*******
News : Amar Ujala (9.4.12)
/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
ADITYA FAIZABAD,YE bat bahut he sukhad hai ke chote chote jagaho me bhi tet pass candidate well organise hai jiss se hamara orgnisation din per din majboot hota ja raha hai.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,SARKAR ko hamare aage jhukna he padega.
ReplyDelete
ReplyDeleteAbhee mene pics UPLOAD nahin kee hain,
Kuch log keh rahe hain kee sirf kuch logon kee chotee motee NEWS hai.
Ye kehna Bilkul Galat hai.
Wait for 1 hour, pics Upload karna bakee hai
hello madam 2 ghante ho gaye aur apki pic kahi dikhayi ni di
DeleteADITYA FAIZABAD,BHAIYO EK MUHIM chala kar hum logo ko supreme court ke address par post card bhejna chaheye.
ReplyDeleteDOSTO,
ReplyDeleteSOME TRUE FACTS
1.
SARKAR NIYMAWALI CHANGE KARNA CHAHTI HAI.
2.
SARKAR TET KO SANDEH KI DRISHTI SE DEKHTI HAI.
3.
SARKAR KI MANSA 2ND TET JALD KARAKAR KUCH PAD BADHAKAR DONO TETIONS KO EK SATH ADD KARNA CHAHTI HAI.
4.
SARKAR IS VACANCY KO TOFFY NA SAMJH KAR CHWINGAM SAMJHTI HAI ISKA MAJA WAH DHIRE DHIRE LEGI
KAM SE KAM AGLE LOK SABHA CHUNAW TAK.
5.
ACC MERIT SARKAR HI CHAHTI HAI.
sunil kumar jee
ReplyDeletepramukh siksha sachiv ke patal par kaaryrat ek samiksha adhikaari ne batayaa hai maanniy mukhymantri akhilesh yadav jee kee mansha hai kee 72825 kee niyukti tet par ho aur aage bhi tet par hee niyukti ho kyo ki unke man me acad merit walo ke english medium se jude hone kee baat ghar kar gayee hai.naye tet me bed wale nahee baith paayenge.
aaj ke sunavai tet case ka kya hua??
ReplyDeletecase date 19 april ho gayi hai
DeleteSpecial appieal me division ke direction ki certifaed copy ko aaj hamne single judge ke order sheet me pinup kara dia hai . Third party empledment file karne se do loss hai ek yadi court alow karti hai to sarkar aur kapil ko notice issue hogi aur mamla lamba khinch sakta hai aur nahi karti hai to paisa kharab hoga . Islie wait &watch ki isthiti me rahen , court apna maind makeup kar chuka hai steyy vaiket jald hi hoga kyoki case ki listing kal update ho jayegi ,aur decision apke favour me hi aayega
ReplyDelete@RANJIT YAADAV JI,
ReplyDeleteSARKAR KE MANSA TET KO LEKAR KYA HAI KYA KOI JANKARI HAI.
Case ki listing hi hamari priority hai,
ReplyDeletehi
ReplyDeletebtc wale case ka kya huwa??
ReplyDeletetughe pics nahi dikhate ??
ReplyDeletebtc wala case dismiss ho gaya hai
ReplyDeletecase esi hapte me kisi din lagega
ReplyDeleteok
KYA RO RAHE HO YA SO RAHE HO
ReplyDeleteKYON MAYUS HO RAHE HO
BHAROSA RAKHO TUM SIKSHAK HO RAHE HO
SARKAR KOI GALAT NIRANAY NAHI LE SAKTI HAI
KYONKI HAMRE SANGTHAN ME SAKTI HAI.
ADHIK SE ADHIK TETIONS SE SAMPARK BANAYEN
AKHIR JEET SACHCHAI KI HI HOGI.
"TEST IS BEST TET IS BEST".
Case Status - Allahabad
ReplyDeletePending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing: 21/12/2011
Last Listed on: 22/03/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely): 19/04/2012
This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).
single bench k paas DB ka decision file pahuchne k bad new date esi hapte me lagegi
ReplyDeleteKYA RO RAHE HO YA SO RAHE HO
ReplyDeleteKYON MAYUS HO RAHE HO
BHAROSA RAKHO TUM SIKSHAK HO RAHE HO
SARKAR KOI GALAT NIRANAY NAHI LE SAKTI HAI
KYONKI HAMRE SANGTHAN ME SAKTI HAI.
ADHIK SE ADHIK TETIONS SE SAMPARK BANAYEN
AKHIR JEET SACHCHAI KI HI HOGI.
"TEST IS BEST TET IS BEST".
@ BLOGGER G
ReplyDeleteBTC wala case 17 ko h
Special Appeal : 2366 of 2011 [Chitrakoot]
Petitioner: PRABHAKAR SINGH AND OTHERS
Respondent: STATE OF U.P. AND OTHERS
Counsel (Pet.): SIDDHARTH KHARE
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Special Appeals Special Appeals-Against Final Order Of Single Judge In Writ Petition
Date of Filing: 05/12/2011
Last Listed on: 03/04/2012 in CJ Court
Next Listing Date (Likely): 17/04/2012
To all tetions
ReplyDeleteimp info
single bench k paas DB ka decision file pahuchne k bad new date esi hapte me lagegi
DOSTO KAL LKO ME SABHI DIET KE PRINCEPAL KI MEETING HAI AUR WHA PAR SABHI MUDDE RELATED TO THIS TET AND FURTHER VACANCY KE BAARE ME DISCUSS KARENGE AUR
ReplyDelete@ LALIT JI PLZ CLEAR KARE KI CASE KAB LIST HOGA DATE BATAYE TO SAHI RAHEGA
@ RANJEET G and LALIT G
ReplyDeleteIf i m not wrong then IMPLEADMENT to pehle hi fill-up ho chuki h on the behalf of following 12 appelants:
1.SK pathak
2.Shiv Kumar
3.Nitin
4.Varun
5.Rajin
6.Rajesh
7.Devendra
8.Rakesh
9.Mohd Shahid
10.Kapil Bhati
11.Akhilesh
12.Vivekanand
Third Party lawyers name VK Singh and Gk Singh
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,RANJEET AUR LALIT MOHAN JI KA prayass wakayee me sarahneye hai.hum sabhi tet candidate unke aabharee hai.
ReplyDeleteHad se jyada bharosha karna sahi nahi hai kahi esa na ho aant mai hame pachhtana pare.
ReplyDelete~~~~~Breaking News~~~~~
ReplyDeleteWrit no. 76039/2011 will be listen on 13 APRIL,
Nitin Mehta/Shiv Kumar Pathak
ou la ou la ou la ou la lucknow me DIET PRINCIPLE KE MEETING hona ek good news hai...........
ReplyDeleteAaj court me kya hua
ReplyDeleteghanta
ReplyDeletePls koi to batao
ReplyDeletesarkar ander hi ander koi jabardast kihadi paka rahi hai aur yeh kihadi tet merit supp. ko milegi
ReplyDeleteaaj kisi case ki date nahi thi single bench ko aaj double bench ke order ki copy aaj received kara di gayi hai
ReplyDeletealok ji dharya dharan karein
ReplyDeletehum sabhi tet pass ko bhagwan is aafat ko jhelne ki taquat pradan karein aameen
ReplyDeleteab nhi banegi, tet ki merit, ye jankari mili hai...
ReplyDeletekyoun bbc par khabar aayi hai kya
ReplyDeletehi hi hiiiiiiiiiiiiiiiiii
maire pass ak idea hai, kya koi ye bata sakta hai ki tet mai 100 se above kitne student hai tet mai.
ReplyDeletekya koi ye bata sakta hai ki tet ke kitne student ne 100 se above marks paye hai..
ReplyDeleteabhi akhilesh ji se baat hui kaha ki acd supporter bina matlab khush hain unhen jor ka jhatka dheere se lagega
ReplyDeletetet morcha kaha gya , tet ke bare mai batao. ki kitne student ne 100 se above marks paye hai, kya kisi ke pass under ki news hai..
ReplyDeletetet morcha kaha gya , tet ke bare mai batao. ki kitne student ne 100 se above marks paye hai, kya kisi ke pass under ki news hai..
ReplyDelete@ ANJALI G
ReplyDeleteaisi baat nahi h 80% TET-PAAS chahte h ki process start ho chahe selection base kuch bhi ho.
sirf 10% TET-HERO but ACD ZERO
& 10% TET-ZERO but ACD HERO hi taang ada rahe h
Anjali agar aapke 100 se upar marks hai to kahi na kahi jarur ho jayega, But process start to ho.
ReplyDeleteanjali tujhe ek atma ki baato per yakin nahi ho raha haimerit acad+tet banegi
ReplyDeleteAnjali g 35000 student hi 100 ke uper h
ReplyDeleteaj court me kya hua
ReplyDeleteanjali ji wastav me 1oo se upar pane wale kul 3945o log he hain,ab aapke upar depend karta hai ki aapne kitne jagah se form apply kiya hai,
ReplyDeleterespcted Akhlesh ji,
ReplyDeletekripya iss bharti ko jald se jald shuru karwa kar rashtra ko ek Sachha c.m hone ka parichay de. PRT ki life me pahli baar itna accha mauka aaya hai jab tat exam dwara jyada yogya teacher bharat ko milne ja rahe hai jo iss desh ka sachhai aur mehnat ke saath vikas mein yogdaan denge. na jaane kitne nek, sacche, honhaar, gareeb, jinhone aaj tak jo bhi kiya apni mehnat k bharose he sab kuch kiya na ki paise dekar apne accd. ke marks badhwa kar to unko iss baat ki saza mil rahi hai ki wo bhi paisa kharch karte aur apne accad. ke marks badhwa lete ya unhe ek sachhe, imandaar, mehanti, honhaar, gareeb hone ki saza di ja rahi hai. thodi der ke liye he sahi per agar aap apne aap ko hamari jagah rakh kar dekhenge to aap hamara dard samajh jayenge. ek yuva ka dard ek yuva acchi tarah se samajh sakta hai. aur agar aap apne dil per haath rakh kar bhi poochenge to aap ko yehi jawab milega ki tete merit he sbse uchit hai jiska koi bhi todh nahi hai. bas hum aap se gujaarish karte hai k kisi ka haq mat maariye. na jaane kitne tetians dipression ke shikar ho gaye hai unko andar he andar ek baat khaye ja rahi hai k ek sache insaan ki kadar kahi nahi aur jo k bayemaan, jhoote hai wo hamesha se sar aankhon per baithaye jaate hai. agar aap ye prakariya jald se jald shuru karaate hai to iska poora sreya aapko he jayega na jaane kitne students unke parivaar ki duaaye aapko milegi, aapka badhappan bhi hoga k aapne ise rajniti ko bhet na chadhate hue jo sahi hai uska sath diya. aaj ke waqt me jhoot ka saath dene wale to lakho mil jayenge per sachhai ke saath denewale bahut kam hote hai aur unhe log hamesha yaad rakhte hai..........! mujhe yakeen hai k aap ek yuva hone ke naate hum yuvao ka haq khud he dilyenge aur desh ko sachhai ka saath dekar ek saccha yuva c.m hone ka parchay denge...................!"JAI HIND"
yaro ese ni hoga chot se 10 loge se
ReplyDeletetet ka mamla
tet ko bachna hai to 11 ko lko chalo koi 11 ko phasla hoga
are bhai
ReplyDeletelko chalo ni to ghar me so javo aur blog ji ise band karo blog ko
kuch ni hone wala
JAB TAK BACHA ROTA NI MAA BI USE DOODM NI PILATI
samje nalayko ye to neta hai
tet bacho use baad sab ho jayega acd/merid
11 ko lko me dharna
are bhai
ReplyDeletelko chalo ni to ghar me so javo aur blog ji ise band karo blog ko
kuch ni hone wala
JAB TAK BACHA ROTA NI MAA BI USE DOODM NI PILATI
samje nalayko ye to neta hai
tet bacho use baad sab ho jayega acd/merid
11 ko lko me dharna
are bhai
ReplyDeletelko chalo ni to ghar me so javo aur blog ji ise band karo blog ko
kuch ni hone wala
JAB TAK BACHA ROTA NI MAA BI USE DOODM NI PILATI
samje nalayko ye to neta hai
tet bacho use baad sab ho jayega acd/merid
11 ko lko me dharna
are bhai
ReplyDeletelko chalo ni to ghar me so javo aur blog ji ise band karo blog ko
kuch ni hone wala
JAB TAK BACHA ROTA NI MAA BI USE DOODM NI PILATI
samje nalayko ye to neta hai
tet bacho use baad sab ho jayega acd/merid
11 ko lko me dharna
kuch ni hoga
ReplyDeletesala bas 4 din ke ansan me sab bhag gaye
me bi acd+tet ke sath hu
isse
1)tet merid khus
2)acd khus
3)sarker bi raji
to agar job chayei to acd+tet ki mang karo
socho aur karo
hamare yaha advo ashok khare &r n singh ke fees ke liye rupye ekaththe kiye ja rahe hai kya yah sahi hai ya koi hame bewkoof banakar hamse dhan yethna chahta hai
ReplyDeleteMuskan ji hamari sanka ka samadhan kijiye ki jo hamse rupye advocate ki fees ke roop me liye ja rahe hai wo sahi hai ki hamko frod kiya ja raha hai.
ReplyDelete