टीईटी निरस्त करने पर नहीं बनी सहमति
(UPTET : Consensus NOT made to cancel UP TET Exam 2011 )
लखनऊ। मुख्य सचिव जावेद उस्मानी की अध्यक्षता में बुधवार को हुई हाई पावर कमेटी की बैठक में शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) 2011 को निरस्त किया जाने पर निर्णय नहीं हो सका। बैठक में यह तय किया गया कि रमाबाई नगर पुलिस कोे जांच के लिए टीईटी से संबंधित जो भी दस्तावेज की जरूरत हो, उसे उपलब्ध करा दिया जाए। मुख्य सचिव इस संबंध में फिर 18 अप्रैल को बैठक करेंगे। बताया जाता है कि इस संबंध में रमाबाई नगर पुलिस की जांच रिपोर्ट को यदि आधार माना गया तो टीईटी को निरस्त करने की संस्तुति की जा सकती है।
बैठक में सबसे पहले रमाबाई नगर की पुलिस की ओर से इस संबंध में की गई जांच रिपोर्ट रखी गई। रिपोर्ट के मुताबिक टीईटी में अंक बढ़ाने के लिए सुनियोजित तरीके से गिरोह बनाकर धांधली को अंजाम दिया गया। पुलिस को नई दिल्ली स्थित परीक्षा परिणाम बनाने वाली कंपनी एसके डेटा प्रिंटर के यहां छापेमारी के दौरान 4500 ऑसर शीट ऐसे मिले हैं जिसे फ्ल्यूड लगाकर अंक बढ़ाए गए हैं। जांच के दौरान धांधली के अन्य कई सुबूत भी मिले हैं। बैठक में तय किया गया कि टीईटी से जुड़े अन्य दस्तावेजों के साथ अधिकारियों को 18 अप्रैल को बुलाया जाए, इसके बाद कमेटी कोई निर्णय करेगी।
गौरतलब है कि मायावती सरकार ने यूपी में 72 हजार 825 शिक्षकों की भर्ती के लिए टीईटी आयोजित कराने की जिम्मेदारी माध्यमिक शिक्षा परिषद को दी थी। टीईटी रिजल्ट आने के बाद दिसंबर में अंक बढ़ाए जाने का खुलासा हुआ था। इस संबंध में रमाबाई नगर पुलिस ने तत्कालीन माध्यमिक शिक्षा निदेशक संजय मोहन को गिरफ्तार कर लिया था। टीईटी पास अभ्यर्थी मुख्यमंत्री अखिलेश यादव से मिलकर इस संबंध में निर्णय लेने का अनुरोध किया था। मुख्यमंत्री ने आश्वासन देते हुए कहा कि इस संबंध में न्याय संगत निर्णय किया जाएगा और मुख्य सचिव की अध्यक्षता में हाई पावर कमेटी बना दी थी।
हाईकोर्ट में काउंटर लगाएगी सरकार
लखनऊ। टीईटी मामले में गिरफ्तार तत्कालीन माध्यमिक शिक्षा निदेशक संजय मोहन की जमानत पर हाईकोर्ट में 23 अप्रैल को सुनवाई है। सचिव बेसिक शिक्षा सुनील कुमार की अध्यक्षता में बुधवार को हुई रिव्यू बैठक में तय किया गया कि विभाग इसके पहले अपना काउंटर दाखिल कर देगा।
News : Amar Ujala (12.4.12)
Tet sangthan ko andolan jari rakhana chahiye varna tet cacel kar diya jayega.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,TET NERAST karna etna asaan nahi hai,kyo ke tet pass candidate supreme court tak jayenge.
ReplyDeleteADITYA FAIZABAD,AUR AGAR SUPREME COURT me bhi insaaf nahi mila to loksabha chunav samajwadi party ko usky aukat batayenge.
ReplyDeleteMujhe lagta hai tet ka radd hona tay hai, kyoki shashan k rukh se aisa hi lag raha hai. Bharti process change kar govt. Tet ko nahi bachana chahegi kyoki isme jyada risk hai, aur court me sarkar ye bhi nahi keh sakti ki tet me dhandhli k karan process change kr rhe hai, tb court kahega ki tet radd karna chahiye tha. Isliye govt. Seedhe tet ko radd karna chahege, aur court me dhandhali ke evidence rakhegi. Waha bhi inki haar tay hai, pehle k result se match karke ye dhosi logo ko kyu nahi pakadte.
ReplyDeleteMujhe lagta hai tet ka radd hona tay hai, kyoki shashan k rukh se aisa hi lag raha hai. Bharti process change kar govt. Tet ko nahi bachana chahegi kyoki isme jyada risk hai, aur court me sarkar ye bhi nahi keh sakti ki tet me dhandhli k karan process change kr rhe hai, tb court kahega ki tet radd karna chahiye tha. Isliye govt. Seedhe tet ko radd karna chahege, aur court me dhandhali ke evidence rakhegi. Waha bhi inki haar tay hai, pehle k result se match karke ye dhosi logo ko kyu nahi pakadte.
ReplyDeleteR
ReplyDeletecourt aur sarkar ke beecch pees rahi hai 3 lakh tet qualified candidates ...........aahir humara kasoor kya hai.........
ReplyDeleteTet ko bachana ka prayas govt. Nahi kar rahi hai, balki ye prayas kiya ja raha hai ki tet ko radd kaise kiya jaye, aur court me kya dalil di jaye. Kya ye commette dikhave k liye bani thi.
ReplyDeleteKOI YE BTAYGA K AB KHA GYE TET MORCHA K LEADR JO CM SE MIL KR AANE K BAAD MITHAI BANT RHE THE.
ReplyDeleteTet radd nahi ho sakta kyonki 4500log 2%se bhi kam hai.chayan tarika bhi nahi badlega.
ReplyDeleteIs govt. Me dalalo ki sankhya bahut hai.
ReplyDeleteTET morcha ko andolan tez karna chahiye aur court me jane ke liye bhi taiyar rehna chahiye.....sirf kuch galat logon ki wajeh se TET cancel karna baki lakhon bekasoor logon ke sath injustice hai .... Supreme court me recently AIIMS ke exam me bhi gadbadi ke liye yahi faisla aya tha ki jo galat log hai unhe punishment di jaye .. naa ki poora exam cancel kiya jaye....
ReplyDeleteAB hame aur UNITE rehna hai aur andolan tez karna hai ...kyonki sarkar ki niyat theek nahi lag rahi
jo bhi karana hai jaldi kijiye ye roz ki kich kich se to achha hai ki court advertisement radd karake phir se vigyapan hi mang le, jyada se jyada 21 days aur intezar karna padega, ye 6 month se tension ki vajah se hamare kitane bhai diprssion ke shikar hogaye hain
ReplyDeletemerit koi bhi banao lekin bharti jaldi shuru karo taki hum kisi aur chiz ke bare mein soch sake ye tet ka mamala jaldi khatm hona chahiye
ReplyDelete@ashwani tet merit se hi bharti ho sakti hai.
ReplyDeletemeri rai mein acd+tet will be good option otherwise it will ruin a lot of life
ReplyDeleteyogesh ji mere tet mein 135 hain lekin main chahata hoon ki kam se kam 72825 logo ki bhalai ho jaye chahe jaise bhi, i am also in favour of tet merit
ReplyDeleteKYA TET CANDIDATES EKJUT NAHI HAIN YA TET AIIMS AUR IIT JAISA IMPORTANT EXAM NAHI HAI YA HUM UP JAISE STATE K HAIN YA KISI BHI NIRNAY SE CANDIDATES K JIVAN PER KOI ASAR NAHI PADTA YA CANDIDATES JIVAN SE HAAR CHUKE VYAKTI HAIN YA COURT ME APNA PAKSH RAKHNE K LIYE HUM PADHE LIKHE YOGYA NAHI HAIN YA SANKHYA ME KAM VYAKTIYON KO NYAY NAHI MILTA YA APNE ADHIKARON PER DOOSARON KO DAWA KARNE K LIYE HUM TAIYAAR HAIN YA STUDY K PARISHRAM AUR HAFTON POST OFFICE ME SAMAY WASTE KARNE KI KOI KIMAT NAHI YA PARENTS K MEHNAT K MONEY KI KOI KIMAT NAHI YA BADLE KI RAAJNITI ME YOGYATA KO SAFAL HONA UP ME SAPNA HAI YA UP ME PRIMARY STUDENTS KI KISMAT ME MNREGA MAJDOOR HONA LIKHA HAI YA NCTE AUR KENDRIYA SHIKSHA MANTRI KI PRIMARY SHIKSHA KE GIRTE LEVEL KI CHINTA DIKHAWA THA YA TET CANDIDATES SAMAJ K US VARG SE HAIN JO ADHIKAAR NA MAANG SAKEN YA SHIKSHA MAAFIYA AUR BASIC EDU K BHRASHT ADHIKARIYON KO SOFT TARGETS MIL GAYE HAIN YA HAMAARI ANS SHEET KI CARBON COPIES KI NISHPAKSH JAANCH SAMBHAV NAHI--IN SAWALON KA JAWAAB SABHI TET CANDIDATES BASIC AHIKAARI AUR COURT KO DENA CHAHIYE.
ReplyDeletedimaag ka dahi ho gaya bhai...muzhe nahi lagta ki ye sarkaar kuch accha karne ja rahi hai hum logo k liye..shayad humne galti ki apne andolan ko band karke...hume inki baton mein nahi aana chahiye tha..ye rajnitik log hain..humare andolan ko band karakar ye ander hi ander khichdi paka rahe hai..
ReplyDeletemein to yahi kahunga ki ab hume kisi ka wait na karte hue SC mein ek apeal kar deni chahiye..muskaan ji hum sab se pehle hi kaha tha..lekin humare morcha ne iss par dhayan nahi diya..kyuki agar HC ne kuch -ve faisla de diya to ye bharti latak jayegi..aur sarkar TET radd kar chuki hogi..
mein to request karunga muskaan ji se ki wo hi marg darshan kare..agar apeal karni hai SC mein to wo hi kar de..hum sab unke saath hai..nahi to sahi tarika bataye..sabhi sathiyon ko...
pls muskaan ji aajkal aapke comments bahut kum aa rahe hain..aap kuch faltu logo ki wajah se upset na hua kare...kuch log bane hi hue hain kaam bigaadne k liye..bana to wo kuch sakte hi nahi..bcoz they r not capable.
TET cancel karwane bahane dhundhe ja rahe hain, ye hain inke asli chehre. Galti kare koi aur bhugte sab. Laptop ki baat karne wale ye Aadim vyavastha kyon prachalit kar rahe hain. Unko maloom hona chahiye hum Shikshak hain Desh ki dasha aur disha hum se tai hoti hai. Hame takleef mein rakhkar sukh nahi bhog sakoge.
ReplyDeleteHum janch se nahi ghabrate ba sharte janch poori nek neeyati se ki jaye. Ramabai Nagar police ki report ko aadhar banakr ise cancel karne ki sochna uchit nahi hai. UPTET-11 pariksha k dauran kahi se kisi gadbadi ki koi report samne nahi aayi. Ek baat to tai hai ki dhandhali recheck k dauran hui to shashan k paas surakshit OMR ki corbon copy se milan kyon nahi karwalete abhi doodh ka doodh aur paani ka paani ho jayega. Board k log apni apni gardan bachane ki jugat me hain. Isi BOARD ki PARIKSHAYEN aajkal chal rahi hain. Iski hakikat kisi se chupi nahi hai. paper out hone k baad bhi usi paper pr prikshayen karwayi ja rahi hain. NAKAL ki to koi ginti hi nahi hai wo to bonus me chal rahi hai. Itne k bawjood BOARD sakushal prikshayen karwane ka dum bhar raha hai.
ReplyDeletekash ye sarkar tet ko nirast karne ka karan dhundhne ke bajay is bharti ko jald tet base merit par karne tatha gadbadi karne wale kuch abhyarthiyo ko bahar karne ka upay karti to jyada accha hota tatha nirdosh tet holders ke sath nyay hota. ashish rajvanshi
ReplyDelete