/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, April 11, 2012

Sad News : Two UPTET Candidates Expired / ka Nidhan ho gaya

Sad News : Two UPTET Candidates Expired / ka Nidhan ho gaya


This news shared by a facebook user on my profile.

a vry sad day for us...
khabar mili hai ki do uptet candidates..
angad chaurasiya ( sant kabir nagar)
sh. mahendra ( saharanpur)
ka aj nidhan ho gaya...
shokakul pariwar k sath hum sabhi uptetians ki samvednayen nd divangat aatmaon ko bhav bhini shradhanjali... plz share this news with evryone nd agle 5 min tk dont post nything on wall..

angad chaurasiya ki age 35+ thi....unke parents ki deth pahale hi ho chuki thi.....ab unke ghar me unki wife aur 3 bachhe hai...ye 3no bachhe under ten year hain.....ab inke dekh bhaal k liye koin nahi h....ye pariwaar bahut hi poor hai....angad chaurasia ne kisi tarah se udhaar lekar b.ed kiya tha...aur unke tet me 109 marks the....soch ki jab job mil jaayegi to mere baccho ka jeevan acche se kat...




मेरी  व  मेरे  ब्लॉग  की  तरफ     :- 
 दिवंगत  आत्माओं  को  भाव  भीनी  श्रद्धांजली 
और इश्वर से प्राथना है की शोकाकुल  परिवार  को इस  कठोर  घडी  को  सहने  की हिम्मत दे 


79 comments:

  1. Inki hatya GOVT....aur MEDIA ne milkar ki hei....

    Ye dono apne hak k liye ladte hue SAHEED hue hein....

    Hum inke BALIDAN ko bekar nahi jaane denge....

    Hum inko jeet ki sredhanjali denge....

    BHAGWAN INKI AATMA KO SHANTI DEI.....


    @@@@@@
    Its very very said....

    ReplyDelete
  2. DOSTO,

    SABSE PEHLE TO HUM SHOK SANTRPT PARIWAR KO APNI SAMWEDNA VYAKT KARTE HAIN SATH HI SATH HI SARKAR KO AAGAH KARTE HAIN KI WAH AB TETIONS KE DHAYRA KI AUR PARIXA NA LE.

    ReplyDelete
  3. AB AUR ADHI MANSIK UTPIDAN NAHI JHELENGE.

    YE WEAK TETIONS KE LIYE NIRNAY KA WEAK HOGA.

    ReplyDelete
  4. VERY SAD NEWS
    HEY PRABHU UNKE PARIWAR KO TAKAT DO KI WO IS KATHIN SAMAY ME HIMMAT NAA HARE

    FRIENDS HUME UNKE PARIWAR KI MADAD KARNI CHAHIYE AGAR HAMARI TET ME NAUKARI LAGTI HAI TO HUM APNI ADHI PAYMENT PAHALE MONTH KI UNKO DENGE ....
    AGAR AAP LOG MUJHASE SAHMAT HAI TO PLZ COMMENT

    MUSKANJI UNKE ADDRESS BHI POST KAR DE JO TETIANS UNKE GHAR JAA SAKTE HO PLZ JAROOR JAYE AUR HUM SAB KI TARAF SE SANTWANA DE

    ReplyDelete
  5. bhagvan inki punya atma ko shanti pradan kare.......ommmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm shanti

    ReplyDelete
  6. Me aur mera pariwar bahut dukhi h ....in sahido ko mera salam ab hum is sarkar ka bahiskar krenge..

    ReplyDelete
  7. ADITYA FAIZABAD,TET PASS CANDIDATE KE LEYE aaj ka din sabse kharab din hai.mera mun bahut dukhi ho gaya.hey bhagwan us pariwar ko dukh sahney ke sakti do...............................

    ReplyDelete
  8. such mein mansik utpidan ki intaha hai. noukari ke sapne dikhar jisse candidate ne socha ki woh apne parivar ka acche se palan posan kar saken. is sapne ki hatya karne wale in do candidate ki hatya ke dosi hain. mere pass samvedna vyakt karne ke liye sabd nahi hai such mein unke pariwar ke bare mein sochkar baitha jata hai.bhagwan unki atma ko santi pradan kare.

    ReplyDelete
  9. I am agree to give my half salary to both persons family, if i get selected in TET, I hope everyone wants to help the Both family.

    ReplyDelete
  10. tum sab nikkame ho kevel very sad bolene se kuchh nahi ukhadane wala hai mai bhokata nahi hoo jo karana hai directly kar deta hoo

    ReplyDelete
  11. IS NEWS KO PADHNE K BAD MUJE JITNA DUKH HUA UTNA HI SARKAR PAR GUSSA BHI AA RAHA HAI.

    HU SUB TET MERIT SUPPORTERS KO SOK SANTRAPT PARIWAR KI HELP KARNI CHAHIYE.

    ReplyDelete
  12. Allah karim un logo k ghar walo ko gum se Ladne ki himmat de, Inna Lillhe wa inna ilehe raajeoon

    ReplyDelete
  13. IS NEWS KO PADHNE K BAD MUJE JITNA DUKH HUA UTNA HI SARKAR PAR GUSSA BHI AA RAHA HAI.

    HUM SUB TET MERIT SUPPORTERS KO SOKAKUL PARIWAR KI HELP KARNI CHAHIYE.

    ReplyDelete
  14. hoo, chalo ab chanda collect karo nikkamo

    ReplyDelete
  15. it`s a black day, realy black day.still these shame less felloows will not take any action to conduct process of these appointment.if possible please post the address of suffering families.

    ReplyDelete
  16. padosi ki aulad saala baruta nikamma tu aur woh teacher`s who have given u such educatio??????????????

    ReplyDelete
  17. Hum sub kitne ashay ho gae hain ki samvedna ke alawa kuch kar bhi to nahi sakte.

    ReplyDelete
  18. @BARUTA KA ATMA

    TUM KITNE GIRE HUE INSAN HO IS DUKH KI GHADI ME BHI TUMHARE MUH SE GANDE SABD HI NIKAL RAHE HAI.

    WE HATE YOU.

    ReplyDelete
  19. Bahut dukh ho raha hai khabar sunkar .unki aatma naukri ke liye tadafti gai hogi.ye mauka mila tha aur isko bhi neech swarthi logo ne chheen liya.he bhagwan inke parivar ko itne bade dukh se ladne ki shakti de.c.m. Sir unki patni ke liye job de jis se unke 3 bachcho ko roti mil sake.

    ReplyDelete
  20. इश्वर से प्राथना है की शोकाकुल परिवार को इस कठोर घडी को सहने की हिम्मत दे........

    ReplyDelete
  21. sale baruta ki atma tere dimaag me potty bhari hai kya/?????????? sale jab bolega tab sala ganda hi bolega

    ReplyDelete
  22. main es dukhad ghatana se bahut aahat hu.inka balidan vyarth nahi jayega.
    parmeshwar inki aatma ko shanti de

    ReplyDelete
  23. सिसक उठता मेरा भावुक मन,
    शून्य भरती सब सूनी साँस।
    आकाँक्षा होती फिर क्यो न संतुष्ट ?
    क्यो होती आँखे आज सजल,
    जीवन होता क्यो व्यर्थ विकल ।

    हे ईश्वर अभी हमे कितने इम्तिहानो से गुजरना है ?

    ReplyDelete
  24. He ishwar bahut bura hua.kitni dukhad khabar hai.2log kabil hone ke babjud naukri ke liye tadafte hue is duniya se chale gaye sada ke liye.

    ReplyDelete
  25. Dosto news m ab tak aisa kuch nahi aa rha h...i shall not believe.

    ReplyDelete
  26. kafi dukhad samachar hai.hum shokakul pariwar k sath hain. ishwar unki atma ko shanti de.

    ReplyDelete
  27. Dosto news m ab tak aisa kuch nahi aa rha h...i shall not believe.

    ReplyDelete
  28. arey baruta ka atma if u have converted in atma realy??

    ReplyDelete
  29. @ BARUTA KA ATMA
    कृपया आप हद से आगे न बढ़े तो ज्यादा अच्छा होगा ।
    अगर आप मेँ थोड़ी सी भी मानवता हो तो कृपया एक सभ्य मनुष्य का परिचय दे।
    अगर वास्तव मे आप होनहार है तो ऐसे शब्दो का चुनाव न करे जिससे किसी को ठेस पहुँचे ।
    आगे आपकी मरजी ।

    ReplyDelete
  30. Dekhhye is blog post par koee bhee gande shabdo ka pryog na kare.

    Aaap log dherya rakhen, aur gande logo ka reply gande shabdon mein mat karen,

    Mein asee comments ko spam/delete kar hata doongee.

    Please , mere kisee se koee virodh nahin hai.

    Par sahee bat aur siddhanto ke saath rehna mera kartavya hai.

    Bahut saare TET rakers lagbhag 70-80 % are good in both acadmic and TET.
    Unme mein bhee hoon.
    (Mere leeye to bahut achha hai)

    Lekin prkriya ek baar nirdharit kee gayee aur ye sabko saman avsar detee hai.

    ReplyDelete
  31. Friends aap sabhi se request hai logon ko aur depress na kijiye....sirf tet/prt hamara sab kuch nahi hai ,ham chahe to is job ke alawa kuch aur bhi kar sakte hai aur apni family ko is tarah kisi ke daya ka patra banne se bacha sakte hai,
    mujhe nahi pata unlogon ki death kaise hui par agar unhone depression me aakar suicide kiya hai aur apne pariwar ko is duniya me thokar khane ko chod diya hai to....mujhe nahi lagta ki aise kamjor logon ke marne par kisi ko ansu bahana chahiye....kyoki ye job pana to jivan ka ek bahot chota sa sangharsh hai jisse kai karore log bahaduri se lad rahe hai...aur aise sangharsh poore jivan me baar baar aate rahte hai,unse ladna chahiye na ki apne sath ladne wale pariwar ko chodkar is tarah ka kuch galat karna....

    ReplyDelete
  32. Mujhe BLOG par filter lagana pad sakta hai.

    Kuch gande log bahut hee behuda comment likhte hain.
    -----
    Logo kee museebaton (Aap logo ka aandolan kamjor na ho ) ko dekh kar mene BLOG se filter hata deeya,

    lekin lagta hai vapas lagana padega.


    Aap logo kee kya rai hai ?

    ReplyDelete
  33. He bhagwan un dono divangat aatmao ko shanti dena aur unke pariwar ko is dukh ki ghadi me himmat dena

    ReplyDelete
  34. @baruta ki pol khuli sota hai khujli vali kutiya ke sath.isliye rat bhar ise neend nahi aati.ise babaseer rog bhi hai.try everyone on baruta.ganda baruta.

    ReplyDelete
  35. news ko sare papers mei dena hoga jisase logo ko pata chale ki .....hamara desh ki sarakaren kitani mahan hai.
    logo ki jabs ke liye age ke sath sath jivan bhi chala jata hai.......ye berojagari ka bikaral rup hai.....abhi to suaat hai...

    ReplyDelete
  36. Mere khud ke marks UPTET va Acad. dono mein achhe hain,

    UPTET mein 125+
    B. Ed NAAC Accredited Univ. p mein - 80 %
    ------
    Aur agar mujhe meree Home Dist. mein job miltee hai to shayad sochungee

    ReplyDelete
  37. @BARUTA KI ATMA/.SAID/PITAJI/ETC

    AP LOG APNA ASLI NAM KYONNAHI LIKHTE
    NAKLI NAM KYON BANAYE HO BLOG PAR CHORI KARNE TO AAYE NAHIN HO.

    TO FIR EK ACHCHE BLOGAR KA PARICHAY DEN.

    NAKAL KARNA ACHCHHI BAT NAHIN.

    ReplyDelete
  38. Par mera sochna hai kee - jab process decide huee to uska badlna anyay hai.

    Saath hee jo soch rahe hain kee process badal jayegee to selection ho jayega ,

    Nahin
    Mamla court mein chala jayega, uske baad fesla kab aaayega kuch nahin kaha ja sakta

    Ho Sakta hai - Loksabha election ke baad

    ReplyDelete
  39. sunil kumar ji inko apne bap ka nam nahi pata ye apna nam kya batayenge

    ReplyDelete
  40. @sunil kumar
    aapka parichay kya hai?
    Mai 18 sunil kumar ko janta hu,blog par apka parichay apke comment se hota hai aur us comment ko pahchanne ke liye aap kisi nam ya symbol ka use karte hai,agar mai apna symbol (.) use karta hu to isme galat kya hai?

    ReplyDelete
  41. Bade dukh ki baat hai ki b.ed kiyd huye log aisi neechta bhari bate karte hai

    ReplyDelete
  42. YE ACC SUPPORTER PAGLA GAYE HAIN ISI LIYE AB UL JALUL BAKNE LAGE HAIN.

    TET SUPPORTER AISA NAHIN KARTE.

    ReplyDelete
  43. ADITYA FAIZABAD ,KUTCH LOG iss blog ka galat use karte hai aise log apna mansik dewaliapan pradersit kartey hai.

    ReplyDelete
  44. @.SAID

    APNE SAHI KAHA APKA PARICHAY APKE BLOG SE HOTA HAI.

    MERE SABHI BLOG PADHIYE JYADATAR BLOG DOSTO, SE SURU HOTE HAIN.

    BUTKUCHH LOGON NE TO HAD HI KAR DI HAI WE BAHUT GANDE BLOG LIKH RAHE HAIN.

    AISE LOGON NE B.ED. ME KYA SIKHA HAI???????

    ReplyDelete
  45. bhai log agar educated log galat sabdo ka use kartey hai to bahut dukh hota hai.

    ReplyDelete
  46. bhai log agar educated log galat sabdo ka use kartey hai to bahut dukh hota hai.

    ReplyDelete
  47. 16-04-2012 allahabad high court cause list dekhen court no. 33

    ReplyDelete
  48. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  49. @suneel kumar
    jo log gande comments kar rahe hai wo yehi dikha rahe hai ki unke parents ne unhe kya sikhaya hai ya unke parents kaise hai...aiso logon par charcha na karna hi behtar hota hai...

    ReplyDelete
  50. Blog editor ji, aap aisa karein ki bhi blog visitor sirf apne original name se hi comment post kar sake. Faltu name se nahin.

    ReplyDelete
  51. 16-04-2012 allahabad high court cause list dekhiye court no. 33

    ReplyDelete
  52. @suneel kumar
    jo log gande comment kar rahe hai wo yehi dikha rahe hai ki unke parents ne unhe kya sikhaya hai ya unke parents kaise hai...aiso logon par charcha na karna hi behtar hota hai...

    ReplyDelete
  53. Mere pass - Comment Moderation Filter ke alawa abhee koee rasta nahin hai

    Aur aap log parshan nahin ho,

    Mera facebook profile (UPTET - PRT ke naam se mojood hai) bhee hai, jahan aise logo ko aasaanee se comment dene par block keeya jaa sakta hai.

    Achee comments samay samy par publish hotee rahengee.

    Thanks
    ~ Blog Editor

    ReplyDelete
  54. Mera facebook ID :

    http://www.facebook.com/profile.php?id=100003229523165
    (UPTET PRT) hai, yahan bhee aapke comments par kafee log rai va news de sakte hain.

    Blog par bhee comment moderate/filter ho kar publish kar dee jayengee.

    Thanks
    Blog Editor
    ~Muskan

    ReplyDelete
  55. Mere facebook ID par 1200 se jyada log jud chuke hain, aur aap wahan bhee (mere Wall par) apnee info share kar sakte hain.

    ReplyDelete
  56. Hello! Dear Friends

    Aaj sham blog par yeh khabar dekhkar bahut dukh hua ki humare do uptetain dost humara sath chod gaye hain.

    Sabse pehle toh main unki aatma ki shanti ke liye isswar se prarthna karta hoon. Isswar unke pariwaar ko iss dukh ke samay ko sehne ki shakti de.

    Main janta hoon ki jis pariwaar par yeh musibat ki ghadi aayi hai weh khud hi iss dukh ko bhali bhanti samajh sakte hain, anya koi nahi. Hum sabhi keval pidit pariwaar ko apni samvednaye hi prakat kar sakte hain.

    Doston! Humare divangat bhaiyon ka balidaan jaya nahi jana chahiye.

    May god bless their family persons...

    ReplyDelete
  57. MRITAK ATMA KO BHAGWAN SHANTI PRADAN KARE.................

    AAJ KI MEETING ME KYA HUA?

    ReplyDelete
  58. Kal tak NEWS pata chal jayegee.

    Mujhe lagta hai - Supreme Court mein PIL hee koee sahara degee

    Ye mene aaj se 3 mahine pehle bola tha

    Phir bhee dekhte hain, aage kya hota hai

    ReplyDelete
  59. may god give the courage to the family of both and peace to soul

    ReplyDelete
  60. bhagwaan in bandhuo kee aatma ko shanti de.aapka balidaan vyartha nahee jayega.

    ReplyDelete
  61. 16apr ki cause list me 42 par case court 33 me show raha hai kya tamasha hai

    ReplyDelete
  62. Case Status - Allahabad


    Pending
    Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
    Petitioner: YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
    Respondent: STATE OF U.P. & OTHERS
    Counsel (Pet.): ALOK KUMAR YADAV
    Counsel (Res.): C.S.C.
    Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
    Date of Filing: 21/12/2011
    To Be Listed on: 16/04/2012 in Court No. 33

    ReplyDelete
  63. Kal koi faisla nahi aaya dubara meeting 18 ko

    Source-
    http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120412a_016190017&ileft=805&itop=775&zoomRatio=136&AN=20120412a_016190017

    ReplyDelete
  64. http://epaper.amarujala.com/svww_zoomart.php?Artname=20120412a_006151004&ileft=-5&itop=66&zoomRatio=136&AN=20120412a_006151004

    ReplyDelete
  65. टीईटी पर शासन की सधी चाल लखनऊ, 11 अप्रैल (जागरण ब्यूरो) :
    मुख्य सचिव जावेद
    उस्मानी की अध्यक्षता में गठित उच्च
    स्तरीय समिति ने बुधवार
    को अध्यापक
    पात्रता परीक्षा (टीईटी) और उससे जुड़ी 72,825 शिक्षकों की भर्ती से
    संबंधित पहलुओं पर प्रारंभिक
    चर्चा की। मुख्य सचिव ने समिति के
    सदस्यों से टीईटी और शिक्षक
    भर्ती प्रक्रिया से जुड़े नियम कायदे
    और इनमें बरती गईं विसंगतियों की जानकारी हासिल
    की। यह भी तय हुआ कि इस विषय पर
    चर्चा करने के लिए 18 अप्रैल को फिर
    बैठक बुलायी जाए।
    समिति को अपनी रिपोर्ट
    मुख्यमंत्री को देनी है। बैठक में मुख्य सचिव को टीईटी के संदर्भ में
    राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद
    (एनसीटीई) की अधिसूचना और प्रदेश
    में टीईटी के आयोजन के संदर्भ में राज्य
    सरकार के शासनादेशों से अवगत
    कराया गया। टीईटी के प्रश्नपत्र में कथित गड़बडि़यों को लेकर
    अभ्यर्थियों की दायर याचिकाओं और
    उन पर कोर्ट के निर्देश की भी उन्हें
    जानकारी दी गई। टीईटी के
    परीक्षा परिणामों में संशोधनों से
    भी उन्हें वाकिफ कराया गया। बैठक में मौजूद प्रमुख सचिव गृह आरएम
    श्रीवास्तव और पुलिस महानिदेशक
    एसी शर्मा ने टीईटी के
    परीक्षा परिणाम में की गई
    धांधली और तत्कालीन माध्यमिक
    शिक्षा निदेशक संजय मोहन और कुछ अन्य लोगों की संलिप्तता के बारे में
    मुख्य सचिव को बताया। उन्होंने
    पुलिस विवेचना के तथ्यों से भी मुख्य
    सचिव को अवगत कराया। बैठक में
    मुख्य सचिव ने कहा कि टीईटी और
    उससे जुड़ी शिक्षक भर्ती की प्रक्रिया के बारे में
    जो भी निर्णय लेना है, उसके
    सभी पहलुओं पर और गंभीरता से
    विचार कर लिया जाए। उन्होंने यह
    भी जानना चाहा कि यदि परीक्षा क
    ो निरस्त करने का फैसला किया जाता है तो उसके
    लिए पुख्ता आधार क्या होंगे। इस
    बात पर भी मंथन हुआ कि यदि नए
    सिरे से परीक्षा करानी पड़े
    तो सुधार के लिहाज से
    पुरानी प्रक्रिया में क्या संशोधन अपेक्षित होंगे। इस संभावना पर
    भी विचार विमर्श हुआ
    कि यदि टीईटी को निरस्त
    किया जाता है
    तो क्या अभ्यर्थी अदालत
    का दरवाजा खटखटा सकते हैं। ऐसे अभ्यर्थियों की अनुमानित संख्या पर
    भी चर्चा हुई। अफसरों ने इस पर
    भी चर्चा की कि टीईटी और शिक्षक
    भर्ती प्रक्रिया को निरस्त करने
    की स्थिति में यदि सरकार
    को अदालत में अपने पक्ष का बचाव करना पड़ा तो कोर्ट में उसकी दलील
    क्या होगी। बैठक में मुख्य सचिव के
    अलावा प्रमुख सचिव आरएम
    श्रीवास्तव, प्रमुख सचिव न्याय जेडयू
    खान, पुलिस महानिदेशक (डीजीपी)

    ReplyDelete
  66. hame us pariwaar ki help karni chahiye

    ReplyDelete
  67. FRNDS AB CHUP MAT BAITHO. YEH GOVT HUM SABKO BEWAKOOF BANA RAHI HAI.. TET BACHANE K BAJAYE IN LOGON NE SIRF NIRAST KERNE KE BAARE ME BAAT KI HAI KI INKA SAFE SIDE KIYA HOGA..YAARON YEH SAALE SAB NIRAST KERNE KE CHAAKKR M HAIN.. SAB GAMBHIRTA SE LO INKO INPER BHAROSA MAT KARO.. SAALE SAB CHOR HAIN. NA JANE ABHI YEH AUR KITNO KI JAAN LENGE.............

    ReplyDelete
  68. FRNDS AB CHUP MAT BAITHO. YEH GOVT HUM SABKO BEWAKOOF BANA RAHI HAI.. TET BACHANE K BAJAYE IN LOGON NE SIRF NIRAST KERNE KE BAARE ME BAAT KI HAI KI INKA SAFE SIDE KIYA HOGA..YAARON YEH SAALE SAB NIRAST KERNE KE CHAAKKR M HAIN.. SAB GAMBHIRTA SE LO INKO INPER BHAROSA MAT KARO.. SAALE SAB CHOR HAIN. NA JANE ABHI YEH AUR KITNO KI JAAN LENGE.............

    ReplyDelete
  69. VERY SAD NEWS
    HEY PRABHU UNKE PARIWAR KO TAKAT DO KI WO IS KATHIN SAMAY ME HIMMAT NAA HARE

    FRIENDS HUME UNKE PARIWAR KI MADAD KARNI CHAHIYE AGAR HAMARI TET ME NAUKARI LAGTI HAI TO

    HUM APNI ADHI PAYMENT PAHALE MONTH KI UNKO DENGE ....

    AGAR AAP LOG MUJHASE SAHMAT HAI TO PLZ COMMENT

    MUSKANJI UNKE ADDRESS BHI POST KAR DE JO TETIANS UNKE GHAR JAA SAKTE HO PLZ JAROOR JAYE AUR HUM SAB KI TARAF SE SANTWANA DE
    Wednesday, April 11, 2012 8:59:00 PM

    ReplyDelete
  70. DOSTON MUJHE YEH BATAO K KARE KOI AUR BHARE KOI.. HUM SAB YEH ACHHI YTARAH SE JANTE HAI K HUM SAB NE TET KAISE PASSS KIYA HAI.. JIN LOGON NE GADBAD KIYA HAI UNKO SAZA MILE SABKO NAHI.. AGER GOVT DOBARA EXAM KAREAYEGI TO EXAM TO BAAD ME DUNGA PEHLE EK CASE FILE KAROONGA CHAHE MUJE KUCH BHI KERNA PADE... FRNDS WAISE BHI AGER HUN BTC2001 KA BATCH DEKHEN TO COURT NE BHI NIRDOSHON KE FAVER ME DECISION DIYA THA... MUJHE SIRF YEH KEHNA HAI K HAMARE LEADERS KO BINA WAIT KIYE SC JANA CHAIYE.. WARNA BAHOT DER HO JAYEGII................

    ReplyDelete
  71. Hello anyone is there?aj k dainik jagran news paper me to kuch b +ve ni tha,18 april ko dicision dene ko kaha h,tet cancel karne k b chances h,plz frndz kuch kariye tet cancel ni hona chahiye,agar hm sbi tet qualified log ekjut ho jayen to sarkar aur is comettee ko jhukna padega

    ReplyDelete
  72. bahgwan un dono tet pas ladko ki aatma ko shanti de or sarkar ko sadh budhi de taki wo is bhatri prakriya ko sucharu roop se chala sake.....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।