IN SABHI KI SANSUTI CM SE JALD
SE JALD LE LI JAYE.
6. NIYUKTIYAN JULY TAK KARA DI
JAAYE
What hpnd today..
ReplyDeleteaaj ki meeting bahutt hi sauhard purn vatavaran me hui jisme liye gaye dicision nimn hain-
ReplyDelete1. TET KO RADD NAHI KIYA JAYEGA.
2. TET KI MERIT KI JAGAH ACADEMIC
MERIT BANAYI JAYE.
3. PURANE ADVERTISEMENT KO RADD KAR
DIYA JAYE JISSE COURT ME CHAL
RAHA ADVERTISEMENT KA VIVAD
SWATAH HI SAMAPT HO JAYE.
4. VACANCY KI SANKHYA 72825 KE
JAGAH 152825 KAR DI JAYE.
5. IN SABHI KI SANSUTI CM SE JALD
SE JALD LE LI JAYE.
6. NIYUKTIYAN JULY TAK KARA DI
JAAYE
Mtlb nakal se pass hone walo ki balle-balle, he bhagwan in shikshako se bachana...
ReplyDeletemeenu ji can you tell me about the source of news given by you ? please...
ReplyDelete@shiv
ReplyDeleteRastriya Sahara(11-4-2012) E paper Lucknow
Ye meenu jhuth bol rahi hai aur ek baat ye meenu aur baruta ek hi insan hai maine chek kiya hai inki id ka code same ahi ye ek hi mobile ya pc ka use ho rha hai.
ReplyDeleteIsliye dosto sawdhan raho aur afwao pe dhyan mat do.aur kisi se personal baat karne ki jarurat nahi hai..ye sirf yaha maje lete hai.hame chidhane me maja aat hai inhe.aur ap log inke comment ka reply kar k inka mann aur badhate ho.
Kuch log toh yaha sirf kisi ladki ki id dekh k sab kuch bhul jaate hai.bas usse chating karne lagte hai.ye blog chating karne k liye nahi hai chating k liye facebook orkut hai yahoo hai.yaha ham infomation chek karne aate hai aur yaha faltu ki bakwas jyda kuch log karte hai.muskan ji ne jo soch k ye blog banaya tha wo starting me bilkul thik chal rha tha lekin kuch logo ne yaha bahut gandagi kar k rakh diya.sabse badi baat hai jyda tar id ek hi insan use karta hai.
ReplyDeleteSabse badi galti wun logo ki hai jo unse faltu ka ulajhte hai aur khud ka b mind divart karte hai.
hi Ashish, actually I am new at this blog so I can'nt differentiate this sort of people from normal visitors, so that is why I have given response to that person, if your point is correct then in future I will be aware...okkay
ReplyDeleteAgar ye log fake information de rahe hai to inhe block kar dena chahiye, ham pehle se hi bahut pareshan hai ab aur hamari feelings ka majak mat udao pls...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteShiv mai ye baat sirf apke liye nahi kah rahe hai..yaha bahit se aise log hai jo ladkiyo se baat karne k liye yaha aate hai jabki unhe pata hi nahi hota ki wo ladki hai ya koi ladka hai.ap ne toh kuch b aisa nahi kaha agar meri baato se ap hurt huye hai toh I m really sorry....
ReplyDeleteMai daily visit karta hu yaha blog pe pahale likhta b tha lekin ab likna band kar diya..lekin yaha ab kuch log hame galat news dekar sirf maje lete hai.hame nahi pata unki mansik halat kya hai wo aisa kyu karte hai..aur personal life me b kya ye aise hi hai pata nahi...yaha ham sabhi sach ki ladayi lad rahe hai...laathi khaate hai dande khate hai anshan par baithte hai aur ye yaha akar hame maa bahan ki gaaliya dete hai.academic academic chillate hai arey academic hoya TET isse fark nahi padta lekin iss tarah ki language ka use kar k khud sabit karte hai ki academic ka demand karen walo ka naitik acharan kaisa hai.baruta jaise log ne sach me. Fark dikha diya ki academic aur TET ki demand karne walo me kya fark hai.
Ajeet sir you are absolutely correct, but inko identify karna mushkil hai...
ReplyDeleteShiv maine tumhara kahi b naame nahi liya tha...agar tumhe aisa lagta hai mere pravachan tumhare liye thhe toh tum suno...mai jo kaheta hun bahutsoch samjh k kahata hun..aur mirch bhi ussi ko lagti hai jiske mann me chor baitha hota hai.isliye pahale khud ki language sudhao fir teacher banane ki sochna.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteIts okey shiv..me too sorry if my any word hurted u..
ReplyDeleteI m really sorry
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteShive ji ab ham kuch nahi bolenge kyuki kisi ek ko shant hona hoga.
ReplyDeleteThanks ap ne mujhe jo advice diya..
And again sorry
Chaliye ab ye bataiye ki aaj ki hi level meeting se kya nikla ? asking for my brother.
ReplyDeleteMeeting abhi chal rahi hai aur waha jo mere friends hai unse pata chal rha hai ki lgbhag TET par bharti ki sahamti ban gayi hai.lekin mai ye confirm nahi kah rha hun.news ka wait kijiye...ye bhi ho sakta hai ek meeting aur hogi tab faisla hoga.abhi kuch b kahana bahut jalbaji hogi.
ReplyDeleteShiv ji maine yaha personal chat k liye mana kiya aur khud karne laga ap hamse mere email id pe contact kare plz
ReplyDeleteashish.ashu.srivastava@gmail.com
Ap mujhe add kar sakte hai aur email kar sakte hai
And thanks mujhe bro kahene k liye
Thanks for giving precious information Ashish, I will surely join you at your e-mail, and please forget you about all what I have said unpleasent...aur haan please agar koi authentic information (regarding TET) mile to atonce share karna...bye...
ReplyDeleteBlog Editor please batayen ki aaj ki state beurocrates ki meeting me kya koi TET par result aaya hai...
ReplyDeleteMEENU JI.............................
ReplyDeleteaaj ki meeting mere khayal se AAAAap ke Baaap ne ki thi, isiliye wo meeting ka poora biodata Baruta aur Meenu naam k apne dono Naaalayek aur nakalchi bacchon ko de dete hain,
MEEENU JI............................
ReplyDeleteTET k exam k time kya aap academic wale apne jaise doosre nakalchiyon k saath agar raaton me yun Ayiyaashi na ki hoti to shayad TET k support me aaap jaisa damdaar person mil jata kyo ki aap ki identificatiion me abhi tak hm log ye confuse hain ki aap koi LADKA ho,LADKI ho ya koi................................................................................... HIJDAAAAAAAAAAAAA
Ashish shrivastav@ ye meenu ya baruta hai kaun.
ReplyDeleteमित्रोँ । मैँ इस वक्त जयपुर मेँ हूँ, बारिश के बाद मौसम काफी सुहाना हो गया है. इस सुहाने मौसम मेँ कोई अच्छी खबर हो तो जरुर बताना ।
ReplyDeleteshiv g meeting ka kya huwa. koi positive response aaya ki nahi. plz batayen
ReplyDeletehaiiiiiiiiiiii
ReplyDeletephhir wahi nirasha. court judgement is as below
ReplyDeleteCourt No. - 33
Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha
Hon'ble Arun Tandon,J.
In view of the order of the Division Bench of this Court dated
06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all
these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading
of case for hearing on 30th April, 2012.
Interim order, if any, to continue till the next date of listing.