सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Monday, April 9, 2012
UPTET Maharajganj : टीईटी मेरिट के आधार पर हो भर्ती
17 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
yes,up tet merit ke adhar per he niyukti honi chahiye......
ReplyDelete@Rakesh
ReplyDeleteaap congress/kapil sibbal ki tarafdari kis base par kar rahe hai,sayad aapko rte ke bare me jankari kam hai.
Dunia ke 135 desho me Rte as a 'fundamental right'bahot pahle se hai,aur is congress govt ko rte bill pass karne me kai sal lage hai aur ant me 2009 me pass hua...rte ya anya sabhi schemo par jo bhi kharch hota hai wo hamse aur apse tax ke roop me liya jata hai
Apko sayad pata ho ki Rte ke liye paiso ka ek bahot bada hissa 'World bank' deta hai
Bhai 3% education tax dete hai hum log.
ReplyDeleteye kort ka mamla samajh me nahi aa raha hai ki ye apna desison nahi de pa raha hai
ReplyDeleteTet merit sabke liye saman absar tha agar koi marks kam laya to isme tet meritious ka dosh nahi.
ReplyDeletesab pagala gaye hai yel lagana chhod do bhartee acad. base per hi hogi, bahut jald mohar thappa lag jayegi
ReplyDeletemeenoo sali sanjay mohan tera bf hai to sabake liye saman avasar tha, sala aitana sadela paper se kisi ki skills kya ghanta cheka karoge
ReplyDeleteGovt. Ko sochna chahiye agar acd.ki bhi merit ki baat sochti hai to govt. Ki chhabi kharab hogi.kyonki nakli degree pakdi ja rahi hai.sampurnanand ke kulpati tak ko jahar diya ja raha tha.aise me janta me yahi sandesh jayega.ki govt.bahi gundagardi,farjibada fir lekar aa rahi hai.
ReplyDeletekya aaj ke news me jo 1.52 laks ki jo bat ki gayi hai yah 72825 ko jodkr hai ya isko chhod kar hai?agar 72825 ko chhodkar hota hai to fir kisbat ka dar hai tab to acd walo ka bhi ho jayega fir kya ladana hai aur yadi 72825 ko lekar hai to bhi kam nahi hai kafi logo ka ho jayega aur sayad inhi 5 salo me sabka hi ho jayega to kripya ladna chhod de aur yeh kosis kiya jaye ki bharti atisighra suru ho taki sabka number jaldi se aa sake.
ReplyDelete
ReplyDeleteAbhee mene pics UPLOAD nahin kee hain,
Kuch log keh rahe hain kee sirf kuch logon kee chotee motee NEWS hai.
Ye kehna Bilkul Galat hai.
Wait for 1 hour, pics Upload karna bakee hai
Decision ki sunvai 13 April ko hai
ReplyDeleteApna to mja aa gaya bitt vihin school me mandey milne lagega bina koi exam pass kiye fir 3 saal bad pura betan milega 30,000per month. Jay samajwadi party .apne to döno hatho me laddu hai.
ReplyDeleteahmad ji aisa nahi hai ki court faisala nahi le parahi hai balki court ke bare me kewal yahi kaha ja sakta hai ki apani purani chal se hi kam kar rahi hai usako hamari paresani se jaise koi lenadena nahi hai.
ReplyDeleteMUSKAN JI kya high court me kapil dev lal bahadur wale case ki pakki information blog par show kare.
ReplyDeleteMuskan ji tell me about chandigarh tgt vacancy i'm from up and qualified both ctet exam
ReplyDelete1.520 lakh vacancy me [72000+80000]ki bharti hogi.
ReplyDeletekuch ni hoga
ReplyDeletesala bas 4 din ke ansan me sab bhag gaye
me bi acd+tet ke sath hu
isse
1)tet merid khus
2)acd khus
3)sarker bi raji
to agar job chayei to acd+tet ki mang karo
socho aur karo