Friends ,
I have not published contact nos. / phone nos. from a long time on my main page as it is a personal information and if somebody have objection / OR somebody gives others contact nos to cretae problems etc.
But now I am going to publish contact nos. which can be useful to you as many times you need such nos.
However If anybody have objection OR want to remove his/her number, then put a comment on BLOG alongwith email to me on muskan24by7@gmail.com, I will do needful.
All U.P. Zila Adhyaksh
Nitan Mehta Ghaziabad 9639885609
Shiv Kumar Ghaziabad 9368735257
Devendar Delhi/Prbd.N 09560705898
Ajay Pandey Sant Kabir Nagar 8738069495
Devesh Trivedi Lakhimpur 9839940748
Kushveer Singh Hapur/Panch S N 9457287549
Vishesh Sharma Hapur/Panch S N 9634502507
Avnish Yadav Hardoi 9721612971
Praveen Sachan Kanpur 9839379099
Sarvesh Joshi Sitapur 9889174114
Atul Kumar Tiwari Unnav 9451360651
Anit Mishra Aurriya 9045028271
Ajab Singh Badera Bijnaur 8430472461
Sudansu Rai Gonda 9532191640
Rajesh Kumar Rao Bahraich 8090150279
Jitendra Verma Barabanki 9369206268
Varun Sharma Meerut 9045512773
Mahendra Kumar Verm Maharajganj 8874191926
Aanand Pandey Rai Bareilly 9919211141
Mod. Mobeen Siddiqui Kushinagar 9648631691
Rajeev Kumar Bulandsahar 8781142611
Bhupendra Kumar Rai Lucknow 9415783018
Nirbhai Singh Lucknow 7499088470
Satish Singh Shajahanpur 8004019835
Manoj Sharma Shajahanpur 9044144623
Ugrasen Verma Shrawasti 9984555954
Ashwani Kumar Shukla Baharich 8765108094
Aanand Tiwari Shultanpur 9136128507
Shiv Kumar Pathak Alld/Shultanpur 9415023170 Mayank Varanasi 9807122569
Vivekanand Allahabad 8081934675
Gyanesh Allahabad 9807188538
Manoj Gupta Saharanpur 9548938754
****************************
RAVI KANT has left a new comment on your post "CTET 2012 for UT candidates on May 5":
UPTET PRATINIDHIYO KE NAM AUR MOBILE NO. jo kal cm se milenge
1. S. k. Pathak 9415023170
2. Sujit kumar 9453234149
3. Nitin Mehta 9639885609
4. VivekAnand 8081934675
5. Rajesh Prtap 9720963143
6 .Gulzar Saifi 9319304441
************************
Mayank- Varanasi-9807122569 ,Devendar-delhi-09560705898 , Nirbai-Lucknow-7499088470
Manoj-Saharanpur-9548938754, Rajesh-Allahabad- 8423487344, anju-gupta , Sanjit-Rajput-Bijnor/ Ghaziabad-7838284710 , Devendra-Kushwaha -Ghazipur-9451183742, (Name)-gazipur9807549398
Anand-tiwari-sultanpur9136839148 , Anvar- ahmad-lakhimpur 8604120477, Intzar-ahmad-
muzfrnagar 9012024790, Shahid-rajbareilly 9720099009 , Akhilesh-bahraich 7275148984 , Vivek-sharma-agra-8273240892, email- vivek.tet@gmail.com Arun-ku-mathura 97594778809 ,Ajay-ku-gupta-
gazipur 8960816929, Bhawana--Sharma ,Sonu- Agra-827327445-, Kaushal-9359504348
Chandra-Shekhar-Faizabad9956787620 , Rahul-ku-kanshirammagar9411849814 Zuber-ahmad-delhi 9266834552, Vipul-mishra-shahjhapur-8081695951, Manoj- sh-shahjhapur-9696528664,
Shahjhapur-7499413501/9236722062/7520477527/9918843457, MChand---9310856166 Rajesh- soni-8090028072, Lalit-9997300453,Punit-ku-mau-8081268299, SD-ON-muradabad-7830881322,
Gk-yadav-basti-9453153748 , Sunil-kumar- (kanpur)9795886195/9795886191/8960122116
sunilkmrr@gmail.Com , Virendar-babra-saharanpur-9720833790 , Atul-tiwari-unnao9451360651
Virendar- bulandshahr-9758705415 Anoop-panday-allahabad-9935825481 ,Pankaj-devagan
(varanasi7499935784 , Satish-santkabirnagar 7275936070 , Atul- sitapur-9453635986, Brijesh-unnao-9628207284 , Ambesh-pandey-, Allahabad-8115538145, Avinash-bahraich 9415462655 ,
Hariom-bahraich-8858449270 , Rohit-agra-9837102887, Umakant-unnao-9415760302, Surendar-bijnor-9557475363 , Amit-rathor-farrukhabad-8004668301, Beerendar-raibareli-9728858966 Varun-ku-merut-9045512773 ,Manoj-ku-merut-9927721277 ,Pawan-ku-merut 9837877207 , Arun-ku-merut-8126100601
Naushad-agra-9997063265, Rajkumar-bijnor (nagina) 9548787900 , Yogesh-pandey-Pratapgarh 9838946260, Sunil-pandey-Allahabad-8896838497 , Santosh-gangwar- Bareilly-9027633950 Vipul-sharma-meerut 7417058880/8445184060, Arvind-kanpur-9415536350, Rajiv-Baghpat-8923772811 Vijay-lakhimpur-9793369485, Veersing-Pilibhit-8791030221, Deepak-Gazipur-7376121318
Sarfaraz-rampur 9759299752, Farukh-ali-9027633950 , Saleem-Rampur-9758884212, Farukh-Bijnor-9756117692 Ajit-Rajpoot-Auraiya-7351641548 Depchandr-Auraiya-7409423386
Akhilesh-sh-Auraiya 9897714456, Kunwarpal-singh-Auraiya 8859986565, Mo.Laeek- shaikh- lakhimpur 8604713210 , Anand-gupta-Azamgarh 9793054754, Chandan-yadav-jaunpur 9923901665, Alok-ku-
varansi 8765278796 ,Onkar-singh-saharanpur-9758411856, yogesh-kumar-saharanpur-9411080590
pravesh-ku-saharanpur 9058516527 , pramod- ku-muzafarnagar 8923368330, Manoj-ku-moradabad 9457978397, Arvind-ku-moradabad 9412774583, shiv-ku-modinagar 9368735257 , manoj-ku-
moradabad 9457978397, arvind-ku-moradabad 9412774583, pramod-chauhan-muzaffarnagar 8923368330 , yogesh-ku-saharanpur-9411080590, pravesh-ku- saharanpur-9058516527
***********************
If you people have any suggestion, please write through comment.
Muskaan ji i want to send a post call including pil to sc please suggest me how can i do this
ReplyDeleteTell me what happened why are u saying like this
ReplyDeletePandy ji kya hua
ReplyDeleteYe rajesh ji itne hatash kyun he agar naukri hume nahi milegi to kisi k bap me bhi itna dam nahi k wo karle hum court me atka denge
ReplyDelete@Mohammad Tabish ji,
ReplyDeleteSabhee logon ko apne Jila Adykhon se is vishay par baat kar format bana lena chahiye,
Aap Nimn Jaankari daal sakte hain -
1. Apnee Primary Teacher kee job Nirdharit sharten (NCTE Guidelines va Government Order ke anusaar) samay baddh roop se pooree kee hain
2.Aaye din news paper media aadi mein khabren aatee rehtee hain kee TET nirast ho jayega, Bhrtee Niyam Badal Jayenge etc. etc., Jisse aap mansik pareshanee anubhav kar rahe hain.
3. RTE ka lagu hon janhit main hai
etc. etc.
In sab ko dekhte hue janhit mein SC se nyay kee apeksha hai
Prarthee
~ Hastakshar
-----------------
Ye sirf ek draft format hai, aapko apn anusaar jo theek lage, aap likh kar kosish kar sakte hain.
Saath hee kuch log - Niyam , Certificate aati kee xerox copy bhee bhej sakte hai.
Ye aapko dekhna hai va aapke leaders ko dekhna hai.
Yeh naukari hum logo me se bahut se aise honge jinka sara jeevan es naukari par nirbar karenga.jinki aarthik halat bahut-2 buri hogi.mai bata nahi sakta ki en naukariyo se kitne gharo ki umeedein judi hui hai dheere-2 doomil hoti ja rahi.
ReplyDeletePandayji aise n pareshan ho......sachchai ki humesa jeet hoti hai.....but kathnaiya bhi bahut aati hai...abhi humara bura vakt chal raha hai...jab achcha hona hota hai to ghor sankat aata hai...jaise jab subah hone ko hoti hai to ghor adhera hota hai.......
ReplyDeletemuskan ji I think u should post a format or post everything which we can copy...
ReplyDeleteAnd post to SC...u have more idea about it.
Ap post kar dijiye hamlog usko copy kar k SC send kar denge...
U r right ashish ji
ReplyDeletetet lucknow pratinidhiyon se anurodh he ki ve suchna prapt karne ke adhikar ka prayog karke ramabai police se tet se related jankari prapt kar le jo aage ki ranneeti me hamare kaam aayegi
ReplyDeleteAfter cmopleation of 6 months it could be possible to reform the merit selection base
ReplyDeletebhad me jaye ye sarkar aur bhad me jaye highcourt ke judge jo salle paise kamane ke liye kanoon ko bench dete hai.highcourt toh dalali ka adda ban gaya hai jo nyay bhi paiso ko tol ke deta hai.high court is totally controled by the state goverment.i hoped last four month that process will start.sale tarik par tarik desh ko netao aur en adalato ne barbad kar dala hai.kitene lakh cases yaha pending me chal rahe.these are all because of politician and judgement provider.ek appeal s.c. Me es baat ki dalni chahiye ki etne sare cases Pending me kyo chal rahe.baap ne dwara lada case bacche ladte hai.akhir judgement me etna deley kyo kya judge ke pass kanoon ki kitab nahi hai ya usne kanoon pada nahi.esse accha to saudi arab hai jaha etne sakht kanoon hai ki waha corruption na ke barabar hai.sahi kaha gaya hai ki kanoon andha hota hai jo aam public ke dard ko nahi samjhta.ye sab rai meri h.c. Aur gov ke baare me thi.but oppose to supream court .maine abhi tak apne jivan kall me s.c. Dwara koi galat decision lete hue nahi dekha ya suna.hum logo ke sath kuch bhi ho.but supream court me pil toh dal hi deni chahiye.
ReplyDeleteSorry to hart any one.i am in large depresion.
ReplyDeleteKya kisi ko nahi dikhta es desh me kya chal raha hai.bagwan ram ne sita ke charitra par ungli uthne par unka pariytaag kar diya tha.yaha toh etne chor hai aur roj un par nitya prti aarop lagte raha hai unka aur kuch nahi hota.
ReplyDeleteHiiii
ReplyDeleteHiiii
ReplyDeleteImportent news,Sabhi tet pass sathiyon se anurodh hai ki aage ki radniti ko kriyanvit karne ke liye aarthik sahyog hetu apne apne jile ke jiladhykch se aaj hi mile.Abhi abhi meri Vivekanand ji se baat hui thi to unhone is baat ko confirm kiya. Chahe to aap bhi unse confirm kar sakte hai. Unka number hai 8081934675
ReplyDeleteImportent news,Sabhi tet pass sathiyon se anurodh hai ki aage ki radniti ko kriyanvit karne ke liye aarthik sahyog hetu apne apne jile ke jiladhykch se aaj hi mile.Abhi abhi meri Vivekanand ji se baat hui thi to unhone is baat ko confirm kiya. Chahe to aap bhi unse confirm kar sakte hai. Unka number hai 8081934675
ReplyDeletedosto,
ReplyDeletepareshan na hon, sarkar hamare khilaf koi bhi galat decision nahi le payegi.
be positive
sarkar ne jo samay manga hai us ka istemal sangtahan ko majboot karne,
age ki ranniti banane aur s.c. me jani ki tyaiyari karne ke liye karen.
itni mehnat itna rupya itna samay laagane ke bawjood yadi hamare sath anyay hoga to kya hum chup bathe rahenge.
dosto,
ReplyDeletepareshan na hon, sarkar hamare khilaf koi bhi galat decision nahi le payegi.
be positive
sarkar ne jo samay manga hai us ka istemal sangtahan ko majboot karne,
age ki ranniti banane aur s.c. me jani ki tyaiyari karne ke liye karen.
itni mehnat itna rupya itna samay laagane ke bawjood yadi hamare sath anyay hoga to kya hum chup bathe rahenge.
Bhaiyo mujhe lag raha hamare pirtinidhi mandal me kuchh foot dal gai hai
ReplyDeleteyadi esa ho rha hai to aapas me campromise kar le nahi to es ka galat maseage jayega
Muskan didi, is it necessary to send only post card, can't i send envelope with appropriate value of tickets, as postcards contain little space to express our views. Secondly should i get maximum content from mishra ji's post by simply copy and paste. Also publish address on which pil to be send.
ReplyDeletemai aaj kam samay hi net par tha kya ho gaya sabhi log kafi ghabaraye huye hai.kripaya koi mujhe bhi batane ka kast kare achanak sabhi jiladhyaksho ka no kyo show kiya gaya hai.please conform me
ReplyDeleteSee This Link for contact details of supreme court :
ReplyDeletehttp://supremecourtofindia.nic.in/registry/teldir.pdf
Current CJI : S H Kapadia
Address of SC is :
ReplyDeleteSUPREME COURT OF INDIA
TILAK MARG, NEW DELHI-110001
---------
Post card is terminology used in general sense, May be you can use some other communications also.
kya ab aisa mana ja raha hai ki high court se nyay milna muskil hai?ya fir advance taiyari ki ja rahi hai?please humko bhi is barta me samil kre.
ReplyDeleteAbout CJI :
ReplyDeletehttp://supremecourtofindia.nic.in/judges/sjud/shk.htm
Chief Justice of India
Term of Office: 18.12.2003 to 28.09.2012
See :
ReplyDeleteIn numerous instances, the Court took suo moto cognizance of
matters involving the abuse of prisoners, bonded labourers and inmates of
mental institutions, through letters addressed to sitting judges.
http://www.supremecourtofindia.nic.in/speeches/speeches_2009/judicial_activism_tcd_dublin_14-10-09.pdf
@dharmendra ji next page kholkar shyam dev ji kal ke decision ka anuvaad pad le.
ReplyDeleteSee :
ReplyDeletePublic interest litigation acquired a new dimension – namely that of
‘epistolary jurisdiction’ with the decision in the case of Sunil Batra v. Delhi
Administration,
27
It was initiated by a letter that was written by a prisoner
lodged in jail to a Judge of the Supreme Court. The prisoner complained of a brutal assault committed by a Head Warder on another prisoner. The Court
treated that letter as a writ petition, and, while issuing various directions, opined that
http://www.supremecourtofindia.nic.in/speeches/speeches_2009/judicial_activism_tcd_dublin_14-10-09.pdf
http://www.supremecourtofindia.nic.in/speeches/speeches_2009/judicial_activism_tcd_dublin_14-10-09.pdf
ReplyDeleteSee Page No. 18,
A simple letter act as a writ petition.
ReplyDelete“…technicalities and legal niceties are no impediment to the court
entertaining even an informal communication as a proceeding for
habeas corpus if the basic facts are found”.
A simple letter act as writ petition.
http://www.supremecourtofindia.nic.in/speeches/speeches_2009/judicial_activism_tcd_dublin_14-10-09.pdf
high court dwara diya jane wala stay kahi se bhi court ki gandi rajniti nahi hai balki nyay priy hai court me janhit yachika kisi ke bhi dwara dayar kiya ja sakta hai court ne stay is liye diya kyoki prt ke liye vigyan ka adhikar zila basic shiksha adhikari ka hai jabki isko yek sath nideshalay dwara prasarit karne ki bat karte huye pratikriya jatayi gayi thi jispar court ne roklagate huye aisa karne ka nideshalay se karan puchha taki yah jana ja sake ki kahi zila basic shiksha adhikari ke adhikar ko chhina to nahi gaya ya sarkar ki kisi byaktigat khadyantra ka shikar to nahi banaqya gaya hai.agar yah vigyapan sabhi bashik shiksha adhikariyo ke manjuri se prasarit kiya gaya hai to kahi se bhi unake adhikar ka hanan sabit nahi hota hai aur stay hata diya jayega agar aisa karne se kisi yek zila basik shiksha adhikari ke adhikar ka hanan hota hai to court unake adhikar aur samman ka bachav karte huye shiksha nideshakay ko doshi karar dete huye jurmana bhi kar sakta hai aur apne adhikar se banchit rakhane ke liye manhani ka dawa bhi karne ko kah sakti hai.ab ye mamala shiksha nideshalay ka hai jiska jabab unhe hi dena hai sanbhawatah apne bachav me uchit jabab shiksha sachiv dwara diya ja chuka hoga .double bench me case kharij hone ka karan humare kabil advocate dwara di gayi dalil hai ,yah kahna ki kisi yek ke karan stay laga hua hai galat hai kyoki janhit yachika kisi third person dwara bhi dayar kiya ja sakta hai aur usase kisi yek ke sath bhi agar anyay ho raha hai to bichar karna jaruri ho jata hai jiska spastikaran hona hi chahiye us mamle ko avoide nahi kiya jana chahiye.rahi bat humare sath hone wale anyay ki to isake liye hume alag se court me pil karni chahiye ki prasarit vigyapan ki sari sarte puri karne ke bad bhi niyukti prakriya na karke sarkar hamara arthik aur mansik shoshan kar rahi hai aur court se nyay ki guhar lagani chahiye sath hi yah dawa bhi kiya jana chahiye ki sarkar janbujh kar bharti prakriya ko radd karte huye niyamawali bhi badalna chahati hai aur court se ummid jatayi jaye ki purv prakashit vigyapan ke adhar pr hi bharti prakriya shighra pura karai jaye aur purv me court ke adeshanusar humare bakio ke paise bhi wapas dilaye jaye.
ReplyDeletemere dwarw kiya gaya comment khud ki meri soch hai ispar cmment kare taki aaage isapar vichar kiya ja sake.kyoki bharti prakriya court ke aadeshanusar purv prakasit vigyapan ke aadhar par hona purna sambhav hai.court kyo sarkar ke isare par kam karegi aisi koi bat nahi hai hume hamesa hi nyay palika par bharosa karni chahiye.aisa nahi hai ki hc se nyay nahi milta ya nahi milega bilamb hona swabhavik hai kyoki kisi ke liye sarkari kam karne wale to jaldibaji nahi hi dikhayenge court apne hi tarike se kam karegi so please pahle yek case apne upar ho rahe anyay ke liye to dali jaye.
ReplyDeletemuskan ji kripya ispar apani ray de.
ReplyDeleteDOSTO MUJHE TO KUCH DAL MAI KALA LAG RAHA HAI KI AISA KAI SE HO SATKTA HAI KI BINA SUNWAI KE KESH KI DATE AGE BER RAHI HAI
ReplyDeleteRanjeet & lalit ki special appeal per DB bench ne Jo direction single bench ko dia hai ab ushi ke behaf me pending prociding ki hearing hamare favor me ho jayegi , hame alag se pareshan hone ki jarurat nahi hai ,
ReplyDeleteKAHI AISA TO KAHI KI LALBAHADUR NE SARKARI VAKIL KO PAISE KHILA DIYE HAI VO HAMARA PAKSH TIKH SE NAHI RAKH RAHA HAI OUR US BAHADUR KI MADAD KAR RAHA HAI KIYOKI BAHADUR JAB CHAHATA HAI DATE BADVA DETA HAI
ReplyDeleteRakesh ji mujhe bhi yahi lagta hai.
DeleteDear Friends,
ReplyDeletekoi ye confirm bataye ki case ki hearing kab hai 9 april,12 april or 19 april.please anyone confirm.
muskan ji aap ek postcard par sup court mein pil dalne ko kah rahii hain kya is postcard ko as a application concider kiya jayega aur agar kiya jayega to kitne percent chance hai muskil se shyad 1 percent. kya hamare pass itna samay hai jab proper way application ko notice mein nahi liya ja raha hai to ek postcard par action din mein tare dekhna haai exception ko har jagah lagoo nahi kiya ja sakta. hamein proper way mein court mein pil dalnee chaiyee na ki postcard aadi jaise totke ko aajmana chaiyee khaskar tab jab hamare pass time nahi hai
ReplyDeletecase lagwana koi badi bat nahi hai badi ki chal hai pesakar ko 50 rupaye dijiye apne mutabik date le lijiye bahut aage to nahi lekin thoda aage kiya jasakta hai.mere jankari me lower court me to yah kam 10 rp me hi hojata hai isiliye high court ke liye 50 li9kh diya.maine aisa kiya hai advocate ko fee aur usake munsi ko 20 rs dene par gaya aur 5 min me date laker chala aaya.
ReplyDeleteDOSTO YA EKBAT YE BHI HO SAKTE HAI KI SARKAR OUR PRASHASAN HAME BEVEKOF BANARAHA HAI COURT KI AR MAI
ReplyDeleteyek bat conform hai ki yah nyukti honi hai aur purva prakashit vigyapan ke adhar per hi.ab agar S P gov man leti hai to turat suru ho jayega anyatha court se to honahi hai chahe jitana samay lag jaye.
ReplyDeletedouble bench ke faisala yun to hamare favour mein hai lekin application kharij ki gayi hai aur stay ko vaccate nahi kiya gaya hamein isi faisle ke khilaf writ dayar karni chaiyee aur higher court ko shyad woh supr court hai apna faisla degi aur woh nishit roop se hamare favour mein hoga court aadi ki karywahi ek nischil rules par hoti hai jab hum nichli adalat se har jate hain to usse upar ki adalat mein apeal dayar karte hain hamein double bench ki decision ke kilaf apeal karni chaiye. is tarah se hum step by step kaam karenge to saflta nischit hai.
ReplyDeletekya double bench ke order se single bench ko avgat karaya gaya hai aur jaldi sunvai ke liye application dali gayi hai
ReplyDeleteYADAVE JI KESH KI SUNWAI 19 TARIKH HAI PER BHAROSA NAHI HAI KI BINA SUNWAI KE HI AAGE KI DATE MIKJAY
ReplyDeletekapil dev yadav janta hai ki uske appeal kharij hogi lekin tub tak woh uska no nahi aane dena chahta. jaldi sunvai ke liye court mein appeal dali ja sakti thi aur nahi to double bench mein apeal ki ja sakti thi. double bench ka order hamare 100 percent favour mein hai. yeh single bench jaldi faisala deti lekin jab sarkari vakeel iski importence ko court ko batata lekin yahan vadi aur prativadi done date par date chahte hain. agar double bench ke order se single bench ko avgat karaya ja sake to yeh faisla 9 ko pakka hai
ReplyDeleteaap aisa kyo sochate hai ki is niyamawali par hi SAPA ki najar hai. balki sahi to yah hai ki isniyam ke adhar par ho yah sarkari adhikari bhi chahte hai.kyoki unako aage bhi mauka milega btc walo ko safal karane mai aur sapa ki sarkar hai to kya darna hai .ab har faisala humare huk me hoga 9 tarikh ka intajar to karna hi hoga fir der kis bat ki agar positive result hai to thik nahi to hum taiyar rahe SC ke liye .aap log apani taiyari rakhe sangathi ho jaye aur paise ki tarah se ikththa karna hai ispar comment kare sath hi postcard bhejh sakte hai taki yah sabit ho sake ki tatkal bharti na karne se humlogo ka utpidan ho raha hai isaki pushti to jarur hogi.
ReplyDeletehamein single bench ko double bench ke order se avgat karana chaiye iska precedure koi advocate hi bata sakta hai
ReplyDeleteDOSTO MUJHE TO AISA LAGTA HAI KI S P VIGYAPAN CENCEL NA KARA DE OUR SARA DOSH CUORT PER DAL DE
ReplyDeletehamein court mein ache se pairwi karni chaiye thi ab tak hum sab joining pa chuke the jab stay hua tha usi samay hamein double bench mein jana chaiye tha aur is samay hamein double bench ke kilaf supreme court isme der ab ghatak hai pahle hi kafi der ho chuki hai nahi to niymawali mein sansodan pakka hai ise keval court ke jariye roka ja sakta hai aur jab court mein case hoga to sarkar faisle ka intjaar kareegi aur court ke rukh par uske aage ki karywahi nirbhar karegi.
ReplyDeleteYar ye kaisa majak ho raha hai?march ke baad date 9 april ko padi thi lekin baad me hame date 22 march ko mili es din bhi kuchh nahi hua aur bina sunwai ke date 29 march ko ho gai phir 29 ko bina sunwai huye 5 april ho gai once again 19 april .mujhe to lagta hai ki sale sab chor hai.
ReplyDeletejitna adhik samay mil raha hai sp sarkar ko apne hisab se niyam kanoon banane ka mouka mil raha hai woh itne gambhir mudde par apni taiyari kar rahi hai aur abhi prt ke liye application invite ki gayi hai joining nahi di gayi isliye niymawali mein sansodhan ho sakta hau aakhir shuru mein 5 district se application dalne ke baat thi bad mein sab district se to process ke beech vigyapan mein sansodhan nahi hua joining hone ke bad change nahi ho sakta tha lekin abhi to kanooni roop se bhi change ho sakta hai isliye laparwahi ghatak hai ............
ReplyDeleteyadav ji kapil dev 10 ya 5 rs kharch kar date le leta hai aur hamari taraf se koi court mein pairwi karne wala nahi aur sarkari vakeel ko date aage badhne mein koi dikkat nahi hai kuldeep kamina apne maksad mein kareeb kamyab ho chuka hai process delay karna uska motive tha
ReplyDeleteDOSTO MUJHE TO YE PRASHASAN KI MILIBHAGAT LAG RAHI HAI OUR HAMAI BAVKOFE BANAYA JA RAHA HAI KOURT KI AR MAI
ReplyDeleteagar sp vigyapan cancle kara deti hai to wahi cuort hume usi vigyapan par nyukti bhi karayegi.
ReplyDeletemuskan ji aap ek postcard par sup court mein pil dalne ko kah rahii hain kya is postcard ko as a application concider kiya jayega aur agar kiya jayega to kitne percent chance hai muskil se shyad 1 percent. kya hamare pass itna samay hai jab proper way application ko notice mein nahi liya ja raha hai to ek postcard par action din mein tare dekhna haai exception ko har jagah lagoo nahi kiya ja sakta. hamein proper way mein court mein pil dalnee chaiyee na ki postcard aadi jaise totke ko aajmana chaiyee khaskar tab jab hamare pass time nahi hai
ReplyDeletevigyapan mein joining se pahle kabhi bhi sansodhan kiya ja sakta hai abhi keval application invite ke gayi hai chayan nahi kiya gaya hai
ReplyDeleteFriend sp gov. Kewal 9 ya 10 may ka wait kar rahi niymawali me correction ke liye aur shayad tab tak court ka decision aana mushkil hi nahi namumkin bhi hai.
ReplyDeletem
ReplyDeletedear friends agar court mai hearing 9th,12th,or 19 aprl ko hoti b h to kya sarkar (bharti board)apna paks rakh kr vigyapn bachana chata bhi h ya nhi,,,,,,,y sbse importnt questio h ,,,,,wt do u feel,,,,,agar board chata to itni hearing hui to board ne apna paks majbooti se kyo ni rkha ???????? i hv sme doubt on gov,,,,
ReplyDeleteRampur k jila adyksh Gurupal ji hai.jinka no.97588697521Kisi bhe perkar ki jankari k liye rampur k tetians contact kre.vinay-7500581360,saleem-9758884212.plz koi kos or kadam uthane s pehle uprokt no. pr call jrore kre
ReplyDeletemai noida me hu......sc jana chahta hu plz help me..
ReplyDeletebhaiyo nirash hone ki jarurat nahi hai kyoki nirasa se buddhi bhrast hoti hai aur galat kadam uthaye ja sakte hai isliye tension ko chhod kar hum jald se jald bharti prakriya ko suru karne ki bat kar sakte hai sath hi ncte se mangi gayi samay seema ko bhi high court ke samaksh rakhte huye nyay ki guhar lagani chahiye.kripaya hamre leader yek bar fir A K KHARE se bat kare aur jo bhi paisa lagta hai hum sabhi dene ko taiyar hai.aap log paisa ikththa karne ke tarike par comment de.please.
ReplyDeleteRampur k tetians kisi or k behkave m na aaye or gurupal ji duara rkhe pertiak meeting m jrore upstith ho aapki ekta or shyod humari ledai ledne walon ki takat hai
ReplyDeletegud suggs panday ji
ReplyDeletekya meerut mai koi meeting h plz reply
ReplyDeleteGurupal adyaksh rampur 9758869752.vinay-7500581360,saleem-9758884212
ReplyDeletesirf pairawi se kuch nahi hone wala
ReplyDeletehai ,,,,
99% viyapan nirast hoga kayonki takniki roop se kewal niyukti pradikari hi viyapan nikal sakata hai
...
ye vigyapn pahali sunwai ko hi nirast ho gay hota .
yadi case me dum nahi hota to pahale din hi khariz ho chuka hota..
bsa ke sapath patra se kuch nahi hoga kayonki board dwara vigyapan jari karane ka niyam hi nahi hai..
jis prakar 5 jilo se aavedan ka niyam nahi tha aur court ne use khariz kar diya tha usi prakar ye vigyapan bhi nirast ho jayega.
court yachika me dum tha isliye stay lagaya.
better hai ki issse pahale single bench apna nirnay kare supreem court me jana hoga.
@Pramod jee,
ReplyDeleteSuperior authority have always powers that override lower authority.
Else our fedral system not works.
Something may be technically incorrect but things are under process and candidates applied to relevant authority.
@ blog edtor ji
ReplyDeleteabhi iss tarah ke kai mamle hue hai jaha par superior authority ne aisa kiya lekin court ne ise khariz karate hue hi ise niyukti pradikari ko hi
iska adhikar diya..
latest me last nov-dec me sinchai vibhag me superior authority ne vigyapan nikala tha jise court ne
khariz karate hue executive engg ko hi iska adhikar diya tha.
ye hi karan hai ki court ne stay laga diya tha.
hi friends, hum sb sifr 1 candidate KAPILDEV BAHADUR LAL ki wazah se itne pareshan he, kya sare u.p. me koi aadmi konahi janta ?
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletehi friends, hum sb sifr 1 candidate KAPILDEV BAHADUR LAL ki wazah se itne pareshan he, kya sare u.p. me koi aadmi konahi janta ?
ReplyDeletehi friends, hum sb sifr 1 candidate KAPILDEV BAHADUR LAL ki wazah se itne pareshan he, kya sare u.p. me koi aadmi konahi janta ?
ReplyDeletehi friends, hum sb sifr 1 candidate KAPILDEV BAHADUR LAL ki wazah se itne pareshan he, kya sare u.p. me koi aadmi konahi janta ?
ReplyDeleteyadi vigyapan ki vadhanikata hi nahi hogi to niyukti bhi avadhanik ho jayegi...
ReplyDeletekapl ne bus yahi point le ke mamala uljha diya hai...taki vigyapan ko hi avaidh ghosit karwa diya jaye..
hamare samne ek hi upai hai ki sc me jakar vogyapn nirast hone par bhi purani prakriya ke anusar bharti par jor lagane ki kosis ho..
lekin iske liye faisle ka intezar karana hoga
agar yer KAPILDEV LAL BAHADUR apna case wapa le le to bahut problem solve ho sakti he,,, pls meri bat pr dhyan dejiye wo bhi ek insan he ,agar usase mila jaye to may wo inte logo ki bhalai ke liye ye bat man sakta he...
ReplyDeleteagar yer KAPILDEV LAL BAHADUR apna case wapa le le to bahut problem solve ho sakti he,,, pls meri bat pr dhyan dejiye wo bhi ek insan he ,agar usase mila jaye to may wo inte logo ki bhalai ke liye ye bat man sakta he...
ReplyDeleteagar yer KAPILDEV LAL BAHADUR apna case wapa le le to bahut problem solve ho sakti he,,, pls meri bat pr dhyan dejiye wo bhi ek insan he ,agar usase mila jaye to may wo inte logo ki bhalai ke liye ye bat man sakta he...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletehello frnds
ReplyDeleteye maya ka maya jall tha
ReplyDeleteiske raj me chand adhikari manmane tarike se nirankush ho kar karya karte the... jaisa ki iss vigyapan me hua tha bina niyam ke hi board ki taraf se vigyapan nikal diya..
5 jilo me avedan ki badhayta laga di
agar govt. chahe to kuch bhi kr sakti he, use adhikar he ki wo vagapti kisee bhi tarah jaree kr sakti he...
ReplyDeletekisi ne bahut pahle likha tha ki anil sant ne sabhi zila basic shiksha adhikariyo ki yek meeting rakhi thi aur unhone sayad sabse likhit rup me le bhi liya tha .agar aisa hua hai to anil sant ne apne bachaw ke liye use submit bhi kar diya hoga.anyatha sarkar ko isaka jabab dena hi hoga aur jisake dwara aisa kiya gaya hai use bhi dosi jarur thahraya jayega chahe ia samay wah bhale hi shiksha sachiv nahi hai karan spast karna hi hoga .so dont worry hume apane liye yek achika daldeni chahiye ki humne sabhi sarte puri kiye hai ab hume humara hak milna chahiye.agar sarkar dhadhli ki bat karte huye vigyapan radd karti hai to use pahle dhadhali sabit karni chahiye aur agar bade paimane par hua hai to fi madhyamik shiksha sachiv kaise bach gayi.sath hi sanjay mohan ne kabhi aisa swikar bhi nahi kiya hai,agar aisa hua hai to usaka pata lagana bhi sarkar ka hi kam hai usase vigyapan radd kyo kiya jayega .bharti aap bhi jante hai aur ye acd suporter bhi jante hai ki usi adhar par hidi lekin bina karan hume paresan to kiya hi ja raha hai.kapil dev ko bhi pata hai agar yek galti par stay le kar nyukti prakriya badhit karwa sakta hai to avedan karne ke bad sarkri khamiyo ke karan hajaro logo ke bhavishya ke sath khilwad bhi nahi kiya ja sakta hai.aap khud dekhe jub bhi kisi ne pil kiya to usake sath nyay sangat byawahar hi mila hai jaise dubara janch karwana ,sabhi jilo me avedan karne ki chut kewal yek hi kharch par sabhi zilo me avedan karne ko court ne kyo kaha jabki usi court ne vigyapan ko prakasit karne ke mamle ko lekar stay bhi de diya hai .kyoki sabhi bate nyay sangat hai court ne aisa nahi mana hai ki vigyapan galat hai nahi to sabhi zilo me thodi rakam ke sath avedan karne ko ya avedan ki dhan rashi ghatane ko adesh karta na ki yek hi bank draft pe sabhi zilo me avedan karne ko.court me karan to batana hi hoga ki vigyapan ka yah tarika sarv sammati se nikala gaya hai ya kisi ke adhikar ko chhina gaya hai.simple si bat hai kewal itana hi sabit karna hai ki sarv sammati se nikala gaya hai jisase aasani ho jati hai sabhi chhatro ko avedan karne mai.koi badi bat nahi hai mamla atakane ke liye to sarkar jabab me kuchh bhi kar sakti hai lekin aisi kya bat hai ki AKHILESH BHARTI NAHI KARNA CHAHENGE RAHI BAT POLICE BHARTI KI TO usako to nirast karna hi tha kyiki usame akhilesh chunav kharch aasani se nikal sakte hai jo ki sapa ke liye nayi bat nahi hai.so dont worry .thoda sant hokar sochenge sab sahi hoga.waise mai apne taraf se VIVEKANAND JI AUR NITIN JI SE BAT KARNE ME LAGA HU JAISE HI BAT HO JATI HAI JARUR KOI KADAM ATISIGHRA UTHAYA JAYEGA.
ReplyDeletekisee bhi tarah Kapildev lal bahadur ko dhoondho ,, us pr case wapas lele ke liye davab banaya ja sakta he,, aakhi hr insan me kuch to insaniyat hoti he,,
ReplyDeleteAB TO JARURI HO GAYA HAI KI US CASE PAR BAHASH HO AUR NIRNAY NIKALE NAHI TO USI CASE KO KOI DUSARA DAKHIL KAR DEGA TO KYA FIR USAKO BHI MANANA PADEGA.AB KAPIL AGAR CASE WAPAS BHI LE LETA HAI TO BHI ACHHA NAHI HOGA .JARA DHYAN SE SOCHE BHAI.
ReplyDeleteHUM YAHA COMMENT ISLIYE KARTE HAI KI SABHI LOG AAPAS ME BICHAR KARENGE TAKI KUCHH SOLUTION NIKALEGA AUR TENSION KAM HOGA AISA NA HO KI HUM TENSION BADANE WALI KHABAR FAILAYE.KRIPAYA MANTHA KARE AUR SOLUTION DHUNDHE.
ReplyDeleteBHAI vigyapan me chhut di ja skti hai seats badai ja sakti hai lekin adhar nahi badala ja sakta kyoki abhyarthi dava kar sakta hai ki purva prakasit vigyapan ke adhar par meri yogyata sanbhaw thi to maine avedan kiya ab meri yogyata par is sansodhan se prabhav padata hai aur agar yah vigyapan purva me prakasit hoti to mai avedan nahi karta yah humare sath kiya jaya chhal (dhokha)HAI jise badala nahi jana chahiye aur hamara shosan kiya ja raha hai.
ReplyDeletebharti praakriya tet merit par honi chahiye kyoki isse yogya teacher bharti honge
ReplyDeletesabhi log ek jut hokar sangharsh karne k liye taiyar rahe