UPTET 2011 : HC asks UP to file counter-affidavit on official's bail plea
Allahabad, Apr 11 (PTI) The Allahabad High Court today asked the Uttar Pradesh government to file its counter- affidavit on a bail application of a former director of the Secondary Education department who has been in jail in connection with alleged irregularities in Teachers' Eligibility Test (TET) held last year. Justice S C Agrawal, while fixing April 23 as the next date of hearing on the bail application of Sanjay Mohan, asked the state government to file its counter-affidavit by that date. Mohan was arrested on February 7 in connection with alleged irregularities in TET which was held on November 13, 2011. He was suspended a day later.
Mujhe lagta hai tet ka radd hona tay hai, kyoki shashan k rukh se aisa hi lag raha hai. Bharti process change kar govt. Tet ko nahi bachana chahegi kyoki isme jyada risk hai, aur court me sarkar ye bhi nahi keh sakti ki tet me dhandhli k karan process change kr rhe hai, tb court kahega ki tet radd karna chahiye tha. Isliye govt. Seedhe tet ko radd karna chahege, aur court me dhandhali ke evidence rakhegi. Waha bhi inki haar tay hai, pehle k result se match karke ye dhosi logo ko kyu nahi pakadte.
ReplyDeleteMujhe lagta hai tet ka radd hona tay hai, kyoki shashan k rukh se aisa hi lag raha hai. Bharti process change kar govt. Tet ko nahi bachana chahegi kyoki isme jyada risk hai, aur court me sarkar ye bhi nahi keh sakti ki tet me dhandhli k karan process change kr rhe hai, tb court kahega ki tet radd karna chahiye tha. Isliye govt. Seedhe tet ko radd karna chahege, aur court me dhandhali ke evidence rakhegi. Waha bhi inki haar tay hai, pehle k result se match karke ye dhosi logo ko kyu nahi pakadte.
ReplyDeleteTet ko bachana ka prayas govt. Nahi kar rahi hai, balki ye prayas kiya ja raha hai ki tet ko radd kaise kiya jaye, aur court me kya dalil di jaye. Kya ye commette dikhave k liye bani thi.
ReplyDeleteYE KYA HO RAHA HAI
ReplyDeleteGOVT....KA IRAADA KUCH SAAF NAHI LAG RAHA HAI
LAGTA HAI KI FIR SE AANDOLAN KHADA KARNA PADEGA
Blog designer tumhari babasheer ki beemari ka kya haal hai.khujli ho rahi hai.mai raat ko aunga.be ready darling.you sweet gay.
ReplyDelete@blog designer apne baruta name se hi comment de.aski chhod apni real form me aaja .gande
ReplyDeleteyeh Baruta he hai sala ..
ReplyDelete@blog designer
ReplyDeleteyeh galat blog me gus aya hai
hat hat ye padhe likhe berojgaron ka blog hai...
dimaag ka dahi ho gaya bhai...muzhe nahi lagta ki ye sarkaar kuch accha karne ja rahi hai hum logo k liye..shayad humne galti ki apne andolan ko band karke...hume inki baton mein nahi aana chahiye tha..ye rajnitik log hain..humare andolan ko band karakar ye ander hi ander khichdi paka rahe hai..
ReplyDeletemein to yahi kahunga ki ab hume kisi ka wait na karte hue SC mein ek apeal kar deni chahiye..muskaan ji hum sab se pehle hi kaha tha..lekin humare morcha ne iss par dhayan nahi diya..kyuki agar HC ne kuch -ve faisla de diya to ye bharti latak jayegi..aur sarkar TET radd kar chuki hogi..
mein to request karunga muskaan ji se ki wo hi marg darshan kare..agar apeal karni hai SC mein to wo hi kar de..hum sab unke saath hai..nahi to sahi tarika bataye..sabhi sathiyon ko...
pls muskaan ji aajkal aapke comments bahut kum aa rahe hain..aap kuch faltu logo ki wajah se upset na hua kare...kuch log bane hi hue hain kaam bigaadne k liye..bana to wo kuch sakte hi nahi..bcoz they r not capable.