News Sabhaar : Hindustan Paper (08.10.14)
Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com
/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */
सरकारी नौकरी शिक्षक भर्ती/नियुक्ति परिणाम / टीईटी Sarkari Naukri Recruitment/Appointment Result. Latest/Updated News - UPTET, CTET, BETET, RTET, APTET, TET (Teacher Eligibility Test) Merit/Counselling for Primary Teacher(PRT) of various state government including UP, Bihar
Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।
Suprabhat mitro
ReplyDelete50% seat abhi bachi rahengi islye ab low rank walo ko paresan hone ki jaroorat nahi.
Good morning all bhaio
ReplyDeleteHindustan paper ke anusar 50% seat bhara
Isase ye anumam lag raha hai ki 50% logo ne Councling karwaya
Ab isme farji kitane hai ye akada aane ke baad hi clear hoga ki kitani seat full hue
Abhi Sahi akda aane ke baad apni apni umid hi samghe
Gov ke karaye pranali (dhadli) se aap log parchit hai
Jai bhagya
Jai tet
Ab ye to clear ho gaya ki Jo 70/80% seat bharne ka geet chal raha tha
ReplyDeleteUspe to biram lag gaya ab lowmerit wale fir sapne dekh sakte hai
Jai sarswati maata
Low merit 100/107 (mai bhi) general male art abhi umid naa kare
ReplyDeleteScience wale umid kar sakte hai
Jai maata di
Please muje batay ki Obc female art ki seats abi tak kitne bher chuki hai aur kaha kaha Khali hai subse jyada kaha Khali hai please batay
ReplyDeleteJis tarah se jrt wale prt me counselling kara sakte to kya usi tarah prt wale bhi jrt me counselling karwa sakte hain????????
ReplyDeleteBhai mai bhi tumari trah jrt me councling karana chahte hai mera document sitapur diet me prt me liya jams ho gya hai court ka aadesh sabke liye aaya hai ya Jo log jakar la rahe hai bato bhai es par call cro 09720945091
Deletekoi sitapur ki 2nd counseling ki selected students ki list upload karo . please........
ReplyDeleteSitapur sitapur sitapur ................ kuchh nhi pata
ReplyDeleteKai District me filled seeto ki sankhya actual se jada dikha rha hai.... Means no of vaccant Seet in many district is much more than showing in report...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteBhai mai jrt me councling karana chahte hai mera document sitapur diet me jama hai prt me muje court se order Lena padega kya koi yaisa ho to please call me on 9720945091 sukriya
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteBhai main yeh janna chahta hun ke koi jrt wala prt main counsling kara leta hai tab uski jrt main bhi seat save rahegi aur prt main bhi,aur uskebaad prt main joining le le aur jab jrt mai joining mile tab jrt main chala jaye tab prt seat ka kya hoga
Delete