बी. एड. डिग्री धारकों को लिये सुनहेरा अवसर
(CTET / TET / UPTET : Golden Opportunities for B. Ed - TET Qualified in Coming Years )
जो बी एड डिग्री धारक एन सी टी ई की समय सीमा के अन्दर शिक्षक पात्रता परीक्षा (टी ई टी ) उत्तीर्ण कर चुके हैं , जो की 1 जनवरी 2012 (क्योंकी अब सी टी ई टी / टी ई टी एक्साम में बी एड धारी, प्राइमरी लेवल एक्साम के पात्र नहीं है ) तक निर्धारित की गयी थी , उन सभी लोगो के लिये
प्राइमरी टीचर (स्थाई नोकरी ) के लिये सुनहेरा अवसर है
आर टी ई के नियमों के आधार पर शिक्षक छात्र का अनुपात 1:30 है जो की लाखों जोब्स के नए अवसर देता है
यु पी का केस देखें : -
72825 प्राइमरी टीचर की भर्ती के आवेदन मांगे गए थे , और लगभग 26 हज़ार अपर प्राइमरी टीचर के आवेदन मांगे जाने वाले थे .
और उसके बाद खबरें आयी की 80,000 नए पदों की और रिक्तिओं के लिये नए सेशन से भर्ती की जा सकती हैं .
देखा जाये तो बहुत से आवेदकों ने प्राइमरी व अपर प्राइमरी दोनों के लिये टी ई टी क्वालीफाई कीया है , और अगर ये प्राइमरी के आवेदक अपर प्राइमरी की जॉब पाने में सफल हो जाते हैं
व प्राइवेट स्कूलों में अब टी ई टी उत्तीर्ण (एन सी टी ई की गाइड लाइन के अनुसार ) तो लगभग हर टी ई टी पास (2.7 लाख अभ्यर्थी पास हुए थे ) को जॉब मिलने का एक सुनहेरा अवसर है
क्योंकी -
एन सी टी ई के नियमों के अनुसार अब प्राइमरी / अपर प्राइमरी , चाहे वो सरकारी स्कूल हो या प्राइवेट हर जगह , टी ई टी उत्तीर्ण अभ्यर्थी ही पात्र हैं
इसको देखते हुए लाखों बी एड . ( टी ई टी उत्तीर्ण) के लिये आने वाला समय सुन्हेरा अवसर लेकर आने वाला है
क्योंकी अब सी टी ई टी / टी ई टी एक्साम में बी एड धारी, प्राइमरी लेवल एक्साम के पात्र नहीं है :
Now you can see advt. of state for TET / CTET, B. Ed Holders are not eligible.
In some states, If no TET exam conducts they may have some relaxation as you see in Bihar , Tamilnadu etc. But now most of states conducted TET for Primary Level ( to generate adeqate skilled manpower of qualified candidates including B. Ed) and now they closed door for B. Ed holders at Primary Level.
If any of visitor having suggestions /updated info then give it through comments.
Firstly thanks to all..
ReplyDelete~ Maine pahle bhi kaha tha....ki 1 JANUARY 2012 date 72,825 PRT jobs k liye rakhi gayi thi.....but U.P ELECTIONs, COURT ...k karan ye JUNE tak hei...
~ Aur jin logon ne UPTET paas kiya hei wo 5 saal tak.....
Jo bhi PRIMARY JOBs nikelenge wo valid honge....
~Aur R.T.E ko dekhte hue...agle 2-3 years mein Sabhi UP TET Pass candidates ko JOB mil jayegi....
~Jaisa ki B.T.C mein pichle years mein hua tha....
~Aap keval apna score JUNIOR LEVEL k TET mein increase kar sakte hein....
~ Un schools mein bhi isi year mein 30-35 HAZAR jobs nikelenge
THANKS AGAIN.....
pata nahi kya hoga.
ReplyDeleteDidi,
ReplyDeleteGolden Opportunities to tab hogi jab vacancy aayegi 6-8 ke liye.
Akhilesh 9th may ka wait kr rhe taki niyamawali change kr ske tb tk 9th nov. S 6th month ho jayenge
ReplyDeleteLekin aisa kr wo vacancy ko ltka denge kyonki over age hone wale court jayenge
ReplyDelete
ReplyDeleteAre yaaron, Mere ek TET passed friend ne TET pass girl se engagement kar lee thee aur ab,
Bhrtee mein itna delay hota jaa raha hai, friend chintit hai keee kahin shadi toot na jaye.
Ladkee ke ghar val bhee chintit hain, kee age badne par koee nokri vala ladka milega kee nahin.
Dono ne 110+ ke marks leeye hain, aur soch rahe hain kee ek hee jile mein nokri mil jaye chahe vo Sitapur ho ya Lakhimpurkheeri.
Jab mene unko highcourt valee 9 April kee news sunayee to unkee jaan mein jaan aayee.
Chalo Ab shadi jaldee hogee.
******
Aap log bhee apna LIFE Partener TET Pass Dekh rahe hain kya
Koee TET Pass Ladkee ho to batao, mera ek aur dost bhee aisa hee plan kar raha hai.
Agr akhilesh tet merit p selection krwate h to ye usi shuruat ka hissa hoga jo unhone D.P. Yadav ko n lekr ki thi S.P. Nye rup p a rhi h jo progressive samaj ka nirman krengi akhilesh ji k leadership m
ReplyDeleteAB YE BHARTI JAB COURT KE AADESH SE SURU HOGI TO AKHILESH KYA KOI BHI KUCH NHI BOLEGA AUR RHI BAT MERIT CHANGE KARNE KI TO EK BAAR NAUKRI PAANE KE BAD JISKE PASS BHI PAISA HOGA WO CASE KAR DEGA AUR KAHEGA KI MERIT ME KAISE SAB KE SATH NYAYA HO SARKAR AISA NIYAM BANAYE NA KI NAKAL KARNE AUR DALALO SE MARKS LENE WALO KE PAKCH ME YE JIMMEDARI AANE WALE LOGO KE SATH SATH HAMARI BHI HAI KI AGAR SARKAR CHANGE KARE TO USSE JAWAB MANNGA JAYE KI ISME BURAYI KYA HAI TAB LAGE KI WAKAI HUM JAAG GYE HAI AUR AB JAGE RAHENGE HAME APNE SWARTH SE UPAR UTH KAR SOCHNA PADEGA TABHI KUCH HOGA JAISE AAJ KAL YE LOG BINA KISI SWART KE SABHI TET WALO KE LIYE MEHNAT KAR RHE HAI AUR BAHUT HI PRASANSA KE PATRA HAI
ReplyDeleteTHANKS TO ALL WHO ACTIVILY/PASSIVILY WORKED FOR UPTET
THANKS TO MEHTA/VIVEKANAND/LALIT MOHAN AND HIS FRIEND YADAV ..
LAST NOT THE LEAST ALL TET PASSED CANDIDATES WHO FIGTH FOR TET MERIT
is comment ko jarur padhe...........................................tet morcha k representative .....aapko is saflta k liye bht bht badhai ....lekin abi kam pura ni hua hai .....main kam abi b baki hai aur wo hai purane add k according recruitment ....bhaiyo me fir se aapse aagrah karunga k tab tk sabr na kre jb tet ki marit na bne....aur y ladai hum sab ki hai ....hume isse prerna leni chahiye aur y insaf ki ladai tb tk barkarar rahegi jb tk appointment letter ni mil jata .....mein vivek sir aur nitin sir se aagrah krunga k sbi jan ek aawaj me ek baat kahe aur wo hai tet ki marit.....ek bar fir se anek anek dhanybad
ReplyDeleteRajneeti ka v trend akhilesh bdlenge isme bdla nhi vikas shamil hoga
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,VCCANCY TO bahut hai lekin har jagah matter court me hai.hamare desh me rule bad me banta hai aur usko todne ke rastey paheley ban jate hai.sare vaccancy full hone me lok sabha chunav ka mausam to aa he jayega.central goverment ko chaheye ke bhati ke aise tight rule banaye ke unko court me challenge na kiya ja sake.
ReplyDeleteKRIPYA IS SITE TO SHADDI .COM NA BNAYE AUR ISE EK PLATEFORM HI REHNE DE JO KI TET KI INFO BATAYE AAP NAUKRI KE BAD SHADDI KAR LIYO BAHI JO BHI HO I MEAN MR. BHARAT JI
ReplyDeleteAND VERY VERY SORRY AGAR AAP KO BURA LAGE TO
WAISE SORRY AADMI KO KAMJOR BANATA HAI .....
Akhilesh ko 5 sal vote nhi chahiye unko to is beech samaj sudhar kr lohia ji ki mahan parampra ka anusharan krna chahiye
ReplyDeleteGolden Opportunities to tab hogi
ReplyDeletejab vacancy aayegi 6-8 ke liye.
bhaiyo me fir se
ReplyDeleteaapse aagrah karunga k tab tk
sabr na kre jb tet ki marit na
bne....aur y ladai hum sab ki
hai ....hume isse prerna leni
chahiye aur y insaf ki ladai tb tk
barkarar rahegi jb tk
appointment letter ni mil
jata .....mein vivek sir aur nitin sir
se aagrah krunga k sbi jan ek
aawaj me ek baat kahe aur wo
hai tet ki marit.....ek bar fir se
anek anek dhanybad
Golden Opportunities to tab hogi
ReplyDeletejab vacancy aayegi 6-8 ke liye.
ReplyDeleteAs per information on facebook :
Division bench ne sachiv basic dwara all bsa ke behaf me vighyapit vigyapti ko sahi mana hai .
Aur kaha hai ki ek single person ki wajah se 72825 apprentice teachers ko trainee teachers ke training se rokna thik nahi hai unhone jari vighypan ko sikhchak ka vighypan nahi mana hai unka kahna tha ki last appointing body BSA hai aur abhi official appointment nahi ho raha hai steyy galat hai 9 April ko final decision single judge ko lene hai , baki authentic news order copy milne ke bad , apka Ranjeet
mere 107 obc art male group hai.kya mere selection ke chance hai reply please.
ReplyDeleteyr mujhe abi tk y clr ni hua hai k marit k liye cm ne kya kaha agr kisi bandhu ko pta ho to plsss tell me....y btaye k marit kis ki bnegi.....
ReplyDeleteyr kunown ji
ReplyDeleteaap sahi kah rahe ho akhilesh 9 may ka intazr kar rahe hai aur bas 1 month aur tabi unhone 3 wk ka same manga hai
ye rule change karenge
dekho kya hota hai
ReplyDeletemr FFA
ReplyDeleteyr chance to kisi ka ni hai 5 month ho gaya bas 1 month aur uske baad rule change phir merid wale case aur phir delay to chance na mera na aap ka
9 may ko 6 month ho jayega
sarker yu hi ghul jayegi kya unke pass court ni hai kya
aur 2004 btc vale kya hua yaad karo
plz read news swatantra chetna news paper detail c.m. tet news
ReplyDeleteManzil kadam chum jaye gi yadi mushafir himmat na hare
ReplyDeleteany body tel me ... bihar me is saal prt(1-5) me b.ed holder ko apply karne ka mauka milega ya nahi
ReplyDeleteany body tel me ... bihar me is saal prt(1-5) me b.ed holder ko apply karne ka mauka milega ya nahi
ReplyDeletekuch ni hoga kal ki meeting se kya hua vahi par hai hum
ReplyDeleteab 9 ko aur 11 ko ni to samaj javo ki sab change
Tet utreen sangh bijnour
ReplyDeletemai sabhi tet utreen student ko batana chahata hu ki v kisi ko bhi calection kar ke na de
jila adhyakash bijnor
9897704884
8430472461
Dhoke wajo se sabdhan
Delete