सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Friday, April 6, 2012
UPTET : Very Good News : Decision / Next Dateon 9th April 2012 to Vacate Stay in Highcourt for Teachers Recruitment in UP
76 comments:
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
Vivekanand your really great thanx
ReplyDeletewe are always with you (tan man dhan se) my mail add- vedpalspn@yahoo.com
a kapildev tu ja narak me
ReplyDeleteVivekanand jee,
ReplyDeleteAap ne ye NEWS de kar lakhon logo ka Dil jeet leeya.
Nischit hee aap log Badhai ke Patr hain.
Bhagwaan aap ke nek karyon mein safalta de.
Thanks & Regards
For All TET Candidates
~ Blog Editor
GREAT NEWS,
ReplyDeleteTHANKS A LOT VIVEKANANDJI.
neeraj said
ReplyDeletevery very good news up alltet candidate
THNX
ReplyDeleteadvocate . ashok khare jindabad & thanx
ReplyDeleteBahut dam hai UPTET SANGHARSH MORCHA mein.
ReplyDeleteUPTET SANGHARSH MORCHA jindabad..jindbad.
thanks a lot to our leaders
ReplyDeleteYe case humko de de kapil kameene neech kahi ke.
ReplyDeleteMere pyare leader Mr. Vivek and Mr. Ranjeet Yadav Ko main tahe dil se shukriya ada karta hun.
ReplyDeleteGod bless both of you!
jai ho............ jai ho.........
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletegr8 news...woooohooooooooo...
ReplyDeletethanks all leaders and blog editor for there sincere efforts.
ReplyDeleteAgar Bhrtee Shuru Ho Jatee hai to lagbhag har TET pass B. Ed kee Job lag jayegee.
Kyunkee 1:30 ke anupaat se abhee 1-2 lakh aur PRT kee Jobs Aayngee.
Akele Haryana mein 1:30 anupaat hone se 50,000 regular teachers kee bhrtee hone valee hai.
----------
Ab sabhee jaghe B. Ed Holders , Teacher Eligibility Test (Primary Teachers) ke leeye nahin de payenge.
Aur UP Primary Teachers se bahut saare log Upper Primary Jobs mein bhee jaynge, Jismein takreeban 1 lakh vacancies fill kee janee hain.
laksha ki disha me hamare kadam ek ek kar manjil ki aur safalta poorvak bad rahe hai ..jai tet morcha.. thanks to vivekanand $ ranjeet
ReplyDeletejai ho sai baba ki
ReplyDeleteVivekanand & Ranjeet yadav,
ReplyDeleteji ka kaam wakai me sarahniy hai, is case ke file karne ke waqt maine Mr Ranjan ko phone kar apni amount ko dene ko kaha to unhone ne mana kar diya aur kaha ki abhi harare pass paise jama ho gaye hai, aage kabhi jarurat padi to main apko bataunga, sach me tab mujhe ahsas hua ki abhi bhi imandari bachi hui hai, again thanks to vivekanand & his team
lalit mohan jindabad ranjit yadav jindabad vivekanand ji jindabad kapildevyadav murdabad
ReplyDeleteGod bless you
ReplyDelete& THANKS
THANKS TO ALL......
ReplyDeleteCheck both cases ....
http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=SPLAD&num=280&year=2012
http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=76039&year=2011
''god bless you with his love that makes every day to full of joy & happiness''
ReplyDeleteThanks alot to VIVEKANAND Ji
Bharti suru karne sab apne apne star par kosis karo.
ReplyDeleteKuch na ho sake to Bagwan se prathana karain
Thanks
TULSI
All Tetions good friday ko news. so lets enjoy good friday.
ReplyDeleteKal Hamara Hoga.
ReplyDeleteThanks to Vivekanand & Ranjeet yadav
ji for thier contributon.
k.k.gupta, Mahoba.
A lot of thanks for our leader for him good job for prt
ReplyDeleteHC MEIN CASE FILE KARNE WALE SABHI JUJHAROO EVAM KARMATH LEADERS KO MERA SALAM. THANKS A LOT TO ALL TET SANGTHAN AND AGAIN THANKS MY GOD WHO HELPS ALWAYS EVERYONE.
ReplyDeleteJAY HO.......... JAI HO.........
बी. एड. डिग्री धारकों को लिये सुनहेरा अवसर
ReplyDeleteजो बी एड डिग्री धारक एन सी टी ई की समय सीमा के अन्दर शिक्षक पात्रता परीक्षा (टी ई टी ) उत्तीर्ण कर चुके हैं , जो की १ जनवरी २०१२ तक निर्धारित की गयी थी , उन सभी लोगो के लिये
प्राइमरी टीचर (स्थाई नोकरी ) के लिये सुनहेरा अवसर hai
aar टी ई के niymon के aadhar par शिक्षक chatr ka anupaat १:30 hai जो की lakhon jobs के naye अवसर deta hai
yu pee ka kes dekhen : -
72825 प्राइमरी टीचर की bhrtee के aavdedan mange gaye the , aur lagbhag 26 hazar apar प्राइमरी टीचर के aavdan mange jane vale the .
aur uske baad khbren aayee की 80,000 naye padon की aur riktion के लिये naye sesan se bhrtee की jaa saktee हैं .
dekha jaye to bahut se aavedakon ne प्राइमरी va apar parimaree dono के लिये टी ई टी qwalify keeya hai, aur agar ye प्राइमरी के aavdak apar प्राइमरी की job pane mein safal ho jaate हैं
lagbhag har टी ई टी pass (2.7 lakh abhyrthee pass hue the ) को job milne ka ek सुनहेरा अवसर hai
ye to sirf sarkaree rikion की baat hai -
एन सी टी ई के niymon के anusaar ab प्राइमरी / apar प्राइमरी , chahe vo sarkaree skool ho ya praivet har jaghe , टी ई टी उत्तीर्ण abhyrthee hee patr हैं
isko dekhte hue lakhon बी एड . ( टी ई टी उत्तीर्ण) के लिये aane vala समय sunherha अवसर lekar aane vaala hai
A
ReplyDeleteANIL MAHAJAN KI TARAF SE SABHI HONE WALE PRT TEACHERS KO PYAR BHARA NAMSKAR.
ReplyDeleteHAPPY........
GOOOOOOOOOOOOD......
FRIDAY..............
Sathiyo ab lagta hai ki july 2012 me hum sabhi kisi gaon ke school me hogen.
ReplyDeleteHamari taraf se sabko thanks
ReplyDeletebhut dino ke baad aap ka coment aaya hai
DeleteCase status on website still showing 19th April.
ReplyDeletesabase pahale Vivekanand ji # Ranjeet ji thanks
ReplyDeletebahut dino se koi achchhee news nahh suni thee. Es news hame bahut sari energy bada di.
Shayad ab kuchh good feel ho raha hai...
@SATHIO JO LOG HAMARE LIYE ITNA KUCHH KAR RAHE HAI.HAMARA BHI DAYITVA BANTA HAI KI HAM UNKI AARTHIK MADAD KARE.WAKIL FREE ME TO CASE LADTA NAHI.HAME UNKI MADAD KO AAGE AANA CHAHIYE.MAI IN LOGO SE KHASKAR NITIN MEHTA AUR VIVEKANAND JI SE AAGRAH KARTA HOON KI AAP LOG EK MEETING RAKHE JISME HAM APKO SAHYOG DE SAKE.
ReplyDeleteTet merit s bed students ka shoshn bnd ho jayega practical k nam p au nakal ki tendency p v rok lgegi isse samaj sudhar hoga
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,VIVEKANAND ji aur RANJEET JI aap logo ke sath lakho logo ke duvaye hai.aur bhagvan aap logo ko iss naik kam ka ful jaroor dega.hum sare tet candidate jeevan bhar aapke aabharee rahenge.
ReplyDeleteLOT OF THANKS TO YOU AND YOUR TEAM MEMBER.
Are yaaron, Mere ek TET passed friend ne TET pass girl se engagement kar lee thee aur ab,
ReplyDeleteBhrtee mein itna delay hota jaa raha hai, friend chintit hai keee kahin shadi toot na jaye.
Ladkee ke ghar val bhee chintit hain, kee age badne par koee nokri vala ladka milega kee nahin.
Dono ne 110+ ke marks leeye hain, aur soch rahe hain kee ek hee jile mein nokri mil jaye chahe vo Sitapur ho ya Lakhimpurkheeri.
Jab mene unko highcourt valee 9 April kee news sunayee to unkee jaan mein jaan aayee.
Chalo Ab shadi jaldee hogee.
******
Aap log bhee apna LIFE Partener TET Pass Dekh rahe hain kya
aj is blog par bahut ronak dikhai de rahi hai . achcha lag raha hai dekh kar.
ReplyDeletereally its a very very good friday.
is comment ko jarur padhe...........................................tet morcha k representative .....aapko is saflta k liye bht bht badhai ....lekin abi kam pura ni hua hai .....main kam abi b baki hai aur wo hai purane add k according recruitment ....bhaiyo me fir se aapse aagrah karunga k tab tk sabr na kre jb tet ki marit na bne....aur y ladai hum sab ki hai ....hume isse prerna leni chahiye aur y insaf ki ladai tb tk barkarar rahegi jb tk appointment letter ni mil jata .....mein vivek sir aur nitin sir se aagrah krunga k sbi jan ek aawaj me ek baat kahe aur wo hai tet ki marit.....ek bar fir se anek anek dhanybad
ReplyDeletethanks for good news dosto.
ReplyDeleteMASHAALAAH !! ITNE DINO BAAD ITNI ACHHI NEWS SUNNE KO MIL RAHI HAI...CRICKET KI LANGUAGE ME 2 BALL P 2 SIX .. AB BAS 9APRIL KO BHI EK SIX AUR HO JAYE BAS.... ALLAH HAM SAB KO KAMYAB KARE... AMEEN...
ReplyDeletevery nice work by vivekanand and other who fight against tet dusman alot of thank,s
ReplyDeleteFRNDS SAB IS WAQT BAS GOD SE DUA KARO K HAME AISE HI HAR JAGAH KAMYAB KARE...AUR JO LOG BOLTE HAIN K TEACHER K JOB FREE ME MIL JATI HAI , UNKO IS BAAT KA JAWAB DE SAKEN K YEH JOB HUMNE KAISE PAYI HAI...
ReplyDeletedosto koi meri ye confusion dur karega ki jo b decison ana h wo 9 ko hi ayega ya next hearing ki b date mil sakti h
ReplyDeletenitin ji yeh india hai is liye kuch bol pana mushkil hai.. but ab solve ho jayega bcz kal apne CM ne hi 60% solve ker diya hai.. wade ke mutabiq unhone aaj jancj samiti bhi bana di hai... so B+.. INSHAALLAH SAB ACHHA HI HOGA..
ReplyDeleteye kya shadi shadi laga rakkha hai ladki ka nature dekhna chahiye na ki ye wo tet pass ho.
ReplyDeletesathiyo website par case date raat me update ho jati hai ap kal check kar sakte hai
ReplyDeletewww.allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?
type=WRIA&num=76039&year=
2011
Vinay Baruta hai kahan aap? so gaye kya?
ReplyDeleteA lot of thanks of vivekanandji,ranjit yadav & other leader....shamsabad(fbd)
ReplyDeletehindu hai hum vatan hai hindostan hamara.
ReplyDeleteSare jahan se achchha hindostan hamara.
Har beiman khata hai paisa rupiya hamara.
esi liye jan se pyara hai ye desh hamara.
ho. .....ho. ho. ho. ho. ho .......
umesh bhai baat to apki thik h ki ye india but c.m court sy badh kar nahi hai or desicion to hamare favour me ana hi 9 ko nahi to next date par but mai filhal ye jana chata hu ki court me judge ne kya order diya h ki 9 ko final desicon diya jaye ?
ReplyDeletecontact-8081934675 and Ranjeet yadav-8687508667
ReplyDeleteP CALL KER LO NITIN.. YEH LOG CLEAR BATA SAKTE HAI KI WAHAN KIYA HUA... INKE MUTABIQ
"Special appeal 280/2012 Lalit mohan singh and Ranjeet singh yadav ki name se file karai gai thee jisme Sr. Advocate Ashok khare hamare wakil hai aur isme lagbhag 30 minit tak bahas hue aur judge mahoday hamara pakash sunte hua single bench ko direction diya hai ki is case ko jald se jald final 9 april ko kiya jai"
http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=SPLAD&num=280&year=2012
ReplyDeletethanks umesh bhai
ReplyDeleteab bus zaldi sy 9 tarik ko decision hamare favour me aye or hamari joining ho jaye or hum apne student ko ye gyan d sake ki sachai or ekta me bahut bal h
thanks umesh bhai
ReplyDeleteab bus zaldi sy 9 tarik ko decision hamare favour me aye or hamari joining ho jaye or hum apne student ko ye gyan d sake ki sachai or ekta me bahut bal h
ReplyDeleteAs per information on facebook :
Division bench ne sachiv basic dwara all bsa ke behaf me vighyapit vigyapti ko sahi mana hai .
Aur kaha hai ki ek single person ki wajah se 72825 apprentice teachers ko trainee teachers ke training se rokna thik nahi hai unhone jari vighypan ko sikhchak ka vighypan nahi mana hai unka kahna tha ki last appointing body BSA hai aur abhi official appointment nahi ho raha hai steyy galat hai 9 April ko final decision single judge ko lene hai , baki authentic news order copy milne ke bad , apka Ranjeet
thanx vivekanand ji
ReplyDeletekae baruta ko kisne yaad
ReplyDeletekiya..
Hurrey main jeet gaya ab to merit acd ki banegi.
yro ab 9 tak wait
ReplyDeleteakhilesh ki marji hogi to job ni to sc
kal hum bahut khus the par meeting ka koi matlab ni nikla
ReplyDeleteto dosto abi bahut ladyi hai koi sarker apne pate ni khol rahi aur hum pura game bata chuke sarkr ko
me 107 no obc art male grp se hoo . kya mere selection ke chance hai reply please.
ReplyDeleteme 107 no obc art male grp se hoo . kya mere selection ke chance hai reply please.
ReplyDelete@f.a.a.bilkul 100% cheers.
ReplyDeleteyr mujhe abi tk y clr ni hua hai k marit k liye cm ne kya kaha agr kisi bandhu ko pta ho to plsss tell me....y btaye k marit kis ki bnegi.....
ReplyDeleteDosto mubarak ho app sabhi prt teachers ko hardik subhkamna
ReplyDeleteKya double bench ke decision k base par 9 aprl ko 100% faisla aa hi jaega??
ReplyDeleteVivekanand & co. Aap logon ne jo karya kiya hai humlog shabdo me nahi kuchh kah sakte. Agar bhagwan dekh raha hoga to soch raha hoga maine mati ka insaan banaya tha to kucch heere bhi tarashe the. Thanx you & your co.
ReplyDeletemr FFA
ReplyDelete98 gen
95 obc
90 girl
sc/st all
par abi bahut pach hai jaise
ReplyDelete9 may ko 6 month ho jayega uske baad sarkr rule ko change kar degi isliye 3 wk ka samay manga tha akhilesh ne
9 may ko 6 month ho jayega uske baad sarkr rule ko change kar degi isliye 3 wk ka samay manga tha akhilesh ne
ReplyDeleteDouble bench ne, single bench ko kaha hai ki: "9 April se jo hapta (week) shuru ho raha hai, usi hapte me hi decision de do."
ReplyDeleteYaani deceision 9 April se 14 April ke beech me kisi bhi din aa jayega.
VIVEKANAND JI U R REALLY GR8.
ReplyDeletevivekanand ji ne jo kiya hai usske liye mere pass shabd nahi hain..bus itna hi kahunga ki u r the great person of the year 2012.
ReplyDeletegod bless you.
hiiiiiiiii dost best of luck intjar khatam hone ka time aagya hai......
ReplyDelete