(UPTET : Cancel Old Recruitment Process , Agreed to Start Fresh Recruitment Process )
Biggest Shock to UPTET 2011 Candidates
Collecting Details of Vacant Post of Teachers
पुरानी भर्ती प्रक्रिया निरस्त कर नए सिरे से भर्ती प्रक्रिया शुरू करने पर सहमति बनी है
लखनऊ। बेसिक शिक्षा परिषद में रिक्त सहायक अध्यापकों का ब्योरा फिर से तैयार किया जाएगा। रिक्तियों का ब्योरा मिलने के बाद शिक्षकों की भर्ती के लिए भारत सरकार के मानव संसाधन विकास मंत्रालय से नए सिरे से अनुमति मांगी जाएगी। शिक्षकों के रिक्त पदों का ब्योरा जिला बेसिक शिक्षा अधिकारियों से शीघ्र ही मांगा जाएगा।
शिक्षा का अधिकार अधिनियम लागू होने के बाद राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) देश के सभी राज्यों को बीएड डिग्रीधारकों को प्राइमरी स्कूलों में सीधे शिक्षक रखने की अनुमति दी थी। इसके लिए शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) अनिवार्य करते हुए यह भर्ती 1 जनवरी 2012 तक करने की अनुमति दी गई थी। मायावती सरकार ने इसके आधार पर 72 हजार 825 सहायक अध्यापकों की भर्ती के लिए आवेदन मांगा था, लेकिन भर्ती प्रक्रिया शुरू होती इससे पहले आचार संहिता लागू हो गई और टीईटी में धांधली उजागर हो गई। इसके चलते पुरानी भर्ती प्रक्रिया निरस्त कर नए सिरे से भर्ती प्रक्रिया शुरू करने पर सहमति बनी है।
शिक्षकों की भर्ती के लिए नए सिरे से रिक्तियों का ब्योरा तैयार किया जाएगा। इसके बाद वास्तविक जरूरत के आधार पर ही भारत सरकार से शिक्षकों की भर्ती की अनुमति मांगी जाएगी। इससे पहले शिक्षकों की भर्ती के लिए पुरानी व्यवस्था लागू करने के लिए उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा नियमावली को संशोधित कर लिया जाएगा। इसमें भर्ती प्रक्रिया शैक्षिक मेरिट के आधार पर ही करने का प्रावधान कर दिया जाएगा।
News : Amar Ujala (2.4.12)
aur jo 10000 rupaye kharch kar chuke hai..uska kya hoga...ye to sarasar student ke sath dhokha hai...
ReplyDeletecm yuwa aur yuwa ki andekhi berojgaro ko rojgari bhatta aur rojgar magne par lathi danda aisa lagta hai garibi nahi garib ko hi mita denge
ReplyDeleteYe news congress aur sp ka gathjod hai. What a game.
ReplyDeleteseete jitni marji ho utni badha do..par bharti radda nahi honi chahiye..
ReplyDeleteSP-Nakalchio ki sarkar hai.
ReplyDeletemain to surimcoart tak jakar pura kharcha + jurmana le lunga
ReplyDeleteSP-Nakalchio ki sarkar hai.
ReplyDeleteSP-Nakalchio ki sarkar hai.
ReplyDeleteSarkar ko bharti radd karna bahut mangha padega
ReplyDeletebhale naukri mil jaye par case phir bhi karunga bahut utpiran kia hai hamara humari galti kya hai hum s.p. aur b.s.p. ko nahi jante hame to bus u.p. sarkar se jabab chahiye
ReplyDeleteAb sarkar hamari bali lena chahti hai sayad
ReplyDeleteYe ansan kb tk chlega m v aana chahti hu
ReplyDeleteSala majak banakar rakh dia sale jahilo ne sale anguthe tek aa jate kaha kaha se....
ReplyDeletejago and go..
ReplyDeleteSalo me ghar chalne ki akal nahi sarkar chalaynge hatttt......,
ReplyDeleteDosto s.p. ke khilaf bagawat kar do ye gandi rajneeti karne wali gundo ki parti hai
ReplyDeleteSale jise jarut hai use bhata nahi de rahe kya bhata 25 years to 35 years walo ko nahi milna chahiye sale apna hisaw dekh rahe hai ki kharcha kaise kam hoga
ReplyDeleteSalo hamare 10000rs vapas karo.
ReplyDeleteKamine sale kutte....
ReplyDeleteJanta ko bebakoof samjhte hain.
Ajab singh ji
ReplyDeletesalo se jurmana bhi lekar chhodeynge
2014 k election me pata chal jayega
ReplyDeletebagawat wo karate hain jo saath me hote hain..
ReplyDeletetet merit selection chahane walo ne to sp ko vote hi nahi dita tha to kahe ko bagawat.....
yadi tet me dhandhali nahi pakadi jati to sarkar ko tet merit se selection me koi problm nahi hoti..
akhir wo kis addhar par is dhandhali wali pariksha ke addhar par bharti kar de.....
good teachers ke mukh se bhadde shabd achhe nahi lagate
ReplyDeleteshanti ka mahaul banaye sab good ho gayeg
ReplyDeletedhandli hui hai kya koi pakda gaya sanjay mohan par aarop laga hai kya sabit hua koi candidate abhi tak samne kyoun nahi aaya dhandli hui hai keval sp gov ne masoon tet applicant ke sath ki hai nakal mafiaon ki sarkar mehnat se no pane walon ko kaise rakhtee. rahi baat dhandli board exam mein bhi ho rahi hai kya usse radd kiya gaya u tube par video pada hai board exam mein ek kamre mein 5 up merit mein aane wale aur unmen do sagi bahney isii ko merit ko aadhar banana chate ho. aur ek baat aur 265 gen se kam rank walle acd ke base par seleckt nahi honge kyouki 2007 sbtc ki post thi aur mimimum merit up ki 248 thi is liye acd se keval dhoka khaoge ismein cbse aur nakal ke liye kukyat district ke bacche select
ReplyDelete2007 mein bhi 70000 post par bharti hui thi
ReplyDeleteKumar ji jo 167 ki list mili thi usme se sanjay mohan ki charge sheet me 36 candidates ne bayan diya hai ki hamse riswat li gai aur koi kam nahi hua.
ReplyDeleteSorce at-Ramabai nagar police.
Ajit rajput-7351641548
lekin ais baar tet se high merit wale filter ho jaenge
ReplyDeletehi
ReplyDeletehar kisi ko apni baat sahi lagti hai lekin kuch baatein natural justice ke kilaf nahi ki ja sakti hain lekin afsoos ki baat hai ki u p gover. us oar hi kadam bada rahi hai.
ReplyDeleteiske kilaaf apni puri takat se awaj uthani hogi sadakon par court mein bhi nyay jaroor hoga kuch der ho sakti hai loktantra mein nagrik koi bhed bakri nahi hai jaise chahe mod diya hamein hamare samay mansik uttpidan arthik shati aur sabse badkar apne samajik samman ko prapt karna hai kitne sarm ki baat hai ki aaj ache no pane wolon ko samaj mein tiraskar ki najar se dekha ja raha hai aur hum kahte hain ki hum ek din visva guru ban jayenge. up gov sharm karo up gov sarm karo
Dear Friends!
ReplyDeleteYe SP Govt. bahut paththar Dil hai. Ise kisi ke marne ya jeene se koi matlab nahi hai. Ye to GUNDO ki party hai.
Ab hum sabhi ko ekjut hokar Supreme Court me case karna hoga.
Conditions:
1. Purane wale vigyapan se TET ke base pe bharti ki jaye.
Yadi vigyapan naya nikale to bhi bharti ka base TET hi rahna chahiye.
OR
2. Yadi puri bharti prakriya nirast ki jati hai to pratyek TET passed candidate ko min. 2 Lac ka harjana diya jaye.
Jab Supreme Court adesh degi tab Mr. Akhilesh yadav ko ye bharti karni hi padegi.
Thanks!
media p bhi govt ne presuure banaya hai isiliye vobhi koi sath nahi de rahe hain....
ReplyDeletekisi bhi news chanel p hamari koi news nahi hai sab saale bike hue hain..
ReplyDeleteTET se High Merit vale Filter Ho jaynge, Iska matlab hai kee TET dobara se dena hee nahin, Marks improvement ka fayda kya.
ReplyDeletePar exams UP Govt. ke bajaye - Central Govt. ke haath mein Nispaksh ho.
Ab to court hee kuch karega , Sab Party Vote Bank kee Aur dekhtee hain, Unse Nyay kee umeed bahut mushkil hai
jab purane hi adhar p niyukti deni thi tab q ankh phodaye salaa tet ki tayyri me jaan niklwa liye ab salle ullu bana rahe hain...
ReplyDeletemein yeh nahi kahta huun ki sabhi high acd merit wale nakalchee hai unme se 70 percent jaroor deserve karte hain aur unke tet mein bhi ache marks hain lekin no dene ke tareeke mein 2000 aur 2008 ke beech mein kafi antar aaya hai jo stu us samay 55 percent pata tha ab 72 percent uske alawa jo student allaba. uni 50 percent pata woh sampoornanad mein 80 percent phir kis tarah annaya kiye bagair acd merit ban sakti hai iske liye ek common test hona chaiye tet is tarah ka hi tha.
ReplyDeletemera comment kyoun delete kar diya jata abhi just maine likha tha
ReplyDeletesandeep ji sbtc 2008 me kitni vaccancy thi
ReplyDelete@Sandee
ReplyDeleteAap ka comment Spam Folder mein jaa raha hai, comment kisee ka aise delete nahin hota.
Mene abhee NOT spam keeya hai aapke comment ko.
28000 thi aur 70000 ko do part mein nikala gaya the 44000 aur 28000
ReplyDeletespam folder mein kyoun ja raha hai aur isse kaise bacha ja sakta hai mein aisa to kuch likha bhi nahi hai
ReplyDeleteyani 2007 aur 2008 me dono bar 70000 seats thi
ReplyDeleteavanish ji 2007 aur 2008 milakar 72000 thi lekin post sath mein hi up gov ne sanction ki thi
ReplyDeletemedia ki to baat na karo dosto..ye to jiski sarkar hoti hai ussi ki bhasha bolte hain..media bikau hai..inhone sahi se saath diya hota to aaj hum logo ko itna bada andolan nahi karna padta..
ReplyDeletebade dukh ki baat hai ki aaj desh mein sahi ko sahi kehne wala koi nahi..mulayam team anna ko bhrast bol rahe hain..sharam bhi to nahi in logo ko...bus kuch bhi bolna hai..kejriwaal koi maafi mangne k liye dawaab banaya ja raha hai..lallu bolta hai kaun hai ye ye kejriwal..usse pocho ki teri education kya hai?..aur kejriwal ki dekh..iss hisaab se bhi kejriwal k level ko lalu touch bhi nahi kar sakta..
yani keh sakte hain ki iss samay desh mein gawaaron ki sarkare hai..
such mein aaj sahi ko sahi sabit hona padta hai aur galat hi safai managta hai lallu aur kejrival ka example kafi hai jamana hai ulta chor kotwal ko daatein
ReplyDeleteyani sandeep ji 2008 wale part me 28000 aaya tha
ReplyDeleteyani sandeep ji 2008 wale part me 28000 aaya tha
ReplyDeleteis desh mein satya parajit hi nahi sharminda bhi hai
ReplyDeleteLagta hai bevakoof buero creat ne btc 2001 se sabak nahi liya. Usi tarah muh ki khayenge. Ye buerocreat apne ghatiya decision se is sarkar ki naav dubo denge. Akhilesh in buerocreat ki chal samajh nahi rahe hai.
ReplyDeleteavinash ji absl right
ReplyDeleteHume 5 lakh harzana do.
ReplyDeleteAakhir kab tak candidates k sath sirf rajnitik dwesh k karan ye log is tarah k decision lete rahenge. Court ko mamle ko swatah sangyan me lekar in par sakht rukh apnana chahiye.
ReplyDeleteकुछ भी बन बस कायर मत बन ।
ReplyDeleteठोकर मार पटक मत माथा
तेरी राह रोकते पाहन
कुछ भी बन बस कायर मत बन ।
तेरी रक्षा का न मोल है
पर तेरा मानव अनमोल है
यह मिटता है वह बनता है
अर्पण कर सर्वस्व मनुज को
कर न दुष्ट को आत्म समर्पण
कुछ भी बन बस कायर मत बन ।
TET MORCHA JINDABAD GOV.KO CHAHIAE KI SABHI TET PASS KI ANSWER SHEET MANGA KE CHEQ KARE AUR SABHI SAHI TET PASS KO JOB DE PAR IN LOGO NE ANSWER MAI HI DHANDHLI KAR RAKHI HAI JO QUESTION WRONG HAI USE LESS KARE
ReplyDeleteYAAR YEH COMMENTS Q DISPLAY NAHI HOI RAHE HAIIIN????
ReplyDeletehi friends ! as we expected the vacancies r vanished and we left unemployment bonus. which govt want to pay re 19000 insted of rs 10000 and only for 1 or 2 % people. upo cm is cheating the people of up he .promise fo unemployment bonus and when final result came u see how he cheated us. our brothers and their sister stand in lines for hours to get registeration but at last what they got nothing. this sp got is going to give us nothing but they just want to reobbed up and its poor people. its a tragedy of our democracy that we have to choose a thief among dakates. we gave so much support to sp govt its immpossible to stop it for next five year. and at the closure of tenure of this govt be will feel more embrassed looted and dejected as we never was. come on friends u r not going to get jobs but u will be treated as theives and unsocial elemenmts and mori lathis awaits u.
ReplyDeletegood luck sp govt
u know friends after inter district transfer the vacancies in north up is going to decrese if sp govt come up with the idea of home dist in north up very few people get the job. 90 % will be left cheated ............
ReplyDeletewhat a tragedy
,
ReplyDeletejo bhi hoga accha hi hoga,
ReplyDeletea andha bhad ki trah haq raha hai. aur ham sab chup hai ab aisa nahi hoga
ReplyDeleteUP Govt. ko Unemployment Allowance dene me zyada interest hai, Employment dene me nhi. Govt ki mansha na-paak hai aur ye yuva berozgaro ki zindagi se khilwaad kr rhi hai. Kya ab sab berozgaar 1000 rs. lene k liye line me lag jaayein? TET walo ko 1000 rs ka bhatta nhi balki 18000 rs. ki naukri chahiye. Aur Govt ko ab ye baat samajh lena chahiye. Lucknow k anshankaari candidates ko mera Laakh Laakh Salaam. UPTET2011 candidates zindabad.
ReplyDeletetype uptet lucknow on youtube and watch our aandolan
ReplyDeletesatendra verma biswan sitapur
ReplyDelete.
student se poocho ki 10000 rs kaise jutay they
friends dont worry...media specially news papers are giving bogus news.hidustaan me bas nyaypaalika par bharosa rakho aur man ko chota na karo.ham supreme court tak ladenge.
ReplyDeleteanil sant is a visonary man.1st jan ke baad bed wale prt appoint nahee ho sakte the.btc me private college wale bhi shamil hai.high merit wall koi bhi student govt diet me admission lega na kee private college me.ab jab niyukti kee baat aati to fir diet ke students hee ka acd merit high hone se chayan hota.pvt college wale btc student baahar hee rahte.so awsar kee samanta ke liye usne tet merit ko aadhar banaya.naye pramukh sachiv bhi shayad hee use change kar paaye...jo patrawaliya anil sant laga ke chale gaye hai usme thos tark hai.
ReplyDeleterahee baat appointment kee to bhai log apka 500 rupya ka draft diet dwara cash karayaa jaa chuka hai iska matlab game chalu ho chuka hai game chalu hone ke baad aap rule nahee badal sakte manjushree banaam ap govt supeme court kee full bench ka nirnay hai.rahee baat kuch log kaenege BTC 2004 kee baat to waha exam nahee hua tha iska matlab game nahee chalu hua tha.so bhartiya nyaypaalkia par bharosa rakho aur ek good lawyer ko hame higher karna hai.i m ready to pay 5000 to good lawyer(wakeel ke hah me hee dunga).kindly contact me wheen needed.i will come to lko or alld oor new delhi.my cell no 9532981692
Primary Teacher Job mein salary dekh kar logon ko paanee aa raha hai -
ReplyDeleteSarkaree Job , 3-4 ghante kee Nokree, Koee Tension vaala kaam nahin.
Salary - Rs. 21000 + Sarkari Chuttian / Leaves + Life Time Salary Increase + 2 Promotion At least (MACP Rule) + Other Facilities.
Girls ke leeye - Prgnancy Leave + Allownace , Child care Leave
Bahut s log sochte hain extra time mein higher study / coaching len,
-----------
Khuch log to Padane kee bajaye ghar bethkar haramkhoree se tankhwa pana chahte hain. Aur Ho bhee raha hai.
Laar tapak rahee hai sabkee,
ReplyDeletePvt mein salary 3-4 hazar, Na koee chuttee ka benefit.
Sarkaree mein salary 21000 + EL (Paid Leave ) + CL + Medical Leave + Special Leave
----
Kaam Bachho ko ABCD padana , Kuch Log Jaana nahin chahte
-------
Aur ye sabhee log apne bachhon ko English school mein padate hain, khud Govt. school mein padayenge.
Sarkaar VOTE ke hisaab se dekhegee - TET Fail + B.Ed Appearing + Shiksha Mita + 2 Saal Bad Loksabha Electiuon.
ReplyDeleteTab tak bhrtee thande baste mein
Enjoy !!!!!!!!!!!!!!
umesh_brh(riyaz bhai) badi khusi huyi kam se kam aap bhi is blog ke madhyam se jude hain......ham logo ko et bachana hai kaise bhi.........any way myself arvind shukla
ReplyDeletejust want to knw dt kya sch me tet cancel ho jayga... ??????
ReplyDelete